jaanki devi yaani chandan kee nani gaon ke paise waale pariwar mein gini jaati hain lagta hain... jis prakar yeh chauraha gaon ko baat raha hain disha mein ussi prakar log bhi bante hain unke rahan sahan aur soch se.... parchun waale kee taraf se lagta hain ameero ka gharana hain... aur chaiwaalo kee taraf kuchh madhyamwargii pariwar aur mandir kee disha mein gareeb tabke ke log ke saath saath hamre pujniye sarpanch.... yahee toh chalta hain paise aa gaye toh jaat paat bhi mayne na rakhti hain gareebi hi sabse neech jaati hain iss duniya kee.....
chalo seeti maar ke swagat toh hui gaon mein.... aage bhi aise satkar kee umeed hain ek vidhwa ke liye... akhir ek vidhwa toh pure samaj kee hoti hain... waise yeh chandan jo bhi kaka shree se bole jaa raha hain uspe unki pratikriya naganya hi thee... lagta hain jaise wo iski baato se sahmat na hain...
jaanki devi itni bari haweli mein akeli hi pariwar hain... unki anuradha jee ke alawa doosri koi santan na hain lagta hain.. aur bhala kaun kehta hain kee chandan mandbudhhi hain... iski baato se toh yeh kahee behtar maloom hota hain baaki logo se... akhir itni samajhdari kisi vivek sunya insan mein toh na dikhti hain...
chandan kee daadi ko bhi apne bete bahu kee chinta thee.. jaate jaate unhone ne bhi aarthik sahare ka intejam karit gayee thee.... aur teerath se tatparya kya hain kya wo abhi tak jinda hain... kya wo abhi tak wahan se lauti na hain.... aur chacha ke pariwar chandan ke sahar ke hi najdeek rahte hain kya...
gajju halwai ka pariwar kee bhi aham bhumika maloom parti hain... kam se kam uske bete kee toh jaroor... shayad jis launde ne seeti se swagat kiya kaheen wo gajju ka hi beta toh na hain... waise anuradha devi ke roop soondri toh hain.. lekin yahee roop unke jee ka janjaal na ban jaye...
andhvishwas ke jo kisse varnit kiye ho gurujee aise kayee kahaniya hame aksar gaon dehat mein sunne ko mil jaati hain... kabhi daadi naani se toh kabhi dosto se... mirch masala laga ke apne vaham ko bhoot pret ka naam de dete hain... khair yeh toh debate ka vishay hain kyunki kuchh manne walle hain aur kuchh na manne waale... hame toh abhi tak aisa kabhi anubhaw na hua toh hum na mante hain.. jinhone kiya wo uska astitva ka jikra karte hain...
waise khandhar aur pokhar ka jikra kiya hain gullabo ne.... aisa hi drishya ya shayad ussi jagah ka chandan ne apne swapno mein bhi dekha tha... khair inka talluk kya hain wo toh payal waali didi hi batayengi jo chhin chhin karti bhaagti rahti hain...
Thik ho na mutalli? ab yeh mutalli kya hain bhai... jyada moti hain ya phir raat mein abhi bhi bister gilli karti hain... wasie gili karne kee umar toh ho gayee lekin.. khair jaane do...
waise mere tharkee deemag ne yeh dekha kee chhat pe chadhne ke baad gusalkhana jo bina chhat rahit hain uska najara ho raha hain... toh kaheen wo matlab hota hain na baaki samajhdar hain gurujee... udhar koi na jaaye iska dhyan rakhe... nahin toh bed gila toh chudail ne karna tha yehan ke tharkee laundo ko doosra bahana mil jayega...
dekho aage waale line padhne se pehle hi maine bol diya tha lekin gurujee ne kaand kar hi diya ab masoom launda ko yehan aate hi jhatek mil rahe hain pehle trailer kavita ne dikhaya aur filam anuradha jee ne... ab garmee toh mausam mein thee lekin iske andar jo abdhi uska kya... ab sanjeev bhaiya bhi na hain jo isko kaam gyan dilwaye batao....
gulaabo saaf dil ke hain... jis tarah se milte hi pehli baar mein khule dil se achhe bure ka bhi gyan dene lagi aise koi behen hi apne bhai ke bhale ke liya karti hain.... ek behen ke kamee har bhai ko khalti hain jisse na ho... ab itni samajhdar jo mil rahi hain toh mauka kaise jaane de.. akhir incest tag ko bhi toh saarthak karna hain khaali adultery thori na hogi...
toh katarni ko behna banaya aur mutalli ko sajni... tarakki toh dekho launde ka incest+adultery ka intejam ho gaya Enigma bhaiya...
ghodi chadhega tab stann-pann karane se kya tatparya hain... kya aisa hota hain kaheen...
waise sarju aur sunil ko achha sabak sikhaya chandan ne unke durvyavhar ke karan ek dar ban gaya tha jo jeevan bhar rahne wala tha.... jab apne samne hi uss dar ko bhagte dekha toh saahas toh jaroor mili hogi...
chandan ke in andhvishwaso pe kathaksh bhi bare majedar rahte hain... khair khud pe bishwas hona aur pagalpan mein antar hain... yeh toh samajh aata hain kee usse jigyasha hain man mein us sach ko janne kee jisse log chhupate hain usse..... aur beshak pret se khatra na ho lekin insan ke bhes mein jo pret ghumte hain unse toh khatra ho shakta hain jinhe apnse iss sach ko barkrar rakhna hain....
ek sawal hain yeh jo maute ho rahi hain unki jaanch karne kautwaali se koi kyun nahin aata hain abhi tak... mana kee bhoot-pret aur yeh andhbishwaso par desi logo ko yakeen hain lekin jo videshi hukumat hain unke man mein jigyasha tho jaroor utpann hoti hogi kya unhone khoj khabar lene kee kosis na kari....