- 38,536
- 16,805
- 274
Are shubh shubh bol bhai kya anap shanap bake ja raha hai are koi to isko samjavo yaar kuch bi nahi hua anand bhai ko agar tujse sabar nahi ho raha hai to ye sab mat bolakar kuch bi bolta hai nonsencebhai logo anand bhai ne bataya tha ki iss month ke first week me unke brain ka operation hone wala hai,
hum sab ko unke liye dua karni chahiye ki vo jaldi se thik ho jaye,