• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,277 83.2%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 26 1.7%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 197 12.8%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 34 2.2%

  • Total voters
    1,534

Werewolf

ᴍɪɢʜᴛ ᴄᴏɴᴛʀᴏʟꜱ ᴇᴠᴇʀʏᴛʜɪɴɢ
Supreme
13,324
96,253
259
dhere dhere craze khatam ho raha hai story ka ... kyuki lamba intezar 2 4 baar chalta hai ... ab aa gaya to theek hai na aaya to theek hai aisa ho raha ... plz update regularly... loosing fans
Update kal raatri me.
 

Werewolf

ᴍɪɢʜᴛ ᴄᴏɴᴛʀᴏʟꜱ ᴇᴠᴇʀʏᴛʜɪɴɢ
Supreme
13,324
96,253
259
Mnn me kuchh prashna the mitra samay mile to reply jarur karna.

1- Story me lead female characters yani ki main heroines kitni rehne wali hain?
Kuch females abhi aayi hi nahi hai. Lekin, zaroori nahi woh Veer ki jeevan-sangini bane. Lead heroines ka ju log ko hi andaza lagana padega. For example : Kaera ek main female lead heroine hai. Lekin, sirf wahi ek nahi hai. Ab tum log baaki ki guess kar lo. :D
2- Kya story ke es point tak sabhi heroines introduce ho chuki hain ya abhi aur bhi aane wali hain?
Heroines nahi kahunga. Abhi female characters kuch aane waali hai. :hint: Story kaafi bachi hai bhai.
3- dekhte hi dekhte Veer ke samne uski premika banne ki hod me ek bheed khadi hoti ja rahi hai lekin Veer inme se sadi kin kin se karega?
Yahi toh guess karna hai. :laugh: Harr kisi se shadi thodi ho jayegi.
Looking forward to what the author has next in mind. There is so much build up! I wonder where it all ends?👀
Kal raatri me agla update aayega. Vacation part wahi samapt ho jayega. Inn dono mein thoda Chinatown arc ke upar bhi kaam kar raha tha.
Almost one week complete ho gya Werewolf bhai update 165 ka kuch bata dijiye kab tak milega bhai
Upar dekh liya karo mitr. Upar hi sab update ke baare me edit Kiya jaata hai. Agla update kal raatri me aayega.
Ek baat to main bhool hi gaya, Garofano ne Veer ko warn kiya tha ki Akash ka hotel ek mahine baad udne wala hai, uska koi clue mila. Kahin Veer par na arop lag jaye. Aur dusri baat usne kahi thi ki koi dusri party wala usko jaldi hi contact karega.
Nahi! Garofano ne ye nahi kaha tha ki dusri party call karegi Veer ko. Usne Li Renshu ka hi kaha tha. Usne qubool kiya tha ki wo Lj Renshu se parichit hai. Tabhi toh ye kaha ki waha se koi na koi call karega. Read that part again. :approve:
China Town ki ek party ne, shayad Li Renshu ne, to Veer ko contact kar liya hai, kya dusri party wale bhi Veer ko contact karenge. Waise Veer to Li Renshu ki taraf se hi rahega, usko Li Renshu ka ahsan jo chukana hai. Vakai me lagta hai kafi saare system wale wahan rahenge, babaal much jayega.
Bhasad machegi. :laugh: Aur mujhe hi handle karna hai sab.
Bhai 16th se das din bit gaye. Ab to update dehi do.
Kal raatri se updates aayenge Bhai. Upar edit ho jaata hai. Bas waha dekh liya karo.
ya Ap na bola Tha jailde aey ga Next update Kal 10 din ho jayan gaay isy update ko aey hoye yaaar Ktna bara Update ha Jo 10din mA Complete nii Ho Rha Ha
ya phr ak baar ma he 20 30 hazer World ka Update dny laagy ho Jo lakty lakty EtNa Time laag gya ha
OR 53 Days ma Srf 4 updates Deya hn ap na

sorry KuCh Bura laga HO To
Thanks Update Daty Rhna 🙂🤝😊
Bhai mein Dussehra manaane apne Ghar aaya hua tha. 3 din yahi tha. Ab travel karne me time lagta hai na. :redface: Turant ke turant toh teleport nahi kar sakte na. Mein maanta hu ki updates kaafi late ho rahe hai. Lekin, uska kaaran hai ki ye arc hi thoda sa kathin hai likhne ke liye. Parivarik cheezein hi bas ho rahi hai. Abhi jab Chinatown arc aayega toh dekhna kaise speed badh jayegi updates ki. Wo likhna interesting rahega kyuki.
Werewolf bhaii ab to dusshara bhi ho gya........
Update ka koi chance ¿ 🤔
Kal raatri me
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

Werewolf

ᴍɪɢʜᴛ ᴄᴏɴᴛʀᴏʟꜱ ᴇᴠᴇʀʏᴛʜɪɴɢ
Supreme
13,324
96,253
259
Werewolf update ab 1000 saal baad ayegana :?:
Kal aayega na be. Raat me. :buttkick:
Suhana ke man me veer bas chuka hai..

Use kya jgh milegi vkt jane

Lekin veer aane vala vkt bahut hi umda hoga
Bilkul :approve:
Bhai itni kamjor nahi hai woh jo kudd k marr Jaye as per his character bhaiji Jitsu ne jaise veer ko bachaya vaise hi Natalie hai jo system wa
Bhai uske liye bacha hi kaun tha ab? Kya karti Zinda reh ke? :sigh2:
Bhai story to mast hain but bhai itna late update hota hain ki pura interest khatam hone lagta hain dost. Please thora fast update ho to maja aayga dost. Don't mind but main dost samajh ke bola please ham readers ki bhi socho dost 🙏🙏🙏🙏👍👍👍👍👌👌👌
Ye arc aisa hi chalega yaar. Bas 3-4 update hi bache hai. Chinatown arc me speed aayegi. Ye wala arc likhna kathin hai. Pata nahi kyu par wo layy nahi aa paa Rahi meri iss arc me. 1 ghanta nikal ke agar soche ki kuch likh le toh ye possible hi nahi hai. Aise updates me chahiye ek lambi sitting. Jo ki mujhe badi hi mushqil se mil paa rahi hai. Aur isliye ye updates late ho rahe hai. Mein karta hu aur prayaas.
Great update. Suhana ka padh kar dukh hua. Nik aur Gaurav ne Divya aur Suhana dono saheliyon ko kis tarah Pushkar ke murder me phansa kar unse shadi ki thi. Ek baar aur contract na milne par Gaurav ne Suhana ke saath badtameezi ki thi.
Yup! It's good that you remember. :approve:
<'Lagta hai tumhare bhi kuch connections hai, Veer. I underestimated you! This will be fun then.'>

To Gaurav ne bhi lagta hai Veer se ulajhne ki soch li hai. Jaldi se Veer ki Arohi aur Ragini ke sath plan ki huyi IT company chal pade aur Gaurav ki company ko hadap le. Iss gadhe ko sabak sikhana jaruri hai. Aur Suhana ka is tarah se Veer ke liye chintit hona, padh kar accha laga. Veer aur Suhana ki relationship kuch aur hi level ki hai. Kuch aage badhni chahiye.
Itna asaan hai nahi. At the end, Arohi still ek ladki hai jiske paas previous me koi bhi experience nahi hai. Veer needs experienced candidates. Uske baad Arohi and Ragini dheere dheere used to ho sakti hai. Initial me toh ye sab kaam na aane waala.
Veer ka sabke liye chintit rehna, unke liye care karna, khas kar apni maa ki chinta karna, do aadmi unke liye rakhna, to Veer ko kahin se bhi khatra aane ka abhas hai.
Agar woh khud waha maujood nahi hai. Iska matlab hai ki use trust nahi hai kisi pe bhi. Waha kuch bhi ho sakta hai.
<Garofano! Li Renshu! Mr. X!>

To Veer ki soch me sab hain, yahan tak Li Renshu bhi...
Bilkul! Ava se dhoka milne ke baad Veer phook phook kar qadam rakh raha hai. He learn from his mistakes.
Ragini se aakhir Veer ne kya kaha ki weh Veer ki taraf aur bhi akarshit ho uthi. Mujhe nahin lagta usne apni sex partners ke baare me bataya hoga, lagta hai Nidhi maam ke baare me bataya hoga, kyon ki weh bhi shaadi shuda divorcee hai, aur usne bhi Veer ki mushkil ke samay me madad ki thi.
Agle update me dekhte hai hum. :D
Ab China Town arc ki tayyari suru ho gayi hai.

<'Legion aur Order kabhi ek nahi ho sakte. Aaj se ya toh Legion rahega, ya fir Order.'>

To yeh do clans ki ladayi lag rahi hai. Weh aadmi Li Renshu hi lag raha hai aur yeh log lagta hai Order ke saath hain. Lagta hai ki dusri taraf koi system wala hai jiski vajah se ye log unper attack nahi kar rahe hain. Kayi saare system walon ko bulaya gaya hai, agla arc full of thrill aur ladayi wala hoga. In sab me Garofano kahan fit hoti hai, pata nahin.
Wahi toh dekhna hai. You are going on the right direction. :D Baaki, poori picture kya hai wo toh arc me hi pata chalegi.
Great update, kuch is arc me chhed-khani, kuch erotism dikh jaye to maza aa jayega. Phir to kehte hain na, sitting on the edge of the seat...
Woh agle update me hai. :hint:
Thanks a lot man :hug:
Aise hi saath bane rehne ka. Keep supporting. ✨
 

Werewolf

ᴍɪɢʜᴛ ᴄᴏɴᴛʀᴏʟꜱ ᴇᴠᴇʀʏᴛʜɪɴɢ
Supreme
13,324
96,253
259
Nice update

Sab Goa pahuch gye hai vacation manane, aur sabke dilo me kuch Naa kuch chal rha hai, sabki expectations is trip par alag hai.
Absolutely.
Kavya vacation ko enjoy kar rahi hai aur apne Dil me veer ke liye armaan chipaye hue hai, vo armaan yahan kuch had tak bahar aayenge.
Chulbuli wahi hai ek. Toh usne zaroor kuch na kuch planned kar rakha hai.
Purvi usi kashmakash me hai jisme veer ne use pahuchaya, Suman aur Shweta, tez aur bhumika aur aarohi ke Dil me kya hai abhi nahi pta. Lekin mujhe lagta hai ki bhumika aur aarohi ke alawa baki sab bhi kuch to soch hi rahe honge.
Baari baari sabke thoughts ko darshaya jayega. Iss ek update me hi sab ikhatta kar darsha dunga. Jo ki mere liye kaafi kathin hoga.
Sumitra bhi apne pati aur bete ki harkato ki vajah se jis asmanjas me phasi thi, uski aur veer ki conversation se use kuch help mili hogi.
Wo toh alag hi duwidha me hai. Dekhte hai ye vacation kaisi rehti hai uski.
Ragini ko jo batein veer ne batayi hai, vo jarur Nidhi ke bare me hi hongi, kyoki aur kisi ko lekar veer ne bhi abhi tak clear feelings nahi dikhai hai. Halaki usne kaha ki "aapki tarah hi koi aur bhi mujse pyar karta hai" yahan par doubt hai ki veer ne Aisa kyo kaha. Nidhi bhi veer se pyar karti hai, lekin Nidhi ne apni mansik uljhano ki vajah se iss baat ko swikar nahi kiya hai, jabki veer apni baat Nidhi se saaf saaf keh chuka hai, to agar veer Nidhi ke bare me btata to use kehna chaiye tha " aapki hi tarah main kisi aur se bhi pyar karta hu".
Magar, Veer ye toh jaanta hai na ki Nidhi uss se prem karti hai. Bas qubool nahi karti. Veer ko ehsaas hai.
Iske alawa kaera, Divya, Suman, sonali, aabha aur baki 4 slaves ke sath veer physical ho chuka hai, lekin sonali ek friend ki tarah hai to Suman aur aabha ek loyal companion jinki vo fikr karta hai. Baki ke bare me veer is tarah nahi bta sakta kyoki abhi tak vo ek one night stand ki tarah hi raha hai.
One night stand ek taraf hai aur prem ek taraf. Sex to Nidhi ke sang bhi nahi hua uska. Par prem Aseem hai uss se. :D
Aise me sirf Nidhi hi bachti hai jiske bare me abhi veer surely Ragini ko bta sakta hai.
:D
China ke ek traditional sheher me kuch Naya ho rha hai. Vo ajnabi banda to mujhe Renshu hi lag rha hai, lekin vo ladki garofano nahi hai, iss vajah se surely nahi kaha jaa sakta ki Renshu hi hai yaa koi aur. Crimson arc me Renshu ne hi veer ko uski help ke liye Chinatown aane ki baat kahi thi, aur garofano ne bhi Renshu ka naam liya tha, lekin maybe Renshu bhi Mr. X ka koi trap ho sakta hai veer ke liye.
Socho socho. Thoda aur socho. :D
"Legion aur Order kabhi ek nahi ho sakte"

Legion aur Order
Maybe 2 type of system holder ho sakte hai. Jinke bich aapas me conflict hai.
Yaa phir ye kisi tarah ka metaphor hai.
:whistle: Ab mein thodi abhi bataunga. Take your guesses.
Amazing update
Waiting for next update
Pls try to. give update at least weekly.
Baki hum to wait kar hi lenge.


Thanks
Bahut bahut dhanyavaad bhai. Keep supporting as usual. ✨
agle update kal raatri me.
 

andyking302

Well-Known Member
6,030
14,257
174
Update - 141 ~ The Last Breath

Ab tak...

Magar, agle hi second woh saaya waha se gaayab ho gaya.

Aur idhar,

Raghu : Kya baat hai? Tu kuch pareshaan lag raha hai?

Jassi : Huh? N-Nahi! Kuch nahi! Chal!

'Akhir wo kya tha??? I'm sure mene uchaayi par wo saaya dekha tha. Kya wo koi jaanvar tha? Samajh nahi aa raha.' Jassi apne mann ki gutthi me uljha reh gaya.


Ab aage...

Ushant Islands~

“Urrrrghhhh~”

Ek dard bhari karaah unn bhaari vishaal pattharo ke neeche se aayi. Veer unke neeche daba hua tha.

Haddiya to Bone Reaper ke chalte sahi salamat thi parantu, unn pattharo ke bhaar se ho rahe dard ko kaise kam kiya jaa sakta tha?

Woh toh accha tha jo Veer ne neeche dabne se pehle turant Bone Reaper equip kar liya tha. Warna uski haddiyo ka choorma bann jaana tha.

[Master-!? Are you okay?]

Pari ki ek chinta-janak awaaz uske mann me aayi.

'Y-Yeah!'

Veer ne keh toh diya magar woh jaanti thi ki uske Master bilkul bhi theek nahi the.

Veer ke perro par bhaar bohut adhik tha. Ek perr bacha hua tha lekin dusra pattharo ke neeche tha. Uska seena aur ek haath bhi buri tarah unn pattharo ki chapet me aa chuke the.

'Meri fiqr mat karo. Mein kaise bhi kar ke baahar aa jaunga. Tum ye batao kya tumne kuch observe kiya?'

[I think I have figured it out Master.]

Pari kuch sochte hue boli.

'What is it?'

[Shayad mujhe pata lag gaya hai ki ye sab akhir chal kya raha hai.]

'Tell me!'

[Ye toh pakka hai ki aapko frame kiya gaya hai. Kisne kiya hai? Toh aapka guess bhi sahi hai. Uss Crimson ne hi hume fassaya hai.]

'I know that. Lekin kyu aur kaise?'

[Kyu ka jawaab mere paas abhi nahi hai Master. Lekin kaise? Uska zaroor hai. Hear me out!]

'Mein sunn raha hu!'

[I think ye Crimson-!]

'??'

[Ye Crimson hi House of the Killers ka rachayita hai. Isne hi House of the Killers jaise bade khatarnaak organisation ko banaaya hai.]

'Koi proof Pari?'

[Proof nahi hai. But meri thinking bohut strongly uski orr point out kar rahi hai. Kyuki ye Las Vegas me bhi tha.]

'Yeah!'

[Agar usse maarna hota to woh wahi maar deta. Toh maara kyu nahi? Answer is simple! He wanted to frame you! DGSI ko issi ne shayad aapke khilaaf galat info di hai.]

'Ohhh!'

[Remember the fake police?]

Pari ke bataane par Veer ko yaad aaya. Jab unn alleys me smoke bomb feka gaya tha aur Ava ka bodyguard jo zakhmi hua tha. Woh fake police ke kaaran hi hua tha.

'Shit!!! Mujhe yaad hai. Woh fake police-!!'

[Woh issi ne bheji hongi Master. Ye Terashima log tab waha hum par nigrani rakh rahe honge. Unhone jab police ko hamla karte dekha to unhe galat message chala gaya. Oh no!!! Ye mene pehle kyu nahi realize kiya?]

[Master! Isliye wo hamare peeche hai. Jab unhone dekha ki police shoot kar rahi hai toh unhe confirm ho gaya ki hum suspect hai. But these fuckers didn't know that they were fake police officers.]

'Iska matlab woh fake police ka hamla sirf mujhe suspect confirm karwane ke liye tha!?'

[Yes!!! Lekin kuch aur bhi hai-! Wo ye assume kar rahe hai ki Ava ko hum laaye hai. But that's not true. Unke haath kuch aur bhi laga hai Master. Crimson ne unhe koi aur jankaari bhi di hai. Lekin mujhe aur analyse karne ke liye samay chahiye. I'm sorry!]

'Nahi Pari! Tumne wese hi bohut kar diya hai. It's enough and- arrggh!!!'

[Maaasterrr!!!]

Veer ka dard ab badh raha tha.

[It hurts Master. I know! But please~ Stay Calm.]

Pari ki awaaz uske andar goonji toh wo apni saanson ko durust karne laga. Pari jaanti thi ki uske Master iss waqt kis haal me the. Uske bawajood woh khud ko shaant rakhi hui thi.

Yahi thi uski personality. Agar iss waqt Pari ki koi aur personality hoti toh pakke se panic mode me chali jaati. Magar, ye Pari alag thi.

[Yes! Breathe in, Breathe out!!!]

Veer lambi-lambi, gehri par santulit saansein lene laga.

[Mene aapke kandhe par lagi bullet waale ghaav ke blood flow ko rok diya hai. Blood loss se bachaane ke liye. But sorry, I cannot remove your pain.]

[Mein ek samay par aapki body me ek kaam kar sakti hu. Right now I’m focusing on your blood flow. Sorry Master! Agar mein aur capable hoti toh aapki sensory nerves par bhi dhyaan de deti. Kam se kam kuch dard kam ho jaata.]

‘You are more than capable Pari!’

[Master...!]

‘Mera dard bhale hi kam ho jaata, par damage ko toh nahi roka jaa sakta na?’

[Y-Yes Master! Body to aapki damage tab bhi hoti.]

‘Then what’s the point? It’s okay Pari! Dard se mujhe darr nahi lagta.'

[That’s-]

[Ye sab uss Crimson ke kaaran. He damaged your body too much. I can feel the pain too. Andhruni chot zyaada hai. Muscles aur tissues me baitha woh dard-!]

[But we will pay him back. Don't worry! As long as I’m here. I won’t let you die. Now listen to me-]

'Pari!!! Tum kitna kuch karti ho mere liye-!' Veer ne usse bolte waqt beech se hi kaat diya.

Uske achanak se aise bol sunn Pari maun reh gayi.

[???]

Veer ke mann me tabhi Bhavna ka khayaal aaya. Mall me jab uski mulaqat Louis se hui thi, toh Bhavna se phone par uski baat hui thi.

Aur uss call ke baad se Veer ki ghar pe kisi se bhi baat nahi ho paayi thi. Samay hi nahi mila tha usse.

'Ghar par sab chinta kar rahe honge.'

Ye soch usne ek gehri lambi saans li.

'Mein ab ek stupid move try karne jaa raha hu. Par wahi mujhe yaha se nikaal payega.'

[What?]

Usne apna ek perr apne dusre perr ke upar tike bhaari patthar par lagaaya aur agle hi shan-

"Haaaaaaaaarrrrrrgggghhh-!!!!"

[Maaaasterrrr!!!]

Woh apni sirf physical strength ka istemaal kar usse hataane ki koshish karne laga. Kintu, Pari bechain ho uthi.

[Don't do it! Please! N-No-!!! At this rate-]

Uska poora perr kaanp raha tha. Perr ki saari nasse phatne ko ho rahi thi. Usne apni bhar taaqat lagaayi.

[What are you doing?? Stop it!!!!! Agar aise hi strain badhta gaya toh-]

Magar woh na ruka.

"Nnnngghhhh-!!!"

Uska poora muh laal hone laga. Aur agle hi pal,

"Aaaaaaaaarrrggghhhh!!!"

*Splurt*

[Nooooooo!!!]

Veer ke perr me ghutne ke neeche, peeche ka maans ka hissa phat gaya.

Aise jaise tarbooj phatata hai. Muscle Tearing. Kisi ek jagah adhik strain se, adhik pressure se andhruni maanspeshiyo ke phatne ka darr rehta tha.

Veer ke saath bhi wahi hua tha. Usne apne jeevan me kabhi itna zorr nahi lagaya tha. Isse karne ke liye insaan ko kitna jazba chahiye hota tha, ye baat Pari bakhubi jaanti thi.

Apne Master ke uss jazbe ko dekh woh stabdh bhi thi par saath hi unki aisi haalat dekh usse dard bhi ho raha tha.

Zameen par khoon bikhar gaya. Veer ke perr ke peeche ka maans ka hissa latakne laga. Uske honth daato tale dabe hue the. Woh dard sehen karne ka prayaas kar raha tha.

Agle hi shan, bina samay gavaaye usne apna dusra perr zameen par tikaaya aur uski sahaayta se woh apne haatho ko churraane me lag gaya.

Dekhte hi dekhte usne ek ek karke sabse bhaari pattharo ko alag kar diya. Aur neeche se sarak-sarak ke woh jaise taise baahar aa gaya.

Atyant buri tarah ghayal ho chuka tha woh. Pari uske perr se nikalte khoon ko rokne me lagi hui thi. Kandhe aur perr dono hi jagaho ke blood loss par wo dhyaan de rahi thi.

[M-Master-!]

'Eric ko mein nahi le jaa paunga. Woh log usse kuch nahi karenge. Zyada se zyada jail me daalenge. Wese bhi wo behosh hai. Usse pehle infirmary le jayenge. Itna samay mere liye kaafi hoga Miss Suhana se keh ke usse baahar churraane ke liye.'

Veer ko tabhi building ki floor par se qadmo ki awaaz sunaayi padi. Aur unhe sunn uski bauhe chintan me sikud gayi.

[Yaha rukna theek nahi.]

Usne mud ke dekha to wahi raasta tha ab uske saamne jiske baare me Eric ne bataaya tha. Ye wahi raasta tha jiske agal-bagal pattharo ki deewaare thi. Parantu, woh sirf sunset ki sightseeing ke liye tha. Aage jaake raasta band tha.

Fir neeche samudra hi bas tha.

'Kuch derr hum waha chhip sakte hai. Kyuki building ki taraf jaana bewakoofi hogi.'

[Mmm!]

Ye soch woh aage badh gaya.

*huff* *huff*

Woh langda-langda ke chal raha tha. Uski saansein ukhdi-ukhdi aa rahi thi. Adhkhuli aankhein liye woh jaise-taise bas ghaseet raha tha khud ko.

Uski iss haalat ko dekh Pari jaise andar hi andar tootati jaa rahi thi. Par woh nishabd rahi.

Apne chotil kandhe par haath rakh woh haafte hue aage badhta raha.

Dheere-dheere woh raaste ke chhor par pohuch raha tha. Kaafi ujaala aa raha tha waha se. Chaand ki roshni thi uss khuli jagah par.



a128b2e66ae266573a4f748e4204ce0b


'Bas aa hi gaye!' Aur wo chhor par pohuch gaya.

Par waha pohuchte hi, usse apni zindagi ke sabse bade jhatko me se ek jhatka laga.

Uski aankhein felti chali gayi. Pari ka bhi wahi haal tha.

Kandhe par rakha haath uska apne aap neeche gir latak gaya. Aisa lag raha tha jaise wo kisi jung me apna sab kuch kho diya ho.

Kyuki agle hi shan, uske saamne ka manzar tha-

10 armed police officers apne hathiyaar liye. Ek seeking helicopter jo uske waha pohuchte hi hawa me udaan bhar uss par spotlight tainaat kar diya.



gettyimages-698836877-640x640

Andre aur Senior police officer jo helicopter me baithe usse ghoor rahe the.

[N-No-!! It cant be-!! Master-!!!]

Anjaane me woh ussi trap me aa chuka tha jo Andre aur team biccha ke baithe the. Ye Team C thi jinhe Chris ne Veer ko pakadne ka kaam saunpa tha.

Helicopter me khade Senior officer ne mic liya aur announce kar bola,

Senior Officer : Apne aap ko hamare hawale kar do. Yahi accha hoga tumhare liye.

Veer ne sarr upar kar uss Senior Officer ko helicopter me baithe dekha aur bola,

Veer : Apne aap ko hawaale kar du? Kis liye? Kisi ki madad karne ke liye? Ya kisi ki jaan bachaane ke jurm me?

Officer 1 : Ye kya bakwas kar raha hai?

Officer 2 : Pakad gaya hai na! Shayad pagal ho gaya hai!

Senior Officer ka munda wese hi thanka hua tha. Veer ka jawaab jaise usse aur gussa dila gaya.

Senior Officer : Bewakoof ladke! Tumko ghera jaa chuka hai. Apni galti maan lo aur surrender kar do. Chalaaki ki to goliyo se boon diye jaoge.

Veer : Tum logo ko koi galat fehmi hui hai. Apni agent Terashima se pucho! Ya fir Singer Natalia se. Mein unka bodyguard-

*BANG*

Veer abhi aage kuch kehta ki tabhi ek bullet uske perro ke paas aake zameen me dhass gayi.

Senior Officer : Apne saare hathiyaar feko. Aur haath upar kar khud ko hawaale karo.

[Woh maan'ne waale nahi hai Master. Just surrender!]

Veer ne apni baayi orr dekha. Ek lohe ki bench lagi hui thi baithne ke liye. Ahista-ahista woh uss orr chal diya.

Uske chalte hi dherr saari laser lights uske badan par tik gayi. Senior officer ne usse chetaavni di par Veer ko bench par baithata dekh usne apne officers ko shoot karne se rok liya.

Senior Officer : Surrender karte ho ya?

Veer : Surrender? Kis baat ke liye? Jab mene kuch kiya hi nahi toh-!?

Senior Officer : Tumhe last warning di jaa rahi hai. Tumhare khilaaf sab kuch hai hamaare paas. Surrender kardo warna-

[M-Master! Surrender kar dijiye! Warna yaha se nahi nikal payenge. Aur ye log maan'ne waale nahi hai. Kuch bohut badi galat fehmi hui hai. Crimson ne khel khela hai.]

'Surrender? Bina galti kiye? Never in my life I will surrender!'

[Maaaaastttteerrr! Samajhne ki koshish kariye!]

Veer ne punaah upar udd rahe uss helicopter me dekha. Aur tab jaake usse apne jeevan ka dusra sabse bada jhatka laga. Senior officer aur Andre ke alawa koi aur bhi tha jo maujood tha.

'It's you-!!!!!?'

Uski aankhon ki putliyaan achambhav ke maare felti chali gayi. Pari ki khud ki rooh kaanp gayi jab usne helicopter me khadi uss ladki ko dekha toh.

[N-No-!! It can't be-!!]

Aur Veer ko saara maajra samajh aa gaya. Uska sarr fauran hi jhuka aur uske facial expressions chhip gaye.

Woh ladki kahi aur hi dekh rahi thi. Kuch pal baad hi waha ek hassi zorr se goonj uthi. Veer pagalo ki tarah hassne laga tha.

Officer 1 : Y-Ye kya-!?

Officer 2 : Pakde jaane ke darr se paagal ho gaya hai.

Officer 1 : Sir? Kya hum usse seedha jaake nahi pakad sakte?

Senior Officer : Nahi! Uske paas hathiyaar ho sakte hai. Kahi bomb wagarah na rakha ho. Keep your distance. Surrender karwa ke hi maanenge hum.

Veer idhar bas hassta raha. Uski aankhein uss ladki ki aankhon se takraayi. Aur ek kadvaahat Veer ke dil me fel gayi.

Woh sarr jhukaaya.

Senior Officer : Agar tumne co-operate nahi kiya. Toh mein fire ka order de dunga.

‘Pari!’

[Huh?]

'Beowulf's Blessings ka kitna samay baaki hai?'

[Sirf 5 seconds hi bache hai uske Master.]

‘Alright then! Pari! Mein jo ab karne jaa raha hu…! It’s a bad move!’

[Wh-What? Ye aap kya-!?]

Pari ne agle hi shan Veer ke dimaag me jhaanka aur ye pata karte hi ki woh kya karne jaa raha tha, uska sanshay bhayankar darr me badal gaya. Aur pehli baar aaj,

[YOU FUCKING IDIOTIC STUPID MASTERRRR!]

Woh uss par baras uthi. Veer jaanta tha Pari ki ye personality kitni shaant thi. Par aaj woh uss par garaj rahi thi. Uss par gussa ho rahi thi, uss se naraaz thi, niraash thi aur sabse mehatvpoorn-

Uski parvaah thi usse. Aaj usme bhay bhi tha aur ghabrahat bhi.

[Why don’t you fucking understand? There will be no Pari without you. I will cease to exist. Aap me saanse hai toh ye Pari hai. Aap me jaan hai toh mujh me jaan hai. Aap zinda ho toh mein hu. Samajhte kyu nahi ho? For fuck sake just surrender. Aap ko nahi kho sakti mein. Why don’t you fucking understand this small thing? YOU ARE THE MOST IMPORTANT TO ME!!!]

Aur usne keh diya. Pari se ab raha na gaya. Usne apna ek raaz saamne rakh diya. Agar Veer apni jaan gawaata hai, toh Pari khud apna astitv hamesha hamesha ke liye kho degi. Veer se hi Pari khud hai.

Veer kuch derr tak shaant raha. Pari ka itna bada raaz bataana ye saboot tha ki woh kitni zyaada bechain thi iss waqt. Magar Veer ne uska jawaab na diya. Aur apni baat ko punaah rakha,

‘I knew it. Kahi na kahi mein ye expect kar hi raha tha. Par yaad hai na jab tum pehli baar mere shareer me aayi thi? I’m sure tum kisi aur ko apna host bana sakti ho. Aise me-’

[YOU FUCKING STOP THIS BULLSHIT OKAY? Mene kaha na! Woh sirf one time use ke liye energy thi. Ab mein uss tarah space me move nahi kar sakti.]

Lekin usne Pari ki baat ko beech me hi kaat diya,

‘Meri baat suno Pari! Mere jaate hi…! Consume my energy! I hope tumhe kam se kam kuch na kuch toh mil hi jayega mere shareer se. That will be enough for you to travel in air. Right? Tum ek naya host dhoondh sakti ho. Ek naya shareer! Koi mujh jaise stupid se behtar haha!’

[STOP IT! PLEEAAASEEE! I BEG YOU! YOU ARE NOT STUPID. You are my Master. Surrender yourself now!!!]

Iss baar uski awaaz ruwaasi thi. Veer khud iss baar aashcharya me reh gaya.

‘T-Tum-!!? Tum ro rahi ho? Haha! Mujhe nahi pata tha meri Pari mere liye kabhi royegi. It’s good to know before dying.’

[P-Pleaaasseee~ Listen to me! They won't kill you. J-Just surrender.]

'No! I won't! Ye bohut bada setup tha Pari. Tum bhi realise kar chuki ho. Hai na? It's almost impossible to get out of it. I think Miss Suhana bhi meri help nahi kar payengi-!'

[N-Nooo-]

Pari ki awaaz me lad-khadahat thi.

‘I’m sorry Pari!!’

[???]

‘Mein kabhi ek accha host na bann paaya tumhare liye. Kaash hamara safar aur lamba hota. Kitni baatein jaan’na tha tumhare baare me. Aur ghar me sab log. Woh abhi bhi soch rahe honge mein business tour par hu. Kaash sabse ek baar acche se mil paata. Juhi my cutie. Uske liye ek chocolate factory ka vaada kiya tha mene apne aap se.’

Bol woh apni kalaayi me bandhe uss kaale dhaage ko dekhne laga jo uski maa ne pehnaaya tha.

‘Maa! Ye dhaaga mujhe bacha na saka. Still! I love you! It will be a great memory to die with…!’

Usse apni maa ke bol bhi yaad aaye jo usne phone ke waqt kahe the.

“Jaldi aana beta!”

‘Shayad-!!! Ab nahi aa paunga Maa!!’

[N-NO!! Ye kya keh rahe ho aap? J-Just stop! I can’t let you go away like that. Mene kaha na aapke jaate hi mein nahi rahungi. Chaahe mujhe kitni bhi energy hi kyu na mil jaaye. A-Aap aisa kaise kar sakte ho mere saath? YOU UNGRATEFUL BASTARDDD! STOP IT NOW! PLEAASEEE!!]

Woh sarr jhukaye-jhukaye hi muskuraaya.

‘Pari I admit-!’

[!!??]

Uski aankho se iss baar ek aasu ki boond nikal uske gaalo se behte hue neeche giri.

‘I ADMIT…! TODAY! I HAVE LOST!’

Uske hontho par muskaan ab bhi barkaraar thi. Ye muskaan thi uss bodh ki. Uss aatm-samarpan ki. Aatm-samarpan unn saamne khade hue logo ke prati nahi. Aatm-samarpan sachhayi ke prati.

Woh jaan chuka tha ki aaj zindagi aur maut ke iss khel me woh haar chuka tha. Bhale hi derr se usse bodh hua par ho chuka tha.

Woh ek bohut hi badi saazish me phass chuka tha. Itni badi ki ab uss se baahar aana lagbhag naamumkin tha.

[N-No! You can’t die like that. M-Mein aapko kuch nahi hone dungi. Listen! I have a plan! Let’s just surrender first. Th-Then-]

‘Tumhe lagta hai mein surrender karunga?’

Uska sawaal sunn Pari maun reh gayi. Woh jaanti thi iska jawaab. Veer ke shareer me aane se pehle hi Veer ne kitni taqleefe jheli thi. Ajay aur uske saathiyo ne milke usse kitna maara tha. Uski koi galti bhi nahi thi tab. Parantu adhmare hone ke bawajood, usne apna sarr nahi jhukaaya tha. Maar khaata raha lekin jhuka nahi.

Jab woh bina system ke tab nahi jhuka, toh aaj inn namoono ke saamne kaise ghutne tek sakta tha woh? Bhale hi usne ek Raja ki tarah janm nahi liya tha. Par ek Raja, ek Baadshah ki tarah marr toh sakta tha.

Idhar Senior officer ne agle hi pal mic pe announce kar diya.

Senior officer : Since, you're not cooperating we're going to execute you-!

‘Pari!’ Veer fir muskuraya. ‘Humara waqt khatam ho raha hai. Saamne khade log meri maut ka intezaar kar rahe hai. So, let me say this one last thing to you.’

[!??]

Woh apne akhiri shabd kehne jaa raha tha. Pari hamesha usse shaant rehne kehti thi. Lekin abhi uski khud ki dhadkane kisi train ke maafiq chal rahi thi. Itna darr usse kabhi mehsoos nahi hua tha. Samay ret ki tarah uski mutthi se fisal raha tha. Aisa lag raha tha woh apni sabse keemti cheez kuch hi palo me khone jaa rahi hai.

‘Pari!’

[H-Huh!!]

‘Tumne mujhe ek naya jeevan diya. Tum mera hausla bann ke mera saath nibhaati rahi. Tumne harr waqt pe meri madad ki. Shayad ye meri acchi kismat thi jo tum mujhe mili. Warna mujh jaise insaan ko toh koi dekhna pasand bhi nahi karta tha.’

[M-Master!]

‘Tumhare kaaran mein kitne pyaare logo se mila. Miss Kaera, Miss Sonia, Miss Suhana. Maa se dobaara mil paaya. Teju dii! Maasi! Shweta Maa! Bhumika Dii! Arohi, Kavya, Dada jii! Suman aur baaki sab. Karan! Nidhi ma’am! Sab se…! You gave me motivation. Unfortunately, ab ye safar yahi khatam hota hai!’

[N-Nooo!]

‘Aur ek akhiri baat-’

[??]

‘I love you Pari!’

Bas! Veer ne fir aage kuch na kaha. Lekin woh Pari ki rundhe gale se nikalti hui zorr-zorr se sisakne ki awaaz sunn paa raha tha.

Achanak hi Veer ke agal bagal ka aura badalne laga.

*Ding*

[Intimidating Presence has been equipped.]

Iss baar usne sarr utha ke upar dekha. Helicopter hawa me ab bhi tainaat tha aur uski spotlight Veer par hi tiki hui thi.

Tamaam guns ki laser sights se laser ke laal-laal bindu uske shareer ke alag-alag ango ke pharchatte udaane ke liye taiyaar the.

Light house samudri tat se lage hone ke kaaran, waha ka vatavaran tezz hawaao se ghira hua tha.

Veer ke baal hawao ke saath lehra rahe the aur khoon se lathpath hone ke bawajood woh adab ke saath uss lohe ki bench par baitha hua tha.

Itne logo me woh akela tha, par wahi tha ek jiska aura sabse zyada taqatwar tha. Jo tej uski aankho me tha, waha khada harr aadmi ye dekh thoda bhay me chala gaya.

Tamaam logo ke hone ke bawajood bhi abhi unhe iss ek ladke ko dekh andar se darr mehsoos ho raha tha.

Ek aankh khuli ek band, sarr se behta khoon, kandhe par lagi goli, jagah jagah choto ke khooni ghaav, bikhre ghane baal aur perr se latakta hua maans. Kuch yahi chhavi thi Veer ki abhi.

Fir bhi waha khada aadmi uske iss roop se darr raha tha. Veer kisi ghaayal sher ki tarah lag raha tha unhe.

Uski nazre harr ek aadmi ko dekhte hue guzri aur fir usne ek buland awaaz me kaha,

“EVEN IF I DIE TODAY! I WON’T DIE BY THE HANDS OF YOU LAPDOGS.”

Uski awaaz light house ke poore samudri tat par goonj gayi. Log usse dekh uska mazaak udaane lage. Woh khud ko confidence dene ke liye ye kar rahe the. Andar se woh sabhi jaante the ki unke shareer ke ruye khade hue the.

“Hahaha! Ye ladka paagal ho gaya hai.”

“Shayad isse apni sthiti ke baare me pata nahi hai. Haha!”

“Itne logo ke beech ghire hone ke baad bhi iski aqal ab bhi thikaane nahi aayi.”

Woh ek dusre se French me bolne lage.

Veer nahi jaanta tha ki Crimson yaha maujood tha bhi ya nahi. Lekin fir bhi usne bolna jaari rakha,

“CRIMSON!!!!! AGAR AAJ MEIN MARTA HU, TOH MERI LAASH KO DEKH KE SUNISHCHIT KAR LENA KI WOH MERI HI LAASH HAI…! WARNA AGAR MEIN YAHA SE ZINDA BACHA…! TOH TUMHE WO MAUT DUNGA JO SANSAAR NE PEHLE KABHI NAHI DEKHI HOGI!!”

Kehte hue achanak hi Veer bench ki back rest par apna ek haath rakhe apne wazan ko leke peeche jhuka.

Bench uske wazan ke kaaran apni pichli do taango ke bal peeche ko jhool gayi. Par iske pehle ki woh peeche girta, Veer ne apna wazan aage ko jhuka diya.

Aur iss baar bench waapas se apni position par aayi lekin ab Veer ka bhaar aage hone ki wajah se bench iss baar apni agli do taango par jhool gayi.

Iss se pehle ki Veer aage ki orr girta, usne punaah apna wazan peeche kar diya aur yu lagataar aage peeche karne ke baad, bench bhi uske bhaar ke chalte peeche jaati aur fir aage aati.

Aisa lag raha tha Veer ek rocking chair par baitha ho. Bench ke yu aage peeche dolne ke kaaran Veer ne ek motion bana liya tha.

Waha khade logo ne jab usse ye karte dekha toh hairat me reh gaye.

Ek armed police cop Veer par gun aim kiye upar helicopter me baithe senior officer ki orr dekha aur pucha,

“S-Sir? Kya hum shoot kare?”

Senior officer : Nahi! Behtar hoga hum isse zinda pakde. Agar zinda na pakad paaye, agar woh hamaare liye khatra banta hai, tabhi shoot karna hai. Let’s just see woh kya kar raha hai. Wese bhi woh yaha se kahi bhaag nahi sakta. Situation hamare haatho me hai.

Officer 1 : Okay Sir!

Sabhi Veer ki harqato ko jigyaasa se dekh rahe the. Aur bas uske surrender karne ka wait kar rahe the.

Senior officer ne mic haatho me liya aur Veer ko firse chetaavni di.

“Tumhare paas bas 30 seconds hai! Seedhe tareeqe se apne aap ko kanoon ke hawaale kar do. Warna-”

Par Veer toh jaise uski chetaavni ko ek kaan se sunn dusre se nikaal raha tha. Uska poora dhyaan uss helicopter me baithi uss ladki par tha.

Uska shareer ab bhi aage peeche jhool raha tha. 20 seconds guzar gaye.

10 seconds bachte hi officer ne mic par countdown karna shuru kar diya.

“Ten”

Veer abhi bhi bench par jhool raha tha.

“Nine”

Koi jawaab nahi!!

“Eight”

Veer ki aankhein uss ladki par hi thi.

“Seven”

Ab bhi koi harqat nahi.

“Six”

Par 6 hote hi, jaise hi iss baar uski bench aage ko apni do taango par jhooli,

“Five”

*DING*

Achanak uski aankhein crimson laal ho gayi.

[Beowulf’s Blessings has been activated.]

Neeche apne perr tikaate hi, uska haath jo bench ki back rest par tha, usne poori taaqat se usse aage kheencha aur agle hi pal,

*Wuh-psssh*

Woh bench hawa me 360° flip hone lagi. Time jaise slow motion me chala gaya. Samay achanak se dheeme ho gaya unn sab ke liye.

Bench hawa me flip ho rahi thi, aur ussi ke saath Veer ka haath usse pakadne ke liye taiyaar ho raha tha. Saath hi uske hontho par haiwaano waali ek muskaan chadhti jaa rahi thi.

Aur waha khade logo ki aankhein hairat ke maare felti jaa rahi thi.

Bench ke sahi angle par flip hote hi Veer ne agle hi shan uss poori bench ko apni hatheli khol ek haath se jhatt-se usse jakad liya aur uske dono perr zameen par sthirta se tik gaye.

*Whoosh*

Woh turant baayi orr palta.

Sab kuch itni jaldi hua ki logo ki aankhein saamne hue drishya ko process hi nahi kar paayi.

Ab waha khade kuch logo ke dimaag ko samajh aa raha tha ki kyu ye ladka bench par aage-peeche dol raha tha. Veer yu hi nahi aisa kar raha tha. Woh jo motion bana raha tha woh tha~

Periodic motion.

Uss bench par usne hi ye motion banaaya tha. Apne perro ko zameen ke virudhh le jaake apne bhaar se bench ko jaan-boojh ke aage peeche kiya gaya tha. Newton ke second law ke chalte woh asaani se dol sakta tha agar ye rocking chair hoti.

Par woh rocking chair nahi thi. Isliye Veer ko apne bhaar ka istemaal karna pada.

Periodic motion bann’ne ke kaaran jab Veer ne usse fir ekdum se apni Beowulf ki taaqat se kheencha, toh bhaari lohe ki bench yuhi hawa me flip ho gayi. Aur uske flip hote hi Veer ne usse thaam liya.

Uss ek chote se pal me unn sabhi ki saansein atak gayi thi. Senior officer ne jaise hi ye dekha woh chillaaya,

“THIS BASTARD!!! SHOOOOOOTTTTT!!!”

Woh dahaad lagaaya aur uske garajte hi,

*BANG* *BANG* *BANG*

*RATATATATATATA*

*BANG* *BANG* *BANG*

Dhada-dhad kar ke goliyaan barasna shuru ho gayi. Par tab tak Veer hawa ke jhoke ki tarah kayi feet ek jhatke me laangh chuka tha.

“THIS MOTHEFUCER!! KILLLL HIMMMM!! SHOOOOT THATTT BASTARDDD DOWNNN!!”

Helicopter hawa me muda aur uske neeche lagi gatling gun ne andha-dhundh firing shuru kar di.

Goliyo ki bauchhaar se waha ki deewaare aur chattaane ke chithade uddne lage. Veer ki gati itni tezz thi ki woh aage badhta jaa raha tha aur goliyaan uske nikalne ke baad khaali zameen se bhid rahi thi.

Officer ka countdown bhale hi beech me band ho gaya ho, lekin Veer ke Beowulf ka countdown chalu tha. Maatra 2 seconds hi baaki the uske deactivate hone ke liye. Ye uska akhiri daav tha.

Dimaag lagaate hue cops ne aim Veer ke aage kiya aur iska abhaas hote hi,

Veer ne apne haath me li hui uss bench se apne aap ko dhak liya. Bench usne dikhaave ke liye thodi uthaayi thi.

*BANG* *BANG* *BANG*

*KLANG* *KLANG* *KLANG*

Bullets jaa ke uss bench se takraane lagi, par kuch thi jinse Veer khud ko bacha na paaya.

*Squelch*

“Arghh!”

Ek uske perr ko cheer ke andar ghus gayi.

*Squelch*

“Urghh!”

Aur dusri uski baah ko.

Fir bhi woh ruka nahi. Senior officer ko jaise hi iss baat ka abhaas hua ki Veer ka maqsad kya hai, uski aankhein bhay ke maare fel gayi.

“Th-This bastard!!! K-Kill him!! KEEP SHOOTING! Bach ke bhaagne na paaye woh. BLOCK HIS PATH.”

Par tab tak derr ho chuki thi.

2 aur bullets Veer ke shareer ko lagi. Beowulf band hone waala tha, magar uske band hone se pehle hi, Veer ne uss uchaayi se ek lambi chhalaang maar di.

*DING*

[Beowulf’s Blessings has been deactivated.]

Ye sab kuch unhi 5 seconds me hua.

“NOOOOOOOOO!!!”

Senior officer apna gala phaad gusse me chillaaya.

Idhar samudri tat ke neeche khaayi thi. Sagar ki ufanti lehre uss chattaan se aake bhid rahi thi. Veer usme kood gaya.



200

“SEARCH HIM!! Zinda bachne ne paaye woh. He must be killed now! SEARCH EVERYTHING! KEEP SHOOTING!”

Helicopter udd ke aage badha aur Veer ke doobne waali jagah par lagataar paani me fire karne laga.

Bullets paani me ghus friction ke chalte dheemi ho rahi thi aur apni trace chorrte hue andar jaane lagi.


f5bb52800bcaf9fbb8dda41f2e8171d1

Veer ke shareer par ek antim bullet uske seedhe seene ko aake cheer di.

Woh neeche girta gaya. Bullets ab uss tak na pohuch paayi. Dheere dheere uski aankhein band hone lagi. It was the end.

[MAAAAAASTEEERRRR!!!]

Aankhein band hone se pehle uske mann me bas ek hi khayaal aaya,


tenor-1

‘Just why?? Ava!!’

Aur uski aankhein band ho gayi.

***

Idhar upar udte helicopter me uss ladki ke baal hawa me lehra rahe the.

Tabhi uske mann me ek awaaz aayi,

*DING*


e-1

‘I’m sorry…! Veer!’

Aur udhar Mumbai me Ragini ke ghar me, apne kamre me laiti Bhavna achanak bechaini ke chalte bistar par uth ke baith gayi.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi.
Update consists of 5k words. Ab agla update tab hi aayega jab iss update par atleast 140 likes aayenge. Update 139 pe 147 likes hai. Toh itna to mein yaha expect kar hi sakta hu.

Dhanyavaad!
Ye to sala dhoka de gayi ladki...

Jiske uper bharosa kiya usine kand kr diya...

Ab kya veer bach payega ya nhi..

Aur bachne ke bad ohh un sab se badla lega... Khas kar ava se....
 
Top