- 6,793
- 25,233
- 219
Thanks bro story khatam hone wali haiVery nice update
Saath rahiye
Thanks bro story khatam hone wali haiVery nice update
Paschatap ko hi aage badhao Bhai aur bholu ko bhiPASCHATAP romantic story
Ya
AAJNABEE fantasy thriller story koun sa story next chahte hai aap log???
Bholu kuch hi updates tak hai broPaschatap ko hi aage badhao Bhai aur bholu ko bhi
Salim aaj thoda tahalne nikla tha.wapas jaane ka waqt bhi ho gaya
Shayad ab kuch nahi rakha is jagah me
Nahi to ab tak shayad usko apne baare me kuch pata chal hi jaata
"Chachajaan shayad aur kuch din ruk jaiyye "rizwan bola
"Kyun?? Wo ladki jisse har roz pakode kharid kar khaate ho.usse dosti ho gayi kya??"salim haste hue poochha
"N nahi w wo baat nahi mai to.."bol halka sa sharmane laga rizwan
"Kya naam hai ladki ka beta??"salim ne poochha
"K kainaat"rizwan bola
"Hmm apne dil ki baat batai use??"salim ne poochha
"Kya chachajaan aap bhi"bol rizwan gardan jhukaye hue muskurane laga
Salim hasne laga.rizu bada ho gaya hai.ladki bhi achi hai kyun na.....
Achanak ek aadmi salim ke saamne se aate hue use dekhkar chaunka
"T t tum??n nahi tum to mar chuk...."bol ulte pair bhagne laga
"Rizu"bol salim ne ishara kiya rizwan ki aur
Aur rizwan jhatke me situation ko samajhte hi ek chhalang maarte hue us aadmi ke upar gira
Kuch samajhne se pehle hi do ghoose pad chuke the chehre par
"Tum mujhe jaante ho??"salim ne poochha
"A apko koun nahi jaanta??lekin aap to mar chuke the fir...."aadmi bola
"Poori baat batao aur saath me apna naam bhi"salim bola
"Chachaji ise yahan nahi kahin aur le chalte hai aur pata karte hai.ye public place hai"rizwan bola
Salim ne sar haan me hilaya.jitni jaldi ho sake wo sach janane ko betab hai
-------------------------------------------------------------------------------
Poorvi ke wapas jaane ka mann to tha nahi.par wo kya kehkar rukti
Udhar MIRIK me kaam ruka pada hai.rupesh ki aur pata nahi kyun kheenchi chali ja rahi hai poorvi
Kya hai usme??ek normal insan hi to hai.haan ek normal insaan jisne ek factory me jaan daal di,logo ke dukh dard ko samjha
Ek raja hona kya hota hai sabko dikhaya
Aur apne taqat ka galat istemal kabhi nahi kiya
Koi ghamand nahi,koi nakhre nahi
"Poorvi kya soch rahi ho??"rupesh ne khayalon ke duniya se wapas laate hue poochha
"Kuch nahi sir"khushi dukhi man se boli
"Kab chalna hai wapas khushi??"rupesh ne poochha
Achanak khushi ko kya hua pata nahi.uthte hue boli
"Aap yahi chahte hai na ki.mai chali jaun??ja rahi hoon main wapas"pol daudte hue apne aansu ponchte hue gayi poorvi
"Ise kya hua charan singh ji"rupesh hairani se bola
"Dil ka mamla hai raja sahab.ye Masoom aap ko dil de baithi hai"charan singh bola
"L lekin mai...mai to...."rupesh bola
"Pyaar kuch nahi dekhta sahab shayad aapke dil me uske liye kuch na ho lekin ladki ke dil me to hai"charan singh bola
Kya kaha charan singh ne??uske dil.me.poorvi ke liye kuch nahi hai??
Fir kyun MIRIK me har raat coffee shop me coffee peene jaata tha,iske bawjood ki rupesh ko coffee pasand nahi hai,kyun poorvi ke aate hi sab kuch bhool kar usi se baatein karta hai,kyun MIRIK me poorvi se milne ka bahana dhoondta rehta tha
Kyun us din jab poorvi ne bahar dhabe me khana khilaya rupesh raazi ho gaya.iske bawjood ki doctor ne bahar khane ke liye mana kiya hua tha
Paagal ladki itna bhi na samajh paayi
"Waise abhi bus ke jaane me time hai"charan singh bola
Rupesh bijli ki tarah uthkar gaadi me baitha aur bus stop ki aur chal diya
Poorvi stop me baithi hui thi.
Rupesh gaadi see nikla aur uske body guards uske saath nikle
Lekin usne mana kiya unhen aur akela hi stop ki aur daud pada
"Are raja sahab hai na wo??"
"Akele kahan bhage ja rahe hai??"
Sab logo me kanafusi shuru ho chuki thi
Rupesh ko koi fark nahi padta.wo stop me aate hi poorvi ko khojane laga
Aur kuch hi der me use poorvi mil bhi gayi thi
Poorvi ne rupesh ko dekha to uthkar khadi ho gayi
"Poorvi.k kya tum....meri personal manager banna pasand karogi??mujhe jhelna chahogi zindagi bhar ke liye??"rupesh bola aur apni angoothi nikal poorvi ke saamne baith gaya
"R raja sahab mai...."
"Rupesh..tumhare liye sirf rupesh"
"Mai...."
"Tumhare bina ye sab bekar hai poorvi"rupesh bola
Poorvi ka haath apna aap aage badh gaya aur ungliyan aage kar di usne
Rupesh ne angoothi pehnai.aur charo aur taaliyan ki gadgadahat hone lagi
Tabhi peecha se kuch log saamne aaye
"Yahi hai raja rupesh,pakad lo dono ko"ek aadmi bola
Poorvi dar ke mare rupesh se simat gayi
Aur saare log un dono ko gher ke khade ho gaye[/QUO
Nice update par thodha jaldi diya kro yaar
Nice update par todha jaldi diya karo yaar
Nice updateSalim aaj thoda tahalne nikla tha.wapas jaane ka waqt bhi ho gaya

Aur saare log un dono ko gher ke khade ho gaye