Anju...... Lovely character entered in the story...... Pari ho ya insaan Dil to sabhi ka dhadaktaa hai .
Waise Manu se jyada to shayad hi hero kisi aur se pyaar kare lekin haan Priya se jyada shayad Anju se pyaar kar paaye .
Pyaar kam ya jyada kahnaa shayad galat hoga lekin Anju shayad kuch apne Hero ki madad kar sake...... waise bhi Manu se har baat nahi kah paaye kahin na kahin sankoch ho jaaye lekin Anju se to sab kuch khul kar kah saktaa hai ......
Anju ki maa iske liye maanegi ya nahi wo bhi dekhnaa padegaaa.
