Shailesh kumar
Member
- 298
- 776
- 108
Pyar bhara pyara update Enigma bhai,apni-2 jagah sabhi patron ki behtareen cheshtaye manlubhavan thi.
Dhanyavad
Dhanyavad

To aap ye kehna chahte to ki sushil filhaal is kahani ka ek sasakt villian he. au wo hi kavita aur chandan ki sadi me adanga adayega. Nandita ki kahani usi ki jubani agar batayi jaye chandan ko to jyada sasakt lagegi. Balki agar nani usaki koi saheli ya ristedaar ho to maja aa jayega jise apne pyaar ko dukhi dekh kar khud nandita ne bheja hoga. Aur chaurahe ki baat agar koi bujurg janta he to wo sayad nani bhi ho sakti he.Bade bhai Nandita ek mukhya kirdaar hai is kahaani me lekin us se jyada uljhan hai Chaurahe ki jiska sach jaan ne wala toh koyi bujurg he hoga. Sushil apna ullu toh saadh raha hai par insaan thoda jyada he ghaagh hai. Wo yaha bhi Chandan ko saamne rakhna chahta hai jis se agar kavita sang koyi ghatna saamne aaye toh wo dosh chandan par he mandh de. Khair wo toh sab baad ki baat hai lekin jis baat se aap naraaj ho us baatchit ko main apne he andaaj me kahunga. Do sakhiyon ke beech raat abhi baaki hai.
Enigma Bhaly hi yh adhori khani hy pr isko samjhy bina baki khani bhi adhuri hi rehni wali hyYahi aadhi kahani hai bade bhai.
Bhai momo se bhi tulna kar dena.Tulna samose, kachori, raaj kachori aur gol gappo se behtar rehti hai bhai. Chatpati![]()
Sushil chata hy k agar kavita ki wjh sy phans bhi Jay too wo akela nh ho sath chandan ka naam bhi ho taky chandan ko bchany k liay oski nani sushil k khilaf bhi koi action nh Lee saky q k sushil chata hy chandan khud kavita ko Lee k osky pass jayto ky
To aap ye kehna chahte to ki sushil filhaal is kahani ka ek sasakt villian he. au wo hi kavita aur chandan ki sadi me adanga adayega. Nandita ki kahani usi ki jubani agar batayi jaye chandan ko to jyada sasakt lagegi. Balki agar nani usaki koi saheli ya ristedaar ho to maja aa jayega jise apne pyaar ko dukhi dekh kar khud nandita ne bheja hoga. Aur chaurahe ki baat agar koi bujurg janta he to wo sayad nani bhi ho sakti he.
bhai usaki izzat bachi nahi thi balki lut li gayi thi.Enigma Bhaly hi yh adhori khani hy pr isko samjhy bina baki khani bhi adhuri hi rehni wali hy1 kanwari larki jis ny apni izat bchany k liay jaan di oor apny pariwar py hony waly zulam ki wjh sy abhi tk jisko mukti nhi mili wo kaly jadu karny walo ko attract nh kry mushkil hy churay k pechy k raaz oor Nandita mn koi link too hy yh pka hy
![]()
Sakshat toh nahi bade bhai lekin wo chall se apna khwaab poora karna chahta hai. Wo sapna jiske liye chandan ab mehnat karke khudko saabit karna chahta hai taaki Kavita hamesha ke liye uski ho sake.to ky
To aap ye kehna chahte to ki sushil filhaal is kahani ka ek sasakt villian he. au wo hi kavita aur chandan ki sadi me adanga adayega. Nandita ki kahani usi ki jubani agar batayi jaye chandan ko to jyada sasakt lagegi. Balki agar nani usaki koi saheli ya ristedaar ho to maja aa jayega jise apne pyaar ko dukhi dekh kar khud nandita ne bheja hoga. Aur chaurahe ki baat agar koi bujurg janta he to wo sayad nani bhi ho sakti he.