- 14,957
- 103,440
- 259
Last edited:
Aisa noi hai.Hamari samjh ma ye noi aata bhai ki jaisa ki padha hai kitabon ma ki burai achchai se lakh guna powerful hoti hai iske liye bahut si story padhi hain kyuki burai koi kisi ki fikar na hoti duniya jaye bhaad ma lekin shaan bani rahe.aur achche aadmi ki lakhon kamjori hoti jaise kisi ko utha lo aur Jo chaho karwa leo.lekin dost mai ye manne laga hun ki jab samne waala inna powerful hai to khud wo jaankar haar Jaye ya kaho ki apni life se tang aa jaye tabhi unko hara sakte nahi to tab tak uska kuch noi kar sakte jab tak wo na khud na chahe.
Kiski story me? Meri? Nahi! Crimson pehli baar yaha par dikhaaya gaya hai. Iske pehle kahi nahi.Bro kya crimson kisi or naam se story me pehle feature ho chuka hai ya nahi......
Ab ye toh spoiler ho gaya. Abhi bata dunga to baad ka maza kharab ho jayega na.Bro i mean to say ki kya iss story me crimson ko pehle dekh chuke hai kya kisi or naam se...
Bro.....Ab ye toh spoiler ho gaya. Abhi bata dunga to baad ka maza kharab ho jayega na.![]()
No! He's not related to Divya.Bro.....
Like if he featured before in the story
Then my sence saying that he's related to Divya.....
Is I'm right ??
dost wahan ka jo hero tha na jahan ki aap baat samjhaye ho wo khud me itna samrth tha ki jo bhi hua sab unki ichcha se hua yudh me warna akela koi bhi maharathi kafi tha puri duniya ko kuch second me tabaah karne me ishiliye wahan ka udharan sahi nai manuga.uske baad positive sonch rakhna jaruri hai jinna rahne ke liye kyuki super power Krishna hai na wo chahega to gadha bhi pahelwaan rahega han ek baat maanta hun ki takat ke nase ma Aadmi galti kar jata matlab chuk ho jati aur yahi chuk uska ant kara deti haiAisa noi hai.![]()
Andhkaar kitna hi kyu na ho. Thoda sa prakaash hi uss andhkaar ko dur kar apni roshni fela deta hai.
Chaah ke bhi andhera roshni ko dhak nahi sakta. Isliye vyakti bura kitna hi kyu na ho, acchaayi ke saamne haarta hi hai. Mahabharat ek uttam udaahran hai iska.
Zaroori nahi ki bura vyakti apni iccha se hi haare. Shaktishali vyakti jo sacchayi ko maanta ho usse hara sakta hai.