Ek hi khandan ke hain
Dushmani bhi samman ke sath ki jati hain
Dushmani nibhane ke liye aise giri harkte nhi karte hain ham
Kuch aisa kam nahi karne ki apke baap dada par dada ne jo name banaya hai uski dhaziya uda de
Matter ab tab hi sahi hoga Jab dono pariwar me kisi ki mrityu ho , Tab hi sulah hogi usse usse pehle no chance khaas kar hamare side se To Nahi chance hain ,
Hamare yaha riste ya To kisi ki shadi me theek hote hain ya mrityu ke samay ab shadi ek adh To nipt gye To, usme aaye Thee Father sahab ko manane lekin hamare father nahin mane