Sorry Bhai aapke saath itni badi tragedy ho gai aur maine bina apki mazburi Jane pata ni kya kya kah diya ek baar fir se sorry aapke dil ka dard mai to ni samjh sakta lekin fir bhi mai thoda to samjh sakta hu ki aap apne bhai ko kho ke bahut hi jyada dard me hai bhagwan aapko aur aapki family ko is dard se nikalne ki shakti de bas isse jyada mai aur kuch ni kah sakta....ek baat aur agar aap abhi story na likh pa rahe ho koi baat ni aap pahle apni family pe dhyan deejiye baki story to aage bhi poori ho jayegi ek baar fir se sorry