- 2,252
- 3,147
- 144
Lekhika ji Baat accha bura ki nahi honi chahiye har wo kahani acchi hai jo manoranjan karen aur use padhne wale ke man ko mansik khushi de. Ab accha bura kahani me dhoondne walon ko to khud ke chehre me bhi kami nazar aa jayegi agar imandari se dhoondenge. ab iske liye bhagwan ko dosh denge ya maa baap ko. Kahani agar acchi lagi aur man santust hai to usme kami hone par bhi uski koi fark nahi padta. Aur.naa hi isse.koi fark padta hai ki wo jisi jati dharm ya kisi riste ko lekar ho. Yaha hum kewal kahani ko injoy karne ke liye aaye hai. Aur use poori tarah enjoy karne ke liye kahani me poori tarah ghusna hoga. Ab kami ho ya na ho koi fark nahi. Aap bas dil khol kar sab kuch khul kar apni soch aur kalpana ko shabdon me aropit karte jaiye. Use parwaan hum zaroor chadhane ki chesta karenge. Aapki Kahani ke har padaav aur kalpana shakti ko hamara poorn samarthan hai aur iska bhavya swagat hai......Bahut bahut shukriya aapka.. par aap sabke sabd hi mujhe likhne k liye himmat dete hai.. agar aap sab acha bura nahi kahenge toh likhne main maza kaha aayega..