• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Aayush_8228

Member
151
428
64
ये तो रोमांस केटेगिरी की स्टोरी है इसमें incest वाली बात नहीं है, वरना दो दो गदाराई मामियों के बड़े बड़े बूब्स देखकर भी हर्ष का लंड खडा नही हो रहा है वो उनको चोदने के लिए नहीं मचल रहा है यानी ये incest नहीं रोमांस की कहानी जहाँ प्यार प्यार खेला जायेगा, चोदम चुदाई नहीं और अगर हुई भी तो सिर्फ हर्ष और manya के बीच ही, हर्ष और आदरणीय मामियां तो माँ बेटे की तरह शुद्ध रिशता निभायेगें
इसलिए इस कहानी में incest की कोई गुंजाइश नहीं है दोस्तों, मेरा तो good bye है इस कहानी को
Ji haa aapne sahi samjha or ye meri pheli khani hai isliye isme khafi galti bhi ho rhi hai , umeed karta hu ki jo algi kahani mai likhu wo aapko pasand aaye shukriya.
 
Sauravb

Victory 💯
8,102
14,235
174
Update-27

Harsh mehta se baat karne ke baad toh relax feel kar rha tha fir wo apni class mai jaata hai , aaj janvi ne fir se college aana shuru kar diya tha harsh class mai enter karta hai toh usse janvi aage baithe hue dikhti hai janvi harsh ko dekh kar ek baar smile karti hai toh harsh bhi kuch kar halka sa uski or dekh kar muskura deta hai or apni seat par jaa baitha hai ye baat uske sath chal rha Yash bhi note kar leta hai or par usne kuch jayada react nhi kara or wo dono class attend karne lagte hai

yaha janvi ne bhi harsh ki uss halki muskurahat ko dekh liya tha or mann mai sochti hai
janvi(mann mai):- waah kya baat hai aaj in janab ko kya ho gya lagta hai iski alag thikane aa gayi hai chalo acha hai par abhi mujhe thoda dhayan se aage badhna hoga

.
.
CLass khatam ho chuki thi or sab canteen ki or jaa rhe the class mai kuch hi log bache the Jin mai se ek janvi bhi thi joki kisi se phone par baat kar rhi thi or akele baithi hui thi

HArsh Yash ko aage chalne ka bolta hai or kuch soch kar janvi ke pass jata hai

harsh:- umm.. hyy janvi kaisi ho or yaha aise akele kyu

Janvi (jo harsh ko apne se baat karte dekh thoda chok jaati hai) :- thik hi hu harsh tumhe toh pata hi hai ki uss din dance competition ke baad mera kitna mazak bana tha bas isliye hi....
(Ye sab janvi ne harsh ki sympathy lene ke liye bola tha )

harsh:- ohh i am really sorry janvi , mera tumko hurt karne ka koi motive nhi tha wo bas...

janvi:- are nhi nhi harsh isme tumhari koi galti nhi hai

harsh:- chalo chodo chalo aao canteen chalte hai kuch khaa lo tumhe acha lagega

janvi( toh harsh ko usse Aisa baat karte dekh khushi se pagal si ho jaati hai) :- mann toh nhi lekin tum itne pyaar se bol rhe ho toh chalo

harsh or janvi kuch baat karte hue canteen ki or jaate hai or yaha canteen mai Manya harsh ka wait kar rhi thi usse bhot bhuk bhi lagi thi or baar baar gate ki taraf dekh rhi thi yash or avni usko dekh kar bolte hai

Avni:- aare yaar kab tak jiju ka wait karegi jab itni bhuk lagi hai toh kuch khale wo aate hi honge

manya:- aare nhi yaar harsh aata hi hoga mai uske sath hi khaugi

or fir Manya yash se puchti hai

manya:- yash bhai ye harsh kaha rhe gya

YAsh:- aare bss aata hi hoga tum tension mat lo

fir kuch hi der mai harsh canteen ki or aata dikhta hai jisko dekh kar teeno hairan ho jaate hai khaskar Manya kyuki harsh janvi ke sath baate karta hua canteen mai aata hai

manya ko ye dekh kar ek teez se hoti hai ho bhi kyu na jisse usne harsh ko jeeta tha aaj harsh ko usse Aisa has kar baate kar dekh usko ek ajeeb sa darr bhi laga or uth kar waha se chali jaati hai

Jab tak harsh unke pass jata janvi ko kisi ko call aa jaata hai or wo bhar chali jaati hai baat karne

Manya waha se jaa chuki or avni or Yash harsh ko thode gusse se dekh rhe the

YAsh:- ye sab kya hai harsh tu janvi ke sath kya kar rha tha
harsh:- kuch nhi yaar wo toh mai bss usse competition ke....

HArsh isse aage kuch bolta usse phele hi avni bolti hai

avni:- sorry jiju par ye aapne acha nhi kara (avni ki baato se narazgi saaf jhalak rhi thi ) Manya aapka kab se wait kar rhi thi usne aapke intezar mai kuch khaya bhi nhi or aap ho ki...

harsh ko ye sunkar bhot dukh hota hai ki Manya bhuki uska intezar kar rhi thi or usko bhot dukh hota hai

harsh:- mujhe maaf kardo avni aage se aisa nhi hoga

avni:- ye mujhe nhi jakar Manya ko bolo aapne, aaj uska dil dukhaya hai

harsh jaldi se canteen se bhar nikal ground mai phochta hai jaha manaya usse ek corner bench kar baithi dikhti hai

harsh bhi bina kuch bole uske sath uss bench kar baith jaata hai

JAise hi wo waha baithata hai usse samjhte der nhi lagti ki Manya roo rhi hai

woh jaldi se ghutno ke bal Manya ke pass baitha hai or uska chehra thoda upar karta hai

jab wo Manya ka chehra dekhta hai toh uske dil tadap jaata hai kyuki Manya ka chehra aasuo se bhara tha

harsh usko Seene se lagata hai or halke virodh ke baad Manya bhi usko tight hug karti hai harsh uski peeth shela kar usko normal karne ki koshish kar rha hota hai

images

Kuch palo baad Manya kuch shant hoti hai

manya:- ab kyu aaye ho yaha jao na janvi ke sath abhi toh bada hass hass ke bate ho rhi thi (Manya ki aankhen abhi tak nam thi)

harsh ko Manya ki ye baat teer ki tarah chubhi par ek janta tha galti uski hai

harsh(Manya ki aankhon Mai dekh kar ):- mujhe maaf kardo mayu agli baar se aisa bilkil nhi hoga , mujhe pata hai maine tumhara dil dukhaya hai but please mujhe maaf kardo

manya ko harsh ki aankhon Mai sachayi or masumiyat dikh rhi thi

manya (masumiyat se):- thik hai iss baar maaf kar rhi hu agli baar se nhi karungi

harsh bhi mukhurate hue kheta hai:- okkk meri jaan chalo ab kuch khalo

or harsh uski taraf sandwich badhata hai jo wo sath laaya tha

HArsh Manya ko apne haatho se sandwich khilata hai

uske baad Manya harsh ki ek baju pakad kar uske khande par sar rakh leti hai dono kuch bol nhi rhe the fir bhi ek dusre ki saari baate samjh rhe the

fir Manya bolti hai :- harsh tum mujhe kabhi chodd toh nhi doge

harsh:- haa chodd dunga

harsh ki ye baat sunkar Manya ek dum se rone ko ho jaati hai

HArsh uska chehra pakad ke bolta hai:- jab iss jism se jaan nikal jaayegi mai tumko chodd ke chala jauga

manya apna hath uske hotho par rakhti hai :- aisa mat bola Karo ,tumhe meri bhi Umar lag jaye

harsh:- tumhare bina USS Umar ka mai kya karuga meri jaan

harsh ki aisi baate sunkar Manya kuch jayda hi emotional ho jaati hai or usse harsh par bada pyaar aa rha tha or wo bina soche

apne honth harsh ke hotho par rakh deti hai , dono ka ye dusra kiss tha , dono hi ek dusre ke hotho ko kha jaane ko bekarar hone lage the

fir manya ko thoda hosh or sharam dono aate hai or ekdum se harsh se alag hoti hai or sharam kar bhaag jaati hai

harsh usko jaate hue dekh rha tha or wohi bench par baith kar soch rha tha

HArsh(mann mai ):- aaj hi Manya ka dil itna dukh Gaya meri wajah se , kya mera faisla sahi hoga....

to be continued
stay tuned
and give your reviews
Amazing update.. welcome back
 
RJ02YOGENDRA

Jaaaaaanam.......
136
292

Welcome Back Bro
Ab Ise Continue Rakhna Beech me mat chhod dena

harsh aur manya ka pyaar dubara dekh kar khushi hui
good Update
keep writing we are waiting for next
 
Aayush_8228

Member
151
428
64
Ye story ab complete nhi kar pauga kyuki iss story mai wo baat nhi hai jo iss sites ke reader ko chaiye or iss sites ki story mai hai

Isliye maafi chauga aap logo se , or koshish karuga ki jald hi ek aisi story likhu jo iss site ke liye suitable ho
 
  • Like
Reactions: Shanu

Khusboo rani

New Member
2
24
3
Ye story ab complete nhi kar pauga kyuki iss story mai wo baat nhi hai jo iss sites ke reader ko chaiye or iss sites ki story mai hai

Isliye maafi chauga aap logo se , or koshish karuga ki jald hi ek aisi story likhu jo iss site ke liye suitable ho
Kitna sahi to kahani tha . Yak pure love story type
 
  • Like
Reactions: likeeweb

Abhimanyu Roy

New Member
85
213
33
Ye story ab complete nhi kar pauga kyuki iss story mai wo baat nhi hai jo iss sites ke reader ko chaiye or iss sites ki story mai hai

Isliye maafi chauga aap logo se , or koshish karuga ki jald hi ek aisi story likhu jo iss site ke liye suitable ho
Ek ke comment se nirash ho gaye bhai aap? Kuchh readers ko sirf bakwas karni aati hai, aur kuchh nahi. Aap continue kariye, aur yadi us jaise log bakwas karen to report kar dijiye.
 
  • Like
Reactions: Khusboo rani
Top