- 8,584
- 19,704
- 189
Thanks KEKIUS MAXIMUS bhaimajedar update ..karan ka pata chal gaya ghar ke bhedi ka par kaunse bhedi ka ye nahi bataya ?????...
kya jo files mili wo bachane wale ki thi yaa maarnewale ki ???..
aur kya dono bhedi ke baare me pata lag gaya karan ko ???.
karan ki madad ke liye sab aa gaye hai aur gaon walo ki madad lene ke liye karan ne thodi acting kar di..
sonali ko pata chala to usne karan ko complain karne ko kaha par wo ye bhul gayi ki nagesh ke ghar jaane par uski bhi halat kharab ho gayi thi to ab kaise giraftar karti..
gundo ko darane ke liye karan ne mast idea lagaya aur ek gunde ko puri tarah faad diya..aur wo najara dekhkar baakiyo ki hawa nikal gayi ..
Keep reading and supporting
Update posted