- 6,132
- 17,066
- 189
Freinda update kal tak aayega
So please wait
So please wait
Click anywhere to continue browsing...
Nice update broUpdate 1
Ek ladka ek bade ghar ke aage khada hua tha. Wo soch raha tha ki bell bajaaun ki nahi. Phir sochta hai ki agar usne aisa nahi kiya to uski maa aur bahan bhukhi rah jayegi.
Phir wo aage bad kar ghar ka bell banata hai. Thode der baad ek aurat door open karti hai. Jab samane wo us ladke ko dekhti hai to kahti hai.
Aurat _ kyu aaya hai itni raat ko.
Ladka _ malkin malik se kah kar mere kaam ke paise dilwa do. Do din se mere ghar chulah nahi jala hai. Kal to padosiyo ne kuch khane ko de diya. Par aaj kisi ne nahi diya.
Aurat_ dekh raja main teri isme koi maddat nahi kar sakti hu. Par tere malik ko niche bula deti hu.
Raja _ thik hai malkin. Jab tak main yahi rahta hu.
Aurat_ nahi raat ka samay hai, aisa kar tu andar aa ja. Jab tak tere malik ko bulati hu.
Raja _ thik hai malkin,
Uske baad raja andar ja kar ek taraf khada ho jata hai. Aur wo aurat upar apne room mein chali jati hai. Room mein ja kar apne pati se kahti hai.
Aurat_ Kundan raja tum se milne aaya hai.
Kundan _ thik hain. Sobha lagta hai aaj meri mere bete ki aur tere bhai ki khawahish puri ho jayegi.
Sobha_ kash aisa hi ho. Par dhyan rahe tum sab se pahle use mere pas bhejna hai. Jab mera man bhar jayega uske baad mere hi samne karna hai.
Kundan _ chal thik hai. Chal niche chalte hai.
Uske baad wo dono niche aa jate hai. Jab wo dono raja ko is halat mein dekhte hai to unhe pura vishwas ho jata hai. Wo aaj unki baat ko nahi talega.
Wo dono raja ke pas jate hai. Aur kahte hai.
Kundan _ bol raja kis liye aaya hai yahan
Raja _ malik main ne jo kaam kiya hai uske paise mujhe de dijiye.
Kundan _ kitna hua tha.
Raja _ Malik 10 hazar hai.
Kundan _ kitni der se khada hai andar.
Raja _ malik 30 minute se.
Kundan _ thik hai. Tujhe tere paise nil jayege. Par meri baat dhyan se sun. Radha ko 1 week ke liye yaha chhod ja. Phir 1 week ke baad use yahan se le jaa. Jab tu radha ko lene aayega to uske hath mein 2 bag hoge wo bhi paiso se bhare hue, sath hi ek flat ki key hogi.
Raja _ ( gusse mein ) malik haad mein rahiye. Main yahan apni bahan ko bechane nahi aya hu. Balki apni mahant ke paise lene aaya hu. Aur aapko yaad hoga kuch mahine pahle ye hi baat aapke bete ne kahi thi aur main ne use puri company ke logo ke samne daura daura kar pita tha.
Itna sune k baad kundan apni seat se khada hota hai. Air raja ke pas gusse mein chal kar aata hai. Aur jor ka thappad raja ke gaal par marta hai. Jis karan raja niche gir jata hai. Thppad padane ke karan raja ke muh se khun bhi nikal jata hai. Kundan raja ke baal pkd ke uthata hai aur kahta hai.
Kundan _ saale paise chahiye tujhe thik hai ye le
Aur isi ke sath raja ke gaal pat ek aur jor ka thappd padta hai. Aur apne zeb se 100 rupey nikal kar dete hue kahta hai.
Kundan _ ye le paise. Ye tere 100 rupey main ne de diya hai. Aur ise le aur yaha se saaf ho ja.
Raja _ par ye to 100 hai. Baki ke paise, raja bahut hi muskil aur dar bhari awaj mein kahta hai.
Kundan _ tujhe pata hai. Is samay jahan khada hai. Uski kimat kitni hai.to samjh le baki ke uski kimat hai. Sukra mana yahan par tune kuch kgaya nahi thi. Soch agar galti se bhi tune yahan se ek gilaas pani bhi pi liya hota to tere kya hota.
Main kundan singh apne purwaj ki kasam kh kar kahta hu. Us pani ke badale main teri maa aur bahan ko apni rakhel aur gulam bana kar rakhta . phir un dono ko dusare ke niche sula kar us pani ki kimat wasool karta. Ab apne ye 100 rupe utha aur chalta ban a se.
Raja _ kundan singh tu ne bahut badi galti kar di. Aaj to main yaha se ja raha hun par dhyan rahe ek din main teri ghar ki har ladki ko tere hi samne chodunga aur tu bas dekhta hi rahega, ye baat apni maa ki kasam kha kar kahta hun. Ye paise rakh apne pas medicine ke liye.
Itna kahane ke baad raja waha se nikal jata hai..raja sochte hue ghar kI aur ja raha tha. Asaman mein badal chhaya hua tha. Sath hi bijali bhi kadak rahi thi. Thode der ke baad jor se aandhi chalne lagti hai..aandhi ke karan raja ke aankho mein kuch mitti chali jatI hai. Jis Karan wo apni aankhe band kar leta hain par wo chalta rahta hai jis karan raja apna rasta bhatk jata hai.
Click anywhere to continue browsing...
Congratulations new storyEk bar phir main aapka Ayush Kushwaha (AK) aapke samane ek nahi kahani le kar aaya hu. Jiska naam hai BARSAAT KI RAAT. Ye ek short story hai.
Please support me
Update sham tak aayega
Wow jabardast updateUpdate 2
Ab tak
Itna kahane ke baad raja waha se nikal jata hai..raja sochte hue ghar kI aur ja raha tha. Asaman mein badal chhaya hua tha. Sath hi bijali bhi kadak rahi thi. Thode der ke baad jor se aandhi chalne lagti hai..aandhi ke karan raja ke aankho mein kuch mitti chali jatI hai. Jis Karan wo apni aankhe band kar leta hain par wo chalta rahta hai jis karan raja apna rasta bhatk jata ha
ab aage
Raja apni aankho apne hatho se malte hue apni aankh se matti saf kar raha tha jo hawa ke jor ke karan chala gaya tha. Wo apni raftar aur tez kadmo se us raste par chalta hi ja raha tha. Bijali ka kadakna apne anurup ho raha tha. Ab barish ki halaki halaki bunde padna suru ho gaya tha. Barish ke pani ne apna kaam kar diya. Us pani ke karan raja ke aankhan saf ho gayi. Barish ke pani raja ko puri tarah bhigo diya tha.
Raja ne jab samne dekha to wo ke jungal ke pas bane hue makan ke pas khada tha. Makaan ko dekhte hi raja ko dhyan aa gaya ki ye rasta uske ghar ko nahi jata hai. Is liye wo jaise hi wapas jaane ki sochta hai. Barish ne ek tufaan ka rup le liya tha. Us apni maa ko kahi baat yaad aa gayi, isliye wo us makaan ke taraf chal diya ye soch kar jaise ji tufan aur ye barish kam hogi wo apne ghar chala jayega.
Is samay raja makaan ke barande mein khada tha. Aur thand ki wajah se kaap rha tha. Abhi raja ko khade hue 5 minute ho hue the ki us makaan ka darwaja khula ek 30 saal ki aurat bahar aayi. Waha par raja ko dekh kar bahut khush hoti hain aur raja ke pas ja kar kahti hai.
Aurat_ beta itni raat aur is tufan mein kya kar rahe ho.
Raja_ aurat ko dekhte hue, ji wo main rasta bhatak gaya tha. Jab main apne ghar ki aur jaane ke liye jaise hi socha ye tufan aa gaya aur barish bahut tez suru ho gayi. Mujhe ye makaan dikha to tufan aur barish se bachne ke liye yaha aa kar khada ho gaya. Taki in se bach saku. Jaise hi ye sab kaam hota hai. Main yaha chala jaunga.
Aurat _ thik hai beta. Ek kaam karo tum andar aa jao.
Raja _ ji main yahi thik hu.
Aurat _ beta tumhara naam kya hai.
Raja _ ji raja
Aurat _ beta bahut hi pyara naam rakha hai tumhari maa ne. Vaise mera naam Babita hai.
Raja _ aap ka naam bhi bahut sundar hai.
Babita _ ab to andar aa jao.
Raja _ thik hai.
Phir raja makaan ke andar chala jara hai. Raja ke andar jate hi babita ne door band kar liya. Yahan tam mausam bhi shant ho gaya. Jab raja andar gaya to dekha samne ke sofe par 4 mahilaye aur baithi hui thi. Raja ko dekhte hi un sab ke chahre par chamak aa jati hai.
Babita _ aao raja yaha baitho
Raja phir chalta hua ek singal side par baith gaya. Babita bhi raja ke pas hi baith gayi.
Babita _ raja inse milo. Ye meri pyari bahane
Raja _ ji namste.
Babita _ raja ye Rama, hema, soni, Anny
Anny _ raja tum kuch udas lag rahe ho.
Raja _ ji nahi.
Hema _ par tumhara chahara to kuch aur hi bata raha hai.
Raja _ ji ji aisa kkuch nahi hai.
Rama _ dekho raja hum sab tumhari maddat kar sakte hai. Aur tum hamri
Raja _ main kuch samjha nahi
Babita_ thik hai. To main samjhati hu.
Dekho raj main tumhein is duniya ka ek bahut hi amir aadmi bana sakti hu. Badale mein tumhein hamara gulam bana hoga.
Raja _mujhe ye manjur nahi hai. Main yaha se ja raha hu.
Anny_ tum kahi nahi jaa sakte ho.
Isi ke sath anny apne sali room men aa gayi jis dekh kar raja dar gaya. Par babita raja ke pas jati hai. Aur anny ko apna rup badalne ke liye kahti hai. Jis sun kar anny apna rup badal leti hai.
Babita _ raja meri baat dhayan se suno.
Raja _ ji
Babita _ raja yaha se tum jab bhi ja a sakte ho tum hamara gulam banana manjur ho. Warana yaha se aaj tak koi jinda nahi gaya hai, ye ek ksr ko aa gaya use marna taiy hai. Par mujhe tum achhe inshan lage is liye tumhein ye prashtav de rahe hai. Ab bolo
Raja _ mujhe jara sochne ka want do.
Babita _ thik hai. Tum us samne ke kamare ja kar aram se socho
Phir raja un sab ke bas se us kamre ki taraf chala jata hai. Ek baar raja in sab ki taraf dekhta hai. Phir door band kar deta hai. Phir wo apni maa aur bahan ke bare mein sochne lagta hai. Raja sochta hai ki agar main in sab ki baat nahi manta hu to ye sab mujhe mar degi. Aur agar main hi na raha to meri maa aur bahan ka kya hoga. Wo dono kaha jayegi. Mere siwa unka kaun hai. Phir wo kundan meri bahan aur maa ke satha kya kya karega, mere na rahone par. Kuch nirnaya leta hai. Aur bahar aa jata hain jahan par wo sab wait kar rahi thi
Jaise hi raja ko bahar aate dekh to hema aage bad kar puchti hai.
Hema _ to raja kya socha hai.
Raja _mujhe manjur hai.
Babita _ to thik hai. Mere pas aao.
Raja babita ke pas chala jata hai. Phir babita ek mantr padti hai. Jis karan ek agnikund prakt hota hai. Phir babita raja ka hath pkadti hai. aur ek chaku se raja ka hath kaat deti hai, aur uska khoon agnikund mein dal deti hhai. Uske baad babita apna khun bhi kund mein dal deti hai.
Babita _ raja apni sabse pyari kI kasam kha kar kaho tumhein hamara gulam bana manjur hai.
Ab raja soch mein pad jata hai. Phir kuch soch kar kata hai.
Raja _ main apni maa aur bahan ki kasam kha kar kahta hu mujhe tum sab ka gulam bana manjur hai.
Isi ke sath kund se ek roshni nikal kar raja ke sharir mein sama jati hai. Aur phir wo kund bhi gayab ho jata hai. Hema raja ke pas aa kar use ek kagaj aur ek suitcase deti hai. Aur kahti hai.
Hema _ is suitcase mein 10 karod rupey aur ye tumhare ghar ka kagaj hai. Ab Se 3 din ke baad yaha ana hain
Ab tum ja sakte ho. Raja wo dono chiz leta hain waha se nikal jata haI.
Click anywhere to continue browsing...
Nice update broUpdate 3
ab tak
Hema _ is suitcase mein 10 karod rupey aur ye tumhare ghar ka kagaj hai. Ab Se 3 din ke baad yaha ana hain
Ab tum ja sakte ho. Raja wo dono chiz leta hain waha se nikal jata haI.
ab aage
Raja ke jaan ke baad hema babita se kahti hai.
Hema_ kya us kaam ke liye raja thik rahega.
Babita_ haan, raja us kaam ke liye bilkul thik hai.
Anny_ aap ne usme kya dekha, jis karan aap kah rahi ki wo us kaam ke liye sahi hai.
Babita_ apno ke liye smarpan, aaj tak hum ne kisi mein nahi dekha hai. Ham sab ne to use bahut kuch dene ke liye kaha par usne inkar kar diya. Aur jab ham ne uske apno ke baare mein kaha to use sochne pae majboor ho gaya. Kya aaj tak ham sab ne kisi mein dekha hai,
Sabhi _ nahi.
Babita _ to phir ab bolo.
Phir sabhi chup ho jate hai, kyuki babita ki kahi har baat sahi thi. Aaj se pahle jo koi bhi waha aaya un sab mein maya aur kaya ki prabal ischa thi. Par raja mein ye dono naam matr ki bhi nahi thi.
Hema _ didi aapko pata hai na usko aazad karane ke liye raja ke andar sab se adhik kya hona chahiye.
Babita _ haan, mujhe pata hai.
Hema _ Par phir bhi har baar ham har jate hai. Mujhe aaj tak ye samjh nahi aaya.
Babita _ mujhe bhi, par raja ko dekh kar mujhe aisa lagta hai. Hum is baar jarur jeetege.
Soni jo itni dere se chup thi wo kahti hai.
Soni _ kyuki ab tak hame sirf un sab mein hawas hi bhara hai na ki prem.
Babita _ tumhein pata hai na use aazad karane ke lliye hawas ka prabal hona kitna jaruri hai. Uske bina us tak pahuchna namunkin hai.
Soni _ sayad aap bhul rahi hai kI hawas ke karan hi wo sab mare gaye. Agar un sab ke andar agar thoda sa bhi prem.hota to sayad natiza kuch aur hota.
Hema _ par waha to vasana ka nanga nach hota hai. Uska kya.
Rama _ didi aap bhul rahi hai. Prem ke andar jo vasana hoti hai, us vasanaa se kahi alag aur prabal hoti hai.
Babita _ main kuch samjhi nahi.
Soni _ main samjha to hu.
Jab koi kisi aurat ko sirf hawas mitane ke liye aur bhog ka saman samjhe to, wo us se jab tak juda hota hai us ka man hota hai. Aur wahi jab prem ke wasibhut hokar kisi aurat ke sath wo karta hai to wo uske sath apne ant tak juda hota hai.
Hawas mein jab koi kisi aurat ke sath sex karta hai to sharirik shanti ya sukh milata hai. Wahi jab prem mein koi sex kare to sharirik le sath atmik shanti milti hai.
Aap bhagwan raam.chandra ji ko dekh sakti hain to mata sita se atmik prem karte the is liye wo sirf sita ke hi ho kar rah gaye. Wahi dusri taraf ravan ka prem.vasana se bhara hua tha jis karan sita ravan ke hridya mein was ho gayi. Is liye bhagwan raam ravan ka wash karate samane unhone ek bhi teer ravan ke hridya par nahi mara tha. Unhone teer jab hi hridya par chalaya jab ravan ke hridya mein sita ki jagah raam ne was kiya.
Wahi bhagwan Shri Krishna Radha ko atmik prem se upar uth kar prem kiya jis karan bhagwan Shri krishna ko har nari aur har jiv mein sirf radha ho dikhti thi. Isliye un hone sabko prem kiya.
( dosto mujhe maaf karna agar mere is update se kisi ke bhi man ko dukhaya ho to)
Raam _ ye to kuch bhi nahi aise bahut se prem tathya hai jise prem ka sath upar hai.
Babita _ par hame to ye sab nahi aata
Soni_ ye sab raja mein pahle se hi maujud hain. Use sirf vasana ka gyan dena hain. Prem ka gyan to use apno se hi mil jayega.
Uske baad un sab mein aise hi bahut si baate hui.
Wahi jab raj yaha se nikal to subah ke 4:30 baj rahe the. Ghar pahuchte pahuchte 7 baj gaye the. Jab wo apne ghar ke samne pahucha to logo ki bhid lagi hui thi. Raja tez kadamo se jab andar jata hai to dekhta hai ki uski bahan bistar par leti hui hai aur ek dr. uski bahan ko check kar raha tha. Uski maa bas roye ja rahi thi aur ke aurat uski maa ko shant karwa rahi thi.
Raja bhag dr. ke pas jata hai aur kahta hai.
Raja _ dr. Meri bahan ko kya hua hai.
Dr. Aap kaun
Raja _ ye meri bahan hai aur main iska bhai hu.
Dr. _ apki sister ki halat nazuk hai. Inko abhi hospital mein admit karwana hoga.
Raja _ thik hai
Uske baad raja apni bahan ko uth kar dr ke sath chal deta hai. Aur apne padosiyo se apni kaam ka khyal rakhne ke liye kah jata hain .
Apni bahan ko hospital mein admit karwata hai. Uski bahan ko icu mein le jaya jata hai. Raja icu ke bahar hi khada hota hain dr usi bahan ka under treatment kar rahe hote hai.
Wahi raja lobi mein kabhi idhar udhar chakkar lagata to kabhi ek bench pa baith jata to kabhi icu ke door pe khada ho kar apni bahan ko dekhta.
Wahi dusari aur raja ke jaane ke baad logo ki bheed bhi khatm ho gayi thi. Ab waha par sirf raja ki maa aur uske padosi hi rah gaye the. Wo aurat jisne raja ki maa ko sambhal rakha tha wo raja ki maa se kahti hai.
Aurat _ Meenu ab darne koi baat nahi hai. Raja apni bahan ko hospital le gaya hai. Raja use kuch nahi hone dekha.
Meenu _ kya raja
Aurat_ haan raja aur kaun karta teri maddat yaha to sirf tamasa dekhn aaye the.
Meenu_ geeta mujhe bhi raja aur meri beti ke pas le chal. Main tere hath jodati hu.
Geeta _ thik hai. Main to nahi par apni beti Seema se kah deti hu. Wo le jayegi.
Meenu _ tera bahut bahut dhanyabad
Uske baad Geeta apni beti Seema ko apne pas bulati hai. Aur kahti hai apni aunty ko hospital le jaa. Teri aunty raja aur Deepa se milna chahti hai.
Seem _ thik hai maa. Aunty aap ready ho jaye. Jab main bhi ready ho jati hu.
Meenu _ thik hai beta.
Uske baad meenu andar ja kar ready hone lagti hai wahi seema bhi apne room ja kar ready hoti hai. Jab seema ready ho kar aati hai to seema kI maa geeta ne ek lunch box seema ko deti hain aur kahti ki ye raja ko de diyo.
Seema _ thik hai maa.
Phir meenu ke sath hospital ke lliye nikall jati hai. Hospital mein seema meenu ko raja ke pas le jati hai. Raja apni maa ko yaha dekh hairan hota hai. Wo seema ki taraf dekhta hain
Meenu_ beta isme seema ki koi galti nahi hai. Ye mere kahen par hi yaha mujhe le kar aayi hai.
Raja _ ok maa
Seema _ raja ye maa ne diya haI tumhare aur aunty ke liye.
Raja _ thik hai.
Seema _ raja main baad mein milti hun. Mujhe college jana hain
Raja _ ok dhyan se jana
Seem _ hmm apna aur aunty ka dhyan rakhna.
Uske baad seema waha se apne college ke liye nikal jati hai. Aur raja apni maa ke ps baith jata ha.
Click anywhere to continue browsing...
Jabardast updateUpdate 4
Ab tak
Seem _ hmm apna aur aunty ka dhyan rakhna.
Uske baad seema waha se apne college ke liye nikal jati hai. Aur raja apni maa ke ps baith jata ha.
Ab aage
Raja seema ke jaane baad apni maa ke pas baith gaya. Aur apne ke god mein sar rakh kar let gaya. Raja ki maa bhi uske sar par pyar se hath fairne lagti hai.
Raja _ maa ye sab kaise hua.
Meenu _ beta tere jaane ke baad teri bahan ne pucha ki tu kaha gaya hai to main ne use kaha ki apne malik se paise lene. Jis par wo bahut naraz hoti hai. Aur kahti maa apne ye achha nahi kiya ye jante hue ki wo log achhe nahi hai. Phir bhi apne bhai ko wo bhej diya.
Main ne use samjha ki beta main ne tere bhai ko nahi beja wo apni marji se gaya hai. Uske baad teri bahan andar kamare mein chali gayi. Main ghar ke bahar baith ka tera intezar karne lagi. Samay gujarte gaya. Par tu nahi aaya to mujhe sa hone laga to main ne tere dost pankaj ko tujhe dekhne bheja diya.
Mujhe nahi pata tha ki teri bahan bhi ye sab sun rahi hai. Pankaj apni bike ki kcy lene ke liye apne ghar ke andar gaya. Mujhe washroom jani thi is liye andar chali gayi. Aur jaise ji main washroom ke andar gayi. Teri bahan pankaj ke sath tujhe dekhne chali gayi. Pankaj ne us andar nahi jaane diya. Kyuki use dar tha kahi uske sath kuch galat na ho jaye. Pankaj andar ja kar tere bare mein pata karta hai kI tu waha se abhi thode der pahle hi nikal hai.
Pankaj ne teri bahan ko ek bag diya is mein kuch khane aur pine ka saman tha. Pankaj teri bahan ko bataya ki ye saman malik ni diya hai, teri bahan ke puchne par. Usne ye bhi kaha ki raja sayad ghar ke liye chala gaya hai.
Teri bahan ne pankaj ko ghar chalne ko kaha. Pankaj bhi teri behan ko le kar ghar aa ghar aa gaya tha. Par barish mein bhigane ke karan teri bahan ko thand lag rahi thi. To main ne use andar ja kar kapde change karne ke liye kaha. Wo apne room mein chali gayi.
Meenu _ pankaj kya hua waha par.
Pankaj _ aunty raja waha se kab ka ghar nikal gaya hai. Malik ne kaha ki unhone pankaj ko uske paise bhi de diye hai. Par jab main ne bataya ki raja ab tak ghar nahi pahucha to prashan ho gaye. Malik ne kaha ko raja ghar aa jayega. Aur tum kuch khane aur pine ka saman uski maa aur bahan ko de dena. Sayad unke ghar kuch khane ko nahi hoga. Aur andar ja kar ek bag lekar aa gaye. Ye wahi bag hai. Achha aunty main chalta hu.
Pankaj ke jaan ke baad main wo bag le kar ghar ke andar chali aayi. Main ghar ka door band kar diya. Aur main kitchen mein ja kar kuch plate le aayi. Khane ke table par plate ko rakh kar abhi main kurshi pae hi baithi thi ki teri bahan deeepa waha aa gayi.
Meenu_ beta baith kuch kha le tujhe thand kam lagegi.
Deepa _ par maa hum khana kha le aur bhai bhukhe rahe ye to thik nahi hai.
Meenu_ teri baat bilkul thik hai. Par ja tere bhai ko ye pata chalega ki uski dadli bahan sirf uski wajah se bhukhi rah gayi. To use achha lagega.
Deepa _ nahi maa.
Meenu_ to chup chap khana kha le.
Uske baad hum ne khana khaya. Khana khane ke baad do ice cream ke small box the. Ek ko deepa le kar khane lagi. Ek ko main khane lagi. Deepa ne jaldi se apni kha kar tere hisse ke bhi kha gayi.
Deepa _ maa mujhe nind aa rahi is liye sone ja raha hu.
Meenu _ thik hai tu jaa. Main bartan saaf kar ke aati hu.
Deepa andar chali gayi main bartan saaf karne. Bartan saf karne ke baad main ek kurshi par baith kar tera intezar karne lagi.
Mujhe pata hi nahi chala mujhe kaam nind aagayi. 3 ya 4 baje ki baat hai mujhe bahut garami lag ne lagi. Is liye main uth kar bathroom mein nahane chali gayi, main kam se kam ek ghante tak nahti rahi. Jab mujhe garmi lgna band hua to ready ho kar bahar aayi. Time dekha to 5 baj rahe the.
Main teri bahan ko uthane gayi to dekha teri bahan apne sharir ko bahut hi buri tarah noch rahi hai. Usne ek bhi kapda nahi pahan hua tha. Main ye dekh kar hairan hui. Main bhag kar deep ke pas gayi. Aur use ek thppad diya. Mere thppad mart hi wo behosh ho gayi. Main ne jaldi se use kapde pahnaya aur pankaj ko dr bula kar lene ko kaha.
Meri awaj sun kae seema bahar aa gayi. Aur puch ne lagi ki kya hua to main use kaha ki deepa behosh ho gayi. Seema apni maa ko le kar aa gayi.
Jab hum andar gaye to dekha deepa ki halat pahle se kahi jada kharab ho gayi thi. Main ye dekh kar bahut jor jor se rone gayi.
Meri awaj sune ke padosi bhi aa gaye. Aise hi logo ki bheed jama hone lagi. Jab panka aaya to is tarah bheed dekh kar wo dr ko apne sath le kar jaldi aandar aa gaya.
Dr ke kahne par teri bahan ko ghar ke bahar khat par leta diya gaya. Uske baad tujhe pata hai.
Jaise hi maa ne ye sab bataya, main uth kar baith gaya. Tabhi dr bhi bahar aa gaya.
Raja _ dr meri bahan kaisi hai.
Dr. _ wo ab bilkul thik hai par use aaj raat tak icu mein hi rahana hoga. Kal general ward mein. To aap kal mil sakte hain
Raja _ thik hai. Apka bahut bahut sukriya.
Dr. _ its ok, tum mere sath chalo, mujhe tum se kuch baat karni hai.
Uske baad main dr ke sath chala gay. Maa wahi baithi rahi.
Nice update broUpdate 5
Ab tak
Raja _ thik hai. Apka bahut bahut sukriya.
Dr. _ its ok, tum mere sath chalo, mujhe tum se kuch baat karni hai.
Uske baad main dr ke sath chala gay. Maa wahi baithi rahi.
Ab aage
Jab raja dr ke cabin mein pahuchta hai to dr apni seat par ja kar baith jata hai. Aur raja ko bhi apne samne wale seat par baithne ke liye kahta hai.
Dr. _ raja jara meri baat dhyan se suno ab jo main kahne ja raha hu.
Raja _ koi khatre wali baat to nahi hai na. Agar aisa hai to aap meri bahan ka ilaaj bade se bade dr ko bula kar karwaiye. Aur haan paise ki bhi chinta mat kijiyega, main apne aapko bech kar bhi hospital ka bill bharuga.
Dr. _ raja aise koi baat nahi hai.
Raja _ to kya baat hai dr saheb.
Dr. _ raja jarasal baat ye hai ki tumhari bahan ko kisi ne sex drugs ki high dose diya hai. Jis karan uske sath aisa hua. Mujhe to ye samjha nahi aa raha ki tumhari bahan ne khud ko kabu kaise kar paayi. Jab ki jo sex drugs tumhari bahan ko diya gaya hai. Agar us sex drugs ka normal dose bhi kisi ladki ko diya jaaye to wo randi ban jayegi.
Raja _ kya??
Dr. _ haan, par mujhe ye baat samjhe nahi aa raha ki tumhari bahan ko ye drugs diya kaise gaya. Jahan tak mujhe tumhari bahan ko dekh kar itna to pata chal hi gaya hai ki tumhari bahan ghar ke bahar akeli to jati bhi nahi hogi.
Raja _ ji dr saheb aap thik kah rahe hai, meri bahan mere ya merI maa ke sath hi baahar jati hai. Aur kisi ke sath baahar nahi jati hai,
Dr. _ phir tumhari bahan ko sex drugs kaha de diya gaya.
Tabhi raja ko kal raat ki ghatna yaad aa gayi. Aur raja dr se kahta hai.
Raja _ dr saheb kal meri bahan mujhe dhund ne ke liye mere dost ke sath bahar gayi thi. Mujhe maa ne bataya tha ki kal mere company ke malik ne ghar ke liye khana bhejawaya tha. Sayad us mein.
Dr. _ kya tum wo khana la kar mujhe dikha sakte ho. Ek baat aur khali raper bhi lete aana.
Raja _ thik hai dr saheb. Aapko ek ghante baad milta hu.
Uske baad main maa ke pas chala jata hu. Jab maa ke pas pahuchta hu to dekhta hu ki maa ke pas geeta aunty aur pankaj bhi baitha hua tha. Maa mujh dekh kar puchti hai.
Meenu _ beta kya kaha dr ne.
Raja _ maa Chinta ki koi baat nahi hai. Dr ne kaha hai didi ne kuch dino se sahi se kaha nahi khaya tha aur pani mein bheeg karan didi ki tabiyat kharab ho gayi thi. Is liye dr ne didi ko bas aram aur khana time par khane ke liye kaha hai. ( sorry maa mujhe aapse jhut kahan pada) pankaj jara apni bike mujhe dega.
Pankaj _ kya yaar kar diya na paraya mujhe. Ye le bike. Aur haan dhyan se jana,.bike ko bhale ho kuch ho jaye par tujh kuch nahi hona chahiye.
Raja _ tu bas maa ke ps rahana jab tak main yahan nahi aa jata. Aunty aap maa ko kuch khila dena subah se kuch nahi khaya hain
Geeta _ tu ne bhi to kall raat se kuch nahi khaya hai.
Raja _ nahi aunty mein kal raat khana kha liya tha. Aur abhi ghar ja raha hu to raste mein kuch kha lunga, aur maa ye bag sambhal kat rakhan. Agar paise ki jarurat pade to isme se nikal kar de dena,
Itna kahne ke baad mein ghar chala jata hu. Raste mein redy par bike rok kar kuch kha bhi liya tha. Us ke baad mein ghar ke liye nikal gaya. Mujhe pankaj par pura bharosa tha ki wo mere satha aisa kuch nahi karega. Kyuki main ne ek bare iski jaan aur iski bahan ki ijaat gundo se bachai thi.
Par mujhe pura sak tha ki ye kaam mere malik ne hi kiya hai. 30 minute ke baad mein apne ghar mein hota hu,. Mujhe bahut jor ki lagi thi is liye bathroom chala jata hun aur halaka hota hu. Main ne socha jab bathroom aa ho gaya hu to kyu na nanha lun
Usk baad main apne sare kapde utarta hu. Aur nahane lagta hu. 20 minute achhi tarah naahne ke baad nange hi apne room mein chala jata hu, uske baad ek tshirt aur jeans nikal kar pahn leta hu. Khane kha sara saman ek bag mein rakhta hu. Hospital ke liye ghar se jaise hi bahar nikalta to mera pair dustbin se lag jata haI.
Main bag ek taraf rakhta hu. Aur Jo kachara dustbin ke girne ke karan fail gaya tha. Use utha kar dustbin ke andar rakhne lagta hu. Tabhi merq dhyan icecream box par jata hai. Jis mein ice cream laga hua tha, mujhe jitane bhi ice cream box mile use utha ka bag mein rakh leta hu, baki ka chara dustbin mein rakh deta hu. Main bag leta hu aur ghar ko lock kar ke hospital nikal jata hu. Hospital pahuch kar mein wo dr saheb ko deta hu, thik mere samne ho dr saheb ne us bag ko ek nurse ko de kar kuch samjhte hue laboratory bhej dete hain. Mujhe kal milne ke liye kahte hai.
Nice update broUpdate 6
Ab tak
Main bag leta hu aur ghar ko lock kar ke hospital nikal jata hu. Hospital pahuch kar mein wo dr saheb ko deta hu, thik mere samne ho dr saheb ne us bag ko ek nurse ko de kar kuch samjhte hue laboratory bhej dete hain. Mujhe kal milne ke liye kahte hai.
Ab aage
Main dr k pas se apni maa ke pas chal gaya. Jab waha pahucha to dekha maa aur baki koi waha nahi tha. To main ne ek nurse pucha to usne bataya ki tum abhi thode der pahle ek patients ko general ward mein shift kiya gaya, wo sab usi patients ke sath gayi. Jab main ye suna to main phir se nurse se pucha ki ward no. To nurse ne kaha 345 no mein shift kiya gaya hain. Main thanks kah kar wahaa se chala gaya.
Jab main waha pahucha to dekha ki maa deepa se baat kar rahi thi. Wahi sab use gher kar khade the. Main halake kadam se deepa ke pas chala jata hu. Aur uske pas pahucha kar use gale laga kar rone galta hu. Ye dekh kar deep mere sar par apna hath pherene lagti hai.
Deepa _ bhai chup ho jaao. Dekho main thik hu.
Main sab rote ja raha tha. Jise dekh kar maa ke ankhon mein bhi ek bar aashu aa gaya.
Deepa _ bhai chup ho jaao nahi to main bhi ro dungi.
Raja_ dekho main chup ho gaya. Aap mat rona main aapke ankho mein ek aashu bhi nahi dekh sakta.
Tabhi ek nurse hamare pas aayi. Aur hum sab ko bahar jaane ke liye kaha taki didi aram kar sake. Is liye hum sab bahar chale gaye. Main maa se bag liya aur pankaj ko apne sath le kar waha se chala gaya. Main maa ko ye kaha gaya ki main raat ko tak aaunga. Jab tak seema bhi khana le kar aa jayegi. Phir geeta aunty seema ke sath chali jaayegi, tab tak to aunty yahi par hai.
Uske baad main maa ko ek paise ka handle nikal kar dediya aur kaha ki jab jarurat pade to kharch kar lena. Main uske baad pankaj ko le kar pahucha gaya us jagah par jiska kagaj mere pas tha,
Pankaj _ yaar tu mujhe kaha le aaya. Ye mahal kiska hai.
Raja_ tu bas mere sath chal,.
Phir hum dono bike se utar kar maakan sorry use makaan kahana galt hoga. Hum use mahal ke gate ke taraf chal diye..gate ke bahar koi nahi tha. Hum waha pahuch kar doorbell press kiya. To ek guard bahar aaya.
Guard_ ji kahiye kise milna hai.
main ne use apne bag se wo mahal ka paper nikal kar de diya. Guard ne paper liya aur andar chala gaya. Main aur pankaj wahi khade rahe.
Wahi wo guard us paper ko le kar andar apne head ke pas chala jata hai.jab head use dekhta hai to kahta hai.
Head _ kya hua. Tum yaha kaise
Guard _ sir do ladke bahar aaye hai. Un mein se ek ne ye papad diya hai. Mujhe kuch samjh nahi aaya to apke pas le aaya.
Head _ thik hai. Dikhao mujhe wo paper.
Guard _ le jiye sir.
Head guard se paper le kar dekhne lagta hai, jab head paper dekhta hai to hairan ho jata hai. Kyuki koi 25 yrs baad is mahal numa makaan par dawa kiya tha, dawa kya wo to usi ke naam tha. Head guard ke sath us taraf chal deta hai, jahan par main apne dost ke sath baate kar raha tha,
Jab mujhe gate khulne ki awaj aayi to main us taraf dekh mere sath hi pankaj ne bhi. Main guard ke sath ek admi ko aate hue dekha. Wo dono thik mere samane aa kar khade ho gaye.
Head _ ye paper kisne diya.
Raja _ main ne diya hai. Kyu kya hua.
Head _ kuch nahi. Mera naam Ahmad khaan hai. Main yaha ka security head hu.
Raja _ namste mera naam raja hai. Aur ye mera dost hhai.
Head _ to is bangle ke malik kaa naam raja hai. Ye lijiye apne paper. Aur andar aayi.
Main aur pankaj us head ke sath andar chale gaye. Hum dono ko ek taraf baithne ke liye kahta hai. Aur guard ko kuch kahta hain uske baad guard waha se chala jata hai. Phir head bhi ek taraf baith jata hai.
Head _ to sir kya lenge.
Raja _ kuch nahi, mere dost ke liye kuch manga dijiye.
Head _ thik hai sir,
Tabhi head ek naam.leta hai. Suzi, ek 25 saal ki ladki aati hai.
Suzi _ yes sir,
Head _ kuch khane ke liye le kar aao. Aur haan ye raja is ghar ek owner aur ye pankaj in ke friend.
Suzi _ good after noon sir,
Uske baad suzi waha se chali jati hai. Ab hum teeno ke siwa aur koi nahi tha,
Head _ to sir kab tak yaha a rahe. Taki aapke rahne ke liye room saaf karwa saku.
Raja _ kal sham tak shift ho jayege. Teen room saaf karwa dena.
Head _ thik hain. Sir mujhe aur bhi kuch is ghar ke bare mein batana hain
Raja _ wo baad main bata dena.
Tabhi suzi coffee aur kuch khane ke liye le aayi. Head ne khane ke liye kaha. To main ne sirf coffee. Aur pankaj khane par tut pada kyuki usne subah se kuch nahi khaya tha, is bich head ke sath normal baate bhi hoti rahi. Khane ke bad main pankaj ke sath waha se nikal jata hu.
Click anywhere to continue browsing...
Nice update broUpdate 7
Ab tak
Tabhi suzi coffee aur kuch khane ke liye le aayi. Head ne khane ke liye kaha. To main ne sirf coffee. Aur pankaj khane par tut pada kyuki usne subah se kuch nahi khaya tha, is bich head ke sath normal baate bhi hoti rahi. Khane ke bad main pankaj ke sath waha se nikal jata hu.
Ab aage
Pankaj mujhe hospital chhod kar apne ghar chala gay. Kyuki subah se hi mere sath tha. Main hospital andar chala jata hu. Uske baad main jahan didi ko rakha gaya tha waha chal deta hu, jab main waha pahuchta hu to dekha didi maa ke sath baate kar rahi thi, main bhi unke pas ja kar baith jata hu.
Meenu_ aa gaya beta
Raja _ ji maa. Maa wo aunty aur seema kaha hai.
Meenu _ beta main ne hi unhe ghar bhej diya kyuki wo kafi der se yaha thi aur raat bhi hone lagi thi.
Raja _ aapne thik kiya maa. Didi a kaisi ho.
Deepa _ thik hu bhai. Bhai ghar kab chalenge.
Raja _ kal, par use pahle dr se permission leni padegi.
Deepa _ thik hai. Vaise bhai mujhe kya hua tha.
Meenu _ haan beta deepa ko kyahua tha. Main bhi puchna bhul gayi thi.
Raja _ kuch nahi maa. Dr ne bas yahi kaha ki didi barish mein bheegane ki wajah se sath hi ice cream khane ke kar fever jada ho gaya tha.
Meenu_ main to pahle hi mana kar rahi thi is jada na khaye. Par meri sunti hi kaha hai.
Raja_ koi nahi bas se sunegi.Aap dono aram karo main bahar so jata hu.
Itna kahne ke baad main waha se chala jata hu. Bahar ek bench par baith kar kundan ke bare mein sochane lagta hu. Uske baare mein sochte hue mujhe pata nahi kab nind aa jati, subah maa ke jagane se meri nind khulti hai. Maa ko didi ke pas jaane ko kah kar fresh hone chala jata hu.
Fresh hone le baad canteen ja kar kuch khane ke liye le aata hu. Main maa aur didi ko khane ko deta hu. Phir main coffee pite hue maa aur didi se baate karne lagta hu. Jisme mujhe time ka pata nahi chala, is ka ehssh to tab hue jab ek nurse didi ka checkup karne ke liye aayi.
Jab time dekha to 10 bajne mein 15 minute baki the. Main waha se ye kah kar nikal gya ki main dr se baat karke aata hu. Wahi mere jaane ke baad nurse ne didi ko check karna suru kar diya. Achhi tarah check krne ke baad wo waha se chali gayi.
Wahi jab main dr ke cabin ki taraf ja raha tha to mujh ek nurse mil gayi. Main soch ek baar dr le baare mein pata kar lu ki wo aaye hai ya nahi.
Raja _ excuse me sister.
Nurse_ yes.
Raja _ kya aap bata sakti hai ki Dr. Rajesh sharma aaye hai kI nahi.
Nurse kuch sochte hue kahti hai
Nurse _ yes he came but he went to check patient in icu.
Raja _ thank you sister to give information.
Nurse _ its my pleasure. Aap chahe to unke cabin mein wait kar sakte hai.
Raja _ thank you for..,,,,,..
Uske baad main waha se sidhe dr rajesh ke cabin mein ja kar unka wait karne lagta hu. Abhi mujhe waha baithe hue 5 minute hi hue the ki ek wardboy aata hai. Aur ek file rakh kar chala jata hai. Jab main ne us file pe likha naam padha to use par didi ka naam.likha hua tha.
Main sochane laga ki is file mein kya likha hoga didi ke baare mein. Ye sochte hue jaise hi main ne apna hath file ko uthaane ke liye aage badhya usi wakt cabin ka door khula. Main ne jaldi se apne hath ko piche khich liya. Jab door ki taraf dekha to samne dr rajesh sharma khade the.
Dr. R sharma _ to raja tum yahi par ho. Main tumhe bulane ke liye kisi kp bhejane hi wala tha. Acha hua tum mujhe yahi mil gaye.
Raja _ namste dr. Saheb
Dr R sharma_ baitho raja mujhe tumse tumhari bahan baat karna hai.
Raja _ok
Dr Rajesh sharma apne seat par baithte hai. Aur deepa ki file utha kar use padhane lagte hai. Thode der study karne ke baad raja ki aur dekhte hue.
Raja_ main jab dr rajesh sharma ko apni taraf is tarah dekhte hue pa kar main thoda chintit ho jata hu. Kya hua dr saheb. Aap kuch chintit lag rahe hai.
Dr Rajesh sharma_ raja baat hi kuch aisi hai.
Raja _ main kuch samjha nahi.
Dr Rajesh sharma_ raja kal ko khane ka saman mujhe check karne ke liye diya tha na.
Raja_ haan to kuch mila aisa.
Dr Rajesh sharma_ raja tumhari sister ko jo drugs diya gaya tha use ice cream mein mila ke diya gaya tha. Jitne bhi ice cream ke box the un sab mein wo drugs mila hua tha. Tumhari sister ke sath tumhari maa ko bhI ye diya gaya hai.
Raja _ kya ????
Dr Rajesh sharma_ haan par bhagwan ka shukra manao ki tumhari maa wo drugs bahut hi kam matra mila tha. Agar kahi jada ya adhik matra mila hota to bahut hi bura ho jata. Meri baat ka matlab samjha hi gaye ho.
Raja _ ji dr sahab. Par dr saheb iska koi ilaaj.
Dr R sharma _ haan hai. Tumhari sister ko kam se kam 6 se 7 baar sex karna hoga. Is liye ab Tum apni sister ki shadi kar do.
Raja _ thik hai dr saheb. Par Jab tak shadi nahi ho jata tab tak ke liye aap kuch medicine de dijiye.
Dr R sharma_ thik hai..par dhyan rahe tumhari sister kI shadi 3 mahine ke andar ho jana chahiye.
Raja _ ok. Par maa.
Dr Rajesh sharma _ yahi baat tumhari maa par bhI lagu hota hai. Ab ye matter tum dekha lo. Ye kuch injeaction hai. Jise tumhe apni maa aur sister ko dena hai.. Ye injection tum yahan bhi la kar dilawa sakte ho. Par riska hai.
Raja _ main kuch samjha nahi.
Dr R sharma _ meri baat dhyan se suno aur samajho. Jisme bhi ye kiya hai wo yaha ke kisi bhi dr ya nurse ko kharid kar, tumhari maa ko phir se sex drugs dilwa sakta hai.
Raja _ wo injection aap de dena, ab to problem.solve,
Dr R sharma_ raja ye injection jaha lagaya jata hain wah par koi ladies dr hi laga sakti hai. Ya uska pati. Ok, agar phir bhi tum risks lena chahte ho to most welcome.
Raja _ nahi nahi main ab koi risk nahi lunga,
Dr, R sharma _ good. To tum Ya phir ye kaam apne bharoshe mand se karwao, main tumhe ye injection kaise lagya jata hai. Iski ek video link send kar dunga. Wo tum dekh lena. Ok
Raja _ thik hai dr saheb. Meri sister kab tak discharge ho rahi hain
Dr R sharma _ mere khyal se tumhari sister ab tak discharge ho gayo hogi.
Raja _ ok dr saheb main chalata hu.
Uske baad main apni maa aur bahan ke pas chala gaya,.jahan par seema geeta aunty aur pankaj pahle se hi maujud hote hai, maa mujhe dekhte hi mere pas aati hai,
Meenu_ beta dr ne deepa ko discharge kar diya hai, ye raha discharge paper.
Raja _ to aap ready ho aap ready ho jao.
Meenu_ raja hum sab pahle se ready hai. Sab tere hi aane ka wait kar rahi thi.
Uske baad main sabko ke kar waha se chal deta hu, niche counter par ja kar bill pay karta hu, uske baad ek taxi le kar gya ki taraf chal deta hu. Pankaj bike se aaya hua tha to wo apni bike se hamare sath chal deta hai. Wahi seema ke sath mai.
Click anywhere to continue browsing...