STory me Narsimha rao, bhirav Aur pandit krishn murti gandi rajneeti me rehkar jinhone satta aur allokik power ke laalach me kya-kya nahi kiya vaise is story me poori nahi to thodi-bahut to sachhi dikhaayi hai, ek movie rajneeti par bahut saalo pehle aayi jallad jisme mithoon chakraborty ka double role thaa jisme pita ke roop me politician aur beta ke roop me imaandaar bahadur police wala ka role Kiya us movie me mithoon chakravarthy ko negative role ke liye national award mila., kaafi sarahna bhi huyi thi kyunki usme bahut hadd tak gandi rajneeti ki vastivikta dihaayi thi.
Politics par aur bhi kai movie aayi satta, shool, sarkar , sarkar-raj, rajneeti etc.
CReepy bro tumne mishra , harsh, aarohi anusuiya Inka character ko pehle kaafi achha dikhaya aur use baad inhe bahut boora bana diya Aisa kyun , anusuiya jise tumne ek salil ke liye devi ke roop me dikhaya , aarohi jise sanskaari izzatdaar susheel dikhaya, mishra aur harsh ko sajjan vyakti ke roop me dikhaya aur uske baad in sab characters ko villains ke roop me darshaya.