This thread is only for fantasy. No such real life incidents have happened.
JIst enjoy
JIst enjoy
nice update..!!(Update 8)
Bhanu ke hosh ud gaye... Yeh baat Sara ya uske papa ko pata chalegi ki iske peeche main he tha toh kya hoga??
Sara: Chalo papa bula rhe hain... Pata nahin itne saare tensions ke beech bhi inko business he soojta hai... Jao...
Bhanu: Thank u Sara...
Sara: Bas kuch accha dikha dena... Warna tujh jaise bikhari ke chakkar main...mera value ghr main kharab ho jayega...
Sara: Jaldi chalo..papa ke paas waqt nahin hota... Aur tum Arun ghar jao...
Bhanu phir Sara ke saath uske papa ke room pahunch jaata hai... Sara ke papa Raghuvansh Rai.. purane zamane ke villain ki tarah chair pe mudte hain...ek glass whisky haath pe liye...
Unke peeche ek projector laga hua tha...
Sara's father: Bolo beta, kuch business ka plan hai... Bataya Sara ne...
Sara ke father apni ghadi dekhte hain aur phir Bhanu ki taraf...
Sara's father: Tumhare paas sirf 5 min hain... If it's excite me then you are on board if it doesn't than your project will not be accepted in whole India..
Bhanu ko halka sa darr toh lagta hai lekin woh apni Mari Hui maa ko yaad krta hai aur unko kiya hua waada...
phir uski nazar Sara pe padti hai.. uske papa ka dialogue sunke... Her face was glowing with pride..
Sara's father: Your time starts now...
Aur projector ke bagal main ek chota sa Tv screen tha jispe timer chalu ho gaya...
Bhanu apna laptop nikalta hai aur phir screen pe kuch slides ko project krta hai...
Pehli he slide pe... Kuch aisa tha jisey dekh Sara ke papa khade ho gaye.. aur yahan Sara shocked thi ki aisa kya hai isme... Aur usne aajtak kisi bhi deal pe uske papa ko khade hote hue nahin dekha...
PHir bhanu ne Sara ke father ko explain Kiya... Sab kuch...
Bhanu: Sir, aapne 5 min diya tha, sir abhi bhi 2 min bache hue hain..
Sara ke father khade hokar taali bajate hain...ek bacche ki tarah.... Sara yeh sab dekh ke shocked...
Sara's father: Bhai yeh toh crores ka idea hai aur iski potential dekh sakta hun main... Kahan they beta itne dinon tak...
Bhanu: Sir, aur ek khush khabri hai... Maine iska app bhi bana liya hai... Aur smile karta hai...
Sara ke papa ne whisky ka glass fenka aur Bhanu ko jaake gale laga liya..
Sara's father: Beta thank you tune mujhe chuna iss idea ke liye... Yeh le cheque...
Sara: Par papa aap nashe main ho aur iska idea mujhe samajh nahin aaya...gareeb ko bheenkh dedo, investment nahin...
Sara's father: Thoda padh likh leti toh tujhe kuch samajh aata..
Bhanu ko, Sara ki yeh bata sunkar gussa bahut aata hai... Lekin chup rehta hai...
Sara ke pitaji, sara ki baat ko ignore krte hue... Bhanu ki taraf dekhte hain...
Sara's father: Mera ek beta toh nalayak nikla..shayad bhagwaan ki yehi marzi thi.. ki tumhe meri life main aana tha...
Tumhari company main 100 crore ka investment krta hun...aur tumhe sirf tumhe 10 crore deta hun...
Sara yeh sab sunke pagal he ho jaati hai...
Sara's father: Aaj se tum gareeb nahin... Ameer ho... Aur jald se jald kaam start kar do...
Sara: Par papa...
Sara ke pitaji usey rokne ke liye haath dikha dete hain...aur Sara chup ho jaati hai...
Bhanu: Thik hai sir, kal se company start ho jayegi...
Aur bhanu chalte chalte Sara ke paas ataa hai... Aur uske paas jaakr phusphusata hai...
Bhanu(dheere se): Kal main gareeb tha.. aaj Ameer hoon... Aur Arun se zyada mard bhi hoon... Soch lo..
aur Sara ki taraf dekh ke aankh maar deta hai...
*Chota sa update hai!! Lekin time tha toh likh diya...
Kal update aayega...
short but very strong(Update 8)

Oho ek sath 3 set.(Update 8)

Nice start BhaiUpdate 1
Yeh kahani shuru hoti hai, bhanu naam ke ladke se.
yeh ek middle class family se belong krta hai lekin bade bade khwaab aur aasmaan ko choone ki iccha hamesha he apne andar rakhta hai.
Iske pariwar main sirf yeh ek he ladka hai. Halka kaala rang hone ke karan koi bhi ladki Issey baat nahin karti thi na he iske saath koi relationship main aata tha.
Arun, bhanu ka sabse accha dost hai, har sukh aur dukh main saath rehta hai. Dono last year college main they. Arun ki ek gf hai Sara Ali Khan naam ki.
Arun: Bhai, Sara toh Oyo chalne ko bol rahi hai!
Bhanu: Toh? Tu jaa raha hai (hanste hue)
Arun: Ab bulayi hai toh jaana toh padhega he.
Bhanu: Toh Jaa, mujhe kyun bata raha hai yeh sab?
Arun: Aise he bhai. Ki tera bhai ab virgin nahin rhega. Kal aise jamke chodunga ki woh bolegi "Jaan loge kya"
karke.
Arun darasal Bhanu ko hamesha se he dominate karta aaya hai. Woh janta tha ki Bhanu se koi ladki nahin pat ti. Uske kaale rang ki wajah se toh isiliye woh hamesha he usey chedta tha.
Tabhi be baaton baaton main Sara wahan aa jaati hai.
Arun: Baby, tum yahan?
Sara: Haan, kyun nahin aa sakti? (Thoda rudely bolti hai)
Arun: Tum husn pari, tum jaane jahan, tum sabse haseen, tum sabse jawan. Sara tum kahin bhi ho skti ho meri jaan.
Sara: (meri taraf dekhte hue) Bhanu, tum aa rahe ho na?
Bhanu: Kahan?
Sara: Arun ne batyaa nahin?
Bhanu ne 'Na' main sir hilya.
Arun: Bhai maine bataya na!! (Ghabrate hue)
Bhanu: But main wahan tum dono ke beech kya karunga? Hehe.
Sara: Kahan? Hum dono ke beech main?
Bhanu: Arun bata raha tha ki....
Arun: (mujhe beech main Katt te hue) Kuch nahin baby, tumhare bday pe issy invite krne aaya tha. Bol diya maine. Aap jayega bhanu.
Sara: Thik hai aa jaana. Ab tum chaloge. Bye Bhanu.
SAra ka kutta tha Arun. Itna rude koi Bhanu se behave krti toh kab ka chodh deta. Lekin Sara jaisi ladki ka dhann sabko nahin milta.
Bhanu apne laptop pe kuch code krta rehta hai. Ab usko kya pata tha ki uss code ke wajah se duniya ka sabse bada insaan banne wala tha.