- 16,011
- 107,973
- 259
Last edited:
Click anywhere to continue browsing...
Well, Veer college ke second year me pravesh kiya tha. I think majority log yaha nalle hi rahe honge apne jeevan me. Future me job mile isliye to college jaaya jaata hai. Hai ki nahi?Ab aate hain protagonist pe, Veer. Woh system milne se pehle nalla tha, lekin system milne ke baad, uska character bhi develop hua, minimum thinking se intelligence tak gaya, strength badha, appearance appealing hua. Usse pyar karne wale kuchh log mile, aur kuchh jaan aise bhi mile jo uske liye apne mann tan dhan se samarpit bhi hain, uska yah jo character development hua agar system uske paas nahi hota to kya aisa hota??? Kya usse itne pyar karne wale milte jo aaj uske sath hain??? Kya wah apne maa aur didi se mil pata???
Veer ko system nahi milta to hum ye kahani bhi nahi padh rahe hote. Iska koi astitva hi nahi rehta. Baat kuchh aisi ho gayi ki agar prithvi chapti rehti to kya uski rotation speed me kuchh badlaav aata?Agar system usse nahi milta to aaj Veer ka character development nahi hota na hi usse itne pyar karne wale milte?? To prashn yah hai ki sabhi log aaj ke Veer ko chahte hain, jo strong, appealing, intelligent hai. Agar Veer ko kabhi system hi nahi milta to Veer nalla hi rehta, unattractive, gawar rehta to kya usse ye sab pyar milta? Agar nahi milta to upar diya gaya har ek character ki justification bhi jhootha ho jayega.
Veer doodh ka dhula nahi hai. Koi bhi nahi hai. Kahi na kahi uski bhi galtiyaan rahi hai. Aur, isliye wo suhanubhuti rakhta hai. Glaani bhi rakhta hai.Ekmatra Veer hi to hai jiska koi dosh nahi, Ragini ko leke uske andar jo glani hai wo glani to uska achha insaan hone ka ek darpan hai, usse glani mehsoos karne ki zarurat nahi phir bhi mehsoos kar raha hai.
Kyunki, Veer nuclear family ka hissa nahi hai. Joint family ka hissa raha hai. Chaahe Karunesh Pranjal kitna hi kuchh kyu na kar le, Veer apne parivar ka khoon apne haatho me nahi chadhayega. That would be too much for him. And, that's the quality which makes him the greatest.Aarohi Kavya ke pita ne Veer ke maa pe ek bahut bada daag lagaya hai, koi bhi baccha apni maa ke is apmaan ko na sehta, Veer ki jagah koi aur hota to ab tak Aarohi ke pita khallas ho jate, Veer bhi ye karne mein saksham hai, par usne apne behno ke liye neutral raha.
Dhanyavad. Yahi reason hai ki kyu wo aaj ek system holder hai. Zaahir hai, Pari ne kuchh dekh ke hi Veer ko chuna tha.Veer ka past ek potential villain ka hai, par usne negativeness ko apne upar havi hone nahi diya.Na maa ka pyar mila, na baap ka saath, na bhai behno ka dular, na koi dost bane, na koi saathi phir bhi wo aaj bhi Veer hai.
Agar koi character apne character ko 101% justify karta hai to wo Veer hi hai,
Veer ke is development par jo writing diya gaya hai pure entire story mein amazing hai.
Isliye to transparency rakhna chaahta hai Veer. Kal ko agar koi betray kar bhi de, to kam se kam uss se ladte waqt kuchh cheezein to pata rahengi na aapko.Veer ne in dino kuchh kand kiya hai, obviously. Woh ab ek team ka hissa ban chuka hai par kya wo baki char jaan pe vishwas karta hai 100%? Kya wah char jaan Veer par vishwas karta hai 100%? Individually to sabhi sabhi ko jante hain, par kya ek dusre ke intention ka pata hai?
Rebecca ne hi hypnosis use Kiya tha Garofano pe. Aur, isliye jab bhi Garofano kuchh yaad karne ki koshish karti hai, uske dimaag me uss aurat ka koi chehra nahi aata. Ye Veer ne decode kar liya tha waise. Update 179And mujhe yaad hai, Garofano. Uska memory wash kiya gaya hai, uski yadasht bhi mitayi gayi hai Divya ki tarah, nobody noticed but she is mysterious. rahasya chhupaya gaya hai uska. Mujhe to lagta hai woh uss hat wali aurat ke sath directly/indirectly linked hai.
Koi na... Aane do reviews. Har kisi ko thoughts rakhne ka haq hai. Usi ke liye to itne pages bhare gaye hai. Story se related yaha par har koi baat rakh sakte ho. Koi manaahi nahi hai. Thanks a lot btw for this massive revo and keep supporting as usual.Main thoda sa professional hun isliye, koi bhi story achhi lagti hai to uss story ki characters ke ridh ki haddi ko pakadta hun. Thoda brutal idhar-udhar se nikal gaya to sorry.Storyline was amazing, ye mainstream series ka potential rakhti hai bas incest part ko cut off karna hoga.
Suhana aayegi na aage scene me. Samay dena hoga. Characters hi itne hai ki sabko ek saath nahi leke chala jaa sakta. Sab apne apne samay me shine karenge.Sorry bhi suhana na kia ta kiss veer ko JB crimson's na hamla kia ta or suhana ko goli Gali ti tb suhana na kiss ki ti veer ko![]()
Click anywhere to continue browsing...
Yes. Previously, she hated Ava because she felt weak being Ava. After getting the system, she changed to Natalia. Where Nat represented her new personality — strong, bold and confident (with the system.)I remember how she hate this name Nat in the future...
Well... You'll forgive her eventually.Is time Ava ko laga hoga ki uski chori pakdi gyi....ofcourse she knows what she is doing...framing Veer....uski jaan hi to leni thi...while reading these ....i can't digest Veer forgiveness to her....
Yahi to chaahta tha mein.Its not a playful gesture,,,,she was warning Veer towards future....
Don't know why but mood suddenly becomes angrier while seeing Nat in these scenes...
Jaisa mann kare waisa padho bhai. Mein khud hi kaafi vyast hu.Sorry boss itne time baad pada aapka update magar bhai ab jab aapke update monthly ek ho gaye hai to regular aapke blog per aana mushkil ho jaata hai. Aur phir ek update tak monthly wait Karo aur story n uske characters ko bhool jao to behtar hai 2 ya 3 month baad aan ker ek sath sare update pad lo.
Pehle mein job ki taiyaari me tha. Time hota tha. Story starting phase me thi jaha wo itni complex nahi thi, itne characters nahi the, itna development nahi tha, updates chhote hua karte the.Actually boss aapki story apne me hi ek unique hai aur uske samjhne ke liye uske flow ke sath rehna hota thaa pehlay weekly 2 or 3 updates bhi aayi thee ustime ham bhi story ke sath chal rahey they magar ab yah kam hoti rahi aur hum adjust hotey rahey but ek dum se itna lamba gap shuru ho gaya ki flow maintain nahi ho paya and kahani per se grip khatam hone lagi means interest thoda kam hua ab uska hal yahi socha hai hai ki koi 2 month ka break lekar wapas aaya jaye.
Koi na bhai. Chill. Mein bhi ab majboor hu. Kya kar sakte hai. Dhanyavad btw. And, keep supporting as usual.Ab aatey hai story ke review per bohat hi bhayankar review aur ab tak ke dushmano me sab se zada khatarnak dushman coz ab tak jo bhi they woh sab sene thay but yah to insane hai aur usse kuch bhi umeed ki jaa sakti hai. Is arc me jaha veer ka sab kuch set chal raha thaa woh sab khatam ho gaya. YARINA hotel business uske apni reputation in the market aur in the END KISI APNE KI MAUT kaun hai jo ab uska sath chor ke chala jayega dekha. Hoga .
Bhai please upar meray comment ko negative mat lena mai samjh sakta hoon aapki apni life hai ab aur usko dekhna bhi zaroori hai bus Mai apne late review ka reply kar raha thaa dear.
Click anywhere to continue browsing...
Jaisa mann kare waisa padho bhai. Mein khud hi kaafi vyast hu.
Pehle mein job ki taiyaari me tha. Time hota tha. Story starting phase me thi jaha wo itni complex nahi thi, itne characters nahi the, itna development nahi tha, updates chhote hua karte the.
Ab mein job karta hu bhai, office me responsibility zyada hai, story bahut complex ho chuki hai, mainstream arcs chal rahe hai, characters 20 guna badh chuke hai, updates ki length max ho chuki hai forum ke hisaab se.
Inn changes ke saath hi chalna hoga ab.
Koi na bhai. Chill. Mein bhi ab majboor hu. Kya kar sakte hai. Dhanyavad btw. And, keep supporting as usual.![]()
Click anywhere to continue browsing...
Yes.Update 196
bohat khoobsurat update diya hai bhai. Veer ki akelepan ke kuch pal samne aaye. Aur Nidhi ka woh pyar samne aaya jo usne apne dil me kahi chipa rakha thaa ab mauqa bhi thaa dastoor bhi thaa. Magar Shreya n Erica per uska kiya asar padega woh aage dikhega. Lekin system holder kyu they waha yah dekhna hoga. Manorath naam ke character ka end hua aur Ragni ab chal nahi sakegi. Idhar woh mad scientist abhi Zinda hai aage woh kia kia aur khatre paida karega
Yah Arc yahi khatam hua magar pehli baar veer se bohat kuch lekar Jaa Raha hai shayad 1st time hara hai woh. Ya yun kahey puri tarah se nahi jeet saka but yahi haar hame aage ke liye tayyar karti hai. Ya to haar ka gham manao ya phir haar se sabaq lekar aage bado.
Yup. 60% senses badhte hai aur 50% healing, speed, agility and reflexes. Full moon me ye percentage double ho jaata hai that means 120% senses increment and 100% healing, speed, agility and reflexes increment.Full moon mein senses 120% hote the na bro...baki sab 100% aisa Slogan's Arc mein tha par yaha changed hai
AI mein utna use nahi karta bhai. Paid waala sahi rehta hai. Aur, mere paas wo hai nahi filhal. Aur, na hi mein khareedunga obviously. Free waale bekaar rehte hai. Sab jaante hai.Ye wale part pe AI ka use kar photos add krte to scene aur achhe se smjh aata ki engine kitna bada tha kitne bade rod pe Veer ne hold kiya etc...
Naah! Ya to full moon nahi raha hoga heal hone ke dauraan ya fir 3 weeks ke andar sab kuchh ghatit nahi hua hoga.one more thing Isse pehle likha tha Veer 70% tak heal ho chuka tha us cliff fall ke baad us bich full moon bhi tha jis karan bewolf ne healing ko double rate kar diya par firse fight ke time full moon? Ye sab 3 weeks ke andar hi hua tha na to 2 baar full moon...
Iska to samjha hi diya tha maine.One more thing i noticed earlier but didn't commented is that Veer got Legendary skill Seer Vision,which he used for Kaera's past...alike skill i have seen in Erica's arsenal ,,what's the difference,,is it in the time limit .?
Click anywhere to continue browsing...
Ju aa gaye
Click anywhere to continue browsing...
Aadarshon ke tutne me hi to asli maja hai....Aapne bikul sahi kaha bhavna Ko ek aadarshwadi mahila ke roop mein prastut kiya gaya hai.