- 14,204
- 100,758
- 259
Last edited:
Aaj aayega na updateWerewolf jee
Ek choti si request hai .kripya bura mat maanana .
Aapne is baar ek din late update diya hai to please agla update ek din pehle Dene ki kripa kare
please please please please please
Mera hee nahi baki pathko ki bhi yahi chahat hai . please
Behad umda update tha
Ragini par focus banaye rakhe har update me please
No!Aaj aayega na update
Ek din late aaya tha na update isliye bolaNo!
Update tab hi aa paega jab ready hoega.
I have work too. Kaam nahi karunga toh rokda nahi milega. Back end developer hu mein.
So... You know subah se shaam kaam.
Raat ko thoda milta hai samay, wo bhi story likhne me de deta hu. Ek din ke gap me impossible hai baba. Sabr rakhiye! Kal aaega update!!!
Back end developer hu mein.No!
Update tab hi aa paega jab ready hoega.
I have work too. Kaam nahi karunga toh rokda nahi milega. Back end developer hu mein.
So... You know subah se shaam kaam.
Raat ko thoda milta hai samay, wo bhi story likhne me de deta hu. Ek din ke gap me impossible hai baba. Sabr rakhiye! Kal aaega update!!!
I understand ki readers boht utaawle rehte hai updates ke liye. Unhe boht curiousity rehti hai aage jaan'ne ke liye.Ek din late aaya tha na update isliye bola
SorryI understand ki readers boht utaawle rehte hai updates ke liye. Unhe boht curiousity rehti hai aage jaan'ne ke liye.
Par trust me, likhne me aur padhne me zameen aasmaan ka antar hota hai Nupur jii. Readers 10 minute me update padh ke apne apne kaam me lag jaate hai aur curious ho jaate hai ki aage kya hoga kahani me.
Lekin, wahi update likhne me mujhe kaafi samay lagta hai. More than 3 hours of continuous sitting. Kyuki, kayi baar images aur gifs bhi dhundo. Update 2-3 baar poora khud padh ke dekho, sahi hai ya nahi? Edit karo usse. Aur sab se zyaada samay lagta hai scenes banaane me. Kyuki mann me toh rough plot hi hota hai. For example: Pichle update me mere mann me tha sabko holi me milwaana. Par kese milwana hai ye tay nahi rehta.
Toh, jab update likhne baitha tab kayi baar dialogues hataane padte hai. Kaun sa sahi fit baith raha hai unke upar uske liye boht soch vichaar karna padta hai. Fir, jaise wo Gun waala kissa. Juhi usse pichkaari samajh leke bhaag gayi. Isko kahi na kahi connect karna tha. Isliye, Holi ka tyohaar yaha dikhaaya gaya. Uss gun ko fir Juhi ke liye pichkaari ki tarah dikhaaya gaya. To create a humour element. Inn sab ki brainstorming me boht samay lagta hai.
Ab mein aapko apna schedule bataata hu. Subah 11:30 se meri joining rehti hai. Wfh!!! Par uske liye pehle se hi ready hoke baithna padta hai. Toh subah toh likhne ka koi time nahi. Fir mein fursat hota hu seedhe raat me. 8 ke aas paas. Ab aap bataaiye aadmi likhe kese!? Raat ko jo samay milta hai dinner ke baad wo poora samay mein story ko de deta hu.
Not to mention ki itne saare logo ke mein replies bhi deta hu. Aur toh aur, Veer ke system me wo Beowulf's Blessings ke cards bhi khud design karta hu. Toh inn sab me samay toh lagega hi na Nupur jii!?
Isliye, do din ka gap leta hu. Aur work ki wajah se wo kabhi kabhi 3 din ho jaata hai. Par usko compensate karne ke liye mere paas samay nahi hai ki ek din ke gap me mein updates likh saku.
I hope aap samajh rahi hongi meri paristhiti. Kaam karunga, tabhi toh Paisa aaega.
Quality content me thoda samay toh dena padega. Baaki readers ke liye bhi hai ye. Tolerance aur patience badhao bhai. Warna job me kese sambhaloge apne boss ko!?
Aap bhi itminaan se padhte rahiye. Dheere dheere sab kuch dekhne ko milega, sab secrets bhi khulenge, aur ho sakta hai saari fantasies bhi poori ho jaaye!? Who knows!?
Keep supporting!
saari fantasies bhi poori ho jaayeI understand ki readers boht utaawle rehte hai updates ke liye. Unhe boht curiousity rehti hai aage jaan'ne ke liye.

Jarror Puri honi chahiyesaari fantasies bhi poori ho jaaye
Oh my godI understand ki readers boht utaawle rehte hai updates ke liye. Unhe boht curiousity rehti hai aage jaan'ne ke liye.