- 19,104
- 22,110
- 229
Aisa feature hota to yanha log kantaap ke liye to uska Use nahi karteKaash koi feature hota ki ghus ke kantaap maar sakte phone me.
Aisa feature hota to yanha log kantaap ke liye to uska Use nahi karteKaash koi feature hota ki ghus ke kantaap maar sakte phone me.
Personally nahi kar sakte. Professionally toh kar sakte hai na.Extra work he ho ga
Aur kisi bhi reader ko aise label nahi de sakte hai.
Label to unhe bhi nahi diya jinhone forum ko hurt karna chaha tha
Aise readers ko just report ker do ya hum khud he daikh lete hote hai
Aisa feature hota to yanha log kantaap ke liye to uska Use nahi karte
Uske liye ban option hai Writer's ko batane se bhi kya he ho ga?Personally nahi kar sakte. Professionally toh kar sakte hai na.
Kabhi banks ko dekha hai defaulter list dete? Aadmi jab loan nahi chukaata na wilfully toh banks uss aadmi ki photo, uski details credit rating agencies ko bhejte hai defaulter ke roop me ki iss bande ne wilfully default kiya hai.
Aur fir wo agencies ye information aage baaki banks ko forward karti hai. Obviously, personally uss bande ke baare me kuchh bhi nahi bola jaata.
But professionally...
Toh aise readers jo baar baar tang kar rahe hai unke liye bhi kuchh hona hi chahiye.
Chek kar ke dekh lo, sach pata lag jayega
Ban toh tab hai man jab koi kuchh rules ke khilaaf kare. Tab bhi instant ban nahi milta. Warning jaati hai.Uske liye ban option hai Writer's ko batane se bhi kya he ho ga?
Unhe handle to mods ne he karna hota hai aur mods ko pata rehta hai ke kon kitna paani me hai
Ye to latest news hai Ye sab bhi hota hai kya, Likh leta huBan toh tab hai man jab koi kuchh rules ke khilaaf kare. Tab bhi instant ban nahi milta. Warning jaati hai.
Aur ye kyu karna chahiye hai?Ab jo readers writers ko tang karte hai. Toh ek defaulter list me unka naam aana chahiye. Taaki writers dekh sake ki bhai ye ye reader aisa hai.
Mehnat kam ki baat nahi hai, Unnecessary kuch karna he kyu haiBaaki, ju mods log har wo kaam karoge jisme mehnat kam karni pade.
Writers handle kar sakte hai. Itni taqleef hai toh.Ye to latest news hai Ye sab bhi hota hai kya, Likh leta hu
Aur ye kyu karna chahiye hai?
Reader kitna bhi bura ho kisi writer ko bhi kisi tarha ka risk to nahi hai na? Agar abusive ho to report ker do, Hamay list banane ki kya zaroorat hai?
Mehnat kam ki baat nahi hai, Unnecessary kuch karna he kyu hai
Ek report ko puri tarha se handle karne me he 3 se 4 din lagte hai, Usme agar ye bhi karne lage to ho gaya kaam
Sirf ek sawal...Kyu?Writers handle kar sakte hai. Itni taqleef hai toh.
Unhe privilege dedo ki woh unke apne threads me pareshan karne waale readers ke naam ko udhar bas daal sake. Simple.