brother, mai koi expert toh nhi hun but apne experience se example ke through ek baat batata hun,ummid hai aapke kaam aayegi...
dil woh machine hai jisme MOHOBBAT naam ka auzaar tayar hota hai aur aksar jaise machino ke maamlon me hota hai,kuch auzaar sahi bante hain aur kuch kharab..
par auzaar toh dobara bhi ban sakta hai,basharte machine sahi salamat rahe...
aap bas us machine-dil ko motivation ki greasing dete rahiye, woh naya auzaar apne aap hi ready kar dega..
ishq dil me panapta hai brother. isse logon me dekhiye zaroor par dhundiye sirf apne andar..
& according to me,most important baat...ishq hota bhale hi dil ke through hai,par dimag ko saath lejaane me koi paabandi bhi nahi hoti..
ishq dil se hi kijiye par aisa hote waqt dimag khula rakhiye...sahi partner chunane me asaani hogi...
kuch galat laga ho toh maafi chahunga..
Ek baate sach sach batao
Mechnical Enginerring
ki hai na
But anyways
Jo kaha vo 100% true hai
Kyuki dure se har saksh sitara lagta hai
Par jabe pass pahoche to pata chala
Y sitara to khatara hai
Yaha sitaree lagnee ka ehshaas dil nai karaya
Usnee ush saksh ki kabliyate se hmee uski aur khicha
Par vo khatara hai yee hmee brain nai bataya
Kyuki
Har
Chamktee chizz sona nahi hoti
Aur haree sadharan chizz sastee nahi hoti
(Y second line life experience se bata raha hu)
So at the end
Dil nomination kar sakta hai
Par award dene ka kaam dimage ko karne dijiyee and one more thing No nepotism
At the end
Life thumhari
Choice thumhari
Life k sabhi plus hmare
To uski minus bhi hmare hai
But eska y mtlabe nahi calculation hi na kare
Kosis karo minus ko plus karnee ki
Kyuki mano ya na mano
Life is just plus and minus