- 14,899
- 103,327
- 259
Last edited:
Aapka Bhi Swagat Hai Is Nalle Aur Jhand Bhari "Waiting" Likhne Walon Ki Line Me.7 dino ke athak prayaas ke baad maine antatah poore 157 updates padh liye. Kuch kathayein kamukta ke liye jaani jaati hain, kuch prem ke liye, kuch apne kamukta aur prem ke mishran ke liye par ye aisi katha hai jisme har bhaav paryapt maatra me hai Prem, Sambhog, Pariwarik Sukh, Shadyantra, Shvaas rok dene wale yuddh aur inn sabb se upar kabhi parajit na hone ki bhaavna. Kuch points hain jo main yaha rakhna chahunga:
1) Nidhi ke saath sambandh bahot hi sukhdayak hai parantu Veer itna adhik vyast hai ki dono ka interaction rarely ho paata hai.
2) Kaera ki samvedna ab kya paristhiti ka nirmann karengi ye dekhna rochak hoga.
3) Shweta ke saath Veer ka relation thoda aur develop hone ki kaamna hai.
4) Veer ki life ki bhasad kam karne ke liye usse hawan pujan karwao Bhai. Kab tak yu hi har sankat me fansta rahega???
5) Suhana kab apne munh se Veer ko apne prem ka bhaan karayegi?? Ye dekhne ke liye mann vyakul hai.
This is my 3rd favourite story. 1st P100B, 2nd MSMT. Aisi katha ka sukh pradaan karne ke liye Abhaar Werewolf Bhai.
7 Days me padh lie ab har 15 days bad aate rahna update ke lie7 dino ke athak prayaas ke baad maine antatah poore 157 updates padh liye. Kuch kathayein kamukta ke liye jaani jaati hain, kuch prem ke liye, kuch apne kamukta aur prem ke mishran ke liye par ye aisi katha hai jisme har bhaav paryapt maatra me hai Prem, Sambhog, Pariwarik Sukh, Shadyantra, Shvaas rok dene wale yuddh aur inn sabb se upar kabhi parajit na hone ki bhaavna. Kuch points hain jo main yaha rakhna chahunga: