CG
Sab Chutiyapa hai Bhaya
- 1,999
- 3,560
- 159
Gajab wala update bhai... sach mein mazaa aagaya...lekin :
:1 : Avantika ka dil toot sa gaya hai use jab ye pataa chal gaya hai ki VJ God ka beta hai aur Lord of Angels hai wo apne aap ko ek sadharan insaan samajh kar heen bhavnaa se grasit ho gayi hai... ab uski bhi sachhayi usko yaad dilaao.
:2 : Bhuvika - Ab sidhi saadhi Bhuvika kahin badlaa lene ke liye galat raasta to nahi chunegi ... dekhte hain uska ab kya hota hai.
:3 : Shaila aur Ronit dono hi joint Winners hain aur riwaaz ke anusaar dono hi Raaj karenge lekin shayad Ronit back out kar jaayega and Shaila Rani banegi aur may be ab apne dost cum pyaar se shadi bhi kar le.

} is ki jaga 100 100 100 Milney chaihe