- 13,864
- 98,555
- 259
Last edited:
Veer ke ma aur bahan ka entry kab hogaAbhi toh aadhi bhi nahi hui bhai!
Thank you bhai!awesome update hai Werewolf bhai,
Behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
Ab veer ne slogan ke liye jaal bichhana shuru kar diya hai,
vahin soniya ko date par le jaane ka mission bhi complete kar liya hai,
Ab dekhte hain ki uske dadaji kya faisla lete hain,
Waiting for next update
Super update brother
Thanks
Ladaayi ki skills Pranjal ke liye nahi hai bhai. Uske liye alag planning rakhi hai Veer ne.एक दम बेहतरीन उम्दा और प्रशंसनीय अपडेट Werewolf भाई।।।
लेकिन वीर ये प्रांजल को क्या सरप्राइज़ देना चाहता है जिसके लिए उसे लड़ाई वाली स्किल्स की जरूरत है।।।
Wo toh chal hi Raha hai. Par Veer sabse pehle potential danger ko khatam karega. Bole toh Slogan! Anyways! Dhanyavaad bhai! Keep supporting!Veer ka pehla mission ye hona chahiye ki Keara aur sonia ka friendship to strong kare....apne business ko aage badhaye...nidhi mam ki bete ko kese unko wapas dilaye... fantastic update bhai
Ye next update me dikhaaya jaega!Mast update bhai dekhte hain veer pranjal ko kiya surprised deta hai
Dhanyavaad Bhai!Sabse Pehle To Itni Khubsurat And Interesting Story Likhne Ke Liye Apka Bohat Bohat Sukriya.
Koi nahi! Sab chalta hai!Late Review Ke Liye Mafi Chahuga Xf Par Active Nahi Tha Jis Vaja Se Itni Aachi Story Par Koyi Review Nahi De Payea Par Ab Active Huya Hun To Apna Pehla Review Apke Samne Pesh Kar Raha Hun
Thanks a lot!Story Ke Concept Ke Bare Me Kahu To XF Par Chal Rahi Ya Complete Ho Chuki Story Me Se Apki Story Ka Concept Mere Liye Definitely Top 5 Me Ek Hai. Main Novels, Light Novels And Manga Padhta Rehta Hun Aur Unme Se Jo Mujey Sabse Best Lage, Jiney Ek Baar Suru Karne Ke Baad Uney Dimag Se Na Nikala Ja Sake Eysi Story Hi Main Apni Reading List Me Add Karta Hun Aur Apki Story Meri Reading List Me Add Ho Chuki Hai.
Yes! Mehnat toh isme kaafi lag rahi hai. Last story se kayi guna zyaada. Kyuki concept hi aisa hai. Aur ye jitna progress hoegi utna mere liye tough hota jaega. But it's okay! Mehnat zaroor hai, par mein heera taraash raha hu. Koi kami nahi chorrunga.Apki Writing Skills Ki To Jitni Tarif Ki Jaye Utni Kam Hai Har Ek Update Padh Ka Dil Khush Ho Jate Hai, Har Update Ko Padhne Se Pata Chalta Hai Ki Ap Pure Dil Se Story Likh Rahe Ho Aur Story Ko Aur Bi Maze Dar Bana Ne Ke Liye Kitni Mehnat Karte Hai
Well! Story ke harr update ko interesting rakhna hi mera pehla motive hota hai.Story Itni Jada Interesting Hai Ki Next Update Ka Bilkul Bi Intejar Nahi Hota Aur Ham Sab Next Update Ka Besabri Se Intejar Karte Hai Chahe Update Aney Me Kitna Bi Time Lage Mujey Nahi Lagta Is Story Ka Eysa Koyi Mere Fellow Reader Hoga Jisne Ek Baar Apki Story Padhni Suru Ki Ho Vo Update Ke Intejar Ki Vaja Se Story Padhni Band Kar Gayea Ho.
System yadi fayde dega toh of course uske saath kuch nuksaan bhi rahenge. Bhale hi Veer behtar hota jaa raha hai par paristhitiyo ke kaaran wo apno ko taqleef bhi pohucha raha hai kabhi kabhi. Par koi nahi. Veer ko logo ko manaana bhi aata hai. Wo sab sahi karta jaega.Story Ki Baat Karu To Character Buildup Bohat Hi Aache Se Kiya Gayea Hai, Ek Eysa Ladka Jiske Pass Kuch Nahi Bacha Tha Usey System Milta Hai Jis Ki Madad Se Vo Apni Aur Apni Karib Logo Ki Jindagi Me Khushiya Lane Ki Kosis Kar Raha Hai, Par System Ek Eysi Chij Hai Jiske Bare Me Abi Ke Liye To Kisi Ko Nahi Bata Sakta. System Ki Madad Se Vo Takatvar To Ban Raha Aur Apne Karibi Logo Ki Jaan Bi Bacha Raha Hai(Golu Ko Choad Kar) Par Na Chahte Huye Bi Vo Uney Dukh Bi Poncha Raha Hai. Abi To Survat Hai Dekhte Aage Keya Hota Hai Veer Keya Sabkuch Aache Se Mange Kar Pata Hai Ya Nahi.
Aisa kayi kaaran se hai. Sabse pehla kaaran toh yahi hai ki Veer ko asli Maa ki paribhaasha hi nahi pata. Usse nahi pata ki Maa kesi hoti hai. Uska pyaar kesa hota hai. Wo itna zaroor jaanta hai ki Maa sabse acchi hoti hai. Par usne personally kabhi Maa ke pyaar ko nahi bhoga. Dusra kaaran ye hai ki Veer apni Maa ke baare me kuch bhi nahi jaanta. Na unhe usne dekha tha, na unke baare me koi khabar thi. Bas Train me hi accidentally dono mile the.Story Padhne Ke Baad Jo Mujey Mehsus Huya Us Hisab Se Story Ke Is Mod Par Veer Ki Jindagi Me Most Important Person Hai Nidhi Aur Kaera Aur Bi Character Hai Par Unki Importance Mujey In Dono Ke Samne Kam Lagi, Baki Sab Ka To Thik Hai Par Veer Apni Real Mom Se Jada Importance Iney De Raha Hai Jo Mujey Thoda Ajeeb Laga, Story Ke Concept Ke Hisab Eysa Ho Sakta Hai Par Fir Bi (Maa To Akhir Maa Hoti Hai Pari) Veer Ne Eysa Hi Kuch Kaha Tha Atish Bhau Arc Ke End Me.
Mein boht soch samajh ke likhta hu yaara!Maine Story Duration Ke Barey Me Is Liye Pucha Tha Kyoki Mere Hisab Se Apko Veer Ke Stats Ki Limit Kam Nahi Rakhni Chahiye Thi Ya Fir Stats Ko Itni Jaldi Improve Nahi Karna Chahiye Tha Kyoki Apne Kaha Tha Ki Story Long Hai To Abi To Story Ki Survat Hi Hai Ek Hisab Se Aur Veer Ke Stats Half Se Uper Ho Chuke Hai Aur Unme Se Ek Do To Full Hone Vale Hai Is Hisab Se To Jald Hi Uske Stats Full Ho Jaye, Agar Stats Full Ho Gaye To Body Improvement Band Ho Jaye Gi Vo System Shop Skills To Jarur Sikh Lega Par Without Futher Body Improvement Thoda Ajeeb Lage Ga Aur Eysa Bi Nahi Hai Ho Skata Ki Vo Apne Stats Par Bilkul Dheyan Deyna Band Kar De Kyoki Abi To Uska Samna Small Level Enemies Se Huya Hai Aage Chal Kar Uske Enemies Aur Strong Honge To Body Improvement Bi Jaruri Hai.
Arre nahi bhai, koi bura nahi laga. Story shuru se lekar ant tak interesting hi rahegi. Boht hi kam log itna bade revos dete hai. Bane rahiyega!Mujey Jo Jaga Maine Bol Diya Agar Meri Kisi Baat Ka Bura Laga Ho To Sorry, Mere Eyse Bolna Ka Bi Bs Yahi Karan Hai Ki Mujey Ye Story Bohat Pasand Ayi Aur Story Padhne Me Bohat Maza Aa Raha Hai Isi Liye Main Nahi Chahta Ki Aage Chal Ke Story Me Kuch Interesting Na Bache.
Tabhi toh next update ke liye talab barkaraar rehti hai readers ki.Bro har ek update ke sath curiosity badti Jaa rhi hai meri ki aage kya hoga or aap ekta kapoor ke serial ki tarah suspense me hi chod dete ho