Sabhi91
Active Member
- 1,395
- 3,957
- 159
Superb....Update 26
Jaisa ki aap smjh gaye honge kiran kyu shubham pe itna meharban thi. Kyu wo uske khushi ka karan thi.
Aab aage.....
Mamta- kya ye madam h shubham ki maushi mtlb ye meri.......
Kajal- haa.... Or aapko rone se kya hoga bapu ko sab pata h aapke bare me syd aapko pata nhi aapke har ek kadam ka khabar rakhte the bapu.
Kiran- rote hue) bhaiya ne kaha mai chhupti phir rhi hu. Mai kaha chhip rhi hu bass unke samne jane ka himmat nhi h wo to neelam baar baar khich ke lati thi to hi na aai.
Kajal- neelam ko maine kaha tha or aapko ab himmat karna hoga kyuki aapki bahan apke vajah se nhi mari h aap apni car sahi chala rhi thi uss truck wale ko hi paisa diya gaya tha aap dono ko marne ke liye.
Kiran- kya magar kyu didi ki kya dushmani thi kisi se.
Kajal- dushmani kisi se nhi thi par jalan or badle ki bhawna to thi hi or apko to pata bhi nhi hoga uss wakt badle ki bhawna or jalan kahte kisko h.
Kiran- tum ye kaise janti ho or mujhe kyu nhi pata hoga.
Kajal- mai wo har raj janti hu jo mere pati se jura h. Or haa mujhe ye bhi bataya gaya h uss wakt aapki umar yhi koi 14 ya 15 rhi hogi. Uss wakt tak log sab smjhne lagte h magar aap thori zidi thi jiske karan shubham ki mummy hi apka dhyan rakhti thi or aap bhi unhi ke pass rahna pasand krti thi.
Kiran- mujhe maa baba ka pyaar didi ne hi diya or maine usse maar diya. (Kah ke phirse rone lagi)
Kajal- kaha na aapne nhi mara h unhe kisi or ne mara h.
Kiran- kya saboot h ki koi or mara h?
Kajal- saboot aap khud h.
Kiran- mtlb.
Kajal- aapko jab police hospital le gyi to aap waha se kyu bhagi.
Kiran- kyuki mai daar gyi thi.
Idhar baat ho raha tha ki tabhi ramakant ji parvesh kiye.
Ramakant- tum daari nhi thi balki tumhe daraya gaya tha. Tumhe ussi lrke ka daar dikhaya gaya jiske wajah se tum aaj khush rahti ho. Gudiya kya apne iss bare bhai se itni nafrat krti hoki mere pass bhi aana gawara nhi smjha.
Kiran- rote hue lipat gyi) nhi bhaiya mai aaapse nafrat kaise kar skti hu. Aapne hi to har kadam sath diya mera aapke jaisa bhai milna bahut mushkil h bhaiya. Ab kabhi matt kahna mai tumse nafrat krti hu. Mai jiss din tumse nafrat ki uss din marna thik smjhungi. Bhaiyaaaaa..... (Bhaiya bhaiya krte hue sach me kissi gudiya ke tarah rone lagi)
Ramakant- matt roo meri gudiya waise tumhe gudiya kahu ya phir.....
Kiran- nhi nhi nhi plzzz.... Wo matt bolna plzz....
Mamta- jo ab tak chup thi wo boli) ya phir kya babu ji bataiye na or kya naam tha......
Kiran- tu chup kar nhi to dungi ek kan ke niche or kya naam tha bari hhhumm...(mooh chamka ke boli or phirse waise hi lipat gyi)
Ramakant ji kiran ko chup karane ke liye aisa bole the or wo isme safal bhi rahe par wo ab khud rone lage kuch purani yaade taza ho gyi thi unki aaj wo baate yaad kar khush bhi the dukh bhi the or kisi kone me apne purane paran ko yaad karke gussa bhi the.
Kiran- rote hue) kya hua bhaiya kyu roo rahe ho.
Ramakant- anshu pochhte hue) kaha roo raha hu wo to ankh me kuch chala gaya tha. Waise to abhi bhi rodlu hi h har wakt rote rahti h.
Kiran- mai kaha roti hu.
Ramakant- to ye moti kaha se jhar rahe h.
Kiran- aashu pochhte hue) mai kaha roo rhi hu.
Ramakant- achha mai bol du to inn dono betiyo ko ki mai kya kahta tha.
Kiran- nhi na plzz.... (Chehre pe kisi bachi ke tarah masumiyat lai hui thi)
Ramakant- thik h nhi kahta par tujhe bhi wada karna hoga ki mai jab tak na kahu shubham ko apni sachai nhi batayegi or ye chehra dhak ke nhi chalegi.
Kiran- aisa wada matt lo bhaiya mai phle din usse dekhi thi to usme apni bahan ki chhawi hi dekhi thi jiske karan hi to mai usse baat karte hue khush rahne lagi thi or aaj to pura sach pata chal gaya.
Ramakant- haa tujhe pata chala h par tujhe ye bhi to sochna chahiye ki shubham apne ghar na rah ke mere yaha rah raha h koi to karan hogi.
Kiran- kya karan h bhaiya.
Ramakant- mohan singh ne usse marne ki koshis ki h.
Kiran- kya.... Kya ye baat jija baat jija ko pata h.
Ramakant- nhi usse nhi pata h or issi ke chalte tere bhai se ab dushmani ho gaya h.
Kiran- kya....
Ramakant- sshhh.... Koi aa raha h ab chup raho baad me baat krte h.
Koi gaon wala tha jo ramakantji ko bulane aaya tha to wo nukal gye. Ab chalte h thora uss wakt pe jab kiran ka rona dhona chal raha tha kajal or mamta ke samne.
To bahar ramakant ji or shubham ek taikhane me gye jaha bahut sare photo lage the or uske niche uska naam or gunah.
Me- ye kab bana mama.
Ramakant- jab tujhe mohan singh marne ki koshis ki tab.
Me- kya par ye to 15 saal purana h na or ye asma ka h.
Tabhi pichhe se asma aai or sath me salma bhi aai.
Asma- ji nhi ye ghar aapka h.
Me- kya par ye kaise mai jo paper dekha usme to tumhara bhi naam tha.
Asma- haa mera naam h kyuki mai isshe karidi thi wo bhi muft me ya kah lo ye ek sadyantra tha. Ye banya gaya uncle(ramakant ji) or mere papa ke dawara par iska malik aapko hi banaya gaya jiss karan mere papa pe bahut dabaw banaya gaya.
Me- dabaw kyu.
Asma- wo isliye kyuki ye jamin tumhari maa ke naam thi or ye bane ke baad papa iss jamin ko apne naam pe kar liye dhokhe se or yhi karan raha ki aaj ke samay me tumhare papa ke company ke dushman ban baithe.
Me- magar unhe dhokha karne ki jaruart hi kyu pari.
Ramakant- kyuki iss jamin pe mohan singh daru ki factory khulwana chahta tha. Or teri maa ka kahna tha yaha ek aisi haweli bane ki gaon wale apni fariyqd ya apna dukh sukh sab bant sake iss jagah. Or uss mohan singh ne tumhari....
Asma- isme sirf mohan singh hi nhi or bhi log h uncle maine pata karwaya h.
Me- kon kon h. (Gusse se)
Ramakant- issi gusse ko tumhe kabu me rakhna h bhanje kyu gussa vinash ka karan banta h or hame badla or vinash karna h kisi ka na ki apna karna h.
Shubham ramakant ji ke baat se sahmat hote hue normal hua to "ab tumhe jyda satark rahna hoga kyuki tumne aaj jisse hospital pahuchaya h wo kon h uske baare me tumhe syd pata na ho" asma jaise chetawani de rhi thi.
Ramakant- chinta uski nahi chinta apne ghar ke vibhishan ki h.
Me- hmm.... Do teen din se nahar bhi nhi aa raha h.
Ramakant- dhyan rakhna parega uspe nhi to tumhare kiye karayepe pani pher dega or plan A ko chhor do plan B pe dhyan do.
Me- hmm.... Thik h. Wakse ye kon h.
Ramakant- ye wo h jaha tumhe pahuchne me samay lagega abhi tum in do pe dhyan do or ye lo chabhi iss taikhane ka rasta neeche ke kona room se khulta h. To iske baare me do log ko or pata h bass isse jyda kisi or ko pata nhi chalna chahiye.
Me- hmm.... Or ye salma?
Asma- ye hamari raajdar h or hamari madadgar.
Ramakant- mujhe lagta h sab clear ho gaya h to ab hame chalna chahiye or tum aaj hi se lag jao kyuki ek ko to pahle hi thikane laga chuke h or ek jo h wo mela me apna dhaonsh jarur dikhayega bass iss baar bbi khud samne nhi aana kyuki tumhe choti machli ko uljhana h na ki pakrna. Rhi baat principal ki to uska faisla dc sahab karenge or ek ka faisla aaj ho gaya h.
Me- principal ka loch smjh nhi aaya mama wo to kiran mam ke sath sirf jabardasti hi kiya phir usse itni bari saja.
Ramakant- itni bari saja ka karan h ki wo yaha ki kai lrkiyo ka soshan karne ke sath kaio ko maar diya h usse to aisi saja milegi ki uski lash bhi kisi ko naseeb nhi hogi. Ab chalo bahut deer ho gaya h.
Shubham waha se nikal ke shidha pahucha mela.me waha aane ke baad un technology wale bando se mila jo yaha nyi variety ka saman laga rakhe the.
Me- kuch mila h.
Lrka1- nhi jinko pakrna tha wo to bahar hi pakare ja rhe the or jo camera bag ke bahar h usme kuch aisa dikha nhi h.
Me- thik h plan B suru karo.
Lrka1- itna jldi.
Me- hmm...
Lrka2- to itna paisa lagane ka faida.
Me- faida ye h ki ab ye sare camere panchayat bhawan me hamesha ke liye fix ho jayenge.
Lrka1- hmm.... Ye badhiya h. Or plan B kab se suru kare.
Lrka3- abe chutiye suru ho chuka dekhni raha sohan bhai camera utar rahe h.
Lrka3 ke kahte h sab lrka1 pe hasne lage. Bechara mooh lakaye tha to "koi dikat h kya" shubham lrka1 se puchha kyuki uska chehra latal gaya tha.
Lrka3- iss chutiye ko jassosi ka shaukh h.
Me- achha tab to ye kaam ka banda h. Tum ab panchayat bhawan me sare cmera apne hisab se fix karo or andar aanejane wale pe najar rakho jisse mujhe plan B me madad milega.
Lrka1- ab bol kon chutiya. (Bare josh ke sath kaha)
Lrka3- hihihihihi.... Tu.
Lrka1- chutiya ruk kaha bhag raha h aaj tujhe nhi chhorunga sale chutiya tu.
Indono ka jhagra jab tak chalta h tab tak uss lrki ke pass chalte jiska naam kanak h or wo sujit ke beti or manik ki choti bahan h sath me ye wahi h jo un teen college ke bandro ko pitwai thi wakse to ye ab rahti h apni uss bua ke pass jo iss kahani ki aham kari h.
Bua- kya tagda mara h haye dekha kaisi body h uski mujhe to wo wahi nojwan mera premi lag raha h.
Kanak- chup karo bua tumhe saram aati bhi h. Wo mera premi h or mai usse pyaar krti hu agar tum beech me aai na to kat ke rakh dungi.
Bua- achha mai beech me aai waise aaj to pata chal gaya na kon beech me aaya h.
Kanak- ha pata h or uske liye mujhe koi dikat nhi h bass th beech me aai to yaad rakhna mai tere wo basra karungi jo tu kabhi soch nhi skti.
Bua- abhi to tu kah rhi thi koi bhi beech me aaye....
Kanak- chup ekdam chup......
Kanak itna jorse boli ki waha hospital me baitha har shaksh kanak ko hi dekhne laga or darne bhi kyuki wo jitni masoom dikhti thi utni hi gusse me bhayanak thi.
Bua jisse ye bardast nhi hua wo waha se uth ke bahar jate hue maan me "mai bhi dekhu kaise wo tera pati kahe ka pati kaise wo tujhe pyaar krta h mera pyaar sfal nhi hua to mai tera thori na hone dungi. Tabhi to mai tere baap se badla lungi tu dekhti ja tu mujhe beizzat ki h ab dekh tu" maan me bolti hui car me aai or driver ko shahar apne ghar le chalne ko boli driver aram se mast magan car ko shahar ke taraf mor diya waise ye bhi sahar hi tha bass ye uss shahar se durr tha.
Ye kya behanchod car dance kar raha h "bhsd ke teri bibi isliye hi bhagi sale chutiye mujhe ab thanda kar madharchod 5mint bhi nhi tik pata h" bechara driver gali sunte hue iss randi ka choot me ungli karne laga.
Aaj ke liye itna hi or aage ka update mai ab vijayadashami ke baad hi de paunga to tab tak ke liye mujhe maaf kare.
Iss mele me agar aaplog kuch apne taraf se chahte h to awsya bataye apke vicharo ka swagat rahega.
Waiting for your next update......