• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,364 83.2%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 27 1.6%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 213 13.0%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 35 2.1%

  • Total voters
    1,639

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,858
103,263
259
Last edited:

dev61901

" Never let an old flame burn you twice "
1,473
2,976
143
Update 193 se maine comments ke replies nahi diye hai man! Wahi kar raha hu!
Update 192 ke baad ke diye hai bhai, 193 ke baad ke nahi diye hai :D
Mujhe yaad ha ju ko latest update ka notification bhi nahi aaya hoga. Kyunki ju ka comment itna bada tha ki use sab ke saath quote karte waqt wo problem de sakta tha post hone me. Isliye maine use quote nahi kiya tha. Ek do one liners comment bhi kar diya karo taaki unhe latest uppdate ke notifications dene ke liye quote kar saku. :D
Baaki comment ka reply mil jayega jald hi... don't worry!
No aapne update 192 wale review ka reply nahi kiya tha chahe to aap page 4280 check kar sakte ho or yad ha aapne kya reply kiya tha page 4282 per

dev61901 Kya maine ju ke last update ke review ka reply Kiya tha? Update 191 waala. :think: Meri yaddaasht kamzor hoti jaa rahi hai. Lemme know... :sad:
Yad ha aapko

Or ab me pehle reaction comment karunga or bad me review taki notification ki dikkat na rahe
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Werewolf

HUNTERonFIRE

New Member
5
5
3
Ohh ok yahi card repair ho sakta hai aage jakar
Obviously. Veer ka instincts hi alpha and sigma traits hai jo ki werewolf ka resemble hai veer won't loose that card so easily. May be pagal ke marne baad curse tut jayega ya phir curse ka koi time limit hoga blah blah whatever but we won't loose that card for sure..
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,858
103,263
259
राहत इंदौरी साहब के एक शेर है -
" मुझमे कितने राज है , बतलाऊं क्या ।
बन्द एक मुद्दत से हूँ , खुल जाऊँ क्या ।। "
कितने राज आप ने छूपा रखे है हमसे वेयरवोल्फ भाई ! हर आठ दस अपडेट के बाद एक नई सस्पेंस ओपन कर दे रहे है ।
यहीं तो foreshadowing का हिस्सा हैं भाई। :approve: और इतनी हो रखी हैं कि झटके पे झटके लगेंगे आपको आगे चल के।
पहले से ही यह सिस्टम होल्डर्स हमारे दिमाग का भर्ता बनाए हुए है , इनमे कौन देवतुल्य है और कौन दानव तुल्य , कौन अधिक पावरफुल है और कौन कम पावरफुल बल्कि यूं कहा जाए कि हर नया सिस्टम होल्डर पुराने सिस्टम होल्डर से अधिक ताकतवर दिखाई दे रहा है यह सब मिस्ट्रीयस ही तो लग रहा है ।
जितना समय एक सिस्टम होल्डर जिएगा, उतना ही शक्तिशाली वो होता जाएगा। आज जॉ लौंग और भी ताकतवर होता अगर आज वो ज़िंदा होता।
इस बार आप ने एक नए सिस्टम होल्डर " मिस्टर डिसेम्बाउलर " को सबसे ताकतवर सिस्टम होल्डर के रूप मे खड़ा कर दिया ।
जो व्यक्ति नाइटवाकर , पिचर , जिम - द - स्लिपरी के साथ साथ क्रिम्पसन को अपने जाल मे फंसा सकता है ,
जो व्यक्ति वीर तक पहुंच बनाने के लिए कई मासूम लोगों की हत्या कर सकता है और सबसे महत्वपूर्ण जिस व्यक्ति का हर कदम पुरे प्लान के साथ धरातल पर उतर रहा है वह अब तक का सबसे ताकतवर , सबसे शक्तिशाली सिस्टम होल्डर नही है तो फिर क्या है !
अभी के लिए तो आप बेशक कह सकते हैं कि disembowler कोई एवई सिस्टम होल्डर नहीं। :nana:
इस सिस्टम होल्डर ने वीर के इम्पोरटेंट सिस्टम को भी निष्क्रिय कर दिया । अब इस सब से हम क्या तात्पर्य निकाले !
बहुत ही मुश्किल होने वाला है वीर के लिए इस सिस्टम होल्डर से लोहा लेना । पर जो भी हो , बच्चियों की सुरक्षा होनी ही चाहिए , भले ही वीर को छल कपट , साम दाम दण्ड भेद कुछ भी करना पड़े ।
शठे शाठयम् समाचरेत अर्थात दुष्ट को उसी के भाषा मे समझाना चाहिए ।
इस अंतड़ीमार की अंतड़ी अवश्य इस के शरीर से बाहर होना चाहिए ।
पूरी कमान वीर के हाथों में हैं भाय। :approve: वही हैं जो कुछ कर सकता हैं। क्यूंकी एवा तो बेहोश हैं और वीर की location सिर्फ वही जानती हैं। तो ऐसे मे रेंषू और बाकी सब वीर के पास पहुचना भी चाहे तो कैसे??
इधर यह देखकर बहुत राहत महसूस हुई कि एवा मार्टिन फिलहाल सुरक्षित हाथों मे है । यह तो डेक्सटर की मौत देखकर ही मै समझ गया था कि गारोफानो की एंट्री हो चुकी है । एवा मार्टिन की वजह से ही तेजल सही सलामत है ।
वैसे गारोफानो ही नही रेंशू सर और उनकी साहबजादी इरिका भी प्रेस्टिज के मेहमानों के लिस्ट मे शामिल थे । देखना यह है कि यह मेहमान सिर्फ लजीज भोजन का आनंद उठाने आए थे या फिर वीर के मुश्किल घड़ी मे साथ भी देंगे !
एवा के लिए वो तुरंत ही वहाँ पहुच गए तो उस से अंदाज़ा लगा लीजिए अब। मदद करेंगे ही करेंगे.. क्यूँ नहीं करेंगे? :D
प्रेस्टिज शूटआउट प्रकरण मे दो महिलाओं ने बहादुरी की मिसाल पेश करी और वह थी सुहाना और सुमन । इस खतरनाक सिचुएशन मे अच्छे खासे लोगों की दिमागें हिल जाती है लेकिन इन दोनो महिलाओं ने अपने पेशेंस का इस्तेमाल कर बहुत ही बेहतरीन काम किया ।
उसके पीछे भी कारण हैं ~
सुमन एक तो सिर्फ अपने मालिक के लिए जज़बाती है, इसलिए बाकियों के प्रति वो अपनी भावनाओं को नियंत्रण में रख सकती हैं।
सुहाना पुष्कर की मृत्यु से लेके काफ़ी खून खराबा देख चुकी हैं और ये उसका अपना परिवार नहीं था जिस वजह से वो नियंत्रण मे दिखी :declare:

अब क्या लिखूं वेयरवोल्फ भाई , इस आसमान मे थिगली लगाने वाले डिसेम्बाउलर की कब्रगाह उसी श्मशान के टनल मे बनवा दीजिए जहां वह सबसे अधिक सुरक्षित महसूस करता है ।
ये तो लड़ाई ही तय करेगी भाय।
इस डिसेम्बाउलर ने क्रिम्पसन , नाइटवाकर , पिचर और जिम के रूप मे जो काठ की हांड़ी चढ़ाई थी वह अब दूबारा नही चढ़ने वाला है ।
समय बताएगा।
खुबसूरत अपडेट वेयरवोल्फ भाई ।
जगमग जगमग अपडेट ।
बहुत बहुत धन्यवाद भाया। ऐसे ही साथ बने रहने का। :five:
 
  • Like
Reactions: parkas

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,858
103,263
259
No aapne update 192 wale review ka reply nahi kiya tha chahe to aap page 4280 check kar sakte ho or yad ha aapne kya reply kiya tha page 4282 per
Aisa hai kya? :think:
Ruko check karta hu! :approve:
Yad ha aapko

Or ab me pehle reaction comment karunga or bad me review taki notification ki dikkat na rahe
Yup! :good:
 
  • Like
Reactions: dev61901

Utkarsh awasthi

Swagat nhi karoge hamara
188
246
44
Bhai aapne kha tha is mahine 2 update doge kal mahine ki last tarik hai bro
 

S M H R

Active Member
810
1,791
138
Obviously. Veer ka instincts hi alpha and sigma traits hai jo ki werewolf ka resemble hai veer won't loose that card so easily. May be pagal ke marne baad curse tut jayega ya phir curse ka koi time limit hoga blah blah whatever but we won't loose that card for sure..
Or agar pagal scientist nhi mara tho ?
 

HUNTERonFIRE

New Member
5
5
3
Or agar pagal scientist nhi mara tho ?
Marna to padega hi kyuki protagonist Veer hai.. ye to yahi vali baat ho gayi NARUTO anime mai naruto hi powerful tha chahye sasuke kitni bhi gissa le apni. Kyuki udhar naruto protagonist tha. Veer ko story mai aaage bhadhna hai or strength badhna hai toh kill ka mission milega jald hi veer ko or pagal marega and apne positive cards 🃏 deke jayega veer ko and koi legendary hi mil jaye kuch iss baar kya malum. Can't wait for next uodate. Kal 28th hai kal aa gaya update to maja aa jayega.
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,858
103,263
259
Bahut badhiya jabardast update diya ha bhai dil ki dhadkane badha di ha isne to

1. Yarnia ka launch tabah ho gaya or jise sabse jyada sadma kaga ha wo ha tej baki sabka bhi dil to tuta ha ki unki sari mehnat barbad ho gayi lekin sabse jyada dhakka tej ko laga ha kyonki na jane kya kya sapne dekhe the usne ki apne bhai ko proud feel karwayegi but sab khatm or abhi to shayd or sadma lagna baki ha kyonki pata nhai age or kya hoga veer pata nahi kaisi halat me udhar se wapas ayega
Yes! Tej ko bahut bada dhakka laga hai bhai! Ek kaam tha uske paas... Woh bhi woh theek se na kar paayi. :sigh2:
2. Idhar bhai kisi na kisi veer ke pariwarwale ko goli to kagi ha jaise kavya or arohi ka reaction ha us hisab se to kavya ko bachane ke liye sumitria ne goli apne uper le li ha or wo goli ka shikar ho gayi ha
Ye aane waale updates me pata lagega bhai! :approve:
Lekin bhavna or shweta ke najariye se dekhen to do sharir ha jo abhi behosh pade han jinko shayd goli lagi ha ab dusra kon ho sakta ha ab idhar sare naam aye lekin ragini ka nahin aya kahin ragini bhi to goli ka shikar nahi ho gayi
We'll see!
Mission ne apna kaam kar diya ha veer ke kisi chahne wale ka jivan khatre me ha agar veer samay per mission pura nahi kar paya to sach me veer kisi ko to kho dega kyonki mrityu kaise bhi ho sakti ha ye jaruri nahi ki system holder hi hani pahunchaye kidhar se bhi khatra aa sakta ha jo ki is bar aya bhi veer ka dhyan syatem holder per tha or baki dudhmanon ne apna kaam kar diya
Exactly! Ab samjhe ho ju sahi se mission ko. :smartm:
Kyunki dekho... Agar veer mission complete kar leta hai then he can save the life of his loved ones. Basically, unka treatment shayad time par ho jaaye, surgeries ke dauran koi bhi dikkat na jaaye, etc. But what if he fails? Zaroori nahi ki uske loved ones ko dismembowler swayam maare. They can die from other factors too...! And, that's the point. :declare:

3. Suman ek dum nidar sabit hui is situation me jahan sab oanick kar rahe the wo sabko protect ir sabla dhyan rakh rahi ha jo ki dekhker achha bhi laga jahan sab sadme me ha wo or parijat ki orten himmat bandhaye hue han sabki
Ye unki zimmedari hai :approve: Unko toh aage aana hi padega.
Same wahi suhana ke liye ha uska oyar isi me dikhta ha sabke liye kahan purani suhana kahan nayi suhana jise dekhker prakash uncle bhi dekhte rah gaye ki itni fikra to suhana ne apne husband ki nahi ki hogi jitni wo veer or uske family ki kar rahi ha bur yeah suhana ko bhi aise dekhker achha laga kher wo darker bhagi to nahi kam se kam
Woh kitna hi darr jaaye, when it comes to Veer, she'll be there for him. :heart:
4. Idhar renshu and party aa pahunchi ha dexter ko to groffano ne tapkaya ha udhar ava ko poison wali goli lagi ha bhai ava ne to tej ki goli apne uper leke sabse bada upkar kiya ha veer per yun kaho to apne sare paap dho dale ek hi bar me veer ko jo dhoka diya tha is ek incident se na sirf pschatap kiya balki veer ke dil me ek aham jagah bhi bana legi ab wo socho agar ye goli tej ko lag jati to kya hota veer bhai khud ko kabhi maf nahi kar pata
Ye toh dekhna hoga jab Veer ko iss baat ka pata lagega. Magar, use batayega kaun? Ye bhi dekhne laayak hoga! :approve:
Lekin yeah veer ki location to ab sirf ava hi bata sakti ha jo ki abhi behosh ha ab jab tak hosh nahi aa jata to kuchh kar bhi sakte kyonki ava ko hosh ayega tab hi to renshu and party veer ko bachane jayenge
Exactly! Normal bullet hoti toh Ava ko utni dikkat nahi hoti. But, ye alag bullet thi. Deadly poison se bhari hui.
5. Idhar trisha madam ki halat kharab ha ek galti ek galti ya yun kahun to thoda lalach bhi ki slogan atish ke case ko suljhane ke chakkar me is case per dhyan nahi diya trisha ne jonki sabse jyada important tha or aaj wo ek galti kitni bhari padi ha use uski khudki beti kidnap ho gayi wo bhi us killer ke dwara agar sirf is ek case per fully consentrate kiya hota to shayd aaj ye din dekhna na padta use halat kya pata kuchh or hote but abhi ke liye to trisha madam sadme me ha dekhte han pihu thik thak wapas aa pati ha ya nahi

Same yahi halat abhi nidhi ki ha nidhibto pagal hui padi ha bechari sadme me ha ki uski ekloti beti or hum sabki cutie juhi us shetan ke kabje me ha idhar juhi ke liye to hum sabki bhi sanse atki hui ha
It all depends on Veer now. Agar, woh successful hota hai tabhi kuchh baat banegi otherwise... :cold:
6. And now sabse main scene update ka bhai kya bala ha ye DISEMBOWLER jo kaam abhibtak nahi hua wo ho raha ha story me veer ki skills ko band kar de raha ha ye tracer ko nullified kar dala ate hi jo kaam jo long tak nahi kar paya wo ye banda kar raha ha or haiwaniyat to bhai jo long ko pichhe chhod diya ha bhai isne to itna narsanghar to bhai jo long ne na kiya hoga jo is akele ne kar dala
There's always someone more ferocious out there... there's always someone more stronger out there... :budhau: And Disembowler is not the end.
7. Waise ha to iske paas shayd kuchh blood related evil skill ya card jo isne use kiya ha bilkul jo long ki tarah tabhi to ise veer ke ane ka pata pad gaya or aisa hi koi card ya skill bhi hogi jisse isne veer ke tracer ko nullified kar dala jab tak veee iske area me ha shayd hi kuchh kar oate veer iska waise jo long ne khun se lakir khinchi thi jisse use veer ki location pata pad gayi thi is wale case me to mujhe lagta ha ki ye underground liar hi ha jiss per isne kuchh kiya hua ha taki veer ki skills block ho jayen
You are getting there... :smartm:
8. Lekin sabse bada shock to lura path ko janker laga ki bhai system kuchh aisa bhi kar sakta ha ki kisi dusre system holder ko aisi situation me fansa dena or aisa fansana ki uske oas kki chances hi na ho bhai rongte khade kar diye isne to jahan crimson ke past ko dekhker laga tha ki is mad scientist ko crimson ne ajad karwaya ha ir aaj oata chala ki crimson ko udhar bulane wala hi yahi tha aisa to bhai dur dur tak kalpna nahi kari thi or ye experiement karna chahta ha veer per lagta ha isi experiement se ye veer ki sari skills or cards kena chahta ha jise jo long tantra vidhya se kar raha tha or ye experiement se karna chahta ha crimson ko veer ne mara ir ab ye veer ke uper hi wo experiement karna chahta ha
Disembowler ka vision kaafi bada hai bhai. Woh sirf selfish vision nahi hai. It's something grand! We'll come to know.
9. Waise sabse bada jhatka to tab laga Beowulf's Blessings' is broken. Bhai aisi to konsi skill or card ha bhai iske paas idhar isko dekhker to mere rongte khade ho gaye dil ki dhadkan bahut badh gayi ki ye kya jar diya is mad scientist ne jo kaam aaj tak na hua wo isne kar dala ab ye broke permanent hui ha timely jahan tak lagta ha timely hi hui ha uske oas jo card ya skill ha uske cool down tak broke rahegi kyonki permanently broke kar dene se uska bhi koi fayda nahi ha kyonki fir veer se use wo card nahi mikega lekin timely bhi bahut dangerous ha uske bina veer kamjor ho jayega
Ye dekhna hoga. Filhal toh Veer uska prayog nahi kar sakta. Ab jo kuchh use karna hoga woh leftover skills aur cards ka use kar ke karna hoga.
10. Lekin hame ye nahi bhulna chahiye ki veer ke paas double slote ha to wo dusra card bhi to use kar sakta ha fatafat or berserk bhi to ha veer ke paas uska trump card or jagah bhi sahi ha use karne ke kiye kki ha bhi nahi bas juhi ir pihu ko koi safely bahar le jaye to veee beeserk ka istemal kar sakta ha lekin fir wahi bat kahin use bhi is mad scientist ne broke kar diya to lekin kya pata wo ek bar me ek card hi broke ker sakta ho jab tak cool down khatm na ho jaye
Fight ke dauran hi dekhna padega kaise circumstances bante hai. Veer kya kar sakta hai udhar... After all... Udhar ke environment se koi bhi familiar nahi hai siwae Disembowler ke. So, he has the upper hand. :approve:

11. And yeah ab mere according jitna situation ko samajh raha hun ye mad scientist dimag se khel raha jabki power me ye veer se shayd kamjor ho lekin intelligence me ye age ha or bhai dimag se kisi bhi bade se bade surma ko haraya jaa sakta ha to isne sab kuchh olan karke kiya ha jisse veer puri tarah iske jaal me fansa hua ha lekin kki kitna bhi bada surma kyon na ho koi na koi galti ya koi na koi kamjori uski hoti hi ha wo loop hole ka hi veer ko pata lagana ha besharte agar wo tab tak tika raha to kyonki bhai is situation ko dekhker to lagta ha DISEMBOWLER ka palda bhari ha ab to mission ke pure hone ke chances 50- 50 ha kuchh bhi ho sakta ha waise rinsu and team bhi aa sakte han time rehte lekin kahin wo bhi tik na paye kya pata DISEMBOWLER ke pas or bhi kuchh plan ho
Renshu aur baaki sab toh tabhi aa payenge bhai jab unhe location ka pata lagega. Mumbai itna bada hai, unhe koi clue nahi hai. Ava behosh hai. Kaise jaa payenge woh sab Veer ke paas!?
12. Ab ek bat ha kahani ki parampara rahi ha ki har bar veer ne uske har ek dushman ko usi ki territory me jake mat di ha is bar bhi veer DISEMBOWLER ki territory me ha kya is baar bhi parampara kayam reh payegi ya toot jayegi kya pata DISEMBOWLER aaj hare bhi na or idhar se bach kar nikal jaye or veer ko sabse bada sadma dekar chala jaye udhar hospital me bhi jobbhi ha unki bhi sanse is mission ke uper hi tiki ha agar 12 baj gaye aaj or DISEMBOWLER nahi hara to bhai veer ke 12 baj jayenge ek aisa notification ayega uske samne jo wo shayd na dekhna chahe
Kuchh bhi ho sakta hai bhai. :approve:
Jaisa ki maine kaha tha... Iss arc se ab asli cheezein shuru hongi. :approve: Basically... Distress...!!

Kyonki pichhli bar chamatkar hua tha or mommy pari ne bacha liya tha lekin har bar chamatkar ho ye jaruri to nahi ya fir is bar bhi or koi surprise aa sakta ha veer ki taraf se but chances is low


And yeah last me finger cross 🤞🤞🤞🤞🤞ha bhai agle update tak
Yup!!! Thanks a lot man!!! :five: ✨
Kaafi points ju ne mission ko le kar atleast samajh liye hai and that's more than enough. Ab bas wait karne ka...
Agla update baaki saare doubts clear kar dega. :declare:
Aise hi saath bane rehne ka. ✨
 

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,858
103,263
259
Marna to padega hi kyuki protagonist Veer hai.. ye to yahi vali baat ho gayi NARUTO anime mai naruto hi powerful tha chahye sasuke kitni bhi gissa le apni. Kyuki udhar naruto protagonist tha. Veer ko story mai aaage bhadhna hai or strength badhna hai toh kill ka mission milega jald hi veer ko or pagal marega and apne positive cards 🃏 deke jayega veer ko and koi legendary hi mil jaye kuch iss baar kya malum. Can't wait for next uodate. Kal 28th hai kal aa gaya update to maja aa jayega.
Ye Naruto nahi man :D
 
Top