• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Badshahat - A Ladke Ki

Anas moavia

Active Member
768
1,924
123
Aab tak aapne padha ki pawan apni maa aur behan ki asliyat jaanene ke baad ghar chod deta hain ....

Aab aage

Pawan : maine ghar toh chod diya pr jaunga kha mama ji aur chacha ke ghar jaa nahi sakta . Ab bhagwan jaha lejaye

Aur pawan railway station pauch jata hain
Uske pass ticket ke paise thee nahi isliye usne socch rakha tha ki jaise hee t.c. ticket check karega woh usse pehle wale station pe utaar jayega aur fir aaj joh hua uske baare main sochne laga ki kaise jis maa ki woh inti izzazat karta tha aur uss maa ne apne sex partner ko jyada maheetav diya apne sage bete se .

Aisa hee raat hogayi t.c. ke aane ka time hogaya tha isliye woh bengaluru station pr utr gaya . Raat ko foot path pr soo kar usne raat guzari . Aur waha se bhi crpf ke logo ne dande mar kar nikal diya . Khaaana ke liye paisa toh thee nahi ek dukandar se kheta hain ki bhaiya kaam chahiye . Dukandar usse upr se nicche tak dekhta hain aur waha se jane ko kheta hain . Pawan ka dimag bhuk ki wajah se kaam nahi kar raha tha isliye usse naukri chahiye thi tahi usse kuch paise mile aur woh kuch kha skte un paiso ki madad se .

Chai ki dukan ke pass ek baba aata hai aur kheta hai agar kaam chahiye toh mere saath kar skta hain . Baba ki wajah se usse ek company main guard ki naukri milti hain aur kuch rupee advance main company na jyada badi thi na jyada choti thi . Pr pawan ko isse koi mtlb na tha usse toh bss aona guzara chalana tha .

Woh guard uniform pehen kar gate ke pass khada hojata hain tabhi ek car company ke gate ke bhar khadi hoti hain usse ek ladki drive kar rahi thi . Pawan gate kholta hain .

Ladki shesha neeche karke bolti hain : gate itna late kyu kholo tune .

Pawan : sorry madam

Ladki : my foot ainda dhyaan rakha naukar ho naukar bake raho . Aur andar chalai jaati hai

Pawan ke pass baba joh ki senior guard aata hai aur usse pyaar se khete hain

Sg : uski baat ka bura mtt mano beta woh ladki boss ki close hai isliye aakad dikhati hain sabse baadtamizi se baat karti hain .

Pawan : main itni si baat ka bura nahi manta baba waise dhanyawad apne bina pechane mujhe apne saath rakh liya .

Sg : shkriya ki kya jarrorat hain mujhe ek guard ki jarrorat thi tum milgaye .

Aisa hee kucch din nikal jaate hain pawan subha guard ki naukri aur raat ko guard ke office main soo jaata . Roj woh ladki usse taang karti jaan bhuch ke .. ek din pawan baba ke khene pr market se saaman la raha tha ki usne dekha ki market ke chorahe pr kaafi bheed hain aur gaadiya fassi hui hain jab woh waha jaake dekhta hain toh wah ek ladki ko ek gadi wala thok ke bhaag gaya tha aur log usse hospital lejane ke baajaye ladki ko marte hue dekh rahe thee pawan usse uthane ki koshish karta hai usse ek khali theele pr lita kar hospital le jaata hain log yeh dekh kar jaana shuru hojate hain aur gaadiya bhi start hojati hain aur unhe gadiya ke beeche ek gadi Royals Royce boat bhi thi jise ek driver chala raha tha aur uss car ke peche wali seat pe beethi ladki sab dekh rahi thi ki kaise ek anjan ladke ne uss ladki ki madad ki usne jaise hee pawan ko dekha usme kho sii gayi . In saab baato main gum thi uska dhyaan tab tutata hain jab driver gadi aage badha deta hain . Aur pawan usse sarkari hospital main bharti kara deta hai aur jab uss ladki ko hosh aat hain toh woh O.T main thi woh jab behosh ho rahi thi toh usne pawan ko dekh liya tha pr uss ladki ko pawan ke baare kuch bhi pata nahi tha .

Ab chalte hain pawan ke ghar jaha pawam ke baap ko pata chalta hain ki uske bete ne ghar chod diya hai toh woh bhauth gusa hota hai aur apne bhai yani pawan ke chacha ko puchta hai ki pawan waha aaya hain aur chacha ji bol dete hain ki pawan nahi aaya hain aur puchte hain ki kya hua hai pawan ko pawan ke chahcha ke ladka nahi tha sirf do ladki thi isliye woh pawan ko hee apna beta mante thee . Pawan ke papa apne sab relative ko phone karte hain pawan ke baare main jaaneene ke liya pr kucch haath nahi aata aur ab woh tenstion main aajate hain .

Pawan uss ladki ko hospital chod baba ke ghar jakar saaman pakda deta hain jiske liye woh market gaya tha aur usse sari baat bta deta hai

Baba : tumne bhauth acha kiya beta tumne kisi ki madad karke insaniyat ka udharan diya hain

Aaj ke liye itna hee baaki ki update agle part main

Update ko like karna na bhule aur review deke jana jarror dhanyavaad .
Nice update bhai 👍👍👍👍
 

Anas moavia

Active Member
768
1,924
123
Aapke revos se pta lagta hain ki aap sab ko Kahani bhauth pasand aarhi hai toh main ab jaara heroines ki entry bhi karadeta hu update ko thoda aur interesting banane ke liye .


20220119-103658

Priya jethvani ( 1st wife ) :- ek naami bussiness tycoon dekhne main khubsurat aur dimag toh jaise bullet ki speed jaisa chalta hai iske maa baap dono bussinessman hain isliye apne papa ke retirement ke baad unka bussiness continue kiya apne dimaag ke dam pr aaj india ki no. 1 company aur world ki top 3 companies main se ek hain inki company bhauth se bussiness karti hai jaise medical , IT , car manufacturing . Apni behan ko apni beti ki tarah pyar karti hain inke liye sahi galt kucch nahi bss hai toh apno ki khushi .

Reema :- priya ki choti behan dekhne apni behan se bhi sundar aur isse late night party karna aur ghumne ka bhauth shaukh hai . Apni behan ko apna idol manti hai


f802adc3d082820b9a23662380f439a0

Pooja singh ( 2nd wife ) :- priya ki company ki board of director ki member aur priya ki eklouti best friend aur iss chudai aur kaam karna pasad hai . Iss kaam karen ki jaarorat nai hai waise kyuki iske papa police department main D.I.G hai bade bade netayo se pauch hai iska papa ki .


20211223-083852


(Yeh teeno dost kam aur behne jaada hain )

Samar jethvani ( priya ke papa ) - ek time kai jaanemane doctor aur inka vishe hain sex related problem . Ek number ke chodu insaan hain .

Gayatri ( priya ki mom ) - priya aur reema sundarta main inpehee gayi hain aur yeh bhauth badi chudakkad hain pr sirf pati ke saath pati ke alawa kisi paraye mard ko aankh utha kar nahi dekha .




20211217-162337
Sharad ( pooja ke papa ) - D.I.G of police inki purkho ki bhauth property hai firbhi khud ka khuch karna chahte thee isliye police force join ki . Apni eklouti beti se bhauth pyaar karte hain .

Kavita ( pooja ki mom ) - house wife hai aoni beti aur pati tak hee zindagi hai inki


FGnhyh-TUYAESIjz


Aab aate hai kahani pr

Pawan ladki ko hospital main admit karke ghar chala jata hain aur baba ko sab aaj hua usse bata kar so jaata hain . Kal night duty thi isliye pawan der tak sota raha aur aaj baba ke thi din ki duty .

Baba gate ke pass the ki tavhi ek white bmw gate ke pass aake rukti hain baba gate kholte hain usme se ek bhauth hee khubsurat ladki nikak kar andar chali jati hai aur boss ke office ke andr bina knock kiya ghus jaati hain boss usse dekh kar

Boss - ji aap kon

Ladki - hello mera naam pooja singh hain aur main jethvani groups ki taraf aayi hu .

Boss sun kar heran hua ki itne badi company ki tarf se koi aaya hai aur turant usse bathane ke liya bola

Pooja - sorry woh mujhe appointment lane ki adat nahi hai .

Boss - no problem mam . Its my honour to meet you .

Pooja - main direct mudde pr aati hu main yaha apni boss ka msg leke aayi hui . Unko yeh conapny khareedni hain aap apni kimat baatye yeh raha blank cheque apni company ki kimat likh dijiye paper banwa liya hai humne

Boss - main apni company nahi bechna chahta

Pooja - aap nahi bechna chahte toh koi baat nahi lekin agar meri boss ko gussa aaya toh aapki company barbad hojayegi . NewsPaper toh padhte honge aap aayi din koi company band hojati hai . You know what I mean .

( Boss ki halat kharav hojati hai yeh sun kar )

Boss - sorry mam pr khena ka woh mtlb nahi tha main apni company beechne main interseted hu .

Pooja - good then yeh rahe papers aap sign kardijiye

Boss sign kardeta hai aur pooja apni boss ko phone karti hai .

Pooja - hello priya kaam hogaya pr woh ladka nahi dikha mujhe

Priya - koi nahi aab toh company humari hain jab chahu usse mil lungi

Pooja - thik hai aur iska kya karna hain

Priya - compamy beech de hain isne toh yeh ab boss nahi hai kal se yeh office nahi aayega . Aur tu waha ka control apne haath main lele aur aur wah ki detail bhejti rahiyo mujhe .

Pooja - okay

Pooja ( maan main ) - aisa kya hai uss ladke mai ki mere behan jaisi dost joh kal tak boys ko kuch nahi samjhti thi aaj ek ladke ke liye company khareed li . Aapse toh milna hoga future jiju .

Pooja boss ki kurci pebeth jati hai aur baba ko bulati hain .

Baba - aapne mujhe bulaya madam

Pooja - haan mujhe purane boss se pta chla aap sabse purane employe hain jab yeh company shuru huyi thi tabse kaam karte hai yaha

Baba - ji madam

Pooja - aap mujhe employes ke baare main bta skte hain kya .

Baba - ji madam

Pooja sabke baare main janti hai aur end main woh uss ladki se milti hai joh roj pawan ko taang karri thi

Baba - madam yeh rosey hain

Rosey - hello mam

Pooja - hello

Aur kucch formal baato ke baad pooja ko rosey ke behaviour se doubt hota hain toh woh baba se puchti hain

Pooja - yeh miss rosey itna sad kyu lag rahi hai

Baba - madam purane boss ki khass thi toh sab employes ko taang karti thi ab boss change hogaya hai toh ab taang nahi kar payegi isliye sad hai .

Pooja - boss ki khash , itni talented toh nahi lagti

Baba - madam andar ki baat bolu toh boss apna kaam nikalwane ke liye iss logo ke pass bhejte thee .

Pooja samaj jati hai ki yeh purane boss ki randi thi joh kaam nikalne ke liye logo se chudti thi co - operate world main yeh aam baat hain

Pooja - thik hai , saare employes hai na yaha

Baba - ji

Pooja - accha ek baat aap kisi pawan ko jante hain .

Baba - ji hai woh guard hain yaha aaj night duty hain uski .

Pooja sun ke heeran hojati hai ki jis ladke ke baare main jaanene ke liye priya jaisi prsonality chahti hai woh ek guard hai pooja ka manna tha ki kaam chota bada nahi hota pr jhatka toh lagna tha .

Baba - koi problem hai madam

Pooja - nahi , aap jaa skte hain

Baba ke jaane ke baad pooja priya ko call karti hai

Priya - haan pooja pta chla kuch

Pooja - woh yaha guard ki naukri karta hai . Aaj night duty hai dekha toh nahi hai pr dusre guard ki baato se accha ladka lagta hai .

( Market woh ladki jisne pawan ko dekha tha woh priya hee thi )

Priya - accha nahi bhauth acha hai isliye toh market main dekhte hee dil de baithi usse aur jis tarah usne ek anjan ladki ki madad ki usse hospital legya uss waqt toh usne mere dil jeet liya .

Pooja -. Oye hoe tu toh pagal hogayi hai usse dekhne ke baad chal main bhi toh dekhu kon hai woh lucky ladka jisne THE priya jethvani ke dil ko jeet liya .

Priya - dekh liyo aur ghar jaldi aajayo .

Pooja - okay bye

Priya - bye

Call end .....

Abhi ke liye itna hee

Update ko like jarur kare aur revos dena na bule . Dhanyavaad
Nice update bhai 👍👍👍👍
 

Anas moavia

Active Member
768
1,924
123
Aap sab readers ke support ka bhauth bhauth shukriya main aaj thoda busy tha isliye reply nahi de paya pr ab sabke comment ka reply thodi der main dunga .


Aab tak ....

Pooja priya se phone par baat karti hain office ki jaankari dene ke liye .

aab aage ....

Office over hone ke baadpooja apni car main baith aur ghar ke liye nikalti hai par kucch dur jaane ke baad ek sunsaan road pruski car kharab hojati hain woh car ko check karne ke liye baahar nikalti hain . Woh abhi apni car check kar hei Kuch hi der hua tha ki vha pr 4-5 ladke sor machate huye uske car jis road pr kharab hue thi ussi road me dakhil hue pooja ne un ladko ki or dekha sab ladke drunk thee sab ne sharab pi rakhi thi pooja ne unse help mangna sahi nahi samjha .

unme se ek ladka pooja ko akela deoh kar uske aur badne lagta hai ..
( Ladko ko L1 , L2 , L3 likhunga ) .

L1 : arre kya hua gadi kharab hogayi main help kardu ek khatarnak hassi apne face pr laakar .

pooja : Ji nahi shukriya .

Itne main baaki ke 2 ladke bhi pass ajate hain .

L2 : arre gussa main toh apka chehra gulabi hogaya hain toh soccho nche ka kya hal hua hoga .

( Chaaaataaakkk )

yeh sun kar pooja ne L2 ko thappad mar diya .

Teeno ladke bhokla gaye .

L2 : tune mujhe thappad mara dekh aab tere sath kya hota hai le chalo iss ko adde pe vha is randi ko aisa chodege ki thapaad marna bhul jaayegi

( Pooja ka haath jabardasti pakadte hui )


lekin yeh kya jaise hei L2 pooja ko khichta ek muka uske gaal pe pada .

pooja peeche mud kar dekhti hai toh ek ladka tha jisne L2 ko muka mara tha . Pooja jaath se usse ladke ke peeche jaake chup jaati hai .

itne gira hua banda wapis khada hojata hai aur uss ladke pr hmla karne ki koshish karta hai pr ladka apne aap ko uss hamle se dough karke bachta hain aur turant ek kich L2 ko mardeta us bande ko .

ladka samaj jaat hai ki woh akela teen logo se nahi bidh skta islye turant pass main padi iron rod se ladko marta hain jab tak woh bande samaj pate kaise bache tab tak woh ladka rod chod ladki ka haath pakd bhaagne lagta hain .

pooja joh itni derr se yeh sab dekh rahi thi woh us ladka ke chehre pr moohit hojati aur saanse upr - neeche hone lagti hai agar gundo pexche na lage hote toh woh jarur usse puchti ki kyu ek anjan ladki ki izzazat baachane ke liye itna sab kuch kiya . Jab pooja aur woh ladka unn gundo se bach le kafi dur aajate hai yoh woh ladka pooja ka haath chodta hai .

pooja usse dekhte hue : thamk you mere jaan bacha ne ke liye .

ladka : welcome miss .

itne main pooja ki mazar uski uniform pr jati hai aur puchti hai

Pooja : aap ka naam kya hain aur yeh kapde .

ladka : mera naam pawan hain aur yeh meri uniform hain .

ladke ka naam sunte hee pooja ko jor ka jhatka lagta hain kyuki yeh apna hero pawan hai tha joh usse un gundo se akela bacha ke le aaya tha aur priya jiski baat kar rahi thi jise dekhte hee uski dost apna dil haar baithi .

[pooja maan main sochte hue ]

Yeh hai pawan tabhi main sochu meri dost kise apna dil de baithi dekne main normal hain pr himmat bhauth ha joh ek anjaan shakhs ke liye teen teen gundo se bhidh gaya agar priya dost na hoti toh aaj isse propose kardeti pr aab kya fayda aab yeh mere jiju hain . Inke baare aur jaankari leti hu .

pooja : aap itni raat ko yah ?

pawan : woh main uss raste se apne kaam pr jaa raha tha . Toh apki awaj suni .

pooja : aap kya kaam karte hain .

pawan : main security guard .

pooja : guard ki naukri
( Sad sa face bana kar )

pawan : koi kaam chota nahi hota miss .

priya ko pawan aur uski baate bhauth pasand aati hain kyuki uski soch bhi pawan ki tarah thi pr pawan ke baare main aur jaane ke liye usne iss andaaz main bola tha .

pooja : nahi main bhauth izzazt karti hu working people ki . Achanak se muh se nikal gaya .

pawan : okay aapki car toh wahi rahe gayi aap ab ghar kaise jaogi ?

pooja : main cab kar lungi .

pooja taxi ka intazar karti hai pawan tab tak pooja ke saath khada raheta hai iss dar se kahi woh gunde wapis na aajaye aur jab pehli taxi aati dekhti hai unhe pooja usme baith kar chali jaati hain .

woh yeh dekh kar heeran thi ki koi aaj ke jaamane main ek unknown shakshs ki itni madad karta ho jitni pawan ne uski ki thi .

aaj ke liye itna hee update ko like marna aur revos dena na bhule shukriya✨ ....
Nice update bhai 👍👍👍👍
 

Anas moavia

Active Member
768
1,924
123
Sorry dosto main thoda late update de raha hu and agla update jab dunga woh update mega update dunga . Tab tak ke liye yeh update .

Aab tak .......

pawan pooja ko kucch gundo se baacha tha .

aab aage ......

[ UPDATE - 5 ]

In priya 's House ....

priya - pta nahi ab tak pooja kyu nahi aayi . Kha rahe gayi hogi yeh ?

pooja , priya mom - aajayagi beta tum tenstion mtt lo .

priya - aaj usse jaldi aane ke liya kha tha maine .

baahar se gate kholni ki aawaj aati hain priya bahar jaati hain toh pooja ko dekh kar khush hoti hain aur usse dhyan se dekhne pr uske kapde kayi jagah se faathe huyi thei jise dekh kar priya dar jati hain priya ke pass aakar usse pucchti .

priya - kya hua pooja tere kapde aise aise faate hue kaise hai .

pooja - mujhe kuch gundo raste main chedne ki koshish ki ...

Pooja priya ko rote hue saari baat bta deti hai kaise pawan ne usse bachaya aur usse taxi main bitha kar ghar drop karwaya .

priya : kuch nahi hua na tu andar aa .


andar aane ke baad priya pooja ki mom unse puchti kya hua toh priya sab ko sach bta deti siva pawan ke naam ke . Jisi sune ke baad pooja ke mom gusse main upr apne kamre main jaakr delhi apne pati ko phone milati hain pooja ke papa dig hain delhi police main .

In call ...

p dad - haan jaan kaisi ho .

p mom - bilkul thik nahi hu .

p dad - kya hua sab thik toh hain wah
p mom - pooja ke saath kuch gunde ne galat nahi karne ki koshish ki hain .

p dad ( gusse main ) - kya tum hosh main toh ho pooja kaise hain main arha hu .

p mom - pooja thik hain kisi ladke ne usko bachaya lekin woh gunde zinda hain mujhe woh gunde marre hue chahiye . Jisne meri beti ke sath zabardasti karne ki koshish ki hain un haramzaado ke khandan ki aurate sare baazar bickni chahiye sharad .

p dad - aisa hei hoga kavita .

reema ghar pr nahi thei woh late night aati hain apni parties se aur usse iss incident ke baare main kuch nahi pta tha .

agle din ....

pawan apne kaam pr tha office timing shuru hojati hain employes aana shuri hojate hain tabhi hamesha ki taraha rosey pawan ko gate jaldi na kholne ki wajah se daat deti hain jabki usne jaldi hei khola tha haad se zyada taang kardeti hain aur jab pawan usse sorry bolta hain rosey usse sab ke samne thappad mar deti hain .

Rosey - Naukar ho apni aukat main raho . Main boss se khe kar tumhe nilwati hu .


Pawan ko yeh pta nahi tha ki boss change hua hain aur naye boss pooja hain jisse kal usne gunde se bacha tha .

Pawan wah se baba ke ghar chala jata hain baba usse puchte kya hua pawan .

Pawan - woh aaj rosey ne wapis daata hain gate jaldi na kholne pr aaj usne sabke samne thappad bhi maara aur naukar se nikal diya .

Baba - woh aisi hei hain usse tumhe thappad nahi marna chahiye tha koi nahi humara boss change hua hain nayi boss pooja madam bhauth acchi hain unke saamne tum apna paksh rakhna .

Pawan - woh employe hain aur main ek guard sab uska hei saath denge .

Baba - koshish toh karo .

Pawan - thik hain baba last try karta hu dekhta hu kya hota hain .

Yeh office main pooja aaj pawan ke baare main hei sooch rahi thei ki tabhi uske gate pe knock hoti hai gate pr rosey khadi thei kuch employe ke saath . Pooja unhe andar aane ke liye kheti hain .

Pooja - aap sab yaha koi problem .

Rosey - yes mam aaj ... Fir rosey aaj joh hua usme mirch masal laga kar pooja ko batati hain aur apne paksh ki story sunati jise sun kar koi bhi rosey ko hei sahi samjhega aur pawan ko galat .

Pooja - kya naam bataya tumne security guard ka .

Rosey - pawan madam .

Pooja gusse main apna hosh kho baith thei hain aur kyuki usne kal pawan je baare main khud jaan liye tah ki woh kaisa ladka hain ...

Pooja : you bastard akal ghaas kaatne gayi hain teri agli baar MERE pawan ke baare kuch galat bola na toh main tujhe jaan se mar dungi yiu bitch . Aur tum sab isne bola toh aagaye yaha jhuti complain karne you all are terminated kal se office mt aana rosey tum tumhe toh pawan se hei saaza dilwaungi now get lost !

Rosey sammet sabki gaand fath gayi ki woh aaye toh pawan ko naukri se nikalwane aur khud nikal gaye . Sabse jyada toh rosey ki faati kyuki usne hei sabko jhuth bolne ke liye manaya tha .

Thodi derr main pawan office aajata hain waiting area main usse rosey milti hain jaiska muh pe bara baje hue thei .

Employe - mam ne dono ko aandr bulaya hain .

Dono andar jaate hain ... Jaha boss ki kursi pr pooja baithi hui thei pawan thoda darr jata hain fir normal hokar .

Pooja - so mr. Pawan nice to met you maine aaj joh hua uske baare main suna and thought tum saache ho .

Pawan - thank you kya mujhe meri naukri wapis mil jayegi mam ?

Pooja - nahi pr aapke liye employees ki pist hain aap usse accept kare aur humari comspny ke employee not as a security guard but as a manager . kyuki aap jaise logo ki wajah se humari company ki image ek honest company ki bani hui hain aur main chahti hu ki aap company ke ek aache position pe baith kar humari company ko ucchaio pr le jaaye .

Pawan - mam mere pass work experience nahi hain .

Pooja - koi baat nahi pehle pehle ksi peson ke pass nahi hota . Waise aap rahete kha hain .

Pawan - ji main security head ke saath unke quaters main raheta hu .

Pooja - aapko company rahene ke liye ek ghar bhi degi jaise baki logo ko milta hain

Pawan - thanks mam .

Pooja - thanks mujhe bolna chahiye apne kal mujhe un gunde se bachaya .

Pawan - its my duty mam .

Pooja rosey ko dekhte hue .. tum kal se pawan ke neeche kaam karogi aur ab koi complain aayi toh seedha .

Rosey ( dar kar ) - yes mam . Aage se aisa kuch nahi hoga .

Pooja - okay aap dono jaha skte hain .

Dono bahar aajate hain pawan khush tha ki hsse ek naukri mili thi toh dusri aur rosey soch rahi thi ki pooja uske saamne pawan se kaise acche se baat rahi thi jaise pehle se janti ho .

Fhir kuch nahi hota lunch time main pooja pawan ko apne cabin main bulati hain ..

Pawan - aapne bulaya mam

Pooja ko pyaar se dekhte hue - yes pawan aur aap mujhe mam bulaya karo

Pawan - mam aap boss hain apko mam hei bulaunga .

Pooja - aap mujhe mere naam se bulayi .

Pawan - thik hain pooja ji .

Pooja - sirf pooja .

Pawan - oaky pooja

( Pawan ke muh pooja sun pooja ko bhauth accha lagta hain aur aaj pawan se dosti karne ke plan se usne pawan ko bulaya tha )

Fhir aise hei formal baato ke baad ..

Pooja - waisa pawan apka koi dost nahi hain .

( Pawan ko yeh sun apna uss dost ki yaad aajati hain jisse woh apna bhai manta tha ahr usne usse ki maa aur behan ke saath yeh sab purani baate yaad karke uski aakh namm hojati hain )

Pawan - nahi pooja mera koi dost nahi hain .

Pooja - waise meri ek friend hain jiska naam priya hain . Pr main aaapko bhi apna dost bana na chahti hu .

Pawan ( hairani se ) - pr mam main ek saadharn sa employee hu aur aap itni badi company ki owner

Pooja - dost paiso se nahi hoti .

Pawan - thik hain friends .

Aise hei hassi maajak chalta raheta hain in dono ke bicch wahi ek hospital main

Ek aadmi O.T Ke baahar khada tha uske aas - pass bhauth se aadmi black suit main haato main guns liye khade thi .

Doctor O.T. se baahar aate hue ...

Doctor - operation is successful aap mariz ko parso le jaha skte hain .

Aadmi - thank you so much doctor main apni beti se mil skta hu kya .

Doctor - thank you mera nahi uss ladke se boliye joh aoki beti ko behoshi ki haalat main leeke aaya tha . Aabhi hum patient ko o.t. se shift kar rahe hai aap usse thodi derr main mil skte hain .

Aadmi : madhav

Madhav : ji dada

Aadmi : uss ladka ka pta karo joh humari beti ko yaha laya .

Madhav : reciption pr usne form fill kara tha choti malkin ka usme uss ladke ka naam pawan likha hai tha .

Aadmi : pawam !

[Aab tak ke liya itna hei jaldi hei milenge thank you ]






Nice update bhai 👍👍👍👍
 

Anas moavia

Active Member
768
1,924
123
Aab tak .....

Pooja rosey ko pawan par jhuta aaroph lagane ke liye daat ti hain aur pawan ko manager bana deti hain .

aab aage .....

( pawan presepective )

Main office se ghar aaya soochne laga joh bhi hua pehle rosey ka company se nikal dene ki dhamki dena fir pooja ka unko daatna aur mujhe bina kisi degree ke company mein manager ki post dena aur sabse badi baat mujhse dosti karne ke liye puchna maine tab toh turant ha bol diya pr main dosti main ek baar dhokha kha chuka hu wapis nahi khana chahta . Maine kaam ki jankari le liye thi aaj ki mera kaam kiya hain aur mujhe kya karna hoga .

main fresh hokar aage ke baare main soochne laga ki ab mere pass ek acchi job aur company ki taraf se mujhe ek flat bhi milna tha toh rehane ki dikkat bhi solve hogayi thei pr abb aage kya main itna sab soch raha tha ki mood thoda thik karne ke liye maine t.v. on kiya maine channel badalna shuru kiya toh mera dhyaan ek new report jisme teen logo ko kisi ne bicch road goli mardi main channel change karta itne main un teen maraye hue aadmi ki photo tv screen pr show hone lagi mera toh sirr hei ghum gaya kyuki yeh teen wahi log thai joh uss din pooja ke saath zabardasti karne ki koshish kar rahe the jinse meri haatha - pai hue thi mujhe pooja pr shak hone laga khayi in teeno gundo ki maut main pooja ka haath toh nahi kyuki pooja jiss post pr hain uske liye in teen gundo ko marwana koi badi baat nahi thi pr maine iss baare main pooja se puchne ka faisal kar liya tha .

maine fir succh jyada na sochna ka faisal liya aur apne aur baba ke liye khaana banane laga . Raat ko baba aaye maine unhe btaya ...

main - baba pooja mam ne mujhe naukri se nahi nikala

baba - yeh toh bhauth acchi baat hain beta maine kha tha pooja madam bhauth acchi hain kisi ki baato main aisi hi vishvas nahi karti .

Main - unhone mujhe apni company main job bhi offer kari aur rahene ko ghar bhi dengi . Main chahta hu ki bhi mere saath chale aapka toh yaha koi nahi aapka khyal kon rakhega .

baba - nahi beta aab mujhe akele hei rahena pasand hain tum jao aur khubb taaraki karo .

main unke gale lagte hue ...
thank you baba aap ne meri itni madad kari iss anjan shahar main itna toh koi apna nahi karta hain .

baba - tum accha ho beta pr yeh duniya main accho ke liye jagah nahi hain . Sirf paise walo ke liye hain .

main - ji baba .

( Maine socch liya tah ki ek din amir admi banunga uske liye mujhe padhna hoga )

main - main job ke saath open se apni padhai bhi contimue karunga baba ab toh mere pass fee ke paise bhi hain .

baba - bhauth acche beta khub maan laga kar padhai karna .

( Main bhaauth lucky feel kartu ki mujhe baba jaise mentor mile unhe dekh kar mujhe apne papa ki yaad aati hain woh bhi mera khyaal aise hei rakhte thei )

fir kucch khas nahi hua agle din main taayar hokar office gaya office aakar main apne cabin main baitha thodi derr main piune ne mujhe bola ki aapko pooja madam apne cabin main bula rahi hain mujhe kal ki baat yaad agayi main pooja ke cabin ke baahae gaya aur gate knock kiya andr se aawaj aayi . Main aandar aaya maine pooja ko dekha joh aabhi newspaper padh rahi thi jiski headline wohi teen admiyo ki maut thi . Uske face pr ek halki si smile thi main uske samne khada hote hue .

Main - gm mam

pooja (smile ke saath) - gm . Lagta hain aap bhul gaye pawan ki main aapki frnd bhi hu .

main - sorry pooja woh aadat nahi hai pr main koshish karunga .

pooja - good

main direct mudde ki baat karte hue ... Aapne aaj ka newspaper padha .

pooja - plz be seated baith ke baat karte hain .

main - un teeno ko kisi ne maar diya .

pooja ( smile face ) - mujhe pta hain mere papa aur mama ji ne hei marwaya hain un bastards ko .

main ( shock hokar ) - aur aap yeh baat mujhe itni aaram se bata rahi hain agar yeh baat maine police ko bata di toh .

pooja - dekho pawan maine tumse dosti fayde ke liye nahi sachi doti nibhane ke liye ki hain toh main tumse koi baat nahi chupaungi pehle meri baat sun lo .

main - boliye .

pooja - baat mere janam se pehle ki hain mere mama apni state ke bahubali don thei unka dabdaba tha purre state main sab darte thei pr woh sirf mere mummy yani unki behan se bhauth pyaar tha ek din mere papa transfer hokar iss shahar aaye unhone mere mama ji ke ghar jaakr mama aur maa ke samne unke admiyo ko mara jise dekh kareri mummy ko unse pyaar hua unhone mama ji ko bola

p mom - bhaiya mujhe inse pyaar hogaya hain main shaddi karna chahti hu .

Mama ji meri mom ki haar khawish purri karte thei sahi ho ya galt jiske karam meri mom badi ghamndi hogayi thi unhone jis chiz pr hath rakh diya matlb woh chiz sirf meri mom ki hain aur kisi ki nahi . Mama ji mom ki jidd ko maan gye

p mama - thik hain behan .

Mama ne papa se baat kari aur meri mom aur papa ki shaadi hogayi papa humari caste kai thei aur khandani amir bhi pr woh khud ka kucch karna chahta thei isliye unhone police force join kari . Kuch saal acche kate aur papa mummy ki pyaar ki nishani mai bhi iss duniya main aagayi fir mere papa ko mere future ka darr tah ki mere mama ka underworld se taluk hone se mere family main problem ho skti thi fir mom se baat kari aur mere mama ne meri khatir underworld se samaj ki nazaro main durri bana li aur sharfat ka chola pehan liya aur kuch mahino main ruling party ki ticket se m.p. ban gayi aaj bhi woh underworld main hain aur mere dad aaj D.I.G hain delhi police department main . Uss din wab yeh sab hua main ghar gayi toh maa ne meri dress dekh li maine unhe bta diya tab unhone papa aur mama ji ke jariye un teeno ka marwa diya .

( Main yeh sab sun kar shock tha ki mere saamne ek ladki apni sari saachiye bta rahi hain fir thoda shaant hokr maine socha toh pooja ke papa ne aache logo ko toh mara nahi tah un gundo ne unki beti ke saath galat kiya aur baap ne badla liya aur pooja ki fmly bhauth pyaar karti thi usse jah meri famiky main apne shahrir ki bhookh ko zyada pyaar kiya na ki apne bete se yeh sab soch kar meri aakhe nam ho gayi )

pooja - aab tum btao pawan meri family ne galat kiya agar tumhe main galat lagti hu toh main khud apna gunah police ke saamne kabul karogi .

main - nahi tumne aur tumhari family ne kuch galt nahi kiya main yeh baat kisi ko nahi batunga .

pooja (khush ho kar ) - thnx pawan tumneere upr se mojh halka kardiya tum saxh main mere acche frnd ho .

main - hmm pr case joh hua uska kiya .

priya (smile karte hue) - mere papa apne influence ke daam pr easily file gayab kara denge aur media bss do teen apna randi - rona royegi iss case pr fir wapis wohi purani bakwas news .

pooja - accha chalo apna mood acha karo aur aaj hum office ke baad mere dost ke saath ghumne chalte hain .

main - thik hain pr jayenge kahan .

pooja - kisi cafe main chalte hain aur aaj isse bahane tumhe apni frnd priya se bhi milwa dungi .

pooja (maan mein) - pawan bhauth samajdar hain priya bhauth khush rahegi iske sath kaash pawan jaise koi or mujhe mil jaye pr koi nahi mujhe nahi toh meri behan ko toh milega pawan isliye toh aaj cafe bulaya hain dono ki pehli meeting ke liye .

wajah shahar ki dusri jagaah ....

ek ladki apne kamre main chize idhr udhr feekh rahi thi uski kamre ki diwaro pr har jagah pawan pawan likha hua tha kuch naukar usse rokne ki koshish kar rahe thei . Tabhi ek admi ki aawaj aati hain .

aadmi - kya hua princess .

ladki - aap usse ab tak nahi dhund paaye papa .

admi - main koshish kar raha hu woh ladka jaldi hei mil jayega .

ladki - kab dad kab main usse milna chahti hu aur aap khe rahe hain ki uska pta nahi chala

admi - main dhund lunga princess aap khaana kha lo plz .

ladki - mujhe woh chahiye aaj main khaana kha rahi hu dad pr agli baar nahi

fir woh anjaan ladki apne dad ke haatho se khaana khati hain aur uske dad usse dawai deke sula sete hain .

admi - meri princess ne aaj tak mujhse kuch nahi manga aur usse ladke se shaadi karne ki chahay rakhti hain iss baat pr woh royi hain . main kisi bhi halat main usse dhund nikalunga aur uss ladke se apni beti ki shaadi karunga yeh wada hain sangram singh ka apni beti ko .

[ Aaj ke liye itna hei update ko like kare aur revos dena na bhule ]
Nice update bhai 👍👍👍👍
 
Top