• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Aslam ki Rand Dr Kamya.....

Aslam Miya

Kaamya wala...Tempo Driver
233
466
64
Kamya ne baat age badhate hue Aslam se kaha
"Ha mai jaroor tumhari madad karungi... Maine wada jo kiya hai!!"

-"To kya tu sach mai mera illaj karegi?"

-"Ha.. Kyun koi shak hai...?"

-"Vo mujhe sach mai bharosa nahi ho raha hai tu mera illaj karegi.Matlab tere jaisi mera illaj kare thoda ajeeb lag raha hai... wo bhi meri itni gandi bimari janne ke baad"

-"Dekho... Pehli baat tumhe koi gandi bimari nahi hai ye ek dam normal hai.. bus tumhe apni bhavnao ko control karna sikhna hoga samjhe ??..Aur mujhme kya ajeeb hai jo tumhe bharosa nahi beth raha ke mai tumhara ilaj kar paungi?"

-"Kya tune kabhi galiya suni hai... Mai bahot gandi gandi galiya deta hu... Tum gussa ho javgi... Aur kahi security officer bulice ko....Na baba na.. Tere sath bahot risk hai.. Pichle do docter to mard the par phir bhi wo meri galio ko seh nahi paye... aur mera ilaj karne se mana kar diya.. Ab agar tune bhi mujhe mana kar diya to pata nahi mai kya karunga?"


Aslam ye to jaan chuka tha ki Kamya bhale dil ki hai... Wo uska ilaj jaroor karegi.. Aur agar use thik se emotional kiya to wo uska illaj kaisi bhi kharab situation mai bhi nahi chodegi... Jo usko aur jyada khul ke Kamya ko garam karne ka moka dega..

Aslam ek mahir khiladi tha... Aurat ki kamjori ko bhap kar usko apne hisab se use karna use bakhubi ata tha... Kamya ki do kamjori mai se ek usks emotional hona tha, jiska Aslam bakhubhi fayda utha raha tha.. aur kamya ki dusri kamjori uska over challenging nature... jisse Aslam abhi tak anjaan tha... Kyun ki wo ye nahi janta tha ke Kamya ke uske case ko lene ke piche uski iss kamjori ka bhi hath hai... Par waqt ane par wo is kamjori ko bhi jan lega aur, use karga ye pakka tha....

Kamya kuch bhi kar ke iss case ko chodna nahi chah rahi thi.. Wo Aslam ki madad karna chah rahi thi.. Par ek minute ke liye Kamya ne bhi socha ki Aslam ne jo kaha wo such hai..

"Mai uski galiya kaise sun paungi? Ye ganda insaan mujh jaisi ladki ko gali dega ye mujhe kaisa lagega? Aur issko itni choot dena thoda riski bhi hai...!! "

Phir kuch der aur sochne par kamya ne socha "Par kya meri thodi si beijjati jane par Aslam ki jindgi savar jati hai to kyn nahi..? Aur wo baat bhi to humdono ke bich hi rahe gi... Aur waise bhi jo koi na kar paye esse kaam me hi to asli maja hai.."

Bas...uski chinta par uska Emotional aur challenging nature havi ho gaya.. Usne socha kamyabi mushkil sahi par namumkin nahi hai... "Thodi beijjati sehne se agar kisi insaan ki jindgi sawar jati hai.. aur sath hi uska parivar bhi khus hota hai to main ye risk lene ko taiyar hu.."Wo kuch bhi karke Aslam ko manana chah rahi thi taki wo ussi se hi apna illaj karvaye...
 

Aslam Miya

Kaamya wala...Tempo Driver
233
466
64
"Dekho Aslam tum mujh par bharosa kar sakte ho... Mai tumhare illaj se kabhi piche nahi hatungi... aur waise tumne dost kaha hai na mujhe.. to apne iss dost ko ek moka bhi nahi doge?"

"Mujhe tujh par pura bharosa hai... Pata nahi kyn lagta hai ki tu hi mere ujadi huvi jindgi ko savar sakti hai... Par dar bhi hai, pata nahi kya hoga?"

"Kuch nahi hoga... Mujh par yakeen rakho... Ek dost ki hasiyat se mai tumhe puri azadi deti hu ke tum mujhe jo bhi kahoge wo mujhe manjoor hoga... Chahe wo kitna bhi ganda kyun na ho.."

Aslam man me, Saali aj to tune mujhe gali dene ki choot di hai par thode waqt ke baad tu mujhse gaali sunne ke liye gidgidayegi... Tujhe meri gali hi nahi meri har baat manjoor hogi... Aapni personal rand banaunga mai tujhe... Bus tu dekhti ja

Aslam ne baat ko aur thoda khicha.. Wo janta tha ki Kamya ko kaise daba ke aur dara ke rakhna hai...

"Nahi mujhe pura yakeen hai... Tu nahi seh payegi aur mera ilaj adhe se hi chod de gi.. Aur mai ek aur nakamyabi seh nahi paunga... Pata nahi kya kar bethu.. Isse accha hai mera ilaaj na hi ho... kaam se kam ek ummed to rahegi ke mai thik ho jaunga.. Kahi tune bhi chod diya to wo ummed bhi tut jayegi.. Aur mujhe ek aur problem bhi hai, jiska mujhe jyada dar hai..sirf gandi bate akela problem nahi hai..."
"Matlab...?"
"Matlab ek to mujhe gussa bahot jaldi ata hai... Pata nahi kis baat pe gussa ho jau.. aur phir agar gussa badhe to mai hinsak bhi ho jata hu.. Mara mari bhi kar sakta hu.."

Kamya ab dar rahi thi.. Par usne Aslam ko thik karne ka man bana liya tha aur ab wo kisi bhi musibat ka samna karne ko taiyar thi...
Kamya ne Aslam ko samjane ki koshish karte huye kaha
"Gusse mai aksar aisa hota hai... Ye koi badi baat nahi hai.. tum thik ho javge... Ek baar illaj start to karne do."

"Nahi... Agar kahi gusse mai maine tujh pe hath bath utha diya.. to pata nahi mai khud ko maaf kar paunga ki nahi.."
Aslam ne bahot masumiyat se kaha..

Kamya ne maar to aaj tak apne papa se bhi nahi khayi thi.. to Aslam se maar khane ka to koi saval hi nahi tha.. Par Kamya iss bimari se kuch jyada attach feel kar rahi thi.. Wo Aslam ko kisi bhi kimat par thik karna chah rahi thi, aur uske liye agar Aslam ki mar khani padi to bhi wo taiyaar thi...

Ye tha uska over challenging nature jo kisi goal ko achieve karne ke liye kuch bhi kar sakti thi... Sath hi wo Aslam ki bimari ko acche se study karke uska illaj karna chah rahi thi.. Jiske liye use sab manjoor tha...Par ye baat Aslam ko usne nahi batai thi...

Jab Kamya man hi man Aslam ki har baat ko man ko taiyaar thi, uske illaj liye kuch bhi sehne ki taiyaari rakh rahi thi...Aslam ke baar baar na manne par Kamya ab thodi frustate bhi ho rahi thi... Itna to aaj tak usne kisi ko nahi samjhaya tha. Par Aslam ke masoom chehre aur bato ne use pighla diya.. usne phir ek koshish ki..

"Ok thik hai.. to tum hi batao ke mai kya karu jisse tumhe yakeen ho jayga ke mai tumhre ilaaj se piche nahi hatungi..? Tumhe kis bat ka bharosa chahiye ?"

"Dekh.. Agar tu sach mai meri madad karna chahti hai to meri 2 shart hai... Agar tu manegi to hi mujhe yakeen hoga ki tu jo keh rahi hai such hai... aur ek guarantee bhi mil jayegi ki tu meri kisi bi baat ka bura nahi manegi"

"Guarantee??"

"Ha Guarantee.. main nahi chahta ke ilaj karte waqt tu kisi baat par gussa ho jay..mai bus chahta hu k mai tujhe jaisi bhi gali du wo tu seh sake"

"Aur ye hoga kaise ? Kya shart hai tumhari" Kamya bhi aab utsukta thi

"Pehle bol ki tujhe meri shart manjoor hai"
"Pehle shart to batao.."
"Nahi.. pehle shart ko man phir hi bataunga.. Agar tum mera sach mai ilaj karna chahti he to mana mat kar... Bharosa rakh mujhpe"

Kamya thodi confuse thi... Kya kare? Shart mane ya nahi? Par phir usne apne apko manaya ke Shart hi to hai...!! Aur usse bhi to wo tarika janna tha jisse wo galio ko seh sake...

"Thik hai.. Manjoor hai"
"Nahi ese nahi.. Apne Pati ki kasam kha.. ke tu meri dono shart manegi aur piche nahi hategi"
Aslam Kamya ke emotional nature ka bakhubi fayda utha raha tha... Kamya ko apne pati ke naam pe emotional kar raha tha..
Kamya thodi shock hui aur confuse bhi.. Par jab usne iss case ke liye itna risk leneka soch hi liya hai to ye thoda aur sahi.. Ye soch kar Kamya boli
"Thik hai apne pati ki kasam...Ab to batao"
"Pehli shart... Tu mujhe 'Aap Aap' keh kar nahi bulaye gi.. Naam se bulayegi.. Mujhe tu Aslam hi kehkar bulayegi...'tu' kehkar bulayegi... Thik hai?... " Aslam thoda rukta hai aur " Tujhe bura to nahi laga na?"

Kamya isse bhi buri shart ke liye khud ko taiyaar kar rahi thi.. Wo ye shart sun kar ek dam se relax ho gai...
Kamya ne socha ye jyada mushkil nahi hoga sirf naam se hi to bulana hai... Our isse Aslam bhi usse jyda apnapan mehsoos karega...Sathi hi wo nahi chah rahi thi ki uski sharm rakne ke karan Aslam baat ko open na kar sake, jo uske ilaj ke liye jaroori tha... Isliye Kamya ne bhi bat ko aur open karte huye kaha.

-"Thik hai abse mai aapko Aslam hi kahungi.. Par aap bhi mujhe kamya hi kahiye. Thik hai..?"
-"Phir se AAP ?!?!"
-"Sorry... Par Ye Tu Tu wali language maine kabhi use nahi ki hai. Naam tak barabar hai, par maine kabhi kisi ko tu kehke nahi bulaya" Jisne apne naukaro ko bhi ijjati se bulaya ho uske liye ye mushkil hi hona tha, ye baat kamya ko bhi thodi hi der mai malum ho gai thi...

Aslam bhi samaj raha tha ki Barf tutni shuru ho gai hai.. Ab agar sahi vaar kiye to bar chura ho hi jaygi..
 

macssm

Active Member
715
538
93
Agle update ka intejar rahega
 
  • Like
Reactions: Aslam Miya

macssm

Active Member
715
538
93
Update miya??
 

Aslam Miya

Kaamya wala...Tempo Driver
233
466
64
-"To usme kya. Mujhse shuru kar. Mujhe aapna dost samjh aur bol 'Aslam mere dost Tu kaisa hai?'"

Thodi jhijak ke sath Kamya ne socha usse ye nahi bola jayga.



9e60bb90-7248-4579-be27-d5129896ec55

Par wo Aslam ko yakeen dilana chah rahi thi ki wo uska illaj kar sakti hai... Sath hi pata nahi kyn wo Aslam ko mayus bhi nahi karna chah rahi thi...

-"Aslam tuu kaaisaa hai?"

-"Aslam mere dost..."

-"Aslam mere dost tu kaisa hai? Ab thik hai na..?Ab batao tum kya keh rahe the? Kya hai dusri shart?"

-"Wo me.. dekh tu bura to nahi manegi na?"

-"Nahi manungi... Batao na" kamya apne hath apne lambe balon mein ferti hui bolti hai..



20200527-204512
-"Dekh bura mat lagana... Par Meri dusri shart hai ki.. mai chahta hu ke mai jab tujhe galiya du tu bhi mera saath de... Matlab tujhe b galiya bolni hogi"

-"Ye kya bol rahe ho?" Kamya k muh se shock k mare nikal gaya... Ye ek sudden reaction tha.. Kamya apne app ko control nahi kar payi..



-"Kyun manjoor nahi hai kya..?"
-"Dekho Aslam ye mai nahi kar sakti... Mai kisi ko gali nahi de sakti.. Aur mere gali dene se tumhare behaviour mai kya fark padega?" Kamya abhi bhi dusri shart ko samaj nahi pa rahi thi..

- "Agar tum bhi gali bologi to mujhe yakeen ho jayga ki mere gali bolne par tum bura nahi manogi.. Aur agar koi gali bolne me mera sath de to mai violent nahi hota hu... Par ha agar mai akela akela gali bolta raha to pata nahi kab mai aape se bahar ho jau.."

Kamya ne socha.. Ye kaisi bimari hai? Kaise symptoms hai... Par wo Ek ajeeb bimari ki vajah se ek patient ko bimar nahi chod sakti thi... Aur ek ajeeb bimari ko cure karna ek jyada challenging task hota hai.. Par gali bolne ke liye wo khud ko mana nahi paa rahi thi..

-"Nahi Aslam.. mujhe maaf kar do.. Mujhse nahi hoga"

-"Waahh to tune abhi se haar man li na...? Mujhe pata tha tu mera illaj nahi kar payegi..!"

Aslam ne banavati gusse se kaha
-"Nahi esi koi bat nahi hai" Kamya thodi ghabra gai.. usse laga shayad wo situation ko handle nahi kar payi...Aur Aslam gussa ho rah hai..

Aslam ne moke ko bhap kar bola
-"Sab samajh ta hu.. Rehne de... Dost kaha tha na mujhe kyn..? Aur apne pati ki kasam bhi khayi thi na..!! Phir bhi meri shart ko maan na payi na.. To illaj kya kar payegi tu...?Ab mai tujhpe kaise bharosa karu k tu mera illaj kar payegi?"

Aslam ne aisa dikhaya jaise wo kuch jyada gussa hai..
Kamya soch rahi thi ki shayad Aslam ab apna para kho raha hai.. Aur shayad violent bhi ho jay jaise ussne bataya tha.. Aur ye soch kar Kamya thodi dar gai..


-"Nahi tum galat samaj rahe ho"
-"Ha ha.. Me sab samajta hu.. Dost kehti hai khudko ? Saali kamini kahi ki.. Rand saali.."

Aslam aise dikha raha tha ki wo gussa hone par anab shanab kuch bhi bolne lagta hai.. Aur usko gussa bahot jaldi ata hai..
Aslam kamya ke dimag se khel raha tha. Use guilty feel karva raha tha. Taki vo use age se roke nahi. Ek psycologist hone ke bavjood Kamya Aslam ke iss khel ko pehchan na saki.

Kamya pehle se hi over emotional thi, aur bahot jaldi submit kar deti thi. Aur huva b vaisa hi jaise Aslam ne socha tha.

Kamya ne khud ke liye kabhi kisi ke muh se gali nahi suni thi... Aur Aslam ke muh se khud ke liye kamini aur rand sun ke usse kuch ajeeb feeling ho rahi thi... wo pata nahi kyun par thoda adventurous feel kar rahi thi jaise usne kuch daring wala kam kiya ho...Par usne apne dimag me ayi iss feeling ko ek side mai hata diya...

Kamya ne socha Aslam ko shant karna hoga... Gusse me insaan kuch bhi kar sakta hai aur kisi ki nahi sunta... Ek Psykologist hone ki vajah se wo janti thi ki agar Aslam ka gussa aur badh gaya to wo uski ek na sunega, aur kuch bhi kar sakta hai...
Kamya ko Aslam ko shant karna hi tha... Aur uska sab se assan rasta tha uski baat man kar..To usne wahi kiya

-"Nahi Aslam tum mujhe galt samaj rahe ho. Dekho mera vo matlab nahi tha. Dekho mujhebilkul bura nahi laga. Nahi me koi oppose nahi karungi. Aab tum jo chahe vo bolo. Me kuch nahi kahungi. Mujhe maaf kardo.... Mujhe bahot bura laga jab tum meri dosti par esa shak rahe ho..."
Kamya bhi aab soch rahi thi ki baat haath se bahar ja rahi hai... Abhi do min pehle to Dosti ki bate ho rahi thi aur abhi jhagda.. . Wo Aslam ko thik karna chah rahi thi.. Uski madad karna chah rahi thi... PAr Aslam ka behaviour usse ek badi rukavat lag raha tha... Wo samaj gai ki Aslam ko such mai madad ki jaroorat hai...Usko thik karna jaroori hai...

Aslam ne ye bhap liya tha ki kamya kuch jyada emotional ho kar aapna bachav kar rahi thi..Usne Kamya ko issi topic par emotinal black mai karne ki sochi..

-"Rehne de... Yaha maine ek aur gali boli aur tu to security officer ko bula le gi. Mai kaise manu k aa b tu age se esa nahi karegi?"

-"Tu bol me kya karu ?"

-"Tu b gali bol k dikha..."

-"Mujhe nahi ata gali bolna.. Maine kabhi bhi kisi ko gali nahi di. Mujhse nahi hoga"

-"Dekh bina gali bole me nahi rah sakta.. Ye aab meri aadat me hai.. Lekin mujhe dar hai kahi maine phir se gali di to pata nahi tu kya kar de"

-"Me kuch nahi kahugi... Tu chahe kaisi bhi gali bol.. Aab to hum dost hai na.. Please mujhe maaf kar de"

-"Accha to mai tujhe Rand kahunga to bhi tujhe bura nahi lagega?"

Kamya shock ho gai. par usne soch k ye shayad us bimari ki vajah se hi hai... Accha hai Aslam ab thoda khul ke baat kar raha hai. Jaisa wo chah rahi thi.. Ya shayad jaise aslam chah raha tha!!

-"Nahi bilkul bura nahi laga... Infact tum mujhe kuch be keh sakte ho.. Jo tumhara man chahe... Me bilkul bura nahi manungi"
"To thik hai aab se mai tujhe Kamya rand hi kahunga.. Thik hai?"

Kamya samajh rahi thi ye bahot fast ja raha hai... Par pata nahi wo iss situation ko
control bhi nahi kar paa rahi thi. Use ek ajeeb sa maja aa raha tha.. Aur ek ajjeb sa daar bhi lag raha tha.. Kamya kuch bhi samajh nahi paa rahi thi.

Aur aab ye case chodne se uska EGO (jo uske challenging nature ka hi issa tha) use rok raha tha..

Kamya ne man me socha (Ke ab chahe kuch bhi ho jay.. Kuch bhi sehna pade.. Kuch b sunna pade bolna pade... Mai piche nahi hatungi... Agar Aslam mujhe Rand samajh na chahta hai to Rand hi sahi..Par mai ab uska illaj chod nahi sakti)
Kamya has ker Boli " Ha Aslam chalega.. Jaisa maine kaha tum mujhe kuch bhi bol sakte ho!! Par ha sab ke samne nahi.. Jab hum dono akele ho tabhi..!!"

Ye sun ke hi Aslam ke lode mai halchal badh gai.. Wo samajh gaya ke wo sahi raste par ja raha hai.. Agar sahi se usne baat age badhai to ye wo sab kuch karegi jo ek sasti randi b karne se mana kardeti hai... Itni khubsoorat ladki ke sath wo kya kya karega ye soch kar uska lund ab dard karne laga tha...

"Wah meri rand... To such mai meri dost hai..!"

"So to mai hu" Kamya ne thoda confidence dikhate huye kaha

Aslam ne socha ( Yahi sahi moka hai.. Ab mujhe khul ke galiya bolni chahiye)

"Chal ab bata tu meri gand kaise maregi?"

"Kya??" Kamya shock ho gai.. Use kuch samajh me nahi aya

"Matlab ab to tu mera illaj karegi na..? to bata kaise shuru karegi?"

Kamya ne bhi ab tak nahi socha tha to wo Aslam ko kya batati.. ??

Usne kaha "To kya tumhara illaj yahi tempo mai karu? Ek kaam karna kal mere ghar par aajana mai wahi tumhara illaj karungi.. thik hai?"




21

Aslam bhi soch raha tha Kamya use clinic par bulayegi par jab kamya ne use ghar par bulaya to mano uski man ki murad puri ho gai ho.. Wo man mai bahot khus huva par apni khushi ko dabate huye bola..

"kya tu ghar par hi illaj karti hai?? Sare mareejo ko ghar par hi bulati hai kya?"

"Nahi.. Bas tumhe hi ghar par bulaya hai... Baki to clinic par hi ate hai.. Aur tum to mere dost ho mareej nahi..!!"

Kamya ne pehle Aslam ko Clinic par bulane ka hi socha tha.. Par phir socha ( Agar issne kisi staff ya patient ke samne mujhe gali de di to meri kya ijjat reh jayegi? Aur waise bhi iske gande huliye ko dekh kar to mera koi bhi patient dobara mere clinic mai nai ayega)

"Ha wo to thik hai.. par ghar par kyun?"

"Wo dekho.. mai tumhe clinic par hi bulati par.. Agar tumne waha kisi ko gali bol di, ya jhagda kar diya to...?? Isse accha mai tumhe ghar par hi dekhu. Vaha koi disturb bhi nahi karega"

Aslam man mai (ha disturb koi na kare to hi accha hai, saali teri chudai ke waqt koi disturb karega to sali ki maa na chod dunga?!)
"Ha ye to sahi baat hai.. Mai aa jaunga tere ghar par..."
 
Last edited:

Jaya4bull

Jaya Banerjee
41
60
19
Bahut badhiya.. sahi trap me fasi doc
 
  • Love
Reactions: Aslam Miya
Top