• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Aryamani:- A Pure Alfa Between Two World's

nain11ster

Prime
23,612
80,680
259
Last edited:

nain11ster

Prime
23,612
80,680
259
Bhai bhai kya update hai bhai bhai
Full to haddi Tod update
Kon aise pair todta hai re
Akshara bhardwaj to giyo
Yaha to shadi fix horahi hai ye bal vivah hai ab ladki bhi 21 ki hone chaiye tabhi shadi 🤣😂😂
Hahaha... Akshra bhi kam nautanki na hai aur uss se bhi jyada Jaya aur Minakshi... Jald hi pata chal jayega ..
 

nain11ster

Prime
23,612
80,680
259
Bhai har update me romanch bhar rahe ho aisa lag hi na raha ye part bor horaha hai Kamal likh rahe ho bhai lajawab
Ab to adat si hogai hogi aapko maharaj kahaniya likh likh kar romach se bharpur likhne ki
Ruhi the ghost
Kya scene tha boss sardar Khan to gila hogaya
Main sutradhar se abhi meeting baki hai
Lag raha hai mall bhi kuch kand hone wala hai
Koi na aage ja kar kahani ka jab pace dhima hoga fir bore na hone wali bhi shikayat dur ho jayegi :D
 

nain11ster

Prime
23,612
80,680
259
Ye bhai kya likh raha hai yaar
Palak aur arya ka scene good one
Bhumi jab bhi frame milti hai best hi milti hai
Par bhaisahab asli update to akshara ke sath shuru huwa kya scene hai sach me dekh Jata to maza ata
Padhta Hu agala update
Koi na filhaal padh kar hi dekhne jaisa feel kar lijiye... Koi producer aur director ne kahani utha liya tab dekhne bhi mil sakta hai 😄😄😄😄
 

nain11ster

Prime
23,612
80,680
259
Wo bhaishab ye dono behane kitna baten kar rahi hai bas hai majedar
Lag raha hai palak aur arya ki shadi karke hi manege sab sab
Family drama khatam hone ka nam na le raha na le utna hi accha kyu ki update me char chand laga deta hai
Ek aur baat jo main scene hote hai to chote horahe hai matlab thoda usme jaanbujh kar kami rakh rahe ho shayad
Aise plot hi kiye gaye hai... Scene koi bhi chhota nahi hai.... Balki story ko kafi high pace me likha gaya hai... Chunki kahani ek kirdar par aadharit hai isliye baki ke jitne patr hain wo bus aapne–apne rang me ird-gird ghumte hain.... Kahne ka arth hai kahani ka momentums itne fast hai ki aapko har scene aur jyada aur explained hone jaisa feel aata hai lekin kahani aage badh jati hai
 
Top