• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,301 83.2%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 26 1.7%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 202 12.9%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 35 2.2%

  • Total voters
    1,564

lovfrnd4u

Member
266
1,043
138
Awesome update dear…you left us with so many unsolved questions and suspense…by the way again mind blowing update and request for early updates…🙏
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Naik and Werewolf

Alok

Well-Known Member
11,115
27,667
258
बहुत ही बेहतरीन अपडेट Werewolf भाई।।

लेकिन एक बात समझ में नहीं आ रही हैं कि सुमन श्वेता से क्या करवाना चाहती हैं और वो वीर के किस राज के बारे में बोल रही थी।

और उधर वीर हर नए काम के लिए तेज के ही भरोसे है और क्या तेज हर कुछ इतने आसानी से संभाल पायेगी।।

अब जब नीर को पता चल ही गया है कि उसे चीन जाना है तो क्या इस बार वो सबको बता कर जायेगा या फिर हर बार की तरह बिना बोले निकल लेगा।।
 
  • Like
Reactions: Naik and Werewolf

Bosskhatri

Active Member
1,341
2,117
143
.
.
Update - 163 ~ Vacation (1)

Ab tak...

Idhar airport par ek flight aake utri. Andar kayi saare passengers me se ek France ka aadmi utra.

Baahar aate hue woh taxi ko dhoodhne laga. Taxi kar woh seedha ek nazdeeki hotel gaya.

"Fuck!! My god! India is so vibrant! The colour, the lights, the traffic. Everything is chaotic here. But I like it. It's so engaging. My dear friend! One room please~"

Receptionist : Sure sir! Umm! Your name?

Guy : Ohh! Call me Louis, my friend!!


Ab aage...

Kayi saal guzar chuke the. Sab kuch khatam hota jaa raha tha. Veer ke parivar ke sadasyo me se sab umr ke chalte swarg sidhar chuke the. Manorath se leke Bhavna yaha tak ki Shweta, Brijesh, Sumitra sabhi apna shareer chorr iss duniya se mukt ho chuke the.

Aur aaj Veer ki apni sagi badi behan Tejal, 60 varsh ki aayu me bistar par apni antim saansein gin rahi thi. Veer ki aankhon se aasu nirantar bahe jaa rahe the. Woh Tej ke dono haatho ko apni hatheliyo me bheenche zameen par ghutno ke bal baitha tha.

"N-Nahi!!! Teju dii! Teju dii! Aap mujhe chorr ke nahi jaa sakti. Mera kya hoga??? M-Mein kaise jeeyunga?"

" *Cough* V-Veer! *Cough* "

"T-Teju dii!"

Tej beemari se grast thi. Ye baat usne kabhi bhi ghar me pata chalne nahi di. Agar wo beemari se peedit na hoti toh shayad woh Veer ke sang kayi aur saal guzaar sakti thi. Magar, ab ye mumkin nahi tha.

Usne badi hi komalta se Veer ke gaal ko thaama. Aankhein band ho rahi thi. Ye akhiri prayaas tha uska.

"T-Teju dii???"

Wo muskuraayi, uski aankhon se aasu chhalke aur kuch shan me hi uska haath bejaan padte hue Veer ke gaal se sarak ke neeche jhool gaya.

"Huhhh!!???"

'Ch-Check!!'

*Ding*

[Name : Tejal
Age : 60
Status : Dead.]

"Nahhhhiiiiiiiiii!!!!!"

Veer ki cheekh poore kamre me goonj uthi. Tej jaa chuki thi. Aur sirf Tej hi nahi, jaise jaise saal beetate jaa rahe the wese wese sabhi ki umr hoti jaa rahi thi.

Ek woh samay bhi aaya jab Bhumika bhi iss duniya se chali gayi, Arohi bhi aur uski sabse pyaari laadli behna, Kavya bhi.

Veer apne kul ka akela vyakti bacha tha. Sabhi duniya chhorr ke jaa chuke the. Woh khud 90 varsh ki aayu ka ho chuka tha. Magar, uska harr ang ekdum sahi se kaam kar raha tha.

Jiska kaaran tha system. Jo uske andar hoke ek aam insaan se use kayi zyada behtar bana chuka tha. Agar ek insaan 100 saal ke upar tak jee sakta tha, toh wahi Veer uska do-guna jeene me saksham tha. Ya shayad aur bhi zyada.

Jab tak andhruni ang hi dhang se kaam karte rahenge toh mrityu bhala kaise aayegi?

Veer ne kabhi ye nahi socha tha ki woh apni aankhon ke saamne inn sab ko jaate hue dekhega. Aur woh yaha par akela reh jayega. Magar, yahi satya tha.

Woh saari parivaar ki yaadein use yaad aane lagi jo pal usne guzaare the unn sab ke saath. Kaise usne apna ye safar shuru kiya tha, maa se kaise wo mila tha, sab kuch use yaad aane laga. Ek ke baad ek sadasya ki chhavi uske dimaag me mandraane lagi.

"N-No-!!"

"Maa!!! Choti maa!! Bhabhi!!! Dada ji! Chachi!!! Bhumika dii!! Teju dii!! Arohi!! Kavya~! Nidhi ma'am!! Shreya!! Juhiiii~"

"Nahiiii! Mein aap sab ke bina nahi reh sakta. Nahi reh sakta!! Mein aap sab ke bina nahi reh sakta!!"

"Nahhhhiiiiiiiiii!!!"

Aur achanak hi woh jhunjhlate aur cheekhte hue uth gaya.

"Ahh!"

Veer : Huh?? *huff* *huff*

Uska poora chehra paseene se bheega hua tha. Saansein tez ho rakhi thi aur seena zoro se upar neeche ho raha tha.

Use apne bagal se kisi ke chaukne ki awaaz sunayi di. Dekha toh paaya ki uski badi behan Tej hi waha baithi thi aur use aashcharya se dekh rahi thi.

Veer ne pal bhar ke liye use dekha aur fir achanak hi woh Tej par lapak utha.

Veer : Teju dii!!!!

Tej : V-Veer??

Veer aage badh poori tarah Tej se lipat gaya. Bechari Tej ki kuch samajh nahi aaya ki abhi abhi kya hua. Veer use kass ke bheenche hue tha. Tej ne apne dono haath peeche le jaate hue uski peeth par rakhe aur use bhi apne gale se lagaya.

Tej : H-Hey! Everything okay?

Magar, Veer ne koi jawaab na diya. Woh bas Tej ko zorr se gale se lagaaye hue tha. Toh wahi Tej ko bhi jaise ye itna accha laga ki woh andar hi andar gad-gad hoke reh gayi. Ye pehli baar hua tha.

Tej : V-Veer?

Veer : …

Tej : Veer?? H-Hey!! Baby!!!

Veer : Mmm!

Usne pehli baar Veer ko iss tarah 'baby' kehke pukara tha. Thoda darr bhi tha use ki kahi Veer ekdum se peeche na hatt jaaye. Lekin, jab Veer nahi hata toh woh aur bhi zyada confident ho gayi.

Tej : Kya hua?

Woh jaise thoda bahut samajh chuki thi lekin fir bhi woh uske muh se sunana chaahti thi.

Tej : Bura sapna dekha?

Veer (nods) : Hmm!

Tej ko jaise aaj pehli baar ek mauka mila. Uska bhai ek bure sapne ki darr ki wajah se uss se lipta hua tha. Aaj uski saari feelings nikal kar baahar aa rahi thi. Jinme kahi na kahi mamta waali anubhuti bhi chhipi hui thi. Harr ladki ke andar mamta ke bhaav kahi na kahi maujood hote hi the.

Bhavna ki gerr-haziri me Tej ke andar se ye saare bhaav aur bhi adhik maatra me baahar aa rahe the. Jaise andar se Tej ka mann keh raha tha ki ab use hi apne bhai ka khayal rakhna hai. Wahi maa bhi hai, wahi behan bhi hai, wahi dost bhi hai. Wahi sab kuch hai. Ek badi behan ka prem apne charam par pahuch raha tha.

Woh Veer ko zorr se pakde uski peeth par lagataar haath se sehlaaye jaa rahi thi. Saath hi apni ungliyo ko uske baalo me firaate hue use saantvna de rahi thi.

Tej : H-Hey! Kya hua? Mujhe batao Veer!

Veer : N-Nahi! Woh bataane layak nahi. It's rubbish!

Tej : Fir bhi! Mujhe janana hai. Batao! Baby!!

Kahi na kahi darr abhi bhi tha use Veer ko iss tarah pukaarte hue. Use khud nahi pata tha wo aise kyu bula rahi hai lekin use ye accha lag raha tha. Ek 'sense of closeness' jaag raha tha uske andar. Lag raha tha jaise inn shabdo ke istemal se woh aur Veer aapas me aur bhi qareeb aa rahe the.

Tej ke puchne par Veer ne inkaar kar diya.

Veer : Nahi dii! Faaltu sapna tha. Rehne dijiye!

Tej : Maine kaha na Veer! Batao mujhe! Share karne se cheezon ka bhaar kam ho jaata hai. Tell me! Quick!

Veer : I-

Tej (nods) : Mm-hmm!

Veer : M-Maine aapko sapne me dekha.

Tej : Okay! Toh usme kya hua?

Veer : A-Aap-

Tej : Hmm?

Veer : N-Nahi mujhe nahi batana. It's baseless. Faaltu hai. Mein aapko kuch nahi hone dunga.

Tej : Matlab mujhe kuch hua tha sapne me?

Veer : Hmm!

Tej : Kya?

Veer : Maine kaha na mujhe aapko nahi-

Tej : Tumhe meri kasam hai.

Veer (frowns) : Y-You-!!!

Tej (smiles) : Now say!

Veer : Maine dekha ki- aap mujhe chorr ke chali gayi.

Tej : Kya matlab?

Veer : Aap-

Tej : Tumne mujhe marrte hue dekha?

Uske prash puchte hi Veer ki pakad uski kamar par itni kass ke mazboot ho gayi ki use uske sawaal ka uttar mil gaya.

Tej (smiles) : M-Mein kahi nahi jaane waali baby.

Veer : Hmm!

Tej : Abhi toh hum mile hai. I will always be there with you. Always! Marrte dam tak.

Veer : Marrne ki baat mat kariye-!!!

Tej : Oh!!?

Pata nahi kyu, par Veer ko marna maraana jaise inn shabdo se aaj badi hi chidh mach rahi thi.

Tej : Theek hai! Nahi karti hu. But you know what? *smiles* I'm actually happy.

Veer : Huh?

Tej (smiles) : Ye jaan ke ki tum mere baare me soch rahe the. Tum sapne me mujhe dekh rahe the. Iska matlab pata hai?

Veer : ??

Tej : Aap kisi ke sapne me tabhi aate ho jab woh aapke baare me sochta ho. Jab woh aapki parvah karta ho. Aur mujhe ye jaan ke khushi hui ki mere Bhai ko bhi- meri parvah hai.

Veer : Of course!

Tej thoda sa peeche hui. Veer ka gaal uske gaal se laga hua tha. Usne apne mukh ko Veer ke gaal ki orr moda aur-

*Puch*

Veer : !!!!

Uske gulaabi honthon ne Veer ke gaal ko choom liya.

Tej (blushes) : T-Tumhari ye badi behan, hamesha tumhare saath hai. Aise nightmares jab kabhi bhi aaye, you can come to me. Okay?

Veer : Hmm!

*Puch*

Pata nahi kya hua par, Tej ne ek baar fir uske gaal ko choom liya. Iss baar Veer bhi thoda sa peeche ko hua, aur dono ki aankhein ek dusre se takrayi. Tej ki saansein ab tezz hone lagi thi.

Uski sarsari nigaahein kabhi Veer ke hontho par jaa rahi thi toh kabhi uski aankhon par. Yahi haal Veer ka bhi tha. Tej ka badan behad garam ho rakha tha. Saath hi seene se lage uske upar neeche hote uroz alag armaan jagaane par aatur the.

Dono ke mukh se nikalti saansein ek dusre ke chehre par pad rahi thi. Tej ka daaya haath Veer ki peeth par se uth ke aaya aur uske gaal ko thama.

Veer : D-Dii-

Veer ke bol wahi tham gaye jab do gulaabi honth uske labb se aake turant bhid gaye.

Woh sparsh-!!!

Labo ke bhidte hi dono ke andar jaisi ek chingaari bhadki, jo dono ne mehsoos kari. Dono ki hi palke neeche jhuk aankhon par parda odh li. Tej ka haath Veer ke gaal se hota hua uske peeche baalo par gaya aur unhe kass ke thaam woh Veer ke sarr ko apni orr dhakeli.

Uske dono honth Veer ke hontho ko choos rahe the. Par ye silsila zyada derr tak nahi chala. Jaise hi Veer ke mann me ye sawaal aaya ki akhir hua kya?

Tabhi, Tej ne khud ko Veer se alag kar liya. Dono apni saansein durust kar rahe the. Dono ke hi chehre par aashcharya tha. Tej ko khud yakeen nahi ho raha tha ki abhi abhi ye usne kya kiya. Magar, yaha baat ko sambhala nahi gaya toh woh jaanti thi ki aage unka rishta poori tarah se awkward ho jaane wala tha.

Achanak hi usne Veer ke chehre ko apne haatho me liya.

Veer : !!??

Aur apna maatha aage le jaate hue Veer ke maathe se laga diya.

Tej : Remember! Chaahe kuch bhi ho jaaye mere bhai. Mein aur tum! Hum dono kabhi bhi ek dusre se alag nahi ho sakte. Ab kabhi bhi nahi!

Veer : Mmm!

Veer ko andar hi andar behad accha mehsoos hua. Uski saari chintaaye jaise kahi chhu-mantar ho gayi. Jaise woh ye sab chaah nahi raha tha, lekin usko inn sab ki kahi na kahi zaroorat thi.

Veer (smiles) : Thank you dii!

Agar Tej ye sab na kehti, toh unke beech hua ye chumban hamesha hamesha ke liye unke rishte me ek daraar bann ke reh jaata. Magar, Tej ne baat ka rukh mod diya tha.

Ab Veer ke mann me ye baat toh thi ki unke beech ye chumban hua hai, lekin ye baat bhi thi ki uski badi behan ne ye chumban use ek behan ke roop me prem se kiya hai. Use bharosa dilane ke liye kiya hai ki woh hamesha uske saath hi rahegi.

Tej (smiles) : Badi behan hu. Koi musibat aane nahi dungi tum par.

Veer (smiles) : Hmm! Wese-! Ek sawaal yaad aaya mujhe.

Tej : Kya?

Veer : Kal raat me jab hum sab Casa Belle se nikle toh hum log toh parking par pahuch chuke the par aap 10 minute baad aayi thi. Kaha ruk gayi thi aap?

Tej (blushes) : W-Woh-!

Veer : Kahiye!

Tej : J-Jaane do na! Kuch nahi hai!

Veer : Aise kaise? Bataiye! Kaha thi aap?

Tej : Arre! Kaha na! Kuch nahi hai. Faltu hi-! It's rubbish. Jaanane ka koi matlab nahi-

Veer : Aapko meri kasam.

Tej (stammers) : Y-You-!!!!

Veer ne kuch der pehle chala Tej ka daav usi par aazmaa diya. Bechari Tej uske saamne vivash hoke reh gayi.

Tej (blushes) : M-Mein woh-

Veer (nods) : Haan?

Tej (blushes) : Maine darasal- w-woh-!

Veer : Kahiye! Sunn raha hu!

Tej (blushes) : I- I slapped that bitch!!!

Veer : Huh?

Tej : Ab dekho tum mujh par gussa mat hona okay? Woh chinaar tumhari shuru se insult kar rahi thi. Upar se usne tum par wine girayi? Uski himmat kaisi hui ye sab karne ki? Mene tumse keh diya tha raat me hi ki mein use bina sabak sikhaye nahi jaungi.

Veer : Aur aapne use thappad maar diya?

Tej : Haan!

Veer : Kaise?

Tej : Kaise kya? Tum log waha se nikle ho aur mein use side me sabse dur leke gayi aur fir-

Veer : Jadd diya?

Tej (blushes) : H-Haan!

*Pfft*

"Hahahahaha!!"

Veer ki na chaahte hue bhi hasi nikal gayi. Tej bhi sharm ke maare use dekhti rahi.

Veer (smiles) : Aap bhi na! Accha, ye bataiye ki aap subah subah mere kamre me?

Tej : Hmm! Tumhe uthaane hi aayi thi. Fresh up hoke neeche aa jaana. Breakfast ready ho raha hai.

Veer : Hmm! Aap chaliye, mein aata hu.

Tej haami bharte hue waha se nikli, aur kamre se baahar aate hi use apne dil ki dhadkane sunayi di. Kitni zoro se woh dhadak raha tha. Woh apne kamre ki orr bhaagi.

*Thud*

Apne room me aate hi usne zorr se darwaze ko andar se band kiya aur uss se tik ke khadi ho gayi. Lambi lambi saansein lete hue uska daaya haath apne honth par gaya.

Aur kuch derr pehle ka woh ehsaas ek baar fir wo yaad karne lagi. Aankhein band ho chali.

"Nnnn~"

Uske baaya haath kab upar uth ke uske apne doodh par aa gaya use pata bhi na chala. Honth par se haath hataate hi wo haath dheere dheere neeche ko sarakne laga. Uski legging ke andar pravesh kiya, uski panty me bheetar gaya aur jaise hi haath guptang ke sampark me aaya.

"Huh???"

Tej ki aankhein hairat ke maare phati ki phati reh gayi. Usne jhatt se apne haath kheech ke baahar nikala aur dekha.

Ungliyo ke beech kuch chipchipa sa padaarth resham ki patli dori samaan chipka hua tha.

"H-How!!?"

Ye sab kab hua? Aur kaise?

'V-Veer!!!'

Na chaahte hue bhi usne apna haath wapas se guptang me daala aur,

*squelch* *squelch*

Choot paani chorr chuki thi. Haath lagte hi aur bhi zyada paniyaa rahi thi. Aur ye madak swar uski choot se hi aa raha tha.

"Nnghh~"

Usne toh prem se hi Veer ko chooma tha kintu, shayad uska badan kuch aur bhi chahta tha.

***

Dining table par sabhi ekatr hoke naashta kar rahe the. Veer ne Bhavna se bhi phone par baat kar li thi. Woh sahi salamat thi aur apne kaamo me lagi hui thi.

Ragini chori chori apni nazro se Veer ko dekh rahi thi aur sabhi ko naashta paros rahi thi. Na jaane kya chal raha tha uske mann me. Tabhi, Veer ke mann me system notification ki awaaz aayi.

*Ding*

[‘Mission : Teach a lesson to Casa Belle’s owner’ has been completed. ]

[You have been rewarded 5000 points]

*Ding*

[You have been rewarded 500 Fame Points.]

‘Huh?? Mission complete ho gaya?’

[Yes!]

‘Garofano ki wajah se?’

[Yes! Aur Balhaar ki wajah se bhi.]

‘I see! Aur ye fame points-’

[You gained popularity. More fame! Tum social media par chhaaye hue ho. Toh obviously ye hona hi tha.]

‘I see! Show me my full status.’

[Hoo~ *smiles* Why don’t you call me ‘Mommy’ first?]

‘Fuck off! Dikha rahi ho ya nahi?’

[Tch! You are no fun!]

Pari ne thoda kheejte hue Veer ke mann me uske saamne full status prastut kar diya.

*Ding*



web

Pehle page par jab usne dekha toh paaya ki sab kuch pehle jaisa hi tha. Usne koi changes hi nahi kiye the apne stats me. Jab dusre page par wo aaya tab jaake use thoda aashcharya hua.


philmontgomery-co

‘Huh?’

Sabhi ki favorability badhi hui thi pehle se, siwae Sonia ke. Uski favorability ghat chuki thi. Wahi Kaera jiski favorability pehle 50 par atki hui thi, woh bhi badh ke 55 par aa chuki thi.

Veer ne dekha ki Sonali ki bhi favorability badhi thi saath hi uska relationship uss se ab ek partner ka bann chuka tha. Na ki ek slave ka. Wahi Divya ka relationship badal ke ‘bedfellow’ me tabdeel ho gaya tha.

‘Hmm? Is she remembering me?’

[Who knows? She might be missing your big hot rod heh~]

‘Will you shut up??’

Veer ko hairani do maamlo me hui. Pehli ki Tej ke relationship me question mark kyu bana hua tha?

‘Teju di? Unke me question mark? Miss Kaera, Miss Suhana ka toh samajh me aata hai. Magar Teju dii aur toh aur Purvi maasi??? Ye dono kyu?’

[Something is happening. *smiles* Tumhare baare me hi wo dono soch rahi hai.]

‘I see! Purvi maasi zaroor uss din ki ghatna ke baare me soch rahi hongi. *sigh* Kaise samjhau mein unhe.’

[You need a vacation. Trust me!]

Veer ne ek gehri saans li aur Pari se sawaal kiya,

‘Stat me 1 point badhaane ke liye mujhe kitne points lagenge?’

[System jab Level 8 par tha tab 50 points invest karne par 1 point badhte the. Aur ab system level 9 par hai.]

‘Toh ab aur mehnga hai.’

[Of course! *grins* Ab tumhe 75 points invest karne honge ek point badhaane ke liye.]

‘Damn it!’

Veer ne dekha ki uska Intelligence 150 par hi tha tab se aur endurance 140 pe. Inn dono stats par ab thoda dhyaan dene ki zaroorat thi.

‘Pari! Endurance ko 20 points se badha do.’

[Are you sure?]

‘Yeah!’

*Ding*

[1500 points have been consumed.]

[Endurance has been upgraded to 160.]

‘Good! Ab Intelligence ko bhi 10 points se badha do.’

*Ding*

[750 points have been consumed.]

[Intelligence has been upgraded to 160.]

[You are now left with 5442 points.]

‘Emergency ke liye itne kaafi hai.’

[Appearance nahi badhana? Hmm?]

‘Naah!’

[Okay!]

Woh abhi baitha hi tha jab achanak uska phone baj utha.

‘Unknown number?’

Call usne jaise hi uthaaya, dusre side se use ek awaaz sunaayi di.

“H-Hello!? Is- Is my friend Veer speaking?”

Awaaz sunte hi Veer ek jhatke me hi uss french accent ko pehchaan chuka tha.

Veer : Louis?

Louis : Ayo! My lovely friend Veer! I’m here, as per your offer. My god! India is so vibrant, full of vivid colors. I see people everywhere. So lively my dear friend.

Veer : Where are you?

Louis : I’m staying in a hotel here near xxxxx square.

Veer : When did you arrive?

Louis : Last night my friend. Now, I want to meet you. Tell me, where should I come?

Veer : No! Just send me your location. I’m coming!

Louis : Okay, my friend!

*call ends*

Louis India me aa chuka tha. Veer excited tha. Akhir uska offer Louis ke dwara sweekar kar liya gaya tha. Ab woh apne clothing brand ki neev rakh sakta tha.

Woh fatafat jaise hi utha, toh sabhi uski jaldbaazi dekh use prashn bhari nazro se dekhne lage. Tej abhi bhi subah waali ghatna ke chalte sharmaayi hui thi magar fir bhi usne apni hayaa ko chhipaate hue pucha,

Tej : Veer? Kaha jaa rahe ho?

Veer (smiles) : France se mera ek dost aaya hai dii. Maine aapko bataya tha na ki mein jald hi clothes ka business bhi shuru karunga. Woh ek fashion designer hi hai.

Tej : Ohh! Then, mein bhi chalti hu?

Veer : Huh? *smiles*Kyu nahi! Chaliye!

Veer ki manzoori milte hi Tej behad khush ho gayi. Woh pehle hi Shyaam jii ke dwara bheje gaye kisaan bhai logo ke sang kaafi kaam karwa chuki thi. Sabhi kisaan ab khud se saara kaam sambhaalne me saksham the.

Aise me Tej ke haatho me aur koi kaam nahi tha filhaal. Woh toh jaise mauko ko hi talaash rahi thi.

Ragini : V-Veer?

Veer (glances) : Hmm?

Ragini : M-Meri koi zaroorat-

Veer : Nahi Bhabhi! Abhi aisa koi kaam nahi hai.

Badi himmat se Ragini ne kuch shabd kahe the, aur wo bhi Veer ke dwaara jaise ansune kar diye gaye. Woh nirasha me sarr jhuka ke andar ki orr chali gayi. Parantu, Suman khadi khadi ek ek baato ka aaklan kar rahi thi. Veer bhi samajhta tha sab. Parantu, Ragini ko iss tarah nahi manaaya jaa sakta tha.

[I will help you with her.]

'Hmm?'

[Don't let her suffer anymore. Otherwise, you will lose her.]

'Huh?'

[Ek aurat ki intensity ko pehchan'na seekh jao.]

'Intensity?'

[Hmm! Woh aurat tumhe paane ke liye kuch bhi kar sakti hai.]

'Huh? Lekin favourability toh-'

[Favourability abhi normal zaroor dikhayi de rahi hai, lekin asal me hai nahi.]

'Woh kaise?'

[A woman's intuition.]

'Tumhare kehne ka matlab hai ki actually me favourability abnormal hai?'

[Exactly!]

'Toh fir favourability meter me mujhe unki 126 kyu dikhayi de rahi hai? Agar wo mujhe paane ke liye kuch bhi kar sakti hai toh unki favourability bhi Suman ki tarah hi show honi chahiye thi na?'

[That's because you have not given her any straight answer.]

'Matlab?'

[Matlab ye ki tumne use ek seedha jawab nahi diya hai. Isliye woh confusion me hai. Agar tum abhi keh do ki tum uss se shadi karne ke liye taiyaar ho, toh dekhna fir. Favourability kaha se badh ke kaha pahuchti hai.]

'That's-'

[Isliye kaha. Don't lose her.]

'Yes! Bhabhi ka matter jitna maine socha tha uss se kahi zyada complicated nikla.'

[Hmm! I'll help you with it. Follow my lead and you'll be good.]

'Alright!'

Ragini ka matter back of the mind me rakhte hue Veer Tej ko car me leke Ghar se rawana ho gaya. Toh wahi unke jaate hi Shweta bhi thoda maayus hote hue muh bana ke baith gayi. Suman ne jab ye dekha toh woh apni hi jagah se awaaz dete hue puchi,

Suman : Chinta me hai aap?

Shweta (glances) : Hmm? N-Nahi toh?

Suman : Mujhe pata hai aapka mann kidhar bhaag raha hai. Mujhse baat saajha kar sakti hai aap.

Shweta : Aisa kuch bhi nahi hai.

Suman : Toh fir maalik ki orr aise aas liye kyu dekh rahi thi abhi?

Shweta : T-Tumhara vehem hai. Aur kuch nahi.

Suman muskurate hue uske nazdeek aayi aur sofe par uske bagal se baithate hue boli,

Suman : Aapki aankhein sab bayaa kar rahi hai.

Shweta (jhepte hue) : K-Kya bayaa kar rahi hai?

Suman : Bhavna didi ke jaane ke baad toh aap ke chehre par kaafi chamak thi. Kahi gayi ab woh chamak?

Shweta : K-Kya? Ye kya keh rahi ho tum? A-Aisa kuch bhi nahi hai.

Suman : Jhooth bole kauaa kaate. *smiles* Sab kuch dikhta hai jii! Mein achhe se jaanti hu ki aapki kya tamanna hai!

Shweta : K-Kya tamanna hai?

Suman (smiles) : Aap chaahti hai ki maalik Bhavna didi se kam aur aapse zyaada pyaar kare. Aap unki pasandeeda maa bann’na chaahti ho. Kahiye! Kya maine kuch galat kaha?

Uski baat par Shweta ka muh bas neeche ko jhuk gaya. Aur, Suman ko uska uttar bhi mil gaya. Woh muskurayi,

Suman : Mein sahi thi! Par aap kuch baatein abhi nahi jaanti.

Usne bagal se sarsari nigaah Shweta par maarte hue kaha.

Shweta : Hmm? Kya matlab? Kya nahi jaanti mein?

Suman : Ab jab nahi jaanti toh fir agla thodi batayega aapko. Ye bataane waali baatein thodi hai.

Shweta ab bechain ho rahi thi. Ye kis cheez ki baat kar rahi thi Suman?

Shweta : Seedhe seedhe saaf saaf kaho. Kya nahi jaanti mein?

Suman : Na baba na! Woh toh maine khud maalik me mehsoos kiya hai. Aur, ye bataya nahi jaata.

Shweta : Veer me? A-Aisa kya pata chala hai tumhe? Dekho Suman! Agar Veer se related kuch baat hai toh abhi ke abhi mujhe batao. Maa hu uski mein.

Suman : P-Par-

Shweta : Par-var kuch nahi! Bolo!

Suman (sighs) : Maalik! Maaf karna par shayad ab aapka raaz kholna padega.

Shweta (curiously) : K-Kaisa raaz?

Suman : Woh raaz bataane se pehle mujhe kuch jaanana hai. Aur aap sirf haa ya naa me jawaab dengi. Kahiye! Manzoor hai?

Suman ek kutil muskaan liye boli. Kahi na kahi Shweta ko samajh aa raha tha ki ye Suman uske saath koi game khel rahi hai. Magar, raaz ke baare me baat kar ke Suman ne uske andar ki woh jigyaasa ko jaga diya tha. Ab yaha se woh peeche nahi hatt sakti thi.

Shweta (nods) : Th-Theek hai! Pucho!

Suman (smiles) : Pehla sawaal! Aap kayi baar raat me maalik ke kamre me unke saath sone gayi hai. Haa ya naa?

Shweta : H-Haan! Toh isme galat kya hai? Mein uske saath-

Suman : Jawaab mil gaya hai. Bas, haa ya naa me hi jawaab dena hai. Uss se zyada jankaari ki zaroorat nahi hai.

Shweta : ….!!!

Suman : Agla sawaal!!

Agle sawaal ke liye Suman uske kaan ke nazdeek jhuki aur ekdum ahista se puchi,

Suman : Aapne maalik ko apna stan-paan karwaya hai. Haa ya naa?

Sawaal jaise hi Shweta ne suna, uski aankhein hairat ke maare chaudi ho gayi. Ek kampan poore badan me fel gaya. Woh hadbadaate hue peeche hui aur bhauchakki hoke Suman ko ghoorne lagi,

Shweta (haklaate hue) : Y-Ye- Ye kya bakwaas kar rahi ho tum?

Suman ne naa me sarr hilaaya. Aur uske firse qareeb aate hue boli,

Suman : Jawaab sirf haa ya naa me dena tha.

Shweta (frowns) : T-Tumhe koi tameez hai ya nahi? Tumhara dimaag toh thikaane par hai na? Y-Ye kya behudi baatein kar rahi ho tum?

Suman (smirks) : Mein jaanti hu aapne kya kya kiya hai.

Shweta (haklaate hue) : K-Kya jaanti ho tum? Haan? M-Mujh par aarop lagaane ki koshish kar rahi ho?

Suman : Maine aisa kab kaha?

Shweta : T-Toh fir ye sab- Ye sab kya hai haan?

Suman : Maalik ka raaz usi se toh sambandhit hai. Agar aap uttar nahi dengi toh raaz kaise jaan payengi?

Shweta : M-Mujhe nahi jaanana koi raaz-vaaz. T-Tum phaaltu baatein karna band karo samajh gayi na. Aur ahinda se iss tarah pesh aayi toh mujhse bura koi nahi hoga.

Suman ka daav ulta pad raha tha. Par, woh iss mauke ko haath se jaane nahi dena chaahti thi. Woh jaise Shweta ke muh se kuch ugalwana chaahti thi.

Suman : Theek hai toh fir! Mujhe toh laga tha mein aapki madad kar dungi. Wese bhi mein thodi ye sab kisi ko bataane waali thi. Jaisi aapki marzi. Ab aapko nahi jaanana raaz toh rehne dijiye. Bhool jaiye ki hamare beech koi baat hui. Chaltu hu!!

Woh uthi aur palat ke jaane lagi. Uske jaate hi Shweta fir bechain ho gayi. Madad? Kaisi madad? Kaisa raaz? Ye Suman aakhir chaah kya rahi thi? Suman jab bilkul kamre ke mod ki taraf chali gayi tabhi Shweta ne use peeche se awaaz di,

Shweta : R-Ruko!!!

Suman ke qadam wahi tham gaye aur chehre par ek kutil muskaan bikhar gayi.

Suman (turns) : Hmm!? Kuch kaam tha?

Shweta (frowns) : M-Mere- Mere kamre me chalo!!

Suman (smiles) : Kyu nahi!!

Dono hi uske baad Shweta ke kamre me the. Darwaaza andar se band tha. Dono bistar par ek dusre ke saamne baithi hui thi.

Shweta : K-Kya chaahti ho tum?

Suman : Arre?? Kamaal karti ho aap! Arre mujhe thodi kuch chahiye. Mein toh bas ek raaz batana chaahti hu. Par, aap hai ki jawaab hi nahi de rahi thi.

Shweta : Toh jo batana hai woh batao, baato ko ghuma kyu rahi ho?

Suman : Bataya toh!! Mera sawaal itna sa tha ki aapne maalik ko stan-paan karwaya hai ya nahi? Ab aap haan ya naa me jawaab dengi tabhi toh mein raaz bata paungi na.

Shweta ek asmanjas ki sthiti me phass ke reh gayi. Kuch shan tak woh poori tarah shaant rahi, fir Suman ko ghoorte hue boli,

Shweta : T-Tum kisi ko bataogi toh nahi na?

Suman : Arre baba mein aapki hi taraf hu.

Shweta (nods) : Haan!!

Suman : Kya?

Shweta (blushes) : T-Tumhare sawaal ka jawaab.

Suman : Matlab aapne maalik ko stan-paan karwaya hai?

Shweta sarr jhuka ke apne gulaabi gaal liye haami bhari. Suman punah muskurayi,

Suman (smiles) : Ghabraiye nahi! Ye baat kisi ko nahi pata chalegi. Aur isme bura kya hai bhala?

Shweta (looks up) : H-Huhh???

Suman : Aap unki maa hai, toh isme bura kya hai? Kya maa apne bete ko stan-paan nahi karwati?

Woh uth ke Shweta ke peeche aayi aur uske kandho par apne dono haath rakh uske kaano me baatein bharne lagi.

Shweta : G-Galat toh nahi hai lekin-

Suman : Lekin kya? Ab beta bada ho gaya toh maa ka doodh peena galat ho gaya? Kya beta badal gaya hai?

Shweta : N-Nahi!

Suman : Toh fir? Ye galat kaise ho gaya?

Shweta : L-Lekin ab iss umr me stann se-

Suman : Doodh ki dhaara nahi beh rahi hai.

Shweta : H-Haan!

Suman : Toh ye galat ho gaya? Doodh ki dhaara stann se nahi beh rahi hai toh ye toh badhti umr aur garbhvati na hone ka kasoor hai na. Mamta ke bhaavo ka kya?

Shweta : H-Huhh???

Suman : Doodh ki dhaara na behne ke baad bhi, bete ke bade ho jaane ke baad bhi, agar maa firse wahi punah sukhad ehsaas paana chaahti hai toh ye galat kaise ho gaya?

Shweta : W-Woh-

Suman : Kis kitaab me ye likha hai ki ye sab galat hai?

Shweta : Huh? M-Mujhe nahi pata-

Suman : Kisne kaha hai ki ye sab galat hota hai? Kya ab ek maa aur bete ke beech kya icchaaye honi chaahiye woh baahar ki duniya tay karegi?

Shweta : N-Nahi!!

Suman ke haath dheere dheere sarakte hue Shweta ke thano par aa rahe the.

Suman : Toh fir kaise aap ise galat thehra sakti hai? Agar bete ko kisi cheez ki zaroorat hogi toh uski madad karne sabse aage pehle kisko aana chahiye?

Suman : M-Maa ko!!

Uska haath ahista se Shweta ke uroz par jaise hi aake ruka, Shweta bechari ek jhatka khaa ke reh gayi. Woh jaise kisi neend se jaag uthi. Use sthiti ka bodh hua. Abhi woh jhunjhlaate hue Suman ke haatho ko apne doodh par se hataane hi waali thi ki Suman ne uske than kass ke jakad liye,

*Squeeze*

Shweta (moans) : Nnnghh~

Suman : Inn stano me agar doodh nahi hai toh kya aapko apne bete se inhe chheen’ne ka haq mil gaya?

Shweta (gasps) : Huhh?? K-Kya??

*Squeeze*

Shweta : Ahh~

Shweta ka pallu neeche gir chuka tha aur blouse ke upar se apne dono haath jamaaye Suman uske thano ko acche se nichod rahi thi.

Suman : Aapka beta bahut peeda me hai.

Shweta : P-Peeda? K-Kaisi peeda?

Suman : Kya aapne kabhi nahi dekha?

*Squeeze*

Shweta (blushes) : Nnn~ K-Kaisi peeda? M-Mera baccha!! K-Kis musibat me hai??

Suman : Kisi din aap mere sang unke kamre me chaliyega. Tab jaake aap unki peeda ka ehsaas le payengi.

Shweta (moans) : Ahhhnn~ N-Nahi! M-Mujhe batao!

Iss se pehle ki Shweta aur kuch jaan paati. Suman ne apne dono haath peeche kheech liye. Shweta haafte hue muh ke bal bistar par gir padi.

Shweta (pants) : *huff* *huff*

Suman (smiles) : Abhi ke liye itna jaanana kaafi hai. Meri baat yaad rakhna.

Kehte hue woh seedha baahar ko nikal gayi. Aur idhar Shweta apni saansein durust kar bistar par waapas baithi. Saalo baad uske urozo ko iss tarah kisi ne chhiya tha. Ek andar ki jwala jo lagbhag bhujne ko thi uski lau iss harqat ke baad aur bhadak uthi.

***

Idhar Veer aur Tej dono car me baith kahi jaa rahe the.

Tej : Kidhar chal rahe hai Veer hum?

Veer : Parijaat ghar ki aurto ke paas.

Veer ke muh se ‘parijaat’ naam nikalte hi Tej ke kaan khade ho gaye. Woh turant hi mud ke use dekhi,

Tej : Kya kaha tumne?

Veer (sighs) : Gussa mat hoiye! Mujhe unse waqai me kaam hai.

Tej : Kaam hai? Ya physical needs poori karni hai Veer?

Uski awaaz tezz thi. Veer bhaanp chuka tha ki Tej Parijaat ki aurto se sakht nafrat karti thi aur unka naam bhi sunana pasand nahi karti.

Veer : Sudha aur Mukta, unn dono se mujhe kaam hai.

Tej : Kya kaam hai tumhe?

Veer : Aap jald hi jaan jayengi.

Tej ki bauhe kass uthi magar woh bhi boli kuch nahi. Jald hi woh dono Nidhi ke pati, Rajat ke ghar ke saamne the. Isi ghar me toh Parijaat ki aurte thehri hui thi. Veer aur Tej car se baahar aate hue ghar ke darwaze ki orr badhe. Ghanti bajaate hi kuch hi derr me darwaza andar se khula.

Sudha ne andar se darwaza khol jaise hi apne maalik ko saamne dekha toh uski aankhon me chamak aa uthi, par woh chamak turant ke turant gayab bhi ho gayi jab uski nazre apne maalik ke bagal se khadi unki behan par jaa tiki.

Sudha ek gori chitti 40 varsheey mahila tha jo silaayi ke kaamo me nipud thi. Yaha Mumbai me aane ke baad Varsha ko uska kaam mil chuka tha. Aur woh tha Veer ki zameeno me uddyaano me phulo ki dekh bhaal karna aur unse sugandh banana.

Parantu, Sudha aur Mukta abhi bhi kaam karne ke liye taras rahi thi.

Sudha : M-Maalik? A-Aap?

Veer : Sab ghar par hai?

Sudha : Varsha toh uddyaan chali gayi subah hi. Baaki sab andar hi hai. Arre! Aap khade kyu hai? Andar aaiye na!

Veer aur Tej andar aaye toh unki nazre do anya sadasyo par bhi gayi. Mukta, ek behad kaale rang roop ki aurat jiska shareer madmast aur bhara hua tha. Khaaskar uska pichhwada. Aur, uski ladki Saili jo apni maa par gayi hui thi rang roop me. Lekin, shareer se ekdum dubli. Saral shabdo me ~ Ek black beauty!

Veer : Sudha! Mujhe tumse aur Mukta se kaam hai.

Veer unn dono ko hi naam se bulaya karta tha. Jaise ki Suman ko. Kyuki ye sabhi bhi uski slaves hi thi. Kahi na kahi, woh sense of superiority Veer ke andar ab bas chuki thi.

Mukta : Kaam?

Veer : Hmm! Mukta! Bhumika dii ki hotel me unhe ek head chef ki zaroorat hai. Bole toh- Khaana banane waali. Tum khaana banaane me maahir ho. Kya tum iss kaam ko karna chahogi?

Mukta : K-Kya mein kar sakti hu?

Veer : Kyu nahi! Tabhi toh puch raha hu.

Mukta : Y-Ye aapka hukum hai ya guzaarish?

Veer : Guzaarish!

Veer ke bol sunn Mukta muskurayi,

Mukta (bows down) : Ye Mukta aapki seva me haazir hai maalik!

Tej ke maathe par ek baar fir silvatein umad aayi.

Veer : Aur tum Sudha!

Sudha : Jii?

Veer : Kaam ki baari aa gayi hai. Chalo!

Dono ko gaadi me baithaate hue Veer sabse pehle Hotel Prestige pahucha, jaha usne Mukta ko Bhumika se milwaya. Bhumike ke upar se head chef ki ye chinta bhi usne mukt kar di.

Uske baad woh unn sabhi ko leke Louis ke thikaane par pahucha, jaha usne sabhi ka ek dusre se parichay karwaya. Magar, harr kaam Veer nahi kar sakta tha.

Use chahiye tha apno ka saath. Bhumika, Mukta mil ke Hotel Prestige ko sambhaal rahi thi. Shyaam ke bheje gaye kisaan log, aur Varsha mil ke uski zameen me kheti aur uddyaan ko sambhaal rahe the. Prachi aur Sonali mil ke uska food truck sambhaal rahi thi.

Aise me, use koi chahiye tha jo uske liye iss naye karobaar ko bhi sambhaal sake. Aur Veer ne ye tay kar liya tha.

Veer : Teju dii!

Tej : H-Haan?

Veer : Mein ye sab kuch aapke upar chhorr raha hu.

Tej : K-Kya???

Veer : Mein harr taraf se ghira hua hu dii. Mujhe aage ki planning bhi karni hai.

Tej : M-Mein kuch samjhi nahi!?

Veer : Clothing brand ki zimmedari mein aapko saupta hu.

Tej : Ahhhh!?

Uske dono kandho par haath rakh Veer use dekha. Kintu, Tej jaise itni badi zimmedari ke liye taiyaar nahi thi.

Tej : Veer? Ye sab kaise mumkin hoga? Itne bade level ka business mein bhala kaise start kar sakti hu? I-I- I don’t even know where to begin!? Kitna paisa invest karna padega, kitne raw materials lagenge, brand logo, brand name, workers, manufacturing machines, labels, government permission, aur na jaane kya kya.

Veer (smiles) : Sab toh pata hai aapko!

Tej : Eh?? N-Nahi!!! Mujhe kuch nahi pata. Trust me! Mein akele ye sab-

Veer : Teju dii!!

Tej : …

Veer : I trust you!!!

Tej : Huh!?

Tej ka badan sihar utha. Aankhon me aankhein daalte hue Veer uss se ye keh raha tha.

Veer : I believe in you!! Rahi baat paise aur brand name aur logo ki woh mein aapko kar ke dunga.

Tej : O-Ok!

Bechari bas yahi bol paayi. Kis muh se mana karti use?

Veer (smiles) : That's like my sis! Sudha ko angrezi nahi aati hai dii. Woh bas kuch shabdo se hi parichit hai. Aur, Louis ko hindi nahi aati hai. Aapke liye ye tough hone waala hai.

Tej : Don't worry! Mein dekh lungi sab.

Veer : I'm sorry dii.

Tej : It's okay! Mein tumhare kaam nahi aaungi toh aur kaun aayega.

Veer (smiles) : Thank you!

Tej : Uski zaroorat nahi!

Veer haami bhar waha se chal diya. Uske mann me kayi saari cheezein daud rahi thi. Loan, stocks aur shares me investment.

Woh jaanta tha ki ab bulk me paiso ki zaroorat padne waali thi. Profit Path me Path 1 ko poori tarah se samajh chuka tha. Woh jaanta tha ki kisko kaha pe kis kaam ke liye lagana hai. Woh samajh gaya tha ki system uss se kya karwana chaah raha tha.

Use yaad aaya ki kal raat Casa Belle se nikalte waqt usne Balhaar ko ishaara kiya tha. Zaahir hai, iss waqt Sarabhai gang apne zakhmo par marham laga rahi thi. Kyuki, Balhaar ke aadmiyo ne kal party ke baad unn sab ki jo dhunaayi ki thi, woh bechaare chalne layak bhi nahi bache the.

Use ye bhi yaad aaya ki jaise hi woh waha se nikla tha, Tamanna uske baad hi party me pahuchi thi. Social media par usne ye dekh liya tha. Aisa lag raha tha jaise Tamanna uske jaane ka hi intezaar kar rahi thi. Jaise woh uss se nazre nahi milana chaahti thi.

Rahi baat yaha brands ki toh Clothing ke alawa, Veer ko ek aur field me qadam rakhna tha. Aur woh thi ~

Information Technology!

Gaurav ki Globerays company ki tarah hi use bhi apni ek company kholni thi.

Ye sab kuch kehna aur sochna asaan tha lekin karna behad mushqil. Aur isliye, Veer ne soch bhi liya tha ki iss field ko sambhaalne ke liye uske kaun kaam aane waala tha.

Arohi aur Ragini!!!

Dono hi behad padhi likhi thi. Iss field ko woh dono sambhaalne me saksham thi. Abhi Veer ne sirf ek blueprint banaya tha. Ek ek kar ke use implement karna hi uski asli pareeksha thi.

Abhi woh car me hi apni baitha hua tha. Jab Garofano ki kahi gayi baat uske mann me aayi.


'Li Renshu ne tumhe ek card diya hoga!'

'Abhi use kholne ki zaroorat nahi. Next month use kholna. Filhal tumhara focus apni personal problems ko solve karne ke liye hona chahiye.'


Par Veer bhala kaha rukne waala tha. Uska dimaag wese hi itne saare suspense ko jhel raha tha. Usne turant hi woh envelope nikala jo Renshu ne use thamaya tha.

Woh mehsoos kar paa raha tha ki iske andar kuch card jaisa maujood tha. Parantu, envelope ke baahar hi kuch strict instructions likhe hue the.


• Do not open this in front of anyone at any cost.

• Make sure to be in a closed space to avoid any matter to be leaked.

• After opening the envelope and reading the content inside, keep the card with yourself unless asked for the return.


Itni saari jab Veer ne jankaariya padhi toh uski utsukta aur bhi badh gayi.

Usne envelope turant hi khola, toh andar se ek card baahar nikla.

Veer ne jaise hi use dekha-

'Wtf????'

Yahi uska reaction tha.

Card itna saja hua tha ki lag raha tha jaise kisi ne apni shaadi ke liye card ko banwaya ho.

'Li Renshu!? What kind of taste are you having?'



IMG-20231002-005703

Veer ne card ko padha. Card me koi bhi jankaari aisi nahi thi jis se kuch pata chal sake zyada. Bas yahi likha hua tha ki jald hi Veer ko Chinatown jaana padega.

Lekin kyu? Ye wo nahi jaanta tha. Renshu ka favour zaroor chukana tha use.

Jald hi use ek baar fir sheher chorr ke jaane ki zaroorat padne waali thi.

'Kaash mein uske pehle inn sabhi ke sath kuch samay bita lu. Pata nahi waha kya hone waala hai.'

Uska itna sochna hi tha ki tabhi uske phone par Kavya ka ek message bhi aa gaya.

"Bhaiya~ Kal ke liye ek baar firse sorry. Kal meri wajah se sabka mood kharab ho gaya tha. Uske liye mein compensate karna chahti hu. Kya hum iss weekend kisi vacation par chal sakte hai? Hum kahi bhi ek saath ghoomne nahi gaye kaafi time se. Please~???"

Veer soch hi raha tha ki sabhi ke sath milke kuch din thoda maansik tanaav se mukt hone ke liye use kahi jaana chahiye. Subah ki Pari ki bhi baat use yaad aayi,


'You need a vacation.'

Aur Veer ne thaan liya.

Usne muskuraate hue fauran hi Kavya ko message kar diya-

'Hum sab iss weekend ghumne chal rahe hai. Taiyaari shuru kar do.'

Par ek baat se woh anjaan reh gaya. Woh yeh ki jaise hi usne woh envelope khola tha-

Meelo dur udhar Chinatown me ek ghar ke kisi kamre me ek ladki ki aankhein turant hi khul gayi.

'I see! Someone has opened the envelope!!!'
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys.
Update consists of 7k words. Ye ek do update light hi rahenge lekin hot bhi rahenge. :hint: Uske baad business arc ke antim kuch updates shesh rahenge jaha do-teen matter samaapt ho jayenge. Then, hum Chinatown arc ke liye prasthaan karenge. Toh, likes thokne ka aur revos rakhna ka guys. Target apna wahi hai. 150. Keep supporting.

Dhanyavaad. ✨
.
.
Super update .
.
Ab China me kya hoga or ye ladki koon hai ab ye aage hi dekha jaega .
.
👻👻👻👻👻
👻👻👻
👻👻👻
👻👻
👻
 

ASH@7

New Member
81
85
18
jaise update start hua i thought wtf is going on but that was dream.
I think chinatown arc me entry se pehle avi 5-6 update aur lag skte h business arc me. Kaira ke saath interaction ka wait h bhai. Iss vacation me kuch hot interactions ho skte hai may be.
Awesome update by the way👌🏻. Keep going 🙏🏻
 
  • Like
Reactions: Werewolf
Top