• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Raj_sharma

परिवर्तनमेव स्थिरमस्ति ||❣️
Supreme
21,281
56,603
259
हिंग्लिश मे है, बड़े भाई स्टरी से जुड़ाव नहीं होता..!
Wahi to locha hai bhai, uper se incest and adutry padhne ka bhi mann nahi raha aaj kal
 

Raj_sharma

परिवर्तनमेव स्थिरमस्ति ||❣️
Supreme
21,281
56,603
259
Potery भी तो बंद कर दी तूने??? 😁
Abe band kab kar di? Filhal kam kar rakhi hai, abhi story per kaam chalu hai :shhhh:
 
132
229
44
Update - 22

Roshan apne office mein baitha ghadi ko ghur raha tha aur apne sharp shooter ke phone ka intezaar kar raha tha. Use sirf ek khushkhabri chahiye thi—Raju ki maut ki khabar.

Wahin, Raju apni jail ke cell mein pada hua tha. Wo andar se haar maan chuka tha, jab achanak usne kat se darwaza khulne ki awaaz suni. Kadmon ki aahat uski taraf badhne lagi. Raju darr ke maare kaanpne laga aur sochne laga ki shayad uski maut tay hai. Tabhi ek goli ki awaaz goonjti hai. Raju ko ehsaas hota hai ki raat ke andhere mein jo goli chali thi, wo uske liye sochi gayi thi, lekin lagi kisi aur ko. Ye samajhne ke baad wo dheere se zameen par gir gaya, bejaan sa lagta hua.

Goliyon ki awaaz sunte hi police wale cells ki taraf bhage, lekin tab tak wo ghuspaithiye wahan se bhaag chuke the. Police ne Raju ke cell ka darwaza khol kar dekha, kyunki unhe laga tha ki shayad wo bhi nahi bacha hoga. Lekin Raju ka plan kuch aur tha. Wo is afra-tafri ka fayda uthane ke liye tayar tha. Jaise hi usne ek mauka dekha, wo dheere se aage badha aur jail se nikalne ki koshish karne laga.

Lekin isse pehle ki wo aur door nikal pata, ek policewale ne use pakad liya. Tab Raju ne apni furti dikhai aur jhatke se policewale ke sir par vaar karke uski pistol chheen li. Afra-tafri ke beech uske samne ek gate khula mila, aur wo hath mein pistol liye tezi se daud kar jail se bhaag nikla.

---

Roshan ko lekin khabar mili ki Raju ka intezaam kar diya gaya hai, aur wo bade muskan ke sath apne khidki ke paas aata hai, usne Raju aur uske network ka safaya karwa diya tha, Roshan phir apne phone ko dubara uthata hai, aur apne PA ka number milata hai, aur use kehta hai ki ek press conderence ka intezaam kare jisme wo orgaized crime ke khilaf tha.

Agle din MLA khud TV aur News channel pe gaya aur usne apna natak suru kiya, wahin dusare taraf Raju Yadav ek ghayal sher ki tarah ek chote se dukaan pe lage TV pe drama dekh raha tha, aur uske aankh me khun bhar gaya tha, wahin dusari tarah SP meena Raju ke bhag jaane ki khabar sun ke gusse se pagal hue jaa raha tha.
 

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,688
37,342
219
Update - 22

Roshan apne office mein baitha ghadi ko ghur raha tha aur apne sharp shooter ke phone ka intezaar kar raha tha. Use sirf ek khushkhabri chahiye thi—Raju ki maut ki khabar.

Wahin, Raju apni jail ke cell mein pada hua tha. Wo andar se haar maan chuka tha, jab achanak usne kat se darwaza khulne ki awaaz suni. Kadmon ki aahat uski taraf badhne lagi. Raju darr ke maare kaanpne laga aur sochne laga ki shayad uski maut tay hai. Tabhi ek goli ki awaaz goonjti hai. Raju ko ehsaas hota hai ki raat ke andhere mein jo goli chali thi, wo uske liye sochi gayi thi, lekin lagi kisi aur ko. Ye samajhne ke baad wo dheere se zameen par gir gaya, bejaan sa lagta hua.

Goliyon ki awaaz sunte hi police wale cells ki taraf bhage, lekin tab tak wo ghuspaithiye wahan se bhaag chuke the. Police ne Raju ke cell ka darwaza khol kar dekha, kyunki unhe laga tha ki shayad wo bhi nahi bacha hoga. Lekin Raju ka plan kuch aur tha. Wo is afra-tafri ka fayda uthane ke liye tayar tha. Jaise hi usne ek mauka dekha, wo dheere se aage badha aur jail se nikalne ki koshish karne laga.

Lekin isse pehle ki wo aur door nikal pata, ek policewale ne use pakad liya. Tab Raju ne apni furti dikhai aur jhatke se policewale ke sir par vaar karke uski pistol chheen li. Afra-tafri ke beech uske samne ek gate khula mila, aur wo hath mein pistol liye tezi se daud kar jail se bhaag nikla.

---

Roshan ko lekin khabar mili ki Raju ka intezaam kar diya gaya hai, aur wo bade muskan ke sath apne khidki ke paas aata hai, usne Raju aur uske network ka safaya karwa diya tha, Roshan phir apne phone ko dubara uthata hai, aur apne PA ka number milata hai, aur use kehta hai ki ek press conderence ka intezaam kare jisme wo orgaized crime ke khilaf tha.

Agle din MLA khud TV aur News channel pe gaya aur usne apna natak suru kiya, wahin dusare taraf Raju Yadav ek ghayal sher ki tarah ek chote se dukaan pe lage TV pe drama dekh raha tha, aur uske aankh me khun bhar gaya tha, wahin dusari tarah SP meena Raju ke bhag jaane ki khabar sun ke gusse se pagal hue jaa raha tha.
Ab Roshan ke liye ek aur musibat aa gayi Raju ke roop me
 
132
229
44
Update - 23


SP Khan apne ghar pe baitha hua tha, aur uske haath mein transfer ka kagaz tha. Use Lucknow se hata kar Bundelkhand ke ek dur-ilake mein bheja ja raha tha. Ye dekh kar uska dimag khol gaya tha. Tabhi uski bibi, Maryam, chai ka pyala le kar kamre mein aayi. Kagaz uske haath mein dekhte hi usne pucha, "Kya hai ji ye!?"

Ispe Khan khade hote hue gusse mein bola, "Tabadale ka notice hai. Upar se order aaya hai, aur humein jaldi yahan se nikalna hoga." Maryam, hairan hone ka natak karte hue, notice ko dekhti rahi. Lekin asal mein use pehle se hi pata tha ki ye tabadala Roshan ne hi karwaya tha.
SP Khan ne ye khabar SP Meena ko di, aur wo bhi ab kuch nahi kar sakta tha, aur dekhate dekhate Roshan ne sabko apne raste se hata diya tha.
---
Raju apne purane gang ko dubara jodne ki koshish kar raha tha, lekin uski kismat uska saath nahi de rahi thi. Koi bhi uske saath apna naam jodhne ke liye razi nahi tha. Upar se, uski sabse wafadar kutiya, Zarin, ka bhi koi namonishan nahi tha.

Raju ke andar sirf ek hi cheez dhadhak rahi thi—badle ki aag. Usne thaan liya tha ki kisi bhi kimat par wo apna badla lekar rahega, aur iske liye wo har had tak jaane ko tayyar tha.
---

Muskan apne kamre mein baithi apne baal saja rahi thi, lekin uska dil bechain tha. Bechaini ki wajah sirf ek thi—uska purana ashiq, Rinshu. Aaj Muskan ne Rinshu ko Mughalsarai ke market mein dekha tha. Pehle to use laga ki shayad uski aankhein dhokha de rahi hain, lekin ye sach tha.

Muskan burqe mein thi, isliye Rinshu ne use pehchana nahi hoga, lekin Muskan ne use acche se dekh liya tha. Jab uski nazar Rinshu ke bagal mein chal rahe aadmi par padi, to uske rongte khade ho gaye.

Rinshu, jo pehle Lucknow se bhaag chuka tha, ab Mughalsarai mein chhupa hua tha. Uske bhaagne ki wajah thi Raju, jo use apne gang mein dubara shamil karne ke liye dhamka raha tha. Rinshu is daldal mein phir se nahi phasna chahta tha, isliye wo yahan chhup gaya tha. Uska naya saathi, ek buddha aadmi, bhi uske saath tha. Rinshu ko darr tha ki agar wo kabhi pakda gaya, to ye buddha uska raaz khol dega. Isliye wo uske saath chippak kar chal raha tha.
 
Last edited:
132
229
44
Update - 24

Muskan apne aap ko samjhane ki koshish kar rahi thi, lekin uska dil uske dimag par bhaari pad raha tha. Uska pehla pyaar, Rinshu, ab har roz uski nazar ke saamne tha. Bechari Muskan jitni koshish karti, utni hi wo apne jazbaat ke samne haarti ja rahi thi.

Wahin, Rinshu aur wo buddha ek chhote se kamre mein reh rahe the. Dono din bhar mazdoori karke kuch paison ka intezaam kar lete, aur unhi paison se apni ayyashi puri karne ki koshish karte. Har raat wo mil-jul kar desi daaru aur sasti randiyon ka intezaam karte, aur isi tarah unka guzara ho raha tha.
---
Muskan, lekin bechari, apne jazbaat ko aur zyada daba nahi paayi. Ek din, mauka dekh kar, usne Rinshu ke samne apna niqab hata diya. Rinshu ki aankhein ek pal ke liye chamak uthi, aur kameena Rinshu turant Muskan ko apne gale se laga liya. Bina kisi deri ke, usne apne haath Muskan ke paijami ke andar ghusa diya. Rinshu apni kismat par yakeen nahi kar pa raha tha ki uski "gaay" wapas uske paas aa gayi thi.

Muskan ka dil ishq aur Rinshu ke liye pyar ke jazbaat se bhar chuka tha. Wo uske sine par sar rakh kar rone lagi, aur Rinshu use chup karane laga. Muskan, jo kabhi Rinshu se itna pyar karti thi, ab aur bhi gehre jazbaat mein dub gayi thi. Is pal mein usse ahsas ho raha tha ki wo Rinshu ke bina nahi reh sakti. Lekin dusri taraf, kameena Rinshu sirf is baat se khush tha ki ab uske paise randiyon mein nahi ghusegi.

Rinshu ne Muskan ke kalai ko pakda aur dheere se bola, "Muskan, chalo na, thoda pyar karte hain. Main tumse milne ke liye kitna betaab tha." Muskan ne apne haath jhatak diye aur gusse mein pucha, "Kahan the itne din? Bina bataye kahan bhag gaye the?" Rinshu ne apna sir jhuka liya aur kaha, "Chhodo na, Muskan. Ab to hum saath hain. Kya karna purani baaton ko yaad karke?"

Muskan ke chehre par ab bhi gussa tha, lekin usne jyada dabao nahi dala. Jab Rinshu ne dusri baar uski kalai pakdi, to wo dheere-dheere uske saath chalne lagi.

Rinshu Muskan ko apne chhote se kamre mein le aaya. Wahan ki halat dekh kar Muskan ne apne naak pakad liye. Rinshu ka plan kuch aur tha. Usne zor se dhakka de kar Muskan ko zameen par biche gadde par gira diya. Wahan ki badboo se Muskan ko ulti si aane lagi, aur usne cheekh maari, "Chee!" ...Lekin Rinshu ne dhyaan na de jaldi ne apne kapde utar pheke aur bina kisi deri ke Muskan ko nanga kar diya.
---
Muskan aadhe nashe mein thi, aur uska poora sharir pasine se bheeng chuka tha. Rinshu uske upar janwaron ki tarah dhakke laga raha tha, jaise woh iss pal mein sab kuch bhool chuka ho. Muskan ki aankhein khul-band ho rahi thi, aur Rinshu apne charam pe pahunchne hi wala tha ki tabhi darwaze par dastak hoti hai.

"Arre bahinchod Rinshua! Saale, akela-akela! Mujhe bhi bula leta!" buddhe ki cheekhti hui awaz sunai di. Muskan ek pal ke liye chauk gayi, aur Rinshu ko zor laga kar hatane ki koshish karne lagi, lekin woh tas se mas nahi hua.

Buddha, jo pehle se hi us ghar mein reh raha tha, darwaza khol kar bina kisi jhijhak ke andar aa gaya. Aadha-nanga aur beparwah, woh muskurata hua un dono ko dekh raha tha. Use dekhte hi Muskan zor se cheekhne lagi, lekin Rinshu ne turant apna haath uske muh par rakh diya aur usse chup karane laga, jaise us pal ka mazaa koi cheen na le.
 
132
229
44
Update - 25

Muskan apne bheetar beej jaate hue mehsoos kar rahi thi, lekin woh iska maza lene ke bajaye us buddhe ko ghoor rahi thi. Buddhe ka dimag jaise khula aur usne zor se kaha, "Tum!?" Muskan ko jaise hi dheel mehsoos hui, woh turant uth khadi hui, apne kapde uthaye aur wahan se bhag khadi hui. Uske aankhon se aansu beh rahe the, aur woh us fatichar apartment se seedha neeche ko bhaag rahi thi. Seedhiyon par, uski nazar do aadmiyon par padi jo upar chadh rahe the, lekin Muskan ne unhe nazarandaaz kiya aur apne ghar ki taraf bhaag gayi.

Rinshu abhi bhi nanga aaram se leta hua tha, aur woh buddha wahan akada hua tha ki tabhi khule gate se do aadmi darwaze pe aa khade hue. Gate pe zor se khat-khat hoti hai. Ye dekhte hi, Rinshu aur woh buddha dono darwaze ki taraf mudte hain. Samne khade do aadmiyon ko dekh kar Rinshu ka muh latak gaya. Ek Task Force ka aadmi aur ek anjaan aadmi wahan khade the. Unmein se ek ne Rinshu ki taraf dekha aur kaha, "Apni pant pehen aur chal, sahab ne bulaya hai."

Rinshu ko laga ki usse wapas police ke paas le jaya ja raha hai, lekin is baar baat kuch aur thi. Woh dono usse Raju ke paas le gaye. Raju ko dekhte hi Rinshu ka khoon sukh gaya. Raju usse dekh kar haas pada aur bola, "Russian chodega saale!!" Rinshu ko samajh nahi aa raha tha ki yeh sab kya ho raha hai. Tabhi Raju gaadi se khud utar ke bola, "Rinshu naam hai tera na?"

Darr ke maare Rinshu apna sir haan mein hilata hai, jhooth bolne ki bhi himmat nahi thi. Raju muskara kar bolta hai, "Dekh Rinshu, tu woh aadmi hai jiske baare mein Roshan ko zara bhi idea nahi hai."

Rinshu turant bolta hai, "Lekin sahab, mujhe kya lena dena us se?"

Raju apna sir upar kar ke has kar bolta hai, "Bahut lena-dena hai. Tu mera ikka banega, aur tu Roshan ka janaza nikalwayega."

Rinshu dar ke kanp raha tha. Uske hosh ud chuke the, kyunki yeh pagal aadmi ek sitting MLA ke murder ki baat kar raha tha.
 
132
229
44
Update - 26

Muskan apne kamre mein ro rahi thi. Uske jazbaat ne ek baar phir se use takleef di thi. Wo apne aap ko baar-baar kos rahi thi—"Aakhir kyun? Kyun main apne aap ko rok nahi paayi?" Muskan ke honth itne zor se dab rahe the ki unse khoon tak nikalne laga.

Tabhi darwaze par dastak hoti hai. Wo apne aansu pochh kar darwaza kholti hai, aur samne apne shauhar, Imran, ko dekh kar turant uske gale lag jaati hai. Apna sir Imran ke sine par rakh kar, wo phoot-phoot kar rote hue dil mein faisla karti hai—"Ab kabhi apne kadam daldal mein nahi parne dungi."

---


Rinshu ke haath mein ek angrezi pistol thi aur doosre haath mein Roshan Ansari ki ek chhoti si tasveer, jo Raju ne use di thi. Rinshu ke paas ek target tha—Roshan ko khatam karna. Lekin uska dil is baat ko kabool nahi kar pa raha tha. Wo wapas apne kamre mein gaya aur Raju ki dhamkiyan uske dimag mein gunjne lagin. Usse darr tha ki agar usne Raju ki baat nahi maani, to Raju uske poore parivaar ko, jo gaon mein uske kartooton se anjaan the, khatam kar dega.

Teen din guzar gaye. Har din Raju ka phone aata, jo kabhi lalach to kabhi dhamki de kar Rinshu ko majboor kar raha tha. Aakhirkaar, Rinshu ne man bana liya. Agle din, wo Lucknow ke liye rawana ho gaya. Uske haath, pair, aur pura sharir kaanp raha tha. Lekin uske dar ka sabab uski apni nahi, balki apne gharwalon ki zindagi thi.

Lucknow pahunchne ke baad, Raju ne usse Roshan ke raaz aur routine ke baare mein sab kuch bata diya. Ab Roshan tak pahunchna Rinshu ka kaam tha. Lekin ek sitting MLA ke itne nazdik pahunch pana lagbhag namumkin tha. Har tareeke ki koshish ke bawjood wo Roshan ke aas-paas bhi nahi pahunch pa raha tha. Is tarah do hafte beet gaye. Udhar Raju bhi gusse se pagal ho raha tha aur har din phone par Rinshu ko dhamkata. Par Rinshu kare to kare kya? Wo aisa phasa hua tha jahan se nikalne ka koi raasta nahi tha. Kai baar uske dil mein aaya ki wo bhag jaaye, lekin uske gharwalon ke khatam hone ki dhamki ne usse wahi ruke rehne par majboor kar diya.
---
Roshan apne kamre mein nanga hukka pi raha tha. Uske bistar par ek nangi aurat leti hui thi. Roshan ne hukka us aurat ko thama diya aur khud safed poshak pehanne laga. Tabhi uske phone par ek call aaya. Number Maryam ka tha. Roshan ne jhat se phone uthaya, lekin jo khabar usse mili, usne uska dimaag hila diya. Maryam ne bataya ki Raju zinda hai aur Mugalsarai mein chhupa hua hai. Ye sunte hi Roshan ka chehra gusse se lal ho gaya.

Usne gusse mein phone patak diya. Roshan ki iss haalat ko dekh wo aurat jaldi se apne kapde theek kar ke wahan se nikal gayi. Roshan ne cheekhte hue apne PA ko andar bulaya, jo kamre ke bahar hi khada tha. "Mujhe aaj raat kisi bhi kimat par Raju ka khatma chahiye!" Roshan cheekha, aur kamra uske gusse se gunj utha.
---
Rinshu MLA ki kothi ke saamne ek panwadi ki dukan par chai le kar pi raha tha. Achanak, 3-4 gaadiyan tez raftaar se kothi ke andar se nikalti hui dikhayi di. Rinshu ko turant ehsaas hua ki kuch to gadbad hai. Wo wahin khada raha aur unhe dekhta raha. Uski nazar akhiri gaadi par jaa tikti hai, aur usme Roshan ko dekh kar wo chauk gaya.

Rinshu ne turant apni bike uthai aur un gaadiyon ka peecha karne laga. Gaadiyan ek sunsaan ilaake ki taraf mud gayi, to Rinshu ne socha ki peecha karna ab surakshit nahi hoga. Wo wahi ruk kar gaadiyon ko dur tak jaate hue dekhta raha.

Kuch hi pal beetay the ki uska phone bajta hai. Phone par Raju ka awaaz tha, jo gusse mein Rinshu se puch raha tha, “Kaam ho gaya kya?” Raju ne gaali-galauj shuru kar di, lekin Rinshu bas chup-chaap sun raha tha. Bechara Rinshu kya kare? Uski haalat ab uljhan aur dar ke beech latak rahi thi.
 
Top