• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Badshah aik anokha larka 2 (restart)

Kashif.143

Member
294
2,337
123
Update 10

Adnan ny mujhy 7 din ka time dia tha jis mai say aik din to safar mai hi nikal gaya ab mery pass 6 din thy in 6 din mai mujhy usy marna tha per us say pehly mujhy pata karna tha k wo insan hy kon or rehta kahan hy main us ka pata karny mai lag gaya 2 din us ka pata karny mai hi nikal gaye 2 din baad wo mujhy mila jo aik businessman tha ab mujhy usy marna tha ab mainy 3 din us ki sari ruteen check ki agly din mujhy usy marna tha adnan bhi mujh say rabty mai tha per us insan ko marny say pehly mujhy aik kaam krna tha jo boht zrori tha us k lia main logon say poch k wahan aik Qabrstan mai ja pohncha logon ny btaya k is Qabrstan mai raat k wakt boht awaz hoti hy or jo bhi is k ander jata hy wo zinda wapis nhi aata agly din subha us ki lash hi milti hy isi lia main raat k wakt wahan gaya Q k mera kaam bhi raat ka hi tha

Main wahan us k ander chala gaya mujhy dar nhi tha Q k main janta tha k yahan bhoot hain or wo mera kuch nhi kar sakty isi lia main bina dary hi ander chlny laga thori dur jany per main aik jaga pohncha jahan say awaz aa rahi thi mujhy andaza ho gaya k yahan kuch hy isi lia main wahin khara ho gaya kuch hi sec guzry thy k mujhy pichy say aik awaz aai jab mainy pichy mur k dakha to to aik bhoot khara tha

Main.mujhy tum say aik kaam hy

B.hahahaha tum mujh say kaam karwao gy jab yahan say zinda jao gy tab na

Main.kaam to tum ko mera karna hi ho ga kuch bhi ho jaye

B.tum mujh per hukam nhi chala sakty main tum ko abhi khatam kr don ga

Main.tum ko kia lagta hy agar mai yahan hon or bina dary tum say baat kar raha hon to kia main koi mamoli insan hon aj tak tum logon ny kotnon ko mara hy per kabhi kisi ny tum ko nhi roka na main rokon ga bas mujhy mery kaam say matlab hy

B.bhool jao k main tumhra koi kaam kron ga

Main.hmm soch lo agar maan jao to tumhry lia acha hy nhi to main to mana hi lon ga tum ko agar phr bhi naa many to main tum ko wahan bhej don ga jahan jany say boht darty ho tum log

Meri baat sun k usy bhi dar to laga per wo smbhal gaya

B.ttum ko us bary mai kaisy pata or ham ko wahan bhejny wala ab nhi raha

Main.bhool hy tumhri apni koshish kr lo agr krna chaty ho to

Us ny mujhy marna chaha per jaisy hi wo mery nazdeek aaya mainy jaldi say us ki garden pakr li or dabany laga jis say usy taklef hony lagi wo trapny laga chilany laga us ki awaz itni bhayak thi k koi kamzro dil wala sun ly to wahin heart attack say mar jaye jab us ki taklef had say barh gai to wo bari mushkil say bola

B.mujhy maaf kr do mujh say ghalti ho gai malik mujhy pata nhi tha k ye ap ho

Mainy usy chor dia Q k mujhy bhi pata tha k jab tak main JR say nhi mill leta kisi ko pata nhi chly ga mery wapis aany ka aisy aik aik ko btana pary ga tab jaa k un ko pata chly ga yahi aik treka tha per filhal mery pass time nhi tha jaisy hi mainy usy chora wo wahin beth gaya or lambi lambi sans leny laga jab wo thora normal hova to

Main.ab kia socha hy

B.mafi malik mujhy pata nhi tha k ye ap ho wrna mai aisi ghalti kabhi na karta

Main.mujhy pata hy agar tum ko pata hota to tumhari himat bhi nhi thi

B.per malik mainy to suna tha k ap mar chuky ho

Main.han per main ab wapis aa gaya hon Q kaisy kis lia wo sab janna tumhry lia zrori nhi hy jo zrori hy wo kro

B.g malik mujhy kia krna ho ga

Mainy usy asad ki pic dikhai mobile mai say jo mainy adnan say keh k mangwai thi ye keh kr k mujhy usy dakhna hy k wo thek hy k nhi us ny bhi mujhy send kr di thi

Main.tum ko iss ki hifazat krni hy kuch bhi ho jaye isy kuch na ho iss k lia tum kia kro gy kia nhi mujhy nhi pata per agar isy kuch hova to tumhra kia hashar kron ga main wo mujhy tum ko btany ki zrorat nhi hy

Meri dhamki sun k us ki phat gai or wo g malik kehta hova wahan say bhaag gaya maon bhi wahan say wapisi k lia nikal para Q k mera yahan ka kaam ho chuka tha ab mujhy asad ki fikr nhi thi ye sab krny ki waja ye thi k adnan ka koi bhrosa nhi tha mery us aadmi ko marny k baad wo asad ko nuqsan pohncha sakta tha jab main us aadmi ko maar don ga to yahan say foran wahan to nhi jaa sakta isi lia ye sab kia iss say asad to safe rahy ga or mujhy pata tha k adnan mujhy aisy hi akela to nhi bhejy ga zroor kisi ko mujh per nazar rakhny k lia kaha ho ga us ny

Wahan say wapis aa k main ja k so gaya thek say neend to nhi ai per jitna ho saka main utna so gaya agly din ab mujhy us aadmi ko marna tha main bhi apni tyari kr k nikal para adnan ki bhi call aa gai thi us ny kaha tha k mujhy us aadmi ko marny k lia hathyar mill jaye ga main bhi apni sab tyari kar k nikal para or us aadmi k pichy chalny laga wo aik park mai walk kr raha tha thori dair baad aik aadmi mujh say tkraya or us k foran baad mujhy sorry bol k nikal gaya

Main sochny laga k bara ajeeb aadmi tha aaya takar mari or nikal gaya khair mainy us ki baat dimagh say nikal di or us businessman k pichy chal para jisy mujhy marna tha kareb 5 mint baad mujhy adnan ki call ai

Adnan.ab tum apna kaam kr sakty ho mery aadmi ny tum ko gun dy di hy

Main.mujhy tumhra koi aadmi nhi mila na mujhy kisi ny koi gun di hy

Adnan.apny jacket ki pocket check kro

Main.kuch nhi hy meri......

Main us say baat krty hovy jab apni pocket check ki to us mai sach mai hi aik gun thi or main heraan ho raha tha k ye kab aai mery pass jab k mujhy koi mila hi nhi

Adnan.mill gai na ab apna kaam khatam kro

Main.per ye mery pass aai kaisy jab k wahan say niklty wakt mery pass kuch nhi tha mujhy achi trhan yaad hy

Adnan.abhi 5 mint pehly jo admi tum say takraya tha usi ny rakhi hy ab apna kaam kro time nhi hy tumhry pass

Us ny call cut kar di or main bhi sochny laga k wo banda sach mai hoahyar tha jo aisy meri poxket mai gun rakh k nikal gaya khair main apny kaam mai lag gaya moka milty hi main us k samny khara ho gaya mujhy apny samny dakhty hi

Bm.g kon ho tum or mera rasta Q roka hy

Mainy bina koi baat kiye us aadmi ko goli maar di aik nhi puri gun hi us per khali kar di jab mujhy yaken ho gaya k wo mar chuka hy to main wahan say nikal gaya mainy jo kia jaisy kia mujhy boht afsos tha iss baat ka per is k elawa mery pass koi rasta nhi tha main wahan say hotel wapis aa gaya jab main hotel pohncha to jo samny tha usy dakh k mery hosh urh gaye............

Wait 4 next
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,408
28,438
218

Superb update
 
Top