• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Chut ka badla

Rekha rani

Well-Known Member
2,556
10,909
159
Dear Friends kaise hai aap sab, kafi dino se main story read kr rhi hu, aur bahut samay phle maine ek story read ki thi, bahut mast story hai chudai aur suspense aur sajish se bharpur, writer na name malum nhi hai but kahani mere pass hai, kya usko yha post kr sakti hu, meri story nhi hai lekin mast. Hai jinhone nhi padhi wo padh sakte hai name hai choot ka badla,
 

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,801
174
Dear Friends kaise hai aap sab, kafi dino se main story read kr rhi hu, aur bahut samay phle maine ek story read ki thi, bahut mast story hai chudai aur suspense aur sajish se bharpur, writer na name malum nhi hai but kahani mere pass hai, kya usko yha post kr sakti hu, meri story nhi hai lekin mast. Hai jinhone nhi padhi wo padh sakte hai name hai choot ka badla,
:congrats: for the story ma'am swagat hai aapka pr usse pahle mera ek sujhav hai Aapko kisi ek MOD se pahle is bare me consult kr lena chahiye taki baad me Aapko thread close na Karna pade or kahani nirvighn chalti rhe...
 
  • Like
Reactions: Rekha rani

Rekha rani

Well-Known Member
2,556
10,909
159
:congrats: for the story ma'am swagat hai aapka pr usse pahle mera ek sujhav hai Aapko kisi ek MOD se pahle is bare me consult kr lena chahiye taki baad me Aapko thread close na Karna pade or kahani nirvighn chalti rhe...
Itne pange hai to rhne deti hu kya krna copy krke post krna
 
  • Like
Reactions: Xabhi

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
10,281
39,071
259
Please ye thread kaise delet hogi btaye jra
Ise delete karne ke liye bhi MODS se hi bat karni hogi :D :banghead:

Better hai... Story hi post kar do :D
 

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,801
174
  • Like
Reactions: Rekha rani

Rekha rani

Well-Known Member
2,556
10,909
159
Ye kahani copy hai aur iska pura credit iske gumnam writer ko jata hai

Aaiye-2,Sahay Sahab....baithiye!",Keswani ne apni kursi se uth ke Suren Sahay ka swagat kiya.

"namaste keswani ji!kya haal hai?",dono ne hath milaya & fir suren ji uske desk ke samne rakhi 1 kursi pe baith gaye.unke sath 1 aur shakhs aaya tha joki hath me 1 leather bag pakde unke peechhe hi khada raha.

"bas aapki dua hai."

"ye lijiye..aapki payment.",sahay ji ne hath peechhe kiya to us shakhs ne bag me se 1 cheque book & 1 noto ki gaddi nikal ke unhe thama di,"....70%cheque & baki cash.",sahay ji ne cheque kaat ke cash ke sath keswani ko thama diya.

"are....sahay sahab aapne iske liye itni taklif kyu ki?apne kisi aadmi ko hi bhej diya hota...",keswani ne noto & cheque ko apne desk ki daraz ke hawale kiya.

"aap to jante hi hain,keswani ji ki Sham Lal ji ne jabse humara manager ka kaam chhoda hai,hume hi sab dekhna pad raha hai."

"ji,vo to hai.ab sham lal ji jaisa dusra aadmi milna bhi to mushkil hai."

"bilkul sahi farmaya aapne..",1 naukar sharbat ke glass rakh gaya to sahay ji ne use utha kar 1 ghunt bhara,"..lekin vo bhi kya karte....pata hai keswani sahab vo humare sath tab se the jab main college me padhai karta tha.business ke sare kaam..ye payments lena ya dena sab vahi sambhalte the..mujhe to kabhi laga hi nahi tha ki vo hume chhod ke jayenge magar vo bhi kya karte?beta vaha bangalore me bas gaya ab chahta tha ki maa-baap usi ke sath rahen..aise me kaun insan naukri ke chakkar me pada rahega.",unhone 1 aur ghunt bhara,"..bade kismat vale hain sham lal ji..jawan bete ne unki zimmedari ab apne kandhe le li hai.",unke chehre pe jaise 1 parchhayi si aake guzar gayi.

"achha..ab ijazat dijiye,keswani ji.",sahay ji uth khade hue & apne us aadmi ke sath vaha se nikal gaye.

"sara kaam nipat gaya,Shiva.",apni Mercedes ki pichhli seat pe baith ke unhone driver ko chalne ka ishara kiya.

"haan,sir."

"to tum jake apne bhai & uske parivar se mil aao..",unhone apni ghadi ko dekha,"..abhi 4 baj rahe hain..9 baje tak aa jana,fir hum ghar ke liye nikal jayenge.",car panchmahal ki sadko pe daud rahi thi.

"thik hai,sir.",shiva sahay ji ka bodyguard tha.aisa nahi tha ki sahay ji ko koi jaan ka khatra tha magar vo 1 pakke businessman jante the ki 1 vyapari ko rupaye paiso ke mamle me ehtiyat baratni hi chahiye.

shiva koi 10 saal pehle unke paas kaam ke liye aaya tha lekin shiva ke bare me jaanane se pehle hum thoda sahay ji ke bare me jaan lete hain.suren sahay Raibahadur Mathura Sahay ke pote & Kailash Sahay ke bete the.sahay khandan ka agar koi asbse bada gun tha to vo tha samay ke sath chalna & waqt ki zarurato ke mutabik khud ko dhaal lena.

mathura sahay ko angrezo ne raibahadur ke khitab se navaza tha.panchmahal se Avantipur jane wale highway pe panchmahal se koi 50 km ki duri pe 1 kasba padta hai Haldan.is kasbe ke aate hi agar aap highway se baayi taraf nikal rahi sadak pe chale jayen to Sahay Estate me dakhil ho jayenge.

mathura ji ke paas thodi si zamin thi jise unhone angrezo ko khush karke bahut badha liya tha.unke baad jab kailash ji ne unki jagah li to unhone naye-2 azad hue mulk ki sarkar ko khush karke Sahay Estate ki neev rakhi.is waqt kayi acres me faili is sampatti ke bas do varis the suren ji & unka chhota bhai Viren Sahay jise kabhi bhi khandani business me koi dilchaspi nahi rahi to 1 tarah se abhi is puri milkiyat ke akele maalik suren ji hi the.

suren ji ne bhi apne purvajo ke nakshe kadam pe chalte hue business ko nayi bulandiyo tak pahunchaya.estate ki zamino pe gehu & hari sabziyo ke khet,poultry farm,dairy & 1 ghodo ka stud farm tha.pure panchmahal & avantipur ke bazaro me sabzi,gehu & poultry products-ande & meat ke sabse bade supplies the sahay ji.ab to unhone 1 aata mill bhi khol li thi & apne gehu ko piswa kar uski packing kar bazaro me bech rahe the.

yu to humare mulk me jua 1 jurm hai magar 1 jua hai joki lagbhag har bade shahar me khel jata hai & use kanoon ki manzuri bhi mili hui hai,vo hai ghud daud.in daudo me raeeso ke ghode daudate hain.ab kuchh to khud in ghodo ko palte hain magar ye ghode aate kaha se hain-stud farms se.sahay farms mulk ke nami girami logo ko ghode muhaiyya karata tha.

suren ji ko business me bahut man lagta tha & use vo hardam aage badhane ke nayi-2 tarkeeben sochte rehte the.isi wajah se unka dhandha badi tezi se phal-phool raha tha.unke barso purane manager sham lal ke jane se unhe idhar 1 mahine se thodi pareshani uthani pad rahi thi & ise door karne ke liye vo 1 naye manager ki talash me jute hue the.

ab shiva ke bare me bhi jaan lete hain.suren ji ko khud ke alawa bas 3 aur logo pe bharosa tha-1 to sham lal ji,dusri unki biwi & teesra shiva.koi 10 saal pehle ki baat hai jab shiva unke paas aya.suren ji ki estate koi 3-4 bade gaon ke barabar thi.itni badi property ki kewqal dekhbhal hi nahi hifazat bhi zaruri thi.dekhbhal ke liye to duniya bhar ke log the magar hifazat ke liye suren ji ko 1 bahut hi bharosemand & zimmedar aadmi ki talash thi.

abhi tak to vo bas kuchh chaukidaro ke bharose hi the.puri estate ke charo taraf baans & lakdi ki balliyo ki 1 5 1/2 ft oonchi baad thi magar ye bas estate ki seema batane ka kaam karti thi,choro ko rokne ka nahi.idhar choriya kuchh zyada badh gayi thi,kabhi koi bakri utha le jata to kabhi sabziya ukhad leta.suren ji jante the ki yehi chhoti-moti choriya aage jake kisi bade nuksan ka bhi sabab ban sakti hain.24 ghante estate ki nigrani karna police ke bas ka bhi nahi tha,iske liye to unhe khud hi kuchh karna tha.

shiva jab unke paas aaya vo 30 baras ka tha & usne fauj me 5 saal bitaye the.uska interview lete hue suren ji ne us se estate ki security ki babat hi sare sawal puchhe & uske jawabo ne unhe kafi prabhavit kiya.unki tajurbedar aankho ne uspe danv lagane ki than li & use estate security incharge bana diya.shiva ne bhi unhe nirash nahi kiya & 2 mahino ke andar hi usne 50 guards ki team taiyyar kar li & apne fauj ke tajurbe ka istemal karke estate ki puri security ka pakka bandobast kar diya.

shiva 1 6'4" ka salike se kate baalo & patli moochho vala tagda mard tha.uski sabse badi khasiyat thi ki vo apne kaam se kaam rakhta tha & bahut kam bolta tha.suren ji to uski wafadari ke kayal the & 3 saal beetate-2 unhone use estate ke 1 ghar se utha ke apne bungle me rakh liya.us bungle me jaha ki sirf vo apni biwi & bete ke sath rehte the.jab bhi vo kahi jate shiva saye ki tarah unke sath hota.saal me bas 2 baar-holi & diwali,pe 2 dino ke liye vo panchmahal me rah rahe apne bade bhai ke paas jata lekin is baar sham lal ji ki vajah se use 1 aur mauka mil gaya tha unse milne ka.

raste me shiva car se utar gaya & car sahay sahab ke shahar ke bungle ki or badhi chali.shiva ne 1 taxi pakdi & apne bhai ke ghar ki or chala gaya.thik usi waqt 1 maruti swift unki car ke peechhe lag gayi.mercedes unke bungle me dakhil ho gayi to vo swift kuchh duri pe ruk gayi & use chalane vala driver apni nazar bungle ke gate pe gadaye baitha raha.

thodi er baad 1 taxi gate pe ruki & usme se 1 jawan ladki utri & gate pe khade guard se kuchh kaha.use dekhte hi us aadmi ne swift aage badhayi & bungle ke samne se hota hua bungle ke bagal ki gali me ghus gaya.usne car bungle ki deewar se lagayi & furti ke sath bahar utra.usne apne chehre pe 1 kala naqab pehna hua tha jisme se bas uski aankhe nazar aa rahi thi.usne aas-paas dekha,gali humesha ki tarah sunsan thi.usne 1 mahine pehle se roz yaha ka jayza liya tha & puri planning karne ke baad hi yaha aaya tha.

usne pairo me rubber sole vale joote pehne the & hatho me dastane.vo car ki chhat pe chadh gaya & fir vaha se bungle ki deewar pe & agle hi pal vo bungle ki lawn ki ghas pe tha.thodi hi der me vo bungle me dakhil ho chuka tha.

"haan?",bungle ke bedroom me aake suren ji ne apne kape utarna shuru kiya hi tha ki tabhi intercom baja,"..haan,maine hi bulaya tha use upar mere kamre me bhijwa do.",sahay sahab ki umra 50 baras ki thi & unka kad tha 5'10",umra ke sath unki tond thodi nikal aayi thi,samne se ud chuke safed baalo ko unhone khizab se dhank liya.aamtaur pe is umra me insan thoda sayam se jine ki koshish karta hai magar suren ji ke sath aisa nahi tha.unhe jawani me jo sharab,shabab & kabab ka shauk laga tha vo abhi tak vaise hi barkarar tha.is shauk ne unki sehat ko nuksan bhi pahunchaya tha,unka dil ab pehle jaisa mazboot nahi raha tha.

mamle ki nazakat samajhte hue unhone sharab & kabab ko to kafi had tak kam kar diya magar shabab ke sath unhone koi kami nahi ki.jab se vo jawan hue the,yaha tak ki shadi ke baad bhi vo har mahine kam se kam 1 baar apni estate se bahar kisi shahar ka chakkar zarur lagate & apne is shauk ko pura karte.

aaj bhi unke isi shauk ko pura karne vo callgirl yaha aayi thi,"hello,sir!",us khubsurat ladki ne kamre me kadam rakha to sar hila ke uski hello ka jawab dete hue suren ji ne use sar se panv tak nihara.ladki ne bahut kasi hui safed rang ki patloon pehni thi & uske upar peele rang ka vaise hi kasa hua top.ye kasa libas uske jism ki golaiyo ko aur ubhaar raha tha.suren ji ne sare kapde utar diye the & bas underwear me the,"..aap to pehle se hi taiyyar hain,sir.",ladki muskurayi & apne kapde utarne lagi.

suren ji bistar ke headboard se tek lagake baith gaye & use nangi hote dekhne lage.ladki apne peshe me mahir thi.badi ada se vo apne jism ko numaya kar rahi thi & jab tak usne apni patli si panty ko apni kamar se neeche sarkaya tab tak suren ji ka underwear 1 tambu ki shakl ikhtiyar kar chuka tha.

ladki gori thi & uski chhatiyaa & gand kafi bade & bhare-2 the.apne hatho se apni chhatiyo ko dabate hue unke kale nipples ko masal kar kada karte hue vo muskurate hue apne grahak ki or badhne lagi.tabhi suren ji ko kuchh yaad aaya,"suno..vo mere coat ki jeb me 1 dawa ki dibiya hai,zara nikal kar lao.",paas ki kursi pe pade apne kapdo ki or unhone ishara kiya.

narangi rang ki chhoti si dibiya unke hawale karvo ladki unke samne baith gayi & unki chhati ke baalo pe hath firate hue unke seene ko chumne lagi.suren ji ne dibiya me se 1 goli nikali & kha li & fir dibiya ko palang ke bagal me rakhe side-table pe rakh diya.ladki ke sar ko apne seene se utha ke unhone uske hotho pe apne hoth kas diye & unke hath uski nangi pith & kamar pe ghumne lage.ladki thoda aage ho unse bilkul chipak gayi & apni chhatiya unke seene pe daba di.suren ji uski gand dabate hue uski gardan chumne lage.ladki aahe bhar mast hone ka natak karne lagi.

sahay sahab jante the ki vo natak kar rahi hai magar unhe is se kuchh lena-dena nahi tha,unhe to bas apne maze se matlab tha.unhone ladki ki gardan se sar uthaya & uske sar ko fir se apne seene pe daba diya,vo unka ishara samajh gayi.unke seene ko chumte hue vo neeche jane lagi & thodi hi der baad uske lal lipstick se range honth unke 6 inch lumbe lund pe kase hue the.suren ji uske sar ko apne lund pe dabate hue uski zuban ka pura lutf utha rahe the.ladki ne apni kalakari dikhana shuru kar diya,unke lund ko mazbooti se jakde vo kabhi use munh me bhar chusti to kabhi bahar nikak kar bas uspe jibh firane lagti.

suren ji ne masti me aankhe band kar li.thik usi waqt vo naqabposh unke kamre ki balcony pe kud ke aaya,rubber ke jooto ne na ke barabar aavaz ki thi.usne dekha ki kamre ka sheeshe ka darwaza band hai.usne pichhle 1 mahine me is ghar ka chappa-2 dekh liya tha & is darwaze ko bahar se kholne ki tarkeeb bhi nikal li thi.usne dono darwazo ke handle pakad ke pani taraf mazbooti se khincha,aisa karne se andar se lagi chhitkani dhili ho gayi & darwaze ke upar ki chaukhat me lage uske chhed se neeche sarak gayi.usne darvaze ko bas 1 inch khola to andar se aa rahi aaho ki aavaze ne use andar ka haal bayan kar diya.

usne badi savdhani se halkse darvaze ko khol andar sar ghusaya,us sheeshe ke darwaze ke daayi taraf ki deewar se sate hi palang & uske dono taraf side-tables lage the.usne sar ghusa ke daaye ghumaya to use vo callgirl bistar pe pith ke bal leti dikhayi di & uski tango ke beeche munh ghusaye uski chut chaatne me mashgul suren ji.callgirl ab sach me masti me pagal ho gayi thi.suren ji ki jibh uske dane ko chat rahi thi & unki ungli lagatar uski chut ke andar-bahar ho rahi thi.
 

Rekha rani

Well-Known Member
2,556
10,909
159
naqabposh ne sar peechhe khincha magar tabhi uski nazar side-table pe padi dawa ki dibiya pe padi..isi ke liye to vo yaha aaya tha..kab se vo suren ji ke peechhe bas is chhoti si dibiya ke liye hi pada tha.usne hath badha ke dibiya ko uthana chaha magar thik usi waqt suren ji ne ladki ki chut se sar uthaya & uske upar aa gaye & uske hotho ko chumne lage.naqabposh bijli ki tezi se peechhe ho gaya.manzil ke itna kareeb aake vo ab galti nahi kar sakta tha..uska pura plan to bas sabra pe hi tika tha.aaj ke kaam ke baad bhi use bahut sabra se kaam lena tha.usne apni pant ki jeb me hath dala & 1 hip flask nikala..baki logo ko sharab beqabu kar deti hai magar use..use to yahi kabu me rakhti thi..vo vahi balcony pe baith gaya & jaldi se 2-3 ghunt bhare,fir aankhe band ki & apna dhyan andar se aa rahi aavazo pe laga diya.

callgirl ne apne upar sawar suren ji ki kiss ka jawab dete hue apna hath neeche le jake unke lund ko apni chut ka rasta dikhaya.uske kandho ko thame use chumte hue suren ji ne fauran dhakke lagane shuru kar diye.har dhakke pe ladki ki aahen aur tez ho jati.usne apni tange unke kamar pe kas di thi & unhe baaho me bhare neeche se kamar hil arhi thi.suren ji thodi der tak vaise hi use chodte rahe,"..ab tum mere upar aa jao.",vo uske daaye kaan me phusphusaye.

ladki ne fauran unke kandhe pakad ke karwat lete hue unhe apne neeche kiya & fir unki chhati pe apni choochiyo ko dabaye hue unhe chumte hue apni kamar hilane lagi.suren ji ne uski chaudi gand ko apne hatho me kas liye & use masalne lage,"..ooooowwww....!",ladki uth ke baith gayi & unke seene pe apni hatheliya jama ke tezi se apni kamar hilane lagi.suren ji ne uski choochiyo ko pakad ke uske nipples ko masala diya,"...aaannhhhhh....!",ladki ne unki kalaiya pakad ke neeche ki to unhone uski baaho ko tham liya & neeche khincha.1 bar fir ladki unke seene se chipki kamar hila rahi thi magar is bar suren ji ne apne ghutne mode & uski kamar ko apni baaho me jakda & neeche se badi tezi se kamar uchkate hue uske dhakko ke jawab me bade qatil dhakke lagane lage,"..aaahhh...ooohhh....aaaaannhhh....oouuiiiii....!",ladki ki aahe ab bahut tez ho gayi thi,suren ji samajh gaye ki vo jhad rahi thi.

unhone use baaho me jakde hue dhakke lagana roka & 1 bar fir karwat le use apne neeche kar liya,fir apni kohniyo pe apna vazan rakh kar thoda upar ho uski chhatiyo ko maslate hue zor-2 se dhakke lagane lage.ladki dobare jhadne lagi & is baar uske jhadte hi suren ji ne bhi apna sara pani uski chut me chhod diya.

naqabposh bahar baitha andar ki aavazo pe kaan lagaye tha.sham dhal chuki thi & ab battiya jalne lagi thi.usne gaur kiya ki andar se ab aavaze aana band ho gayi thi yani ki chudai khatm ho chuki thi.vo khada hua & darwaze pe kaan lagaya,"..bathroom kidhar hai,sir.",ladki ki aavaz uske kaan me padi.

"udhar..",fir ladki ke bistar se utar ke bathroom me jane ki aavaz aayi.fir use bathroom me pani girne ki aavaz aayi & fir ladki chikhi,"..oooww..!",naqabposh ne fauran darvaza khola andar sar ghusaya,"..aapne to mujhe dara hi diya!",suren ji ladki ke peechhe-2 bathroom me chale gaye the & ab andar se dono ki athkheliyo ki aavaze aa rahi thi.

naqabposh kamre me dakhil hua & vo dibiya utha li,fir apni jeb se bilkul vaisi hi 1 dusri dibiya nikal.usne dono dibiya ko khol ke dekha,fir apni vali diniya me se kuchh goliya nikal ke apni jeb me daal dono me goliyo ki matra barabar ki & fir use suren ji ki dibiya ki jagah rakh diya & unki dibiya ko apni jeb me rakh jis raste aaya tha usi raste chala gaya.

thodi hi der baad uski swift vaha se nikal chuki thi.uska kaam ho gaya tha bas ab use baith ke intezar karna tha.suren ji ne ladki ko paise deke vida kiya & taiyyar hone lage.kuchh hi der me shiva bhi aa jata & fir dono ko vapas estate lautna tha.unhone coat ke button band kiye & kamre se bahar nikal gaye ki tabhi unhe kuchh yaad aaya,vo vapas kamre me aaye & sie-table se apni dawa ki vo dibiya utha li & apni jeb me rakh li.unka kamzor dil unki ayyashi me adchan na bane iske liye doctor ne unhe ye dawa di thi.usne kaha tha ki jab bhi unhe kisi bhi excitement ka andesha ho to vo 1 goli kha len,is se unka dil sambhla rahega.ye dawa na hoti to vo shayad hi jismani rishto ka lutf is kadar utha pate.

unhone man hi man doctor ko dua di & neeche khane ki mez ki or chale gaye
 
Top