- 14,807
- 103,204
- 259
Last edited:
Story is on a break. Harr arc khatam hone ke baad naye arc ki outline prepare karni padti hai. It takes time. Ye aur kitni baar batau man.Werewolf भाई update पिछले Friday को आया था वो भी morning मे तो आज पुरा एक सप्ताह हो गया है, please update दे दो भाई
Just because you said this, to main ye puchna chahunga ki jab aapne kaha tha ki aapne puri story taiyar kar rakhi hai to kya uska tatparya kewal plot se tha? Anyatha mujhe koi fark nahi padta, I can wait till eternity and then read whenever it will be posted without any fuss. Bus kautuhal hua ye padh kStory is on a break. Harr arc khatam hone ke baad naye arc ki outline prepare karni padti hai. It takes time. Ye aur kitni baar batau man.
Everything is decided. Hona kya hai woh toh dimaag me maujood hai. Lekin, arc ko likhte samay inn sab cheezon ko short me ek outline ke roop me utaarna padta hai. Taaki iske zariye fir woh arc complete ho sake. Agar utaarunga nahi, sirf dimaag me jo maujood hai uske hisaab se likhunga toh ho sakta hai kuch dikhana bhul jau.Just because you said this, to main ye puchna chahunga ki jab aapne kaha tha ki aapne puri story taiyar kar rakhi hai to kya uska tatparya kewal plot se tha? Anyatha mujhe koi fark nahi padta, I can wait till eternity and then read whenever it will be posted without any fuss. Bus kautuhal hua ye padh k
Superb bhai apka story likhne ka andaaz bilkul alag hai just mind blowingEverything is decided. Hona kya hai woh toh dimaag me maujood hai. Lekin, arc ko likhte samay inn sab cheezon ko short me ek outline ke roop me utaarna padta hai. Taaki iske zariye fir woh arc complete ho sake. Agar utaarunga nahi, sirf dimaag me jo maujood hai uske hisaab se likhunga toh ho sakta hai kuch dikhana bhul jau.
That's the reason why an outline is always needed. Poori story taiyaar ho rakhi hai se iska taatparya ye nahi ki poori story likhit me rakhi hui hai. Agar aisa hota toh fir baat hi kya thi.
Poori story bas mere dimaag me maujood hai. Kis arc me kya hona hai, ye mein jaanta hu. Lekin use karwana kaise hai? Ye outline banaate samay hota hai.
For example ~ Crimson arc me mein jaanta tha ki Veer marega. Veer ko marta hua dikhana hai. Lekin kaise dikhana hai? Fight kaisi rakhni hai? Kya scenes ghatit karwane hai? Ye sab brainstorming karke milta hai. Jo mene tab ki thi jab Crimson arc ke liye break liya tha.
Similarly, business arc me kya hona hai. Ye mein jaanta hu. Lekin unhe darshana kaise hai? That's the reason why it takes time. Hope you get it now!