• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,365 83.2%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 27 1.6%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 213 13.0%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 35 2.1%

  • Total voters
    1,640

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,907
103,337
259

Good_Boy_

New Member
51
112
33
Bahut badhiya update Bhai Diya aapne per system owner dead body ka past dekh sakte to renshu aur uski beti Erica ne jab garofano ke against sabut plant kiye the tab unhone sachai kyo nahi dekhi
Garofano aur Erica bi ab veer se impress hai to kisi ek ke sath sex seen bi dikhayo bhai
 

Raju0053

Active Member
518
1,262
138
Thanks but koi bawaal nahi karna hai. Ye story already meri agli story se linked hai toh wo possible nahi. Poora World interlinked hai mera. Jab ye story finish hogi toh sab maalum ho jayega ki kese sab kuch link hua. Hint de deta hu. Ye story meri 3 stories se link hone waali hai. :hint:
Ohhh Bhai Saab
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Death Kiñg

Active Member
1,408
7,068
144
Thanks but koi bawaal nahi karna hai. Ye story already meri agli story se linked hai toh wo possible nahi. Poora World interlinked hai mera. Jab ye story finish hogi toh sab maalum ho jayega ki kese sab kuch link hua. Hint de deta hu. Ye story meri 3 stories se link hone waali hai. :hint:
Saalon tak updates hi updates :toohappy:
 
  • Haha
Reactions: Werewolf

Raju0053

Active Member
518
1,262
138
Single nahi hu bhai. :laugh:
Gf hai. Uska work from home hi chal raha hai. Woh DXC company me hai. Mere hi home town me. Meri company dusri hai toh mujhe kabhi na kabhi shift hona hi tha. Zyaada kheech nahi sakta tha work from home ko. Jitna khicha utna kheech liya. Ab shift hona hi pada.

Woh roz raat ko video call karti hai. Aur ghanto baat karti hai. Jab tak so nahi jaati tab tak WhatsApp par Audio call chalti rehti hai. Mein puchta hu ki jab sone lagti ho aur kuch sunayi hi nahi dene waala toh Audio call chaalu kyu rakhi rehti ho? Toh kehti hai mujhe neend aise hi aati hai. Tumhari saanso ki awaaz aati rehti hai. :laugh:

Abhi Maine use badi mushqil se mana kiya hua hai. :laugh: Kyuki, abhi woh khud busy hai. Uske ghar renovation ka kaam hai aur guests alag aaye hue hai. Uss se mein subah, din aur shaam me samay nikal ke baat kar leta hu aur keh deta hu ki raat me pending work karunga isliye maan gayi hai filhaal.

Par ye liberty kuch din ki hi hai. :laughing: Jald hi woh firse apne routine me aa jayegi.
Ohh maah turu lavb
 

Azadkumar

𝖃𝖋𝖔𝖗𝖚𝖒 𝕸𝖊𝖒𝖇𝖊𝖗
34
73
18
nice update bhai 😀
Update 172
 
  • Like
Reactions: Arml and Werewolf

big king

Active Member
621
1,055
123
Update - 172 ~ Who's lying? (2)

Ab tak...

Erica ne jaise hi main entrance ka woh bada sa darwaza khola, saamne ek car khadi hui thi.

Aur, jaise hi car ka darwaza khula, usme se ek khubsoorat aurat baahar nikal ke aayi.

Saamne khade logo ko dekh, jaise hi uski nazar Veer pe padi, na sirf woh khud chaunki balki Veer bhi utna hi chakit reh gaya.

Divya : V-Veer!!???

Veer : Divya???


Ab aage...

Veer aur Divya ne jaise hi ek dusre ko dekha toh dono hi aashcharya chakit reh gaye.

Na jaane kab se Divya ke dil me woh laalsa thi. Saamne khade iss naujavan ladke ke chehre ko dobaara dekhne ki. Ek baar firse mulaqat hone ki. Kaash koi sanyog bann jaata ki woh use punaah dekh paati.

Aur, aaj jaise uski khwaish sunn li gayi. Wahi chehra uske saamne tha. Ek aisi jagah par jaha usne iski umeed bhi nahi ki thi.

Parantu, tabhi use ye dhyaan bhi aaya ki yeh jagah kitni khatarnak thi. Woh yeh baat apne dimag me baitha ke aayi thi ki uski jaan ko khatra hai. Aur, aise me Veer ka yaha hona-

Woh andar hi andar vyaakul ho uthi.

Veer : Divya?? Tum yaha?

Divya (frowns) : Veer???

Raat ka waqt tha. Chaand ki raushni ke alaawa Renshu ke ghar ke baahar kuch mashaale jal rahi thi jinki raushni me saamne aaye mehmaan saaf saaf dikhayi pad rahe the.

Veer ne car ke andar dekha. Divya ke liye ek escort driver bhi tha jo kaala suit pehne andar hi baitha tha. Use check karte hi kuch information Veer ke haath lag gayi.

*Ding*

[Name : Clark
Age : 32
Bio : A normal escort driver who works for the FBCC (Foreign Bureau for Crime Control)]

Divya Veer ke peeche khade Renshu aur Erica ko dekhi. Woh dekh ke pehchan gayi thi ki yeh bada sa dikhne waala insaan yaha ke group ‘Order’ ka Leader tha~ Li Renshu.

Kintu, Erica ko lekar uske paas jo report thi, usme kuch bhi mentioned nahi tha. Woh aage badh Veer ke nazdeek aayi aur uski aasteen pakad use kheenchte hue unn sab se thoda dur le gayi.

Divya (concerned) : What the hell are you doing here?

Veer : Same question! What the hell are YOU doing here??

Divya ne bola kuch nahi. Uski nazre baar baar peeche khade unn baap beti par jaa rahi thi. Usne apni jacket khol andar ki jeb se ek ID card nikala aur Veer ki orr karte hue use dikhaya.

Card par spasht roop me likha tha ~

FBCC
Mrs. Divya (Special Agent)

Veer ko FBCC ke baare me toh driver ko check kar ke hi pata lag gaya tha. Parantu, Divya ne jaise hi apna ID card dikhaya, use baatein aur samajh me aane lagi.

Veer : You what? Special agent? Kab? Kaise?

Divya : Lambi kahani hai Veer. In short, mein ab ek FBCC ki agent hu. I'm not a private detective anymore. Ab mere sawal ka jawab do. Tum yaha kya kar rahe ho?

Veer : Ugh-! I-

Veer ko ab naya jawab sochna tha. Use umeed hi nahi thi ki Divya yaha aa jayegi. Usne aisi paristhiti ke liye koi bhi uttar pehle se taiyaar nahi kiya tha. Ek gehri saans chorrte hue woh bola,

Veer : Actually-! Mein business ke silsile me aaya tha.

[Pfft~]

Pari hasi.

Divya (frowns) : Business? What sort of business?

Veer : Umm! Maine suna hai ki yaha recent me abhi Garofano products ki owner aayi hui hai. Darasal, woh Mumbai bhi aayi thi kuch hafte pehle.

Divya : Huh??

Divya ke chehre par confusion saaf jhalak raha tha. Veer kaha ki kya baatein bana raha tha uske kuch bhi palle nahi pad raha tha.

Veer : Toh-! You know-! Unhone mujhse kaha tha ki woh jald hi Mumbai me kisi firm ke saath tie-up karna chahengi. Jab maine suna ki woh yaha aayi hui hai, toh mein chala aaya.

Divya : Whaaaatttt? Are you kidding me?

[I can't control any longer-!!! Wahahahaha! What a lame excuse!]

‘Shut up! Mujhe thodi pata tha ki Divya achanak se yaha aa jayegi. I was not prepared.’

[Still…! Wahahahahaha! I can't-! Lmao! Hahahahaha!]

‘Fuckkkk!!! Mere mann me jo aaya maine-’

[Ahahahahahaha-!!!]

‘You freaking-’

Divya : Veer?

Veer (glances) : Huh?

Divya (frowns) : Tum mazaak toh nahi kar rahe na?

Veer : No way! Look! I'm expanding my business. Agar mein deals nahi karunga toh kaise aage badhunga?

Divya : B-But-! Deal ke liye toh pehle tumhe wahi kisi businessman ke saath tie up karna chahiye tha na? Tum seedhe hi-

Veer jaanta tha ye bahana zyada kaam nahi aane waala tha. Usko kaise bhi kar ke Divya ko yakeen karwaana hi tha.

Veer : Pehle tum batao ki tum yaha kya kar rahi ho?

Divya : I was assigned here. Order aur Legion do group hai jinke beech me kaafi vivaad chal raha hai. Use monitor karne aur ho sakte toh use suljhane ke liye hi mein yaha par aayi hu.

Veer : Whaaaaattt???

Veer ko ek jhatka laga. Order aur Legion ke baare me Divya kaise jaanti thi? Iska matlab FBCC ye sab jaanti thi? Haan! Akhir, tabhi toh Divya ko pata chala hoga.

Veer peeche mud Renshu ko dekha jo apni laathi liye wahi khade unn dono ko ghoor raha tha.

Veer : Tumne FBCC se madad maangi thi?

Renshu : FBCC?

Renshu ne ye naam pehli baar suna tha. Usne turant hi apne mann me sawaal kiya.

‘Lloyd!!’

Naam pukaarte hi uske mann me ek purush ki awaaz aayi.

[Ohh! FBCC huh? Renshu!!!]

‘Hmm?’

[Kuch gadbad chal rahi hai. I can sense it.]

‘Kya matlab?’

[FBCC ek crime control bureau hai. Duniya bhar ke bade bade crimes me woh alag alag desho ki madad karte hai. Inme kaam karne waale special agents locations par bheje jaate hai taaki crime ko jald se jald khatam kiya jaa sake.]

‘Huh?’

[Tumhare saamne khadi ye ladki… FBCC ki ek special agent hai.]

‘Samjha!! P-Par ye kaise ho sakta hai? Maine toh koi madad nahi maangi thi. Kya government me se kisi ne-?’

[Isliye kaha maine ki kuch gadbad hai. Official se baat karni hogi tumne. Agar, ye ladki hamari taraf hai toh zyada dikkat ki baat nahi. Par, agar ye hamari taraf nahi hai, toh aisa ho sakta hai ki ise Legion ne ek spy ke roop me bheja ho.]

‘Hmm!’

Veer ne Renshu ko dobaara pukara toh Renshu apne mann se baahar aaya. Usne abhi tak Veer ke sawaal ka jawaab nahi diya tha. Kya FBCC se usne madad maangi thi? Veer uske uttar ka intezaar kar raha tha.

Renshu : Tumhe kya mein bewakoof lagta hu Veer? Baahri vyakti ko mein iss maamle me kaise aane de sakta hu?

Veer (nods) : As expected.

Wo wapas Divya ki orr mudte hue bola.

Renshu ki baat sach thi. Woh toh chaah hi raha tha sirf system owners hi uske saath uske iss kaam me haath bataaye. Na ki aam insaan. Par, Divya ka yaha aana unn sab ke liye ek musibat saabit ho sakta tha.

Erica se leke Renshu dono hi Divya aur uske driver ko bhali bhaati check kar chuke the. Dono satark hoke bas maajra dekh rahe the. Par, woh dono akele nahi the.

Ghar ke andar upar ki orr pillar ke peeche khadi Garofano bhi Veer aur Divya ko chhup ke dekh rahi thi.

‘Wh-Who is she? Divya huh? Are they close??? Why is she here??’

Uske mann me bhi tamaam sawaal aa rahe the.

Idhar Divya Veer ke liye chintit thi. Uska haath apne aap uthate hue Veer ke gaal pe gaya, Veer chaunkte hue uske haath ki orr dekha.

Uski iss harqat se Erica aur Garofano dono hi dang reh gayi. Kya ye dono… Close the? Dono ke mann me yahi sawaal tha.

Divya (frowns) : T-Tumhe yaha nahi hona chahiye Veer. Business and all… Ye sab baad me ho sakta hai. This is not the right time. Yaha bahut badi samasya hai. It's a trivial matter.

Veer : I can't go now!

Divya (zorr se) : Tum samajhte kyu nahi Veer? Ye Las Vegas nahi hai ki department hume back up de dega aur hum-

Veer : I have my own plans.

Divya : ???

Veer : I know! I know you are worried about me, Divya. But trust me, I have my own plans. Also, I need your help.

Divya : Huh? M-My help?

Veer (nods) : Hmm! Par, pehle… Andar chalo. Yaha khade rehna theek nahi.

Veer ne turant hi andar chalne ka sujhaav diya. Baahar khade hoke baat karna koi hal nahi tha iss behes ka. Woh jaanta tha ki Divya se kaise maamla suljhana hai.

Renshu ki orr dekhte hue Veer ne ek ishara kiya. Renshu turant hi samajh gaya aur haami bharte hue andar chal diya.

Divya apne driver Clark ke sang unn sab ke peeche peeche jaane lagi. Jagah jagah dekhte hue woh bhi sab kuch jaanch rahi thi. Aur, use bhi ye pata lag chuka tha ki Renshu kaafi badi sampatti ka maalik tha.

*Kuch derr baad*

Hall ke kamre me neeche bicche cushions par sab virajmaan the. Siwae do logo ke.

Garofano aur Clark.

Garofano jail se bhaag ke aayi thi. Use alag hi ek kamre me chhipa ke rakha gaya tha. Toh wahi Clark ke liye bhi ek kamra alag se diya gaya tha.

Divya : Toh ye baat hai.

*Thud*

Woh green tea se aadhe bhare cup ko table par rakhte hue boli.

Veer (nods) : Right!

Divya : Tum Mr. Renshu se France me mile the aur tumhari dosti ho chuki thi. Then, Miss Garofano se Mumbai me mile the. Aur, jab tumhe pata chala ki woh yaha China aa rahi hai toh tum yaha aa gaye Mr. Renshu ke ghar taaki tum yaha Mr. Renshu se apne rishte gehre bhi kar lo aur Miss Garofano se bhi isi bahane mil ke business ki baat bhi kar lo. Hmm?

Veer (nods) : That's right!

Divya : That's strange! Tumhe itna yakeen kaise ho gaya ki Miss Garofano ke saath tumhari deal set ho jayegi aur-

Veer : Ohh! Pehle vishwas nahi tha utna. But ab 100% hai. *grins*

Divya : Huh?

Veer ne Renshu aur Erica ko dekha,

Veer : Kya mein akele me inse kuch baat kar sakta hu?

Renshu ne haami bhari. Erica virodh karna chahti thi par woh bas daant meeste hue uth gayi. Ye baat wo bhi bhali bhaati jaanti thi ki unke beech ab ek aam insaan maujood tha. Yaha ab laparwahi zara bhi nahi barti jaa sakti thi.

Unn dono ke jaate hi Divya jo chinta me thi uski dhadkane thodi shaant hui aur turant hi Veer ko dekh usne apna haath Veer ke haath ke upar rakh diya. Veer ko leke uski chinta saaf dekhi jaa sakti thi.

Divya : V-Veer-!? Th-This is not the place…! Tumhe yaha nahi hona chahiye.

Veer : Kyu?

Divya : It's dangerous. Do group ke beech ladaayi chal rahi hai. Kabhi bhi yaha jung chidh sakti hai. Tumhe yahi samay mila tha yaha aane ka?

Veer : Wait wait! I told you na! I will be fine. ‘House of the killers’ ko bhool gayi?

Divya : Ye ‘house of the killers’ nahi hai, Veer…! Insaan ek baar maut ke muh me jaake baahar aa sakta hai. Par baar baar nahi. Tum samajhte kyu nahi? Ye risky hai. Yaha hona hi khatre se khaali nahi. Aur, aise me tum yaha-

Veer : Shhh! Don't worry. I'll be fine. Ulta, mujhe tumhari madad ki zaroorat hai.

Divya : Huh?

Veer : Miss Garofano! Woh yahi pe hai.

Divya (zorr se) : Kyaaaaa?

Veer : Shhh! Awaaz neeche! Shor nahi! Woh yahi pe hai ek kamre me.

Divya : M-Meri kuch samajh nahi aa raha hai.

Veer : I know! Isliye, ab jo jo mein kehta jau use chup chaap sunti jaana. Jab mein bolna band karu, tabhi tum bolna shuru karna. Now listen!

Uske baad Veer ne Garofano aur unke pita Mr. Nicholson ki maut ke rehesya ko leke saari baatein saajha kar di.

Usne sab kuch bata diya. Siwae iss baat ke ki Renshu ne Garofano par ilzaam lagaya hai.

Woh Renshu aur Garofano ke beech ki iss bhidant ko uske saamne nahi rakh sakta tha.

‘Goddamn it!!!!’

Uske liye ye case aur bhi ulajh raha tha. Divya ke aane se woh aur bandh gaya tha. Par, uska istemal kaise karna tha iski tarqeeb bhi usne pehle hi soch li thi.

Divya : T-Toh? Tum kya chaahte ho?

Veer : Mein chaahta hu ki tum iss case ko solve karne me meri madad karo.

Divya (frowns) : Taaki, iske chalte tum fir Miss Garofano ko nirdosh saabit kar ke unse business ki deal apne naam karwa sako?

Veer (smiles) : Exactly!!!

Divya : Woh wese hi tumhari abhaari ho jayegi aur zaahir hai tumhe deal araam se saunp degi. Right?

Veer (smiles) : You catch on quick!

Divya sarr neeche kar haule se muskurayi. Fir ek aah chorrte hue Veer ko chintit nazro se dekhi.

Divya : Idea bura nahi hai Veer. Ye kaam bhi kar jaata agar baat sirf itni hi hoti toh… A-Aur-! Aur agar risk nahi hota toh. Par, yaha bahut kuch chal raha hai. Aur wese bhi, ab mein ek private detective nahi rahi. Ab mein FBCC ke liye kaam karti hu. Chaah ke bhi mein isme tumhari koi madad nahi kar sakti.

Woh apni jagah se uthi aur apne haath baandhe chalte hue kamre ki ek khidki ke nazdeek jaake khadi ho gayi. Khidki se baahar ka nazara saaf dikhayi de raha tha. Ghane ped paudho se jangal lagna shuru hota tha yaha se.

Uska jawaab sunn Veer ki bauhe kass uthi. Woh bhi apni jagah se utha,

Veer : Divya come on!! Humne pehle bhi ek saath cases solve kiye hai. Can't you lend me a hand? Just like old times?

Divya chaahti thi ki woh uski madad kare. Kintu, woh majboor thi. Veer ko kabhi usne kisi kaam ke liye nakaara nahi tha. Aaj use mana karte hue andar se bilkul bhi accha nahi lag raha tha. Magar, ye zaroori tha.

Divya : I-I can't Veer-! Tumhe baat ko samajhna hoga. Aur, yaha se jald se jald nikalna hoga. Mein-

Veer : Please Divya!!! I- I need your help.

Divya ka badan Veer ke muh se ‘please’ sunte hi thithur gaya. Ye pehli baar tha jab usne uske muh se ‘please’ suna tha.

Divya : Veer agar tumhe business ki deal hi karni hai toh mein tumhare liye deals karwa sakti hu. Mere bhi kuch contacts hai. Tumhe iss khatre me padne ki koi zaroorat nahi-

Veer : Zaroorat hai Divya!

Divya : ???

Veer : Business partners ke beech ka rishta sirf business ka hi hota hai. Par, zara socho…! Agar, Miss Garofano ko hum nirdosh saabit karte hai toh mera aur unka rishta fir sirf business partner ka nahi rahega. Ek acche dost ka bann jayega. Ye mere liye kitna zaroori hai, Divya!!!

Veer ko aaj kaise bhi kar ke Divya ko manaana tha. Jhooth bolna zaroori tha.

Divya : Tumhari baatein koi sense nahi bana rahi Veer. Tum bacche nahi ho-! Samajhte kyu nahi ki-

Iske pehle ki woh kuch aur bolti, achanak hi use do haath apni kamar par mehsoos hue aur kisi ne use peeche se apne aalingan me bhar liya.

Divya (gasps) : H-Huh???

Aur, fir…

Ek garam saans ka ehsaas use apni gardan par hua, jis se uska poora shareer kaanp utha.

Divya (shivers) : V-Veer-!!!

Veer : I really need your help, Divya!!!

Veer ne use peeche se apni baaho me bhar liya. Uske haath Divya ki kamar par kasse hue the. Baaye haath ko kamar par hi tikaaye, woh dheere dheere apna daaya haath upar le jaane laga.

Patli kamar se hote hue Divya ke stann ke bagal par se guzarte hue haath upar aake uske gale ke paas ruka.

Divya ki saansein ab lambi hone lagi thi. Aankhein band ho rahi thi. Fir, Veer ne woh kiya jis se woh poornta avaak reh gayi.

Palke jo usne moond rakhi thi woh akasmaat khuli aur aankhein phati ki phati reh gayi.

Veer ka daaya haath uski safed shirt ke andar seene se hote hue andar chala gaya. Aur, uska baaya stann ab Veer ke qabze me tha.

Iske pehle ki woh sthiti ko samajh paati haath aur aage badha aur-

Seedhe bra ke andar ghus, ek baar me Veer ne uske uroz ko apni mutthi me bhar iss qadar dabaaya ki Divya ki cheekh nikal gayi.

Magar, sahi samay par usne apne muh par haath rakh liya. Warna-

Divya (breathes heavily) : V-Veer-!!!

Veer (grins) : They've grown bigger-!!!

*Ding*

[Divya's favorability is raised from '98' to '100'.]

Veer ke haath ki kalaayi usne pakdi. Magar, hataane ka virodh abhi bhi baaki tha. Toh wahi dusre haath se woh Veer ke seene par le jaake uski shirt ko bheench li. Pakad itni mazboot thi ki Veer ki shirt ki button hi toot ke neeche gir gayi. Uska seena tezz saanso ki wajah se upar neeche ho raha tha.

Divya (blushes) : I-

Veer (stares) : I need-

Veer kya chaah raha tha? Kya woh ab bhi-!?? Uss din ki tarah-!?

Divya ke dimaag me aneko vichaar daud rahe the. Nichle honth ko daanto tale dabaaye woh jaise tese khud ko sambhaalne ki koshish kar rahi thi. Uska doodh Veer ki mutthi me daba hua tha. Nipple ko Veer marod ke unhe daba raha tha aur bechari Divya kasmasayi jaa rahi thi.

K-Kahi? Kahi Veer firse uske saath??

Ek janglee vichaar uske mastishk se hoke guzra. Par, kya ye jagah woh sab karne ki thi? Iss waqt Divya ye nahi soch rahi thi ki use Veer ki iss harqat par uske khilaaf jaana chahiye. Balki, woh toh ye soch rahi thi ki ye jagah sahi nahi thi.

Divya (blushes) : It- It's not the place t-to-

Udhar, baahar courtyard ke dusri orr ek alag kamre me Renshu aur Erica baithe apne aap me baat kar rahe the, jab Erica ne kuch mehsoos kiya-

Erica : Y-Ye-! Ye ladki!!! Her heartbeat is going crazy!!!

Renshu : Hmm?

Erica : Akhir chal kya raha hai waha andar?

Renshu : Veer use sachhayi bata raha hoga Garofano ki.

Erica (blushes) : N-No-! Dad! Y-Ye alag hai. Heartbeat iss tarah se tab nahi badhti… This is…!

Renshu : Hmm?

Erica (blushes) : Damn it! Dad jaldi chaliye!!!

Woh uth ke seedhe hall ki orr badhne lagi. Idhar, Veer ne apna vaakya poora nahi kaha tha. Divya ko thaame usne apni baat rakhi,

Veer : I need your help!!!

Divya : Huh??

Divya achanak hi rukk gayi. Uski lambi lambi saansein bhi durust hone lagi. Kya matlab? Matlab Veer uske shareer ko nahi bhogna chaahta tha? Woh madad ki baat kehna chaah raha tha tab se?

Ye sochte hi ki woh abhi abhi khayali pulaav pakaane lagi thi, Divya apne aap par hi sharmindagi mehsoos karne lagi. Usne agle hi pal ek jhatke me Veer ki kalaayi ko pakad uske haath ko apni shirt ke andar se baahar nikal diya.

Apna pehnava vyavasthit kar usne ek gehri saans li aur palat ke Veer ko dekh boli,

Divya : Fine! Fine!!! I agree! Khush?

Veer : Wait! Really?

Divya (blushes) : Y-Yes!

Laali abhi bhi uske gaal par thi.

Veer : Pakka?

Divya (nods) : Hmm! Magar, mujhe ye case chhup ke handle karna hoga. Director ko mein yahi bataungi ki mein Order aur Legion ke baare me information ikhatti kar rahi hu. Saath hi ye case solve karti jaungi. Chunki, Miss Garofano yahi pe hai, aur Mr. Renshu bhi. I think mere assignment ke sath ye case zyada clash nahi karega. So, I can help.

Veer (smiles) : Thanks!

Baahar idhar Erica bhaagte hue chal ke aa rahi thi. Uske peeche peeche Renshu bhi chala aa raha tha.

Renshu : E-Erica!! P-Pehle ek baar darwaaza knock karna aur fir-

*Dhadaam*

Par, Erica kaha sunane waali thi. Renshu apni baat poori keh paata ki uss se pehle hi Erica ne dhadalle se darwaaza khol diya. Kintu, saamne jo dekha toh aisa kuch bhi nahi mila jo woh expect kar rahi thi.

Veer : Hmm?

Erica (blushes) : Y-You-! Wh-What were you guys doing???

Divya ne sharmaate hue nazre ferr li. Magar, Veer use aise dekh raha tha jaise maano usne kuch kiya ho na ho.

Veer : Hmm? Kya hua?

Erica (blushes) : Y-You-!! *glares* I’ll see you later!!! Tsk!!!

Baahar se Renshu ke aate hi Divya ne bhi fir apna parichay dena ab sahi samjha.

Divya : Please, allow me to introduce myself. I’m Divya from Las Vegas. I recently joined FBCC.

Renshu : Ohh!

Divya : Your government’s offical requested us for the help. That's the reason our Director sent me here.

Renshu bareeki se Divya ko jaanch raha tha. Divya sahi thi. Renshu ne abhi abhi official se baat ki thi phone par. Aur, ye baat sach thi ki government ne hi FBCC se madad maangi thi.

Par, Renshu ko ye baat zaroorat se zyaada sataa rahi thi.

‘Agar, official ne ye matter hamaare hawaale kiya tha. Toh fir usne FBCC ko involve kyu kiya?’

[Renshu! Iss baat se mein bhi dang hu. Tumhari government kabhi bhi baahri vyakti ko apne matters me involve nahi karti. Toh fir itne bade bureau ko iss matter me kheech ke laana. Baat kuch hazam nahi ho rahi hai. Par, sach toh yahi hai ki official ne hi invitation bheja hai.]

Renshu apne mann ki baato se baahar aaya aur aage badh muskurate hue Divya se bola,

Renshu : You are now in this Li Renshu’s house. Welcome!

Baat angrezi me chal rahi thi. Divya ye nahi jaanti thi ki Renshu ek system holder tha. Aur, woh sabhi bhashaaye jaanta tha. Par, Renshu ne iski bhi samasya dur kar di.

Renshu : Wese mein Hindi bol leta hu.

Divya (surprised) : Ah!?

Renshu : India se puraane taluqaat hai toh mujhe Hindi aati hai. Yahi reason hai jo mein aur Veer jaldi connect ho gaye the ek dusre se. Hahaha!

Divya : O-Oh!!!

Baat cheet ka silsila chalta raha. Aur, raat ke khaane ke baad ab samay tha asli charcha ka. Veer ke kamre me Divya uske saath hi uske saamne neeche cushion par baithi hui thi.

Divya : Toh? Batao! Kaise kya karna hai? Tumhe zyada jankari hogi yaha ki.

Veer : Miss Garofano jail se bhaag ke aayi hai.

Divya : Whaaaattt???

Veer (nods) : Hmm! Woh lucky thi.

Divya : P-Par-!

Veer : Hume iss case ko pehle apne under lena hoga.

Divya : Kaise???

Veer : Legally!

Divya : Legally? T-Tum pagal ho gaye kya?

Veer : Nahi! Bilkul bhi nahi!

Divya : Toh bina profession aur ID ke tum bhala ye case-

Veer (smiles) : Isliye toh tumse madad maangi hai.

Divya : Huh???

Veer : Tum apni ID China ke investigation department me show karogi aur kahogi ki ye case tumhare under hai.

Divya : Whaaaatttt? Are you nuts? Veer, mujhe yaha official ne Order aur Legion ke matter ke liye bulaya hai. Na ki Miss Garofano ke Dad ke murder case ke liye. Maine agar apni ID iss kaam ke liye show kari toh tumko pata bhi hai ki kya musibat aayegi?

[Ohhhh! I see now! Indeed! I love your tactics. Haha!]

Pari Veer ke dimaag ko padh chuki thi.

Veer ka plan simple tha. Divya yaha mine ke matter ke liye aayi thi. China ki government ke official ne FBCC se agent bhejne ki darkhwast ki thi.

Toh aise me kya hoga ki agar case hi badal diya jaaye?

Agar Divya apni ID investigation department me show kare aur ye na bataaye ki woh mine ke matter ke liye yaha hai. Balki, ye keh de ki woh yaha Garofano ke Dad ki mysterious death ki wajah se yaha hai.

Aur, saath hi government ke official aur FBCC ke beech ka agreement dikha de. Toh???

Chances bahut kam honge ki koi cross check kare. Aisa karte hi, ek pal me ye saara case Veer aur Divya ke under aa jayega. Aur, yahi toh Veer chaahta tha.

Veer : Tumhe ye karna hi hoga Divya.

Divya : V-Veer! Agar kisi ko bhi pata chala toh-

Veer : Mein zimmedari leta hu. Zyada se zyada kya hoga? You'll lose your job. I'll pay you more than that if-

Divya (shouts) : Paiso ki baat nahi hai Veer. Y-Ye mera dream hai. Maine finally uss sheher ko chorra hai. Mujhe aage badhna hai.

Veer : Trust me! Kisi ko nahi pata chalega.

Divya ab peeche nahi hatt sakti thi. Usne Veer ko haan keh diya tha. Kuch sochte hue usne haami bhari.

Veer : Hume application deni hogi. I want you to prepare one. Erica woh bhej degi.

Divya ne bilkul wesa hi kiya. Kintu, application me Veer ne apna number dalwaya tha.

Inn sab me zyada samay na laga. Application abhi usne kuch derr pehle hi diya tha ki-

Use ek unknown number se call bhi aa gaya. Veer ne ahista se call ko pick kiya.

??? : Kya meri baat Mrs. Divya se ho rahi hai.

Veer : Mrs. Divya kuch reports padh rahi hai. I'm his secretary. Unke saath mein bhi iss case me involved hu. Please say!

??? : Toh Mrs. Divya ko phone do. Tum kaun hote ho iss case ko handle karne waale?

Veer : I'm sorry but mein utna hi important hu jitna ki Mrs. Divya khud. Aisa mein nahi kehta, Mrs. Divya khud kehti hai. Agar, aapko kuch kehna nahi hai toh mein phone rakh raha hu.

??? : Y-You freakin’-!!! W-Wait!!!

Veer : Hmm?

??? (clears throat) : Ahem! Dekho! Mein China Security Bureau se ek primary officer baat kar raha hu. Primary officer jaante ho na? Hmph! Well, tum kya jaano. Criminal cases ke charge me mein hi rehta hu ladke. Samjhe? Mujhe kuch zaroori baat karni hai.

Veer : Mein sunn raha hu. Kahiye! Aapki baat ko Mrs. Divya ke kaano tak pahucha diya jayega. Mujhse aap share kar sakte ho. Kyuki, mein utna hi important hu jitna ki Mrs. Divya khud. Aisa mein nahi kehta, Mrs. Divya-

Officer (shouts) : Mrs. Divya khud kehti hai. Haan! Haan pata hai mujhe-! Pata hai-!!!
P…A...T...A H…A…I

Veer : Pata hai toh bolte kyu nahi?

Officer ka paala pehli baar itne dheeth insaan se pada tha. Uska gussa badhta hi jaa raha tha.

Officer (shaant hote hue) : K-Kuch derr pehle hume unki taraf se application ke baare me pata chala. Lekin, mujhe lagta hai inn sab ki koi zaroorat nahi hai.

Veer : Hmm?

Officer : Mein request karunga ki tum apna application wapas lelo jitna jaldi ho sake aur iss case me dakhal-andaazi mat do.

Officer ne apni maang saaf saaf shabdo me Veer se rakhi. Parantu, Veer ne wapas lene ke liye application thodi hi diya tha.

Veer : Sorry! Ye nahi ho sakta. Mrs. Divya ki ID aur report check nahi ki kya aapne? She's the key figure in solving the case of ‘House of the killers’. You know that right? FBCC jaisi firm ko aap mana kar rahe ho?

Officer : Chinese government kisi bhi outsider ko apne local cases nahi deti. So, it’s better-

Veer : Ohh really? Deti toh Las Vegas ki government bhi nahi thi. But in the end, unhone ek outsider ko bhi shaamil kiya tha. You know why, right? Jab tak hum poori teqiqaat nahi kar lete acche se tab tak hum appplication wapas nahi lenge.

Officer (gusse me) : Kya tum hamari jaanch ke nateejo par sawaal utha rahe ho? Humne cause of death, woh hathiyaar, woh zeher sab kuch baraamad kiya hai. Yaha tak ki murderer ko bhi. File me sab kuch likha hai. Tumne padha ya nahi? Koi clue hai bhi ya nahi?

Veer (grins) : Aur waqai bahut capable ho aap log. Murderer hi aapki qaid me nahi hai.

Officer : Y-You-!!! Hamari shamtao par sandeh kar ke tum sattaa aur shikayat-karta ko chunauti de rahe ho samjhe?

Veer : Hey! Mera woh matlab nahi tha you know. *smiles* Shikayat-karta se aapka matlab kahi Mr. Nicholson ke chhote bhai se toh nahi?

Officer : T-Tumhe kaise pata chala? H-Haan! Wahi hai! Mr. Nicholson ke chhote bhai kisi bhi haalat me Miss Violet ke sampark me nahi rehna chaahte. Apne bade bhai ko pehle se hi kho chuke hai woh. Iss se bhi dardnaak kya hoga ki unki muh boli beti hi unki hatyaari nikle?

Veer : …

Officer : Toh mein chaahunga ki tum bhi privacy ki respect karte hue apne kaam se kaam rakho aur application ko wapas le lo.

Veer khamosh tha. Kahi na kahi kuch na kuch gadbad thi. Agar Garofano sach me murderer thi, toh fir ye Mr. Nicholson ka chhota bhai itna underground kyu ho rakha tha?

Na hi iske baare me zyada koi jaan raha tha aur na hi news coverage me ye dikhayi de raha tha. Garofano se use ek baat aur pata chali thi ki jab se Mr. Nicholson ki hatyaa hui thi uske baad se hi unka chhota bhai kahi pe bhi nazar nahi aa raha tha. Woh apne aap ko ghar me band kar ke rakha hua tha.

Upar se, officer ne abhi abhi kaha ki ‘tum shikayat-karta ko chunauti de rahi ho.’

[Mr. Nicholson ke chhote bhai ne zaroor iss officer ko call kiya hai tum par pressure daalne ke liye. Woh nahi chaahta ki case ki jaanch gehrayi tak ho. Yaani, kuch chhipaya jaa raha hai.]

‘Yeah! I think so too! Aur, isliye mujhe aur gehrayi tak jaana hoga.’

Veer ne call ko hold pe daala aur waha andar aati Erica ki orr dekh usne kaha,

Veer : Ohh!? You came at the right time. Mein chaahta hu ki tum officers in charge ke baare me pata lagao China Security Bureau me aur unke baare me bhi jo Garofano ke case se jude hue hai. Witnesses, examiners, investigators, forensic departments, sab kuch.

Erica muh banayi hui thi par woh jaanti thi ki abhi iss waqt woh use mana nahi kar sakti thi. Uske dad ne khud keh ke rakha tha ki Veer ko abhi jo bhi madad lagni hai woh hume deni hai.

Veer : Mein dekhna chaahta hu ki woh sab sahi se kaam kiye hai ya fir kuch aur chal raha hai unke saath. Kahi unka koi connection Mr. Nicholson ke chhote bhai ke saath toh nahi hai?

Erica : Tumhe ye sab abhi chahiye?

Veer (nods) : Jitna jaldi ho sake. Abhi raat ho chuki hai. Kya tum-?

Erica : Don't underestimate me. Kuch derr me tumhare paas sab kuch hoga. Wait for me!

Itna keh kar woh waha se baahar nikal gayi. Veer jaanta tha ki Erica 'stealth infiltration' maahir thi. Agar, woh madad karti hai toh kayi saari details uske haath easily lag jayengi.

Veer ne phone ki orr dekha. Uss officer ka call abhi bhi hold par tha. Woh wapas se call par aaya.

Veer : I’m sorry! Lekin, ye case ab hamare haatho me hai. Aur, hum application ko wapas nahi lene waale.

Officer : Huh?? O-Oye-!!! T-Tum-

Par iske pehle ki woh garaj paata, Veer ne pehle hi call cut kar diya. Woh uth ke baahar ko aaya aur dusre kamre ki orr gaya jaha Garofano baith ke apni needles aur scalpels ko jama ke rakh rahi thi.

Lag raha tha jaise woh kuch sil rahi thi. Dur se dekhne par woh kapda kuch dekha dekha sa lag raha tha. Veer ki aahat paate hi woh chaunk uthi aur use dekhi,

Garofano : Ahh! V-Veer?

Veer : Ahem! Y-Ye-?

Garofano muskurayi aur usne haath se woh kapda utha ke Veer ki orr aage kiya. Ye wahi rumaal tha jo Veer ne use diya tha aansu pocchne ke liye. Parantu, ab ye sadharan nahi tha. Uss safed rumaal ke upar ek behad hi khubsoorat phool ki silaayi bani hui thi.

Garofano (smiles) : Thank you for earlier!

Veer : Ohh! Th-That’s-! Ye toh mera rumaal hai.

Garofano (nods) : Mmm-hmm! Ye khaali sa tha. Mujhe laga iss par kuch decoration hona chahiye. Ab safed rumaal ki zindagi me ek pyaara sa violet phool hai. Fufu~

Uski nigaahein Veer par tiki. Veer ke gaal halke laal ho chale. Kyuki, woh unn shabdo ka alag matlab bhi samajh chuka tha. Rumaal par Garofano ka hi phool banaya tha usne. Jaise kehna chaah rahi ho ki Veer ki safed zindagi me woh ek rang biranga phool thi jo uske saath ab uski zindagi me rehna chaah rahi thi.

Garofano : Kya hua? Kya tumhe pasand nahi aaya?

Veer uske bagal se rumaal lete hue baitha.

Veer : Ye sundar hai! M-Mein darasal tumse kuch baat karne aaya tha.

Garofano : Ohh?

Veer : Mr. Nicholson ke chhote bhai ke baare me tum kya jaanti ho?

Garofano : Unke chhote bhai unse baat karna pehle hi band kar chuke the. Dono ke beech kam hi baatein hua karti thi. Aur dheere dheere baat honi hi band ho gayi thi. Toh, mujhe zyada kuch pata nahi hai unke baare me.

Veer : Tumne Mr. Nicholson ka past dekha tha? Unke khatam hone ke baad?

Garofano : Y-Yes! Yes I saw!

Veer (frowns) : Kya dekha tha?

Garofano : Maine dekha tha ki Dad end moments me kisi andheri jagah par the. Aur, kuch log-! K-Kuch logo ne unhe waha par gherr liya tha.

Veer : Hmm?

Garofano : W-Woh sab unhe maarne lage the aur-

Kehte kehte uski awaaz kaanpne lagi. Apne pita ke baare me sab kuch yaad kar uska dil dehelta jaa raha tha.

Garofano : Aur, fir dad ke sarr par kisi ne zorr se vaar kiya tha peeche se. Woh behosh ho gaye the. Bas!! Past me mujhe itna hi kuch nazar aaya. Shayad Dad agar behosh na hue hote toh mein sab kuch dekh paati.

Veer (confused) : Ohh!?

Garofano : I-I'm sorry!!!

Veer : Huh? Kis liye?

Garofano : Mein tumhari zyada kuch madad nahi kar paa rahi. I'm like a burden for you.

Veer (sighs) : Sorry ki zaroorat nahi hai. It's not your fault. Use chorro aur pehle ye Mr. Nicholson ke chhote bhai ke baare me mujhe aur kuch batao.

Garofano : Okay! Toh suno! Dono hi bhaiyo ka rishta thoda ajeeb tha.

Veer : Woh kaise?

Garofano : Kyuki, unke chhote bhai ki aadatein kuch theek nahi thi. You know…! Juaa, satta, clubs, party, kuch kharab dost aur alag alag ladkiyo ka aana jaana. Aksar, Dad unke badle me karza chukta karte the aur fir daant bhi sunaate the unhe.

Veer : I see!

Garofano : Jaise jaise samay guzra, Dad ka vishvaas unke chhote bhai par se uthata gaya. Mujhe yaad hai ek din Dad ne mujhse kaha tha ki saari property ko baant diya jaaye aur thoda hissa unke chhote bhai ko deke saare rishte naate tod liye jaaye.

Veer : Kya mein unka poora naam jaan sakta hu? Maine files padhi hai. Tumhare Dad toh ~ Charles Nicholson hai. But, mujhe kahi bhi unke chhote bhai ka naam nazar nahi aaya.

Garofano : Unka naam Ethan Nicholson hai.

Veer (nods) : Hmm! Toh fir? Kya Mr. Nicholson ne property ka batwara kiya?

Garofano : Haan bilkul! Dad yahi karne waale the. Isliye, toh woh yaha aaye the. Lekin, uske pehle hi unke saath-

Veer : I see! Kya chhote bhai ko ye khabar thi ki tumhare dad property ka batwaara karne waale hai?

Garofano : Iski jankaari nahi hai mujhe.

Veer : Tumne Ethan Nicholson yaani ki unke chhote bhai ko check kiya?

Garofano : Haan! Lekin, mujhe koi khaas information nahi mili. Unke status me itna toh saaf likha tha ki woh dad ko kuch khaas pasand nahi karte the. Agar, mujhe unke khilaaf kuch mila hota toh maine pehle hi unhe salaakho ke peeche karwa dena tha. Magar, dad ke guzarte waqt woh mujhe niraash lag rahe the. Woh ro rahe the.

Veer : Ye sab naatak bhi toh ho sakta hai? Tumhara rishta kaisa tha unke saath?

Garofano : Jaha tak mujhe yaad hai, woh mujh se nafrat karte the. Maine favorability check ki thi unki mere liye. Favorability -8 thi. Unke hisaab se mein ek baahri vyakti thi jo unki family me aayi. Maine unke bhai ka attention unse chheen lia tha. Agar, mein na hoti toh Dad apne chhote bhai ki taraf aur bhi focused hote aur attention dete. Aisa unka maanana tha.

Veer : Hmm! China Security Bureau ne tumhe kaha par pakda tha?

Garofano : Meri workshop me. Woh mera China ka ghar bhi hai.

Veer : Aur ye kaha par hai?

Garofano : Main city se thoda dur.

Veer : Kis liye famous hai? I mean sirf ladkiyo ke cosmetics ke liye ya-

Garofano : Nahi! Ye sub branch nahi hai. Workshop hai meri. Sub branch to China me city me hi hai. High profile logo ke liye suits, blazers hote hai. Perfumes bhi. Unisex hai woh branch. Sabhi ke liye kuch na kuch hai.

Veer : I see now! Tumhare dad ke khatam hone se pehle iss branch par koi aaya tha?

Garofano : Mein harr waqt branch par nahi rehti Veer. Aur ye toh bas ek branch hai. Kaun aa raha hai, kitne log aa rahe hai, ye sab mujhe nahi pata hota. Haan, lekin employees records rakhte hai. Baaki, CCTVs bhi lage hue hai.

Veer : Tumhari workshop ke baare me kisko pata hai?

Garofano : Sirf mujhe. Aur, Dad ko bhi pata tha. Bas!

Veer : Aur, tumhare Dad last time kaha the jab tumse baat hui thi?

Garofano : Woh meri branch me hi the. Uske baad waha se jab woh nikle tab shayad kuch hua tha unke saath.

Veer : Samajh gaya.

Garofano confused thi, lekin Veer ko jaise ek raasta mil chuka tha. Uski aankhon me chamak thi. Case ko kaise suljhana tha use uski ek kadi toh mil gayi thi. Ab use bas Erica ki report ka intezaar tha.

Veer : Uss branch se hi saara maamla shuru hua hai.

Garofano : Matlab?

Veer : Kuch nahi! Thanks! Tum iss par zorr mat do aur mujhe mera kaam karne do.

Kehte hue Veer uth ke nikal gaya.

Garofano : V-Veer! R-Ruko!

Veer aage badha hi tha jab use peeche se apni shirt par Garofano ki pakad ka ehsaas hua.

Veer : Hmm?

Garofano : Tumhari shirt ki button…! Collor ke neeche waali. Toot gayi hai.

Veer : Huh???

Button ke tootne se uska seena aur adhik dikhayi de raha tha. Veer ne sharmaate hue apni shirt ko aur band kiya par tabhi Garofano ne uska haath thaam liya.

Veer (blushes) : I-

Garofano (blushes) : Let me do it for you!

Uski zidd ke aage Veer haar gaya. Woh bas khada raha. Garofano itne me apne ek box me se spare buttons me se ek leke aayi aur Veer ki shirt me use silne lagi. Uska dhyaan sirf Veer pe hi nahi tha, woh Veer ki harr choti choti cheezon ko bhaanp rahi thi jab se woh uss se mili thi. Yahi kaaran tha ki ek jhatke me usne Veer ki shirt me se gayab button par nazar maar li. Woh uske behad nazdeek thi. Dono ek dusre ki saansein mehsoos kar paa rahe the.

Garofano (blushes) : T-Tumhari heartbeat tezz hai Veer! Don’t overwork yourself.

Veer (shyly) : T-Tumhari bhi-!!

Garofano (blushes) : I-I know!

Dono itne qareeb the ki Veer uske baalo se aa rahi manmohak sugandh ko bhi badi hi asaani se apne andar le paa raha tha.

Veer (averts his eyes) : Tum aise hi sabki dekh-bhaal karti ho kya?

Garofano (smiles) : Nahi! Dad ki karti thi. And, now… I think it might be you?

Uski garm saansein Veer ko apne seene par mehsoos hui. Na chaahte hue bhi Veer ko apni nazre uss par se ferrni padi.

Garofano : Hilo nahi! Warna sui lag jayegi! Be careful!

Veer : Tumhe pata hai na uss sui se mujhe kuch nahi hone waala?

Garofano : Ahh! Ohh yes! I forgot! Akhir- hum aam insaan nahi! But still-! Seedhe raho.

Kehte hue woh aage aayi, ekdum Veer ke seene me…! Usne daanto se thread ko kaata aur Veer ki collor ko acche se theek kiya.

Garofano (smiles) : Done!

Veer : Th-Thanks!

Itna bol Veer waha se wapas chal diya. Garofano ko nigrani me rakha gaya tha. Woh yaha se kahi bhi bhaag ke jaa sakti thi lekin aisa karne se mushqile uske liye hi badhni thi.

Raatri me araam kar jab Veer subah utha toh baahar hi Erica uske saamne dining table par taiyaar baithi hui thi. Toh, wahi Divya China ke security Bureau me baat karne gayi hui thi. Erica ke haatho me ek pendrive thi.

Erica : Tum sahi the!

Veer : Hmm?

Erica : Garofano ka case jo dekh raha tha uska Ethan Nicholson se gehra naata hai. Dono saath me underground clubs me mauj karne aksar jaate hai aur saath hi forensic department Ethan Nicholson se karz liya hua hai.

Veer : Toh Garofano ne inn logo ko check nahi kiya?

Erica : I don’t know! Mujhe nahi lagta woh itni bewakoof hai.

Veer : Ya fir use mauka hi nahi mila check karne ka? Agar, aisa hota toh use toh saaf saaf dikh jaana chahiye tha ki uska case jo dekh raha hai woh Mr. Nicholson ke chhote bhai ke saath underground clubs me jaaya karta tha.

Erica : Hmm! Kuch gadbad abhi bhi hai! Also, koi bhi eye witnesses nahi hai iss murder ke. Examiners sirf security Bureau ki taraf se the aur forensic department ke log the. Inke alawa waha koi jaanch nahi hui. Sab ke sab clear hai aur kisi se bhi mile hue nahi hai.

Veer (surprised) : Tumne ek raat me itna kuch pata kar liya?

Erica : Hmm! Iss pendrive me woh sab saboot hai hai ki Ethan Nicholson ke khilaaf mujhe mile hai. Kaise usne forensic department ko hire kiya, karze ki wajah se. Kaise usne abhi haal hi me kuch goons se contacts kiya tha. Kaha kaha woh gaya, kya bills pay kiye. Sab kuch hai.

Veer (surprised) : Amazing!

Erica : Toh ab? Kya karna hai?

Veer : I know where this is going now!

Erica : Hmm?

Veer : Ye pendrive hume court me deni hogi. Divya hamari orr se case ladegi. Garofano ko mene promise kiya hai ki agar woh nirdosh hai toh mein uska naam par ucchle keechad ko saaf kar ke rahunga.

Erica : ….

***

1 day later…

Jo pendrive Erica ne use di thi, woh Veer ne Divya ke zariye seedhe court ko prastut kar di thi. Court ne wahi kiya jo karna hota tha. Ek naya verdict jaari kiya gaya jisme Garofano ko turant hi begunah saabit kar diya gaya.

Court FBCC ko dekh ke pehle hi ghabra chuka tha. Halke me nahi liya jaa sakta tha. Divya ki maujoodgi ki wajah se hi court ne ekdum sahi nirnay liya tha.

Ethan Nicholson chaah ke bhi kisi official ko khareed nahi paaya. Kyuki, uski bhrasht image ke saboot pehle hi uss pendrive me show kar diye gaye the.

Garofano ke upar se murderer ka tag zaroor hatt gaya tha. Par, case abhi bhi solve nahi hua tha.

Ethan Nicholson ko pooch-taach ke liye custody me liya gaya tha. Kyuki, abhi bhi ye saabit nahi hua tha ki Ethan Nicholson hi hatyaara tha.

Veer Garofano ke nirdosh saabit hone ki khabar paa ke uske kamre ki orr hi jaa raha tha. Woh jaise hi andar aaya Garofano wahi shaleenta se baithi hui thi.

Garofano (glances) : Veer?? Baitho na! Koi khush-khabri hai?

Veer : Maine toh abhi kuch kaha bhi nahi.

Garofano (smiles) : Tumhare chehre par sab likha hua hai. Aur, wese bhi…! Mujhe tum par yakeen tha. Tum baaki sab se alag ho Veer. She was right.

Veer : She???

Garofano (smiles) : It’s nothing! And, thank you!

Veer : Kehna toh nahi chahiye, but tumhare dad ke chhote bhai ka hi haath hai iss murder ke peeche. Jaha tak mujhe lagta hai.

Garofano shaant reh gayi. Jaise woh kahi na kahi jaanti thi ki yahi sab kuch tha. Bas evidence na milne se woh kuch keh nahi paa rahi thi aur inn sab me akeli fass ke reh gayi thi.

Garofano : Court unke muh se kuch na kuch nikalwa hi lega Veer. I just-!! Mein bas isi baat se dukhi hu ki akhir kyu? Unhe kya zaroorat pad gayi? Apne hi Bhai ko-!?? *sniff* Unhone mujhse mere Dad ko chheen liya. Agar, ye mere saamne hue hota toh mene unhe jaan se maar diya hota. P-Par- *sniff* *sniff*

Veer : I know it must be painful. Par, ab hum kuch nahi kar sakte.

Garofano (nods) : Hmm! *sniff* Th-Thank you Veer. Mein ye ehsaan zindagi bhar nahi bhulungi.

Veer : Ye ehsaan nahi hai Miss Violet. You will have to repay me.

Garofano (smiles) : Mine se related matter me... Mein tumhari madad karne ke liye taiyaar hu.

Veer (smiles) : Sure!

***

Mumbai...
Veer's home...


Veer ke ghar ke saamne aake ek auto rickshaw aake ruki. Andar se ek mahila apna bag liya auto se utri aur auto waale ko paise deke ghar ke gate ki orr badhi.

*Ding Dong*

Ghanti bajaate hi kuch hi derr me gate bhi khul gaya.

Gate kholne wali Ragini hi thi. Saamne jaise hi Ragini ne dekha ki kaun tha, uske chehre par muskaan apne aap fel gayi.

Ragini : Arre aap? Aap aa gayi?

Bhavna laut chuki thi.

Andar aate hi Ragini ne uske haath se bag liya aur wahi sofe ke bagal se rakh diya. Suman Bhavna ko dekh tezz qadmo ke saath uske nazdeek aayi aur uske gale se lag gayi.

Bhavna (smiles) : Kaise ho tum sab?

Suman : Didi aapke bina ye ghar adhoora hai. Aapko kitna yaad kiya hum sab ne aapko pata hai?

Ragini : Ekdum sahi kaha. Aur, kam se kam mujhe bata diya hota aapne. Mein car leke aa jaati station. Khamakha aap ne itni taqleef uthaayi.

Bhavna : Arre toh kya ho gaya usme? Mein jaanti thi ki sabhi apne kaam me lage honge. Isliye, auto se aa gayi.

Ragini : Par, suvidha ho jaati na aapko.

Bhavna (smiles) : Suvidha hi insaan ko aalsi banati hai.

Ragini (smiles) : Accha theek hai. Aap se behes nahi kar sakti mein. Aap baithiye. Mein paani leke aati hu.

Woh Bhavna ke liye andar kitchen me paani lene ke liye chali gayi.

Suman : Didi aapko hamari yaad nahi aayi?

Bhavna : Nahi! Bilkul bhi nahi! Maine toh bahut maze kiye waha. Nayi nayi jagah ghoomi aur-

Suman : Ah!!?

Bhavna Suman ki shaqal jab dekhi toh khil-khila ke hass padi.

Bhavna : Aisa kabhi ho sakta hai kya Suman? Ki mein apne ghar se dur jau aur mujhe tum sab ki yaad na aaye? Harr din tum logo ki yaad sataati thi.

Suman : Toh fir aapko jaldi aana chahiye tha na.

Bhavna : Jaldi hi aayi hu. Warna aur samay lag jaata.

Bhavna dekh rahi thi ki Ghar par abhi sirf Ragini aur Suman hi nazar aa rahi thi. Baaki, koi dikhayi nahi de raha tha. Woh jaanti thi ki Bhumika aur Sonali to kaam ke liye nikal jaati thi. Par baaki sab kaha the?

Bhavna : Aabha kaha hai?

Suman (smiles) : Aabha jaa chuki hai apne sapne ko jeene. Maalik ke college ki teacher hai na? Nidhi madam!

Bhavna (nods) : Haan!

Suman : Unki chhoti behan ke saath aur ek koi Tamanna kar ke badi hasti hai. Unke saath woh chali gayi hai. Naye naye sheher ghoomne aur waha ka khaana khaane. Keh rahi thi ki sab kuch video bana ke daalegi. Fir aap sab dekhna.

Bhavna : Ohh! Aur, woh kaha hai?

'Woh' ka matlab tha Shweta.

Suman samajh gayi thi ki uski didi kiski baat kar rahi thi.

Suman : Woh kapde ke naye vyavsaay ke liye Arohi jii ke saath building tarfi gayi hui hai.

Bhavna : Kapdo ka business? Inn beete dino kaafi kuch hua hai shayad. Aur Tej?

Tej ka naam usne liya hi tha ki upar se tabhi Tej neeche ko aayi. Uski aankhon ke neeche dark circles pad rahe the. Itna kaam jo kar rahi thi woh. Theek se neend bhi naseeb nahi ho rahi thi.

Jaise hi apni maa ko hall me baitha paaya, uski bachi kuchi neend turant hi udd gayi.

Tej : M-Mom-!??

Woh daud ke aayi aur apni maa ke gale se lag gayi.

Bhavna : Ye kya haalat bana rakhi hai tumne apni?

Suman : Tejal bitiya bahut mehnat kar rahi hai didi. Mein samjhati hu ki zyada zorr na de khud ke upar. Par, meri baat ye sunti hi nahi hai.

Tej : Oh I missed you so much Mom-!!! Aur, ye sab kuch nahi hai. Don't worry. Bas abhi kaam zyada hai thoda...!

Bhavna : Ek minute! Veer kaha hai?

Veer ka naam aate hi Tej ka badan ek jhatka kha gaya. Woh toh apni maa ko batana hi bhool gayi thi. Kaam me itni vyast thi ki usne Veer ke jaane ki khabar Bhavna ko di hi nahi thi.

Sarr jhukaate hue woh dheere se boli,

Tej : I- I'm sorry Mom! W-Woh firse bina bataye kahi chala gaya hai.

Bhavna : Kya!?

Tej (nods) : Hmm! Kuch pata nahi lag paa raha ki woh kaha gaya hai. India se baahar hai. Bas keh deta hai ki business ke silsile me baahar aaya hu. Par- par mujhe lagta hai ki woh humse kuch chhipa raha hai Mom. Iss baar mein use chorrne waali nahi hu. Mein use itni asaani se maaf nahi karungi. Aur, aap bhi mujhe kuch nahi bolengi.

Bhavna ki bauhe kasi hui thi. Uska laadla bina bataaye ghar se chala gaya? Kaha gaya hoga bhala? Woh ek chintan me doob gayi.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys.
Update consists of 8.4k words. Sambhal ke padhna. Update utna interesting bhalayi na lage par important bahut hai. Agle update me ye sab kuch khatam ho jayega. Aur, mine ke matter ke liye hum proceed kar denge. Baaki, likes thokne ka aur revos rakhne ka. Target apna wahi hai. 160.
Dhanyavaad. ✨
Bahot bariya update tha bhai ekdamm lallantop bhai. Bahot romaanchak aur majedaar update tha maja aa gaya bhai. Next update ka intajaar rahegaa bhai 👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍👍👍👍👍
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,808
114,362
304
Shandar update
 
  • Like
Reactions: Werewolf and parkas
Top