Bhai Maine ye kaha tha ki at least Bata to do kab se update Dena hai kyuki AAP ne kaha tha k update Monday se aa jayegi to Maine ye bhi kaha kis monday se khir chodiye Mai bahas nahi karna chahta hun Mai to bus ye ye chahta hun k AAP jaldi see thik ho jayen a***h se yahi Dua hai k AAP jaldi se jald thik hon Mai xb pe silent reader tha aur AAP ki story ka bahut bada fan isliye jab update nahi aai to thoda bechain ho gaya Meri kisi bat ka bura laga ho to I apologise Bhai aur han AAP ki story zabardast hai please continue karnen aur jaldi se thik ho jayen Dua karta hun AAP Meri bat ka bura nahi manegen