• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery ARJUN-THE BRAVE ONE

Story kaisi lag rahi hai ?

  • 5 star

    Votes: 9 81.8%
  • 4 star

    Votes: 2 18.2%
  • 3 star

    Votes: 0 0.0%
  • 2 star

    Votes: 0 0.0%
  • 1 star

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    11
Status
Not open for further replies.

Jai_09

Active Member
697
3,510
139
hello dosto...mai is forum ka bahot bada fan hun...yahan maine kayi stories padi hai...maine socha kyon na mai bhi 1 story post karun...kyoki yeh meri pehli story hai to aap sab se mera anurodh hai ki mujhe guide kijiyega aur agar mujhse koi galati ho jaye to mujhe maaf kijiyega aur please apne suggestions bhi dete rahiyega....jald hi pehla update post karunga aur haa dosto...ho sakta hai ki main roz update na de paun to uske liye bhi mujhe maaf karna
 
Last edited:

Jai_09

Active Member
697
3,510
139
Update-1

Subah ke 11 baj rahe the. August ka mahina shuru ho gaya tha aur usi ke sath baarish ka mausam bhi. Mumbai ki baarish ka to aap logon ko pata hi hoga. Jab barasna shuru karti hai to thamne ka naam hi nahi leti. Aaj bhi usi tarah baarish gir rahi thi. Lekin aaj ki baarish me kuch alag tha. Aisa lag raha tha jaise bhagwaan bhi insaan ki kartoot se dukhi hokar aansoo baha raha hai. Vo bhi sochta hoga ki usne to 1 hasti kheli duniya banai thi. Aur insaan to uski sabse anmol rachna thi. Usne insaan banaya tha taaki insaan aapas me hasi khushi se reh sake aur is dharti ko swarg se bhi khoobsurat jagah bana sake. Pata nahi kab uska hi banaya insaan rakshas se bhi niche gir gaya.
Court ke bahar kaafi bheed thi. Sabhi ko intezaar tha us case ke faisle ka jisne insaaniyat ko sharamsaar kar diya tha. Media walon ko to 1 nayi sansani khej khabar mil gayi thi. Unhe sach aur jhoot se koi matlab nahi tha. Unhe to matlab tha ki kaise vo case ko 1 chatpati masaledaar khabar bana kar bech sake aur apne channels ki TRP badha sake. Bahar kaafi police waale bhi tainaat the jinka kaam tha bheed ko kaabu karna aur aaropiyon ko bheed se bachana.
Reporter 1--Namaskar,mai hu Smriti Verma aur jaisa ki aap dekh sakte hain ki hum is waqt court ke saamne khade hain aur aaj vo din hai jiska pure desh ko intezaar tha. Ji haan aaj Sheetal Rape and Murder Case ka faisla sunaya jaana hai jisme police ne Virendra Rana, Arvind Rana aur Rakesh Rana ko giraftaar kiya hai. Police ki taraf se is case ko handle kar rahe hain ACP Sikandar aur kuch hi der me vo aaropiyon ko court me haazir karenge. Jaisa ki aap jante hain ki ye vardaat 17 April ki hai. Sheetal Sinha 1 law chhatra thi jo apne friends ke saath movie dekhne gayi thi. Jab vo apne hostel ke liye laut rahi thi to kuch logon ne unhe raaste se agwa kar liya tha. Iski shikaayat unke friends ne nazdiki police station me likhayi thi. Police ne unki talaash jaari kar di thi ki agle din unki laash Ram nagar ke 1 dustbin me mili. Logon ne jab unki laash ko dekha to unhone foran police ko khabar kari aur unhe turant GK hospital le jaya gaya. Post martem me is baat ki pushti ki gayi ki unke saath brutal gangrape hua tha jisme apradhiyon ne pehle unhe torture kiya aur uske baad rape kar ke unka gala kaat ke hatya kar di. Unke shareer par belt,needles aur cigarette se jalaye jaane ke nishaan mile hai. Mujrim pakde na jaye isliye unhone unke private part me rod daal di jisse semen ka namunishan na mile. Isse unke private part damage ho gaya. Yeh case turant crime branch ke officer ACP Sikanadar ko saunp diya gaya. ACP Sikandar ne is case ki tafteesh ki aur aaropiyon ko giraftaar kiya. Aapko yeh bhi bata de ki teeno aaropi mashoor businessman Ritesh Rana ke bhai hai aur unka shuru se yahi kehna hai ki vo apne bhaiyon ko nirdosh maante hai par jo bhi court ka faisla hoga vo unhe manya hoga.
Tabhi vahan 1 police van aa gayi. Van ke aate hi logon aur media ne us van ko gher liya. Police waale bheed ko kaboo karne lage aur un teeno bhaiyon ko van se utara gaya. Sikandar van ke aage khadi apni jeep se utara. Teeno ko judge ke aage pesh kiya gaya. Teeno ke chehre par koi khauf nahi tha jaise ki unhe pata tha ki court ka faisla unhi ke haq me aana ho.
Judge--Pichli tareekh par public prosecutor ne jo saboot aur gawah pesh kiye the un sabhi ko defence lawyer ne jhukla diya tha. Kya public prosecutor aaj koi aur saboot ya gawah court me pesh karna chahenge.
Public prosecutor ne apna sar jhuka liya aur na me sar hila diya. Judge apni kalam utha kar kaagaj pe kuch likhne laga aur fir usne faisla sunana shuru kiya.
Judge--Tamaam sabooton aur gawahon ko madenazar rakhte huye ye adalat is nateeje par pahunchi hai ki...
Sikandar gusse me court se bahar aa gaya. Uski aankhon me aansoo the jo uski haar aur bebasi ka saboot the. Vo samajh gaya tha ki nyaya ke baazar me bhi paise ka hi bolbala hai.
Reporter--Jaisa ki hamare sootra hame bata rahe hain ki court ne teeno aaropiyon ko saboot aur gawahon ke abhaav ke chalte riha kar diya hai aur police ko ye nirdesh diye hain ki vo is case ki aur kade tareeke se chhanbeen kare aur jald se jald asli gunhegaron ko pakde.
Sikandar ka dil to tadap raha tha. Usne jo Sheetal ke mata-pita se vada kiya tha usme vo nakamiyaab raha tha. Vahi dusri taraf Sheetal ke maa-baap ka bhi ro ro ke bura haal tha. Vahi 1 aur taraf Ritesh,Virendra,Arvind aur Rakesh khushi se foole nahi sama rahe the.
RItesh--Kyo sikandar sahab, maine kaha tha ki mai apne bhaiyon ko kisi bhi keemat par bacha hi lunga. Aap bhi apne baare me kuch soch lijiye kyoki aapki naukri zyada din ki nahi hai. Ab suspend hone ke liye taiyaar ho jaiye.
Rakesh--Bhaiya, aap kyon bechare ko pareshaan kar rahe ho. Dikh nahi raha ki bechara dukhi hai. Aakhir us randi ko insaaf nahi dila paya.
Sikandar--Sun be madarchod, apni aukaad me reh varna yahi teri gaand faad dunga aur tujhe na kanoon aur na hi tera bhai bacha payega. Shukar mana ke kanoon ne mere hath baandh rakhe hain varna teri gaand yahi maar leta main.
Arvind--Rassi jal gayi lekin bal nahi gaya. Sun be thulle,teri aukaad na mere pairon par rehne ki bhi nahi hai. Tere se pehle bahot aaye aur gaye lekin aaj tak kisi ki himmat nahi hui Rana brothers ko hath bhi lagane ki.
Virendra--Kya kar liya tune aur tere kanoon ne. Ab tu dekh, uske jaisi kisi aur ladki ko fir se uthaenge aur uska bhi vahi haal karenge. Tera kanoon bhi hamara gulaam hai, hath bhi nahi laga sakta. Tune galti kar di hame hath laga ke. Ab dekh tera kya karte hai hum.
Sikandar ka to khoon khaul raha tha par vo chah ke bhi kuch nahi kar sakta tha.Vo charon bhai vaha se chale gaye. Court ke bahar logon ki bahot bheed lagi huyi thi aur sabhi police ke khilaaf naare laga rahe the. Yahi to public ki sabse badi dikkat hai.Unhe hamesha yahi lagta hai ki policewale ghooskhor hote hain aur apna kaam theek se nahi karte. Par unhe kya pata ki kuch police wale sikandar jaise bhi hote hain jo duty ke liye apni jaan bhi de dete hain. Par vo kehte hain na ki laakh achhe kaam kar lo lekin aapko yaad hamesha aapki 1 galti ke liye hi kiya jata hai.
Sikandar ab bhi logon ki bheed ko hi dekh raha tha ki constable Ramdheer, jo ke uska driver bhi tha, ne use bataya ki commissioner sahab ne use apne office bulaya hai. Commissioner office pahochte hi sikandar sidha commissioner sahab ke cabin me chala gaya. Commissioner Vijendra Singh apni kursi par baithe huye the.
Vijendra--Yeh kya hai sikandar. Tumhe pata bhi hai ki poore shehar me police ki kitni badnaami ho rahi hai. Aur iska 1 maatra kaaran tum ho.
Sikandar--Sir,isme meri kya galati hai. Maine toh apni taraf se case ki puri tafteesh ki thi. Saboot aur gawah bhi dhundhe. Lekin aakhiri waqt pe sabhi gawah palat gaye aur sabooton ko unke waqeel ne bebuniyad saabit kar diya.
Vijendra--Dekho sikandar, main janta hun ki jo bhi hua galat hua. Yeh nahi hona chahiye tha. Aaj logon ka ek baar firse kanoon par se vishwaas uth gaya hai. DGP sir bhi is baat se naaraz hai aur unhone mujhe order diya hai ki main tumhe suspend kar dun.
Sikandar(shocked)--kya?lekin sir aap to jante hai na ki maine poori koshish ki.Sir please aisa mat kijiye. Main fir se saboot dhundunga, un teeno kutton ke khilaaf case banaunga. Please sir mujhe 1 aur chance dijiye.
Vijendra--Mai jaanta hun. Dekho main tumhara senior hone ke sath-sath tumhara uncle bhi hun. Meri maano to tum kuch din aaram karo. Shayad jab tak tumhare duty waapis join karne ke order aaye tab tak tumhare dimaag se ye tension bhi nikal gayi hogi.
Sikandar--Vaise mere baad is case ko kon handle karega?
Vijendra--Tumhari gair haaziri me ye case Anup handle karega.
Sikandar--Fir to ho gaya yeh case solve. Sara department janta hai ki us saale bhadwe ko case solve karne me kam paise khaane me zyada maza aata hai.
Vijendra--Mind your language sikandar. Tum bhool to nahi gaye ki tum apne senior ke saamne khade ho
Sikandar gusse me to tha par kya kar sakta tha. Vo sorry bol ke cabin se nikal gaya. Use pata tha ki vijendra bhi majboor tha isliye use sikandar ko suspend karna pad raha hai. Aakhir vo vijendra hi to tha jisne bachpan se sikandar ko paala tha. Use apne vijendra uncle par vishwaas tha par kanoon ke un dalaalo par nahi jo chand paison ke liye apna imaan bech dete hain.
Ramdheer--Kya hua sahab? Kya kaha commissioner sahab ne?
Sikandar--Kuch nahi suspend kar diya hai mujhe. 1 kaam kar tu duty kar, main ghar jaa raha hun. Shaam ko apne adde pe milte hain. Mere suspend hone ki khushi me daaru piyenge.
daaru ka naam sunte hi ramdheer ke chehre pe khushi aa gayi. Bahot sin ho gaye the daaru piye huye. Jab se yeh case sikandar ke paas aaya tha tab se use pata tha ki sikandar kaafi tension me hai. Aaj kaafi dino baad tension free hoke daaru peene waale the.
Sikandar--waah re lodu. Yaha mai tereko apne suspend hone ki khabar bata raha hu aur tu khush ho raha hai.
Ramdheer--arre nahi sahab aisi koi baat nahi. vo kya hai na itne din baad aapne daaru ka bola to vo sunke thoda khush hui.
Sikandar--haa samajh raha hun ki kis baat ki khushi hai. Ab to khush hoga ki saara din is chutiye ko leke idhar-udhar daudna to nahi padega na.
Ramdheer kuch nahi bola. Use laga shayad sikandar serious ho gaya hai isliye ramdheer darr bhi gaya tha.
Sikandar--theek hai-2,shaam ko time par aa jana varna teri gaand me tera hi danda daal ke halak se nikal dunga
Ramdheer waha se chala gaya. Bhale hi sikandar ne use kuch bhi kaha ho lekin uske dil me sikandar ko leke ratti bhar bhi gussa nahi tha. Use pata tha ki sikandar ki aadat hi aise baat karne ki hai. Vahi dusri taraf sikandar bhi auto leke ghar ki taraf nikal gaya tha. Uske dimaag me abhi bhi vahi pal ghoom raha tha jab doctor ne sheetal ki laash use dikhayi thi. Use dekhkar uski rooh kaanp gayi thi. Ye barbarta dekhkar to koi bhi darr jaye. Firr use sheetal ke maa-baap ka rota hua chehra yaad aa gaya.

Flashback:-

Sheetal ke maa-baap apni beti ki laash par ro rahe the. Sheetal ki maa ka to ro-ro ke bura haal tha. Aur ho bhi kyon na. Jis beti ko unhone itne naazon se paala tha uski laash unke saamne padi thi aur vo bhi itni buri haalat me. Sheetal ke papa ne jab sikandar ki taraf dekha to uski taraf bad gaye.
Sheetal ke papa(rote huye)--Bade hi naazon se hamne apni beti ko pala tha. Lekin un haiwanon ne iski kya halat kar di. Bechari ko kanoon par bahot vishwas tha isliye law ki padhai kar rahi thi. Beta bhale hi vo marr gayi ho par uska kanoon par jo bharosa tha vo tootna nahi chahiye. Tum meri beti ko insaaf dilana. Yeh sab jisne bhi kiya use kadi se kadi saza dilwana. Aisi saza ki gunhegaaron ki ruh kaanp jaaye.

Present:-

Sheetal ke papa ki yeh baat uske dimaag me ghumti rahi aur ye sab sochte-2 pata nahi kab use neend aa gayi. Jab uski aankh khuli to vo 1 car me backside par baitha tha. Bahar baarish ho rahi thi. Front seat par 1 aadmi car drive kar raha tha aur vahin passenger seat par 1 aurat baithi huyi thi. Us aurat ne back mirror se uski taraf dekha to us aurat ke chehre par muskaan aa gayi. Yeh muskaan dekh kar sikandar apni saari tension bhool gaya. Achanak vo aurat peeche mudi aur jaise hi sikandar ne uske chehre ki taraf dekha to uske hosh ud gaye. Us aurat ke maathe par goli lagne ka ghaav tha aur usme se khoon beh raha tha. Vo aadmi bhi achanak peeche mud gaya aur usne bhi sikandar ko ghoorna shuru kar diya. Uske bhi naak ke upar goli ke ghaav ka nishaan tha jisme se khoon beh raha tha. Un dono ne achanak hi kuch bandbadana shuru kar diya. Jab sikandar ne dhyaan diya to vo dono 1 hi baat keh rahe the.
Dono--Tum hame bacha nahi paye....Tum hame bacha nahi paye
Dono ke bejaan chehre dekhkar abhi sikandar ke man me jo khushi aayi thi vo ekdum darr me badal gayi. Un dono ki awaaz bhi badti jaa rahi thi. Ab vo dono cheekh-cheekhkar apni vahi baat keh rahe the
Dono(chillate huye)--Tum hame bacha nahi paye....Tum hame bacha nahi paye
Sikandar ka darr ke maare bura haal tha. Uske poore shareer se paseena beh raha tha. Uska gala sookhta jaa raha tha. Vo un dono ki baatein nahi sunana chahta tha isliye usne apne kaan band kar liye. Un dono bejaan chehron par 1 khaufnaak hasi chhaa gayi jisse sikandar ke andar 1 bijli si daud gayi. Usne apni aankhein darr ke maare band kar di. Aur tabhi use mehsoos hua ki koi uske bahut kareeb aa gaya hai. Us shaqs ne sikandar ke kandhe par hath rakha aur uske kaan ke paas aake kaha-"Sikku"...
Ye sunte hi sikandar ki aankh khul gayi. Is baar usne khud ko auto me paaya. Auto driver uske kandhe par hath rakh ke use hila raha tha
Auto driver--Sahab....arre oh sahab
Sikandar ko jaise hi apne kandhe par hath mehsoos hua,usne turant uska hath jhatak diya.
Auto driver--sahab aap theek to ho
Sikandar ne us auto vaale ko dekha to use yaad aaya ki vo auto me baitha tha aur uski aankh lag gayi thi. Aur jo kuch bhi usne dekha vo bas 1 sapna tha.
Sikandar--haa...haa main theek hun, hum kahan pahuche?
Auto driver--Aapne jo jagah batai thi vaha pahuch gaye hain...aap theek to ho na
Sikandar--Haa mai theek hu...mujhe kya hua hai...kuch bhi to nahi hua
Sikandar ne auto vaale ko paise diye aur apne ghar ki taraf bad gaya. Uske dimaag se ab sheetal aur uske maa-baap ki baatein nikal gayi thi aur uski jagah us sapne ne le li thi. Uski aankhon ke saamne abhi bhi vo dono chehre ghoom rahe the aur kaanon me unki baatein hi sunayi de rahi thi. Vo bachpan se hi yeh sapna dekh raha tha. Use nahi pata tha ki vo dono kaun hain aur aakhir vo awaaz kiski hai jo use 'sikku' keh kar bulati hai.
 
Last edited:

Nky

Active Member
601
1,476
138

Sikandar gusse me to tha par kya kar sakta tha. Vo sorry bol ke cabin se nikal gaya. Use pata tha ki vijendra bhi majboor tha isliye use sikandar ko suspend karna pad raha hai. Aakhir vo vijendra hi to tha jisne bachpan se sikandar ko paala tha. Use apne vijendra uncle par vishwaas tha par kanoon ke un dalaaln par nahi jo chand paison ke liye apna imaan bech dete hain.

Nice start bro
 
Killerpanditji(pandit)

Well-Known Member
10,269
38,686
258
hello dosto...mai is forum ka bahot bada fan hun...yahan maine kayi stories padi hai...maine socha kyon na mai bhi 1 story post karun...kyoki yeh meri pehli story hai to aap sab se mera anurodh hai ki mujhe guide kijiyega aur agar mujhse koi galati ho jaye to mujhe maaf kijiyega aur please apne suggestions bhi dete rahiyega....jald hi pehla update post karunga aur haa dosto...ho sakta hai ki main roz update na de paun to uske liye bhi mujhe maaf karna
Congratulations new story
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
40,829
103,760
304

Killerpanditji(pandit)

Well-Known Member
10,269
38,686
258
Ja

Jabardast update
 
Status
Not open for further replies.
Top