Chehakta chirag ,bandhan, aur kabool hai lagta hai kabhi pure nahi honge kyuki sudhansu Bhai koi bhi story kuch dur Tak chalti hai tab Tak sudhansu Bhai use wahi rok kar nayi story start kar dete hai sabse pahle chehakta chirag suru Kiya wo kuch dur Tak chali tab Tak bandahn start kar Diya dono phir kuch dur Tak chali phir dono ko rok kar qabool hai start kar Diya wo bhi kuch dur chali phir khud gayab ho Gaye uske bad xossip band hi ho gayi phir sudhansu Bhai ne anuj k naam see yaha chehakta chirag, bandhan aur qabool hai phir start Kiya fir use band karke sangharsh start Kiya sangarsh ka mujhe pata nahi ki end hua ya wo bhi bich me band karke Chaudhary ka chand start kar Diya ab ye bhi end Tak pahuchti hai ya bich me hi band karke koi nayi kahani start kar dete Hain apne sudhansu Bhai urf anuj bhai