• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Erotica ASHAAN (karz) Romance+thrill+lust(completed)

Kya apko story pasand hai?

  • YES

  • NO


Results are only viewable after voting.

King

𝕿𝖍𝖊 𝕺𝖓𝖊 & 𝕺𝖓𝖑𝖞 𝕿𝖗𝖚𝖊 𝕶𝖎𝖓𝖌
3,951
6,983
159
  • Like
Reactions: andyking302

King

𝕿𝖍𝖊 𝕺𝖓𝖊 & 𝕺𝖓𝖑𝖞 𝕿𝖗𝖚𝖊 𝕶𝖎𝖓𝖌
3,951
6,983
159
Update​




Fiza: ab kaise ho?
Main: thik hoo....aapne jo mere liye kiya uska bohot-bohot shukariya.
Fiza: kaisi baat kar rhe ho...yeh to mera farz tha...lekin mujhe baba ne btaya ki aapko kuch bhi yaad nahi?
Main: (nahi me gardan hilate hue)ji nahi.
Fiza: koi baat nahi aap fikar na karo aap jald hi achhe ho jaoge
Main: aapka naam kya hai?
Fiza: (apna dupatta sir par thik karte hue)mera naam fiza hai main baba ki bahu hoo
Main: Achha.....Aapke pati kaha hai?
Fiza : woh to shehar me ek mill me kaam karte hain isliye saal me 1-2 baar hi aa pate hain.(fiza ne mujhse jhooth bola)
Main: kya main bahar jaa sakta hoo?
Fiza: hila to jaa nahi rha bahar jaoge koi jarurat nahi chup karke yhi pade rho or fir jaoge bhi kaha abhi to aapne kaha ki kuch bhi yaad nahi hai kuch din araam karo iss bich kya pta aapko kuch yaad hi aa jaye to hum aapke gharwalo ko aapki khabar pohoncha sake.
Main : thik hai.
Fiza: bhookh lagi ho to kuch khane ko lau?
Main : nahi main thik hoo.
Fiza: thik hai fir aap araam karo kuch chahiye ho to mujhe awaaz laga lena.

Iss tarah woh kamre se bahar chali gyi or main pichhe se usko dekhta rha. main halaki chal nahi sakta tha lekin fir bhi maine himmat karke uthane ki koshish ki or bed par beth gya or khidki se bahar dekhne laga or thandi hawa ka mazaa lene lga. bahar ki haseen wadiya unche pahad or unn par safed chaadar ki tarah failly hui barf or unn pahado ke bich doobta hua sooraj kisi ka bhi dil moh lene ke liye kaafi the meri aankhen bas isi haseen manzar ko man hi man nihaar rhi thi. main kaafi der bahar qudrat ki sundarta ko dekhta rha or fir dheere-dheere suraj ko pahado ne apni aaghosh me le liya or neele saaf asmaan me chhote-chhote motiyo jaise taare tim-timaane lage. main yeh to nahi janta ki main kaun hoo or kaha se aaya hoo lekin dil me abhi bhi yhi aas thi ki kaise bhi mujhe meri zingadi ka kuch to yaad aaye taki main bhi mere parivaar mere apno ke pass jaa saku. Jane unka mera bina kya haal ho rha hoga. main apni inhi socho me gum tha ki kisi ne mere kandhe par hath rakh kar mujhe chonka diya.

Fiza: khana teiyaar hai agar bhookh lagi ho to khana lekar aau
Main: nahi mujhe bhookh nahi hai
Fiza: haye allah!!!! aapne itne din se kuch nahi khaya hai khud ko dekho zara kitne zakhmi or kamzor ho agar khana nahi khaoge to thik kaise hoge bolo...
Main: lekin mujhe bhookh nahi hai aap log khaa lo...
Fiza: ese kaise nahi khaoge agar aap khana nahi khaoge to hum bhi nahi khayenge hmare yha mehmaan bhookha nahi sou sakta
Main: achha essa hai kya.... thik hai fir aap mera khana daalkar rakh do mujhe jab bhookh hogi main khaa lunga
Fiza: (apni kamar par hath rakhkar) ji nahi!!!! main abhi khana daal kar laa rhi hoo aap abhi mere samne khana khayenge uske baad aapko lep bhi lgana hai.
Main: thik hai ji jaise aapki marzi.(kuch sochte hue) suniye zara!!!!
Fiza : hanji(palatakar mujhe dekhte hue) ab kya hua?
Main: kuch nahi yeh lep konsa lagayengi aap mere
Fiza : (muskurate hue) aapke jo yeh zakham hai inn par dawa lagane ki baat kar rhi thi main.
Main: achha (or meri nazre fiza ko kamre se bahar jate hue dekhti rhi)

 kuch hi der me fiza khana le aayi or maine aaj jane kitne din baad pet bhar khana khaya tha. kuch der baad nazi khane ki thali lai gyi or fiza or nazi dono kamre me aa gyi ek katora hath me liye.

Fiza: arre aap abhi tak lete nahi...khana khaa liya na
Main : (haa me sir hilate hue) hanji khana khaa liya bohot achha bnaya tha khana
Fiza :shukriya!!! ab chaliye let jayiye taki hum dono aapke lep lga sake (or fiza or nazi ne mujhe milkar leta diya)
Main : jab main behosh tha tab bhi aap dono hi mujhe dawayi lagati thi?
Nazi: ji haa or kaun hai yha
Main : mera matlab hai koi aadmi nahi lagata tha mujhe
Nazi: ji nahi baba to ab khud hi badi mushkil se chal-fir pate hain or bhai jaan bahar hi rehte hain ghar kam hi aate hain  jadatar isliye hum dono hi aapko dawayi lagati thi or.....
Main: or kya?
Nazi: kapde bhi hum hi aapke badalti thi(nazare jhukate hue)
Main: achha
Fiza : achha chhodo yeh sab woh wali baat to karo na inse
Main: konsi baat?
Fiza: woh hume aapka asal naam to pta nahi hai isliye hum dono ne aapka ek naam socha hai agar aapko achha lage to....
Main: kya naam btayiye?
Fiza: "Neer" naam kaisa lga aapko?
Main: jo aapko achha lage rakh lijiye mujhe to koi bhi naam yaad nahi wese yeh naam rakhne koi khas wajaha?
Fiza : aap maut ko maat dekar fir se iss duniya me laute ho or hume paani me behte hue mile the isliye humne socha ki aapka naam bhi hum "Neer" hi rakh de.
Main: maut ko maat se kya matlab hai aapka?
Nazi : arre kuch nahi bhabhi to bas kahi bhi shuru ho jati hai aap btayiye aapko naam kaisa lga?
Main: agar aap logo pasand hai to mujhe kya aitraaz ho sakta hai
Fiza: to fir thik hai.... aaj se jab tak aapko apna asal naam yaad nahi aa jata hum sab ke liye aap "Neer" ho.
Main: jaisi aapki marzi (halki si muskurahat ke sath)
Fiza: nazi kal yaad karwana mujhe inki daadhi or baal bhi katenge itne maheeno se yeh behosh the to dekho inki daadhi or baal kitne bade ho gye hain bura mat manna lekin abhi aap kisi jogi-baba se kam nahi lag rhe ho koi ajnabi dekhe to darr hi jaye (dono aapas me hi hasne lagi)
Nazi: koi baat nahi bhabhi yeh kaam main kar dungi baba ki daadhi banate or baal kat te hue main ab mahir ho gyi hoo iss kaam me
Main : ( main dono ka chehra dekh kar sirf haa me sir hilate hue) thik hai
Nazi: chalo "Neer" ji kapde utaaro
Main: (chonkte hue) kyo kapde kyo utaaru?
Nazi: dawayi nahi lagwani aapne?
Main: arre haa main to bhool hi gya (or apni kameez ke button kholne ki koshish karne lga)
Fiza: aap rehne dijiye roz hum khud hi yeh sab kaam kar leti thi aaj bhi kar lengi aap apne hath-pair jada hilayiye mat nahi to dard hoga.
Main: (khamoshi se sirf haa mein sir hilate hue)
Nazi: fikar mat kijiye hum roz aap chaddar daal dete the dawayi lagane se pehle (uske chehre par yeh baat kehte hue muskurahat or sharam dono thi)

Dono ne meri kameez utari or pajama bhi utaar diya jo mere pair se thoda uncha tha shayad fiza ke pati ka hoga ya fir baba ka hoga or meri taango par ek chaddar daal di. main dawayi lagwate hue bhi apni pichhali jindagi ke bare me soch rha tha lekin mujhe koshish karne par bhi kuch yaad nahi aa rha......main bas apni hi socho me gumm tha ki achanak mujhe ek komal hath apne sir par or aankho par ghumta mehsoos hua sath hi (ek awaz aayi ki ab aankhen mat kholna)  fir dusra hath apni baaju par or 2 hath ek sath chaddar ke ander aate hue meri taango se rengte hue jangho par mehsoos hue meri aankhen band thi fir bhi main saaf mehsoos kar rha tha ki jab 2 hath meri jangho par chal rhe the to mere Lund me kuch harkat hui jo ki akad rha tha or iss harkat ke baad jo hath meri jangho par dawayi laga rhe the unme ek ajeeb si kampan maine mehsoos ki.....mujhe uss waqt nahi pta tha ki yeh ahsaas kya hai lekin mujhe usse sukoon bhi mil rha tha or ek ajeeb si bachaini bhi ho rhi thi...iss mile-jule ahsaas ko shayad main samajh nahi paa rha tha ki yeh mere sath kya ajeeb si baat hui or chand seconds me mera lund poori taraf khada hoke chhat ko salami de rha tha or lund mahaaraj ne chaddar me ek tambu bna diya  tha. Achanak ek hath mere lund se takraya kuch pal ke liye usne mere lund ko pakda or fir ek dam se chhod diya sath hi ek mithi si awaaz mere kaano se takrayi. bhabhi baki lep aap hi laga do maine niche to lga diya hai ab main sone jaa rhi hoo. shayad yeh awaaz nazi ki thi. uske baad mujhe niche woh ajeeb se maze wala ahsaas nahi mehsoos hua main wese hi aaj bina kisi kapde ke sirf chaadar me lipta hua sou rha tha

fiza jate hue 2 kambal bhi mere uper daal gyi yeh kehkar ki yha raat me aksar thand ho jati hai. fiza ne bhi mujhe kapde nahi pehnaye or ese hi khadki band karke chali gyi shayad uski nazar bhi mere khade hue lund par pad gyi thi meri uss waqt aankhen to band thi lekin pairo ki door hoti hui awaaz se maine andaaza lga liya tha ki shayad ab kamre me koi nahi siwaye mere or meri tanhayi ke.Raat ko mujhe neend ne kab apni aaghosh me le liya main nahi janta.Subah mujhe nashta karwane ke baad fiza or nazi ne meri shave bhi ki or baal bhi kaat diye. sheeshe me apna yeh naya roop dekhkar mujhe khushi bhi ho rhi thi or bechaini bhi hui. lekin dil me ab yhi sawaal bar-bar aake mujhe bechain kar deta tha ki main kaun hoo....aakhir kaun hoo main.
 

Romeo 22

Well-Known Member
9,733
5,415
189
good start:applause:
 
Top