- 14,905
- 103,336
- 259
Last edited:
Hmm okAbhi solve kaha hua hai?
abhi asli murderer identify kaha hua? Abhi ek update iska baaki hai.
Hmm ok
Apka hath ab kaisa hai bhai
भाया आराम हुआ आपको
या अभी भी कुछ तकलीफ है ऊगली में, सर्द मौसम है। पानी और ठंड से बचकर नही तो नीली पड़ जाएगी।
Werewolf bhai is anything happen???
Get well soon broWound heal hua hai par fully healed nahi. Kal dressing kholi thi to buri tarah se wo wound se chipak gayi thi. Uske baad kya kiya maine you can guess it... Yeah, maine use pehle oil se lubricate kiya and then kheech ke use nikaalna hi pada. Wound kaafi hai. Kal raat me fir ek patti baandhi thi. Subah wo kholi to wo bhi buri tarah chipak gayi thi. It did hurt. Too much. Use nikaalne me meri jaan nikal gayi thi.
Andar ke flesh se woh chipak gayi thi. So you can imagine the pain... Ab main kuch bhi baandh nahi raha hu. Antibiotic powder daala tha uspe. But daalne ke 5 minute baad hi regret hua. Kyuki, wo powder sookhne laga tha. Thand ki wajah se aur wound ke geelepann ke kaaran. Sookhte hi usne ek solid layer bana hi li thi. Aur, fir se wahi... Woh inner flesh se chipak jaati to meri vaat lag jaati. Use nikaalne ki himmat na hoti meri. Immediately, maine cotton par savlon laga ke pehle wo powder saaf kiya. Aur, ab bas liquid antiseptic cream hi uss par laga raha hu. Aur khula chorra hai.
Job pe bhi nahi jaa raha hu. Kuch din ke liye yahi work from home karne ki permission le li hai maine. Condition bata di hai unko so they are fine with it. Baaki, update ki baat... Update abhi 3k words ka likh chuka hai. Ye kareeban 6k ya uss se zyada ka jayega. Maybe kal raatri aa jaaye.
WaitingWound heal hua hai par fully healed nahi. Kal dressing kholi thi to buri tarah se wo wound se chipak gayi thi. Uske baad kya kiya maine you can guess it... Yeah, maine use pehle oil se lubricate kiya and then kheech ke use nikaalna hi pada. Wound kaafi hai. Kal raat me fir ek patti baandhi thi. Subah wo kholi to wo bhi buri tarah chipak gayi thi. It did hurt. Too much. Use nikaalne me meri jaan nikal gayi thi.
Andar ke flesh se woh chipak gayi thi. So you can imagine the pain... Ab main kuch bhi baandh nahi raha hu. Antibiotic powder daala tha uspe. But daalne ke 5 minute baad hi regret hua. Kyuki, wo powder sookhne laga tha. Thand ki wajah se aur wound ke geelepann ke kaaran. Sookhte hi usne ek solid layer bana hi li thi. Aur, fir se wahi... Woh inner flesh se chipak jaati to meri vaat lag jaati. Use nikaalne ki himmat na hoti meri. Immediately, maine cotton par savlon laga ke pehle wo powder saaf kiya. Aur, ab bas liquid antiseptic cream hi uss par laga raha hu. Aur khula chorra hai.
Job pe bhi nahi jaa raha hu. Kuch din ke liye yahi work from home karne ki permission le li hai maine. Condition bata di hai unko so they are fine with it. Baaki, update ki baat... Update abhi 3k words ka likh chuka hai. Ye kareeban 6k ya uss se zyada ka jayega. Maybe kal raatri aa jaaye.
Dhyan rako bhai baki sab toh hota rahegaWound heal hua hai par fully healed nahi. Kal dressing kholi thi to buri tarah se wo wound se chipak gayi thi. Uske baad kya kiya maine you can guess it... Yeah, maine use pehle oil se lubricate kiya and then kheech ke use nikaalna hi pada. Wound kaafi hai. Kal raat me fir ek patti baandhi thi. Subah wo kholi to wo bhi buri tarah chipak gayi thi. It did hurt. Too much. Use nikaalne me meri jaan nikal gayi thi.
Andar ke flesh se woh chipak gayi thi. So you can imagine the pain... Ab main kuch bhi baandh nahi raha hu. Antibiotic powder daala tha uspe. But daalne ke 5 minute baad hi regret hua. Kyuki, wo powder sookhne laga tha. Thand ki wajah se aur wound ke geelepann ke kaaran. Sookhte hi usne ek solid layer bana hi li thi. Aur, fir se wahi... Woh inner flesh se chipak jaati to meri vaat lag jaati. Use nikaalne ki himmat na hoti meri. Immediately, maine cotton par savlon laga ke pehle wo powder saaf kiya. Aur, ab bas liquid antiseptic cream hi uss par laga raha hu. Aur khula chorr