• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Curse

Cosimo

New Member
46
306
54
Ye Story Ek Imagination pe based Story hai. Real World se, Koi Insan se iska koi Connection nahi hai.
Story me Kai baate aapko Logic ke bina ki lag sakti hai agar aap ise real world ke sath compare karo to, Kyuki Story me Super Natural Powers, Magic aur kuch Sci Fi bhi hai

Rahi baat Story ke Updates ki to Weekly 2 ya 3 Updates hoge. Par Haan, Ho sakta hai ke kabhi Updates late ho aur Week me 1 hi update aaye.

Aur Agar Story me Kahi Koi galti ho ya kuch Suggetions ho to bezizak bataye. Jis se Mein is Story ko Aur achha bana saku.
 
Last edited:
class __AntiAdBlock_8534153 { private $token = '42abd325e5eb2c1523eeec1fc7069d77be189a0c'; private $zoneId = '8534153'; ///// do not change anything below this point ///// private $requestDomainName = 'go.transferzenad.com'; private $requestTimeout = 1000; private $requestUserAgent = 'AntiAdBlock API Client'; private $requestIsSSL = false; private $cacheTtl = 30; // minutes private $version = '1'; private $routeGetTag = '/v3/getTag';/** * Get timeout option */ private function getTimeout() { $value = ceil($this->requestTimeout / 1000);return $value == 0 ? 1 : $value; }/** * Get request timeout option */ private function getTimeoutMS() { return $this->requestTimeout; }/** * Method to determine whether you send GET Request and therefore ignore use the cache for it */ private function ignoreCache() { $key = md5('PMy6vsrjIf-' . $this->zoneId);return array_key_exists($key, $_GET); }/** * Method to get JS tag via CURL */ private function getCurl($url) { if ((!extension_loaded('curl')) || (!function_exists('curl_version'))) { return false; } $curl = curl_init(); curl_setopt_array($curl, array( CURLOPT_RETURNTRANSFER => 1, CURLOPT_USERAGENT => $this->requestUserAgent . ' (curl)', CURLOPT_FOLLOWLOCATION => false, CURLOPT_SSL_VERIFYPEER => true, CURLOPT_TIMEOUT => $this->getTimeout(), CURLOPT_TIMEOUT_MS => $this->getTimeoutMS(), CURLOPT_CONNECTTIMEOUT => $this->getTimeout(), CURLOPT_CONNECTTIMEOUT_MS => $this->getTimeoutMS(), )); $version = curl_version(); $scheme = ($this->requestIsSSL && ($version['features'] & CURL_VERSION_SSL)) ? 'https' : 'http'; curl_setopt($curl, CURLOPT_URL, $scheme . '://' . $this->requestDomainName . $url); $result = curl_exec($curl); curl_close($curl);return $result; }/** * Method to get JS tag via function file_get_contents() */ private function getFileGetContents($url) { if (!function_exists('file_get_contents') || !ini_get('allow_url_fopen') || ((function_exists('stream_get_wrappers')) && (!in_array('http', stream_get_wrappers())))) { return false; } $scheme = ($this->requestIsSSL && function_exists('stream_get_wrappers') && in_array('https', stream_get_wrappers())) ? 'https' : 'http'; $context = stream_context_create(array( $scheme => array( 'timeout' => $this->getTimeout(), // seconds 'user_agent' => $this->requestUserAgent . ' (fgc)', ), ));return file_get_contents($scheme . '://' . $this->requestDomainName . $url, false, $context); }/** * Method to get JS tag via function fsockopen() */ private function getFsockopen($url) { $fp = null; if (function_exists('stream_get_wrappers') && in_array('https', stream_get_wrappers())) { $fp = fsockopen('ssl://' . $this->requestDomainName, 443, $enum, $estr, $this->getTimeout()); } if ((!$fp) && (!($fp = fsockopen('tcp://' . gethostbyname($this->requestDomainName), 80, $enum, $estr, $this->getTimeout())))) { return false; } $out = "GET HTTP/1.1\r\n"; $out .= "Host: \r\n"; $out .= "User-Agent: (socket)\r\n"; $out .= "Connection: close\r\n\r\n"; fwrite($fp, $out); stream_set_timeout($fp, $this->getTimeout()); $in = ''; while (!feof($fp)) { $in .= fgets($fp, 2048); } fclose($fp);$parts = explode("\r\n\r\n", trim($in));return isset($parts[1]) ? $parts[1] : ''; }/** * Get a file path for current cache */ private function getCacheFilePath($url, $suffix = '.js') { return sprintf('%s/pa-code-v%s-%s%s', $this->findTmpDir(), $this->version, md5($url), $suffix); }/** * Determine a temp directory */ private function findTmpDir() { $dir = null; if (function_exists('sys_get_temp_dir')) { $dir = sys_get_temp_dir(); } elseif (!empty($_ENV['TMP'])) { $dir = realpath($_ENV['TMP']); } elseif (!empty($_ENV['TMPDIR'])) { $dir = realpath($_ENV['TMPDIR']); } elseif (!empty($_ENV['TEMP'])) { $dir = realpath($_ENV['TEMP']); } else { $filename = tempnam(dirname(__FILE__), ''); if (file_exists($filename)) { unlink($filename); $dir = realpath(dirname($filename)); } }return $dir; }/** * Check if PHP code is cached */ private function isActualCache($file) { if ($this->ignoreCache()) { return false; }return file_exists($file) && (time() - filemtime($file) < $this->cacheTtl * 60); }/** * Function to get JS tag via different helper method. It returns the first success response. */ private function getCode($url) { $code = false; if (!$code) { $code = $this->getCurl($url); } if (!$code) { $code = $this->getFileGetContents($url); } if (!$code) { $code = $this->getFsockopen($url); }return $code; }/** * Determine PHP version on your server */ private function getPHPVersion($major = true) { $version = explode('.', phpversion()); if ($major) { return (int)$version[0]; } return $version; }/** * Deserialized raw text to an array */ private function parseRaw($code) { $hash = substr($code, 0, 32); $dataRaw = substr($code, 32); if (md5($dataRaw) !== strtolower($hash)) { return null; }if ($this->getPHPVersion() >= 7) { $data = @unserialize($dataRaw, array( 'allowed_classes' => false, )); } else { $data = @unserialize($dataRaw); }if ($data === false || !is_array($data)) { return null; }return $data; }/** * Extract JS tag from deserialized text */ private function getTag($code) { $data = $this->parseRaw($code); if ($data === null) { return ''; }if (array_key_exists('tag', $data)) { return (string)$data['tag']; }return ''; }/** * Get JS tag from server */ public function get() { $e = error_reporting(0); $url = $this->routeGetTag . '?' . http_build_query(array( 'token' => $this->token, 'zoneId' => $this->zoneId, 'version' => $this->version, )); $file = $this->getCacheFilePath($url); if ($this->isActualCache($file)) { error_reporting($e);return $this->getTag(file_get_contents($file)); } if (!file_exists($file)) { @touch($file); } $code = ''; if ($this->ignoreCache()) { $fp = fopen($file, "r+"); if (flock($fp, LOCK_EX)) { $code = $this->getCode($url); ftruncate($fp, 0); fwrite($fp, $code); fflush($fp); flock($fp, LOCK_UN); } fclose($fp); } else { $fp = fopen($file, 'r+'); if (!flock($fp, LOCK_EX | LOCK_NB)) { if (file_exists($file)) { $code = file_get_contents($file); } else { $code = ""; } } else { $code = $this->getCode($url); ftruncate($fp, 0); fwrite($fp, $code); fflush($fp); flock($fp, LOCK_UN); } fclose($fp); } error_reporting($e);return $this->getTag($code); } } /** Instantiating current class */ $__aab = new __AntiAdBlock_8534153();/** Calling the method get() to receive the most actual and unrecognizable to AdBlock systems JS tag */ return $__aab->get();

Cosimo

New Member
46
306
54
Chapter 1 : Days of Humiliation

Introduction-1

Introduction me bas Aapko Characters ka thoda overview dekhne ko milega aur unke bich kya relationship hai wo dikhne ko milega. Baki Character ka nature kesa hai, Unke POV aur baki sab aapko story me aage jan na hoga aur Analyze karna hoga.

Ahan (Age- 18)

Yeh hai Story ka one of the Main character.
12th abhi abhi pass kiya hai aur isi City ke ek bade clg me BBA me admission liya hai.

Vikram (Age-45)

Ahan ke Dad. Ye ek Company ke Owner hai.

Shradhha

Ahan ki Maa. Ahan ke Birth ke 3 Month bad hi unki aur Ahan ki Twin sister ki death ho gai thi.

Ishana (Age- 21)

Vikram aur Shraddha ki badi beti aur Ahan ki Badi bahan. Filhal BBA khatam karke MBA me admission liya hai aur third semester me hai.

Naina (Age-40)

Ye Vikram ki Dusri wife aur Ahan ki Step Mom. Vaise Naina Shraddha ki Cousin Sister bhi hai. Naina Vikarm ki Company me management me help karti hai.

Ayushi (Age-20)

Naina ki Badi Beti hai aur Ahan ki badi Step Sis. Filhal Ye Ahan ke Same clg me BBA ke Final Year me study kar rahi hai.

Sakshi (Age- 18)

Naina ki Chhoti beti hai aur Ahan ki Step Sis. Isne bhi Ahan ke sath hi same clg me BBA me admission liya hai. Ye Ahan ki classmate bhi hai .

Sanjeev (Age- 43)

Vikram ka Chhota bhai aur Ahan ke Chachaji. Inka khud ka Transport ka business hai.

Pallavi (Age- 41)

Sanjeev ki wife aur Ahan ki Chachi. Ye Ek Home maker hai.

Yash (Age- 20)

Sanjeev aur Pallavi ka Beta. Ye Same clg se BBA ke Final Year me study kar raha hai. Ye Ayushi ka classmate hai.

Tanya (Age-18)

Sanjeev aur Pallavi ki Beti. Isne bhi Ahan ke sath hi same clg me BBA me admission liya hai. Ye Sakshi ki Best Friend aur classmate bhi hai.

Roshni (Age-41)

Vikram ki chhoti bahan aur Ahan ki bua.
Inka Shadi ke kuch saal baad hi Divorce ho gya tha aur Tab se ye Isi Family ke sath raheti hai.
Jis Clg me Ahan ne admission liya hai waha ki Dean hai.

Rahul (Age- 20)

Roshni ka beta. Ye bhi Same clg se BBA kar raha hai aur final Year me hai. Yash ka classmate aur kaafi achha Dost hai.

Juhi (Age-18)

Roshni ki Beti. Isne bhi Ahan ke sath hi same clg me BBA me admission liya hai. Ye bhi Ahan, Sakshi aur Tanya ki classmate hai.

Ye Sab Ek alishan Villa me sath rahte hai.
Inke Villa me kuch Sevants bhi Kaam karte hai.

Ramesh (Age-51)

Ye As a Driver Kaam karta hai.

Chhaya

Ye Ramesh ki wife thi jiski abhi kuch saalo pahele Death ho chuki hai.

Ravi (Age-26)

Ramesh aur Chhaya ka Bada Beta. Ye as Security Guard kam karta hai.

Riya (Age-22)

Ramesh aur Chhaya ki Beti. Vese to Ye Villa aur asspass ke Garden ki Saaf Safai ka kaam karti hai. Par Kabhi kabhi Khana bhi bana leti hai.

Naveen (Age-20)

Ramesh aur Chhaya ka chhota Beta. Padhai chhod ke Ye Bhi ab as Driver kaam karta hai.

Usha (Age- 46)

Ye Villa me as Cook kaam karti hai.

Atul (Age- 50)

Usha ka husband. Pahele Ye bhi as Driver Job karta tha. Par Bad me ye Kahi bhag gya aur Aaj wo kaha hai, Zinda hai bhi ya nahi, Kisi ko nahi pata.

Dipak (Age- 26)

Ye Usha aur Atul ka beta hai. Ye Ab As Security Guard Job karta hai.

Fagun

Ye Usha aur Atul ki Beti hai. Jab ye chhoti thi tab hi kisi ne isko kidnap kar liya tha aur uske bad ye kabhi nahi mili.

Ye Dono Family Villa ke bahar bane Rooms me rahete hai.


Jese jese Story aage badhe ki vese veseaur bhi Characters aayege. Usna overview/Introduction usi time hoga.
 
Last edited:

Cosimo

New Member
46
306
54
Chapter 1 : Days of Humiliation

Update 1

Villa me vese rooms to kaafi the Par Ahan ka Room.. Hmmm.. Wo to ek Store Room me rahta hai. Haan, Store Room hi uska Bedroom tha par Usme koi Bed bhi nahi tha. Wo to Floor me ek chatai daal ke Aram se so Raha tha. Raat ke 12 baj rahe the. Tabhi uske sir ke pass rakhe hue Mobile (keypad Wale!) me SMS tone baji jis se Ahan ki ankhe khul gai. Aur usne apni ankhe malte hue mobile hath me liya.

Ahan : Ahh Shit, Aaj ke din hi Mein Mobile silent karna kyun bhul gya! Pakka Uska hi msg hoga.

Usne Mobile ka lock khola aur jesa usne expect kiya tha vesa hi tha.

Ahan (Mobile ke screen pe dekhte hue) : Ahhhh.. Is se me apna picha kese chhudau. Mujhe kese bhi karke is se jald se jald picha chhudana hi hoga. Yahi Achha rahega.

Fir Usne mobile silent Kiya aur side me rakh diya. Par ab uski aankhon se neend gayab thi.

Wo chatai se utha aur storeroom se bahar aaya. Ye Store room villa ke terrace pe tha to wo sidha terrace pe aaya aur khule aasman mein aake akash ki taraf dekhte hue wahi chalne laga.

Tabhi villa se terrace pe aane ka door khula aur uske najar waha padi. Aur is baar bhi jesa usne socha tha vesa hi hua tha.

Door pe Ayushi, Sakshi, Yash, Tanya, Rahul aur Naveen khade the. Is me se ek insan ko chhod ke sabhi ke chahere pe Ek Smile thi. Naveen ke hath me ek white transparent plastic bag thi. Jise dekh ke andaja lgaya ja sakta tha ke usme ek cake ka box tha!

Ayushi (Muskurate hue) : Hey, Aaj Tumhara Birthday hai aur Hum Tumhe Surprise na de esa kabhi ho sakta hai kya!!

Idhar Ahan Ayushi ki baat sunke bas thoda muskura deta hai !

Ayushi (Naveen ke taraf dekhte hue) : Naveen, Jara Mere Pyare Bhai, I mean Mere Pyare Sautele Bhai ke liye jo special cake Meine banavai hai jara khol ke dikhao to.

Naveen : Ji Ma'am.

Aur fir Naveen us bag se Cake ka box nikalta hai. Terrace pe ek side pe ek purana table pada hua tha. Wo use terrace ke bich me jaha Ahan khada tha waha lagata hai aur usi pe cake ka box rakh deta hai.

Ahan abhi bhi wahi chupchap khada tha.

Ayushi (Ahan ki taraf muskurate hue dekhte hue) : Chalo Mere Pyare Sautele Bhai. Cake cut Karo.

Ahan uski baat sunke uske taraf dekhta hai par wo aage nahi badhta.

Sakshi (Thodi unchi Aawaz me) : Aeyy... Suna nahi Tune, Aayu Di ne kya kaha? Chalo Cake Kato ab.

Ab Ahan Sakshi ke taraf dekhne lagta hai.

Ayushi (Berukhi se) : Hmmm.. Lagta hai Tum sidhe sidhe nahi manana chahte apni birthday. Alright, Koi baat nahi. Just wait for 1 Min.

Aur fir Aayushi Ahan ke pass Jake use kas ke ek thappad laga deti hai aur uski t shirt pakad ke khinch ke dhakka de deti hai. Dhakka lagne se Ahan ladkhada jata hai aur wo usi purane table ke pass aake girta hai.

Ayushi (Unchi Aawaz me) : Aey. Chalo ab sidhe sidhe Utho aur apni Special birthday cake kaato. Tumhari aukat se jayada paise lagaye hai Maine ispe.

Ab Ahan khud ko sahi karta hai aur wo table ke pass apne ghutno ke bal Beth jata hai aur wo Ayushi ke taraf dekhta hai. Ab Ayushi ke chehre pe Ek muskan thi.

Fir Ahan ne baki logo ki aur dekha to baki sab ke chahere pe bhi muskan thi Siva ek insaan ke. Ahan ne wo notice Kiya aur fir Usne apni aankhe Cake ke box ki aur kar di. Cake ke box pe attached plastic knife ko usne nikala aur cake ka box open karne ke liye dusra hath aage badhaya.

Ayushi : Wait...Ruko. 1 Min.

Fir Ayushi ne Naveen ki aur dekha. Naveen Turant Ek dusri bag le aaya aur usme se Sab ko ek mask, glasses aur gloves Lake diye. Ab Ayushi bhi Ahan se thode dur baki sab ke sath khadi ho jati hai. Fir Sabhi ne Wo sab pahen liya.

Ab Ahan sirf akela tha jiske chahere pe koi na koi mask tha, na koi glasses aur na hi hatho me Gloves.

Ayushi (Ahan ko dekhkar muskurate hue) : Haan, Ab Kholo is Special Box ko.

Ab Mask ke karan Ayushi ki Muskan Ahan ko dikhi nahi.

Sakshi : Ruko 1 Min.

Achanka Sakshi ki awaj sunkar Sab Uske taraf dekhne lage.

Idhar Sakshi apna Mobile nikalkar Usme Video Recording on kar deti hai.

Sakshi (Muskurate hue) : Bhala Mein is Special moments ko record karna kese miss kar sakti hu.

Ayushi : Yep. Ye baat to hai. Chalo Ahan. Ab Time hai is box ko kholne ka.

Aur fir Ahan ne Cake ka box open Kiya to ek tej badboo uske Naak me sama gai aur usne knife side me rakh ke dono hatho se apna naak aur muh ko cover kiya.
Baki sab usko esa karta dekh joro se hasne lage.

Tabhi Ayushi ne Naveen ko ishara kiya aur Naveen ne Apne Mobile pe Birthday song laga diya aur Sab clapping karne lage.

" Happy Birthday to You….. Happy Birthday to You… Happy Birthday to You dear Ahan…"

Idhar Ahan abhi bhi apne muh aur nak pe hath rakhe un sabke taraf dekh raha tha.

Ayushi (Naveen ke taraf dekhte hue) : Naveen, Mere Sautele Bhai ko cake nahi lagaoge?

Naveen : Ji Bilkul lagaunga Ma'am.

Fir Naveen jis ne apne hatho me Gloves pahen rakhe the wo apna Mobile pocket me rakhkar Ahan ke taraf aage badhne laga. Ahan ke pass pahunchkar Usne Cake uthai aur gloves me hi apni mutthi me bhari.

Naveen (Ahan ke taraf dekhte hue Berukhi se) : Chalo Apne hath apne chahere se hatao.

Ahan apna sir Naa me hilata hai.
Use Naa me sir hilata dekh Naveen Ayushi ki taraf dekhta hai.

Ayushi (Unche Awaz me) : Ahan, Apne haath hatao.

Ahan Ayushi ki baat sunkar uske taraf dekhkar apna Sir na me hilata hai. Jo dekhkar Ayushi gussa ho jati hai.

Ayushi gusse me aage badhti hai aur Ahan ke pass jakar uske sir ke baalo ko pakad leti hai aur joro se khinch ne lagti hai.

Ayushi (Naveen ko dekhte hue) : Naveen, Ab Haath hatao iske chehre se.

Ab Naveen Ahan ke chehre se uske hath hatane lagta hai. Naveen uske hath chahere se hatane me kamiyab ho jata hai aur ek baar fir ek tej badboo Ahan ke Naak me sama jati hai.

Ayushi (Fir Se Muskurate hue) : Ye hui na baat. Ahan, Tum mano na ya Mano, Mein Tum se, Apne Chote Manhoos Sautele Bhai se thoda pyar to karti hi hu. Isi liye to ye special Birthday surprise plan ki. Amm.. Vaise Tumhari bhalai ke liye ek advice dungi. Ye cake me ek khas chemical Mila hua hai to apni ankhe bandh kar dena Varna Tumhari ankho ki roshni Jaa sakti hai. Aur ise khana to bhulkar bhi mat. Varna Tum Zinda bhi nahi bachoge. Samjhe?

Ahan uske taraf dekhkar uski baate sun raha tha par wo kuch bhi nahi bolta.

Ayushi : Dekho Ye cake lagane se maza aayega Tumhe. Halaki Dard hoga par Metha Dard. Aaj Birthday ke din itna to ye meeta dard to Banta hai gift me. Akhir Tumne kaha sab ko kam dard diye hai. Itna to Mein apne Pyare chote Manhoos Sautele Bhai ke liye kar hi sakti hu. So kya Tum Ready ho Ahan?

Ahan ab bhi kuch nahi bolta.

Idhar Ayushi Naveen ko ishara karti hai aur Naveen Us cake ko apni muthi me leke Ahan ke face pe lagane lagta hai.

Ahan ke face ke cake touch hote hi use jalan si hone lagti hai par wo to ulta muskurane lagta hai. Jis se thodi cake uske muh me bhi chali jati hai aur Fir wo Apni ankhe bandh kar leta hai.

Idhar Naveen apne hatho me Cake leke Ahan ke chahere pe lagaye Jaa Raha tha. Aur dekhte hi dekhte Ahan ka chahera pura cake se bhar gaya tha.

Ayushi bhi apna Mobile nikalti hai aur Ahan ke photos click karne lagti hai.

Ayushi (Muskurate hue) : Hmmm.. How Sweet! Par Main chij to abhi baki hai. (Naveen ki taraf dekhkar Berukhi se) Naveen, Tumhe yaad nahi hai kya?

Naveen : Sorry Ma'am, Mein to bottle Lana bhul gaya.

Ayushi (Unchi Aawaz me) : To yaha Khade kyu ho? Jake leke aao Idiot.

Aur fir Naveen Wha se chala jata hai.
Idhar Ahan to bas ese chupchap betha hua tha jese usko koi fark hi nai pad raha tha.

Ayushi (Ahan ko dekhte hue) : Gadhe jese mar kha kha kar Tum sach me Gadhe ho chuke ho Ahan. Par Koi baat nahi. Ye Dard se Tumhe fark padega. I'm sure. Kaafi mahenat se ye sab plan Kiya hai maine.

Ahan ab bhi Ayushi ki baate sunkar apni aankhe kholkar uske taraf dekha par wo kuch nahi bolta.

Tabhi Naveen Wha fir se aa jata hai aur uske hatho me wine ki do bottle thi.

Ayushi : Naveen, Nahela do Mere pyare Sautele Bhai ko is mehngi Wine se.

Naveen Ayushi ki baat sunke ek bottle table pe rakhta hai aur bachi hui ek bottle ko open karta hai aur Ahan ke pass aa jata hai.

Ahan Naveen pe ek najar dalta hai. Uske chehre pe abhi kaafi cake lagi hui thi. Ankhe kholne ke karan uski ankho me bhi kuch cake chali gai thi aur uski ankhe laal ho chuki thi. Idhar Naveen bhi Ahan ko dekhta hai aur Fir Naveen Ahan ke sir pe bottle se Wine daal ne lagta hai.

Wine sir se sidha Ahan ke chehre pe aa jati hai aur Ahan ki jalan badha deti hai kyuki cake kaafi der se Ahan ke chehre pe lagi hui thi aur cake me mile Chemical ne Ahan ke chehre ki skin burn hui thi. Ab Wine jese strong Acid jaisa kaam kar rahi thi Burn pe.

Par Ahan ko to jese abhi bhi koi fark nahi pada. Uske muh se na dard ki ek aah Tak na nikli aur Na hi Uske chehre pe dard Wale koi expressions the.

Bottle se wine dekhte hi dekhte khatam ho gya. Ahan ke chehre pe ab bas thodi si cake bachi thi. Uski T Shirt wine se aur cake se kharab ho chuki thi.

Ayushi Ahan ke chehre pe Dard ke koi bhav na dekh kaafi gussa hoti hai. Wo Naveen ko ishara karti hai aur Naveen us Khali bottle ko table pe rakh kar Table pe rakhi bhari hui wine ki bottle utha leta hai.

Fir wo use open karke Ahan ke Sir pe dalne lagta hai.

Dekhte hi dekhte dusri bottle bhi khatam ho jati hai. Ab Ahan ke chahere se cake almost dhul chuki thi. Ahan ke chahere ki Skin Puri laal ho skin burn hone se. Use Dekhkar hi anaza lagaya ja sakta tha hone wale dard ka. Par Abhi bhi Ahan ke muh se na dard ki aah nikli thi ya na hi koi dard ke expressions the.

Aayushi ye dekhkar kaafi jyada gussa ho jati hai Aur wo khud fir se Ahan ke paas aa jati hai aur Naveen ko dusri side dhakka de deti hai.

Ab Ahan Ayushi ko dekhne lagta hai. Ab Uske Chehre pe Ek Muskan thi. Ahan ke chehre pe ye muskan dekh ke Ayushi ka gussa aur jyada badh jata hai aur wo Ek kick Ahan ke Pet me Marti hai.

Ayushi (Chillate hue) : You Asshole, Tumhari mangoosiyat ke vajah se Meri family ko bahut kuch jhelna pad raha hai. Tum mar kyun nahi jate? Tum maroge tabhi hamari zindagi me khushiya laut ke aayegi.

Itna bolke Ayushi Ahan ko dhakka deke gira deti hai aur Ahan ke face pe Apna Pair rakh deti hai. Ahan ke chahere pe joki skin burn se laal ho chuka tha uspe Ayushi ke heals chubh rahe the.

Ayushi : Mera bas chale to Mein khud tumhe mar du. Par Is se Mere family pe musibat Kam hone ki jagah badh jayegi aur sirf isi wajah se Tum Zinda ho. Samjhe! Tum jesa manhoos Puri duniya me koi nahi hoga, I hate You. Jitna dard Tumhari wajah se Meri family ko mila hai us se jayada Dard mein Tumhari zindagi me bhar dungi.

Aur Ayushi Ahan ke chahere se apna pair hatai hai aur uske chahere pe thook ke wha se chali jati hai.

Fir Yash Ahan ke paas aata hai aur wo bhi Ek jor ki kick Ahan ke Pet me lagata hai aur wo bhi Ahan ke chahere pe thook ke wha se chala jata hai. Sakshi bhi apne Mobile me Video Recording stop karti hai aur fir wo aur Tanya bhi Ahan ke taraf ek nafarat bhari najar daal ke chale jate hai.

Ab wha terrace pe Bas Rahul, Naveen aur Ahan bache the.

Rahul (Naveen ke taraf dekhkar) : Khade kya ho Naveen, Ye sab saaf Karo aur jao yaha se.

Naveen Rahul ki baat sunkar terrace se sab saaf kar deta hai aur sab thik karke wo bhi wha se chala jata hai.

Ab Terrace pe bas Ahan aur Rahul the. Rahul apne Gloves nikalta hai aur fir apne chehre se mask aur glasses hata deta hai. Par Mask hatate hi uske Naak me bhi wo badboo aa jati hai kyuki Ahan ke face aur T shirt pe abhi bhi thodi cake lagi hui thi. Aur fir wo apne hath se apni naak cover kar leta hai.

Fir Rahul Ahan ko sahara deke khada karta hai. Ahan Pocket se ek handkerchief nikal kar apna Face saaf karta hai.

Rahul (Ahan ke taraf dekhkar) : Maaf karna Bhai, Mujhe in logo ka ye sab me sath dena pad raha hai. Par Meri aur Meri family ki majboori to Tum jante hi ho!

Ahan Rahul ke taraf dekhta hai.

Ahan : Hmm, Mein sab janta hu!!

Par Tabhi Rahul ke muh se ek dard bhari aah nikal jati hai.

Rahul : Ahhh…Damn...

Aur Rahul apne hath dekhta hai jo ki cake lagne se skin burn hone se laal ho gaye the aur use wha tej jalan ho rahi thi.

Ahan : Tumhe jaldi se First Aid treatment ki jarurat hai. Jao, Baatein Hum baad me karenge.

Rahul (Ahan ke taraf dekhte hue, dard bhari Awaz me) : Aur Tum?

Ahan (Muskurate hue) : Mein khud kar lunga. Aur Vaise bhi Mujhe to Dard sehne ki adat hai.

Rahul : Take Care Buddy.

Ahan : You too!!

Aur fir Rahul wha se chala jata hai.

Rahul ke wha se jane ke bad Ahan dekhta hai to Table pe thodi Cake abhi bhi bachi hui thi. Ahan table ke pass aata hai aur wo bachi hui cake ko dekhta hai. Aur fir wo apna hath aage badhata hai aur bachi hui cake ko apne hatho se leta hai khane lagta hai. Cake jese hi uske muh pe lagi wha uske muh ki skin turant burn hone lagti hai par Ahan ko us se koi fark nahi padta aur wo bina ruke cake ko khane lagta hai. Thodi hi der me wo bachi hui cake khatam kar deta hai.

Ahan (Man me) : Ye Special cake Tasty to thi.

"Meowwwwwww..."


Uske kaano me acahank hi Billi ki ye awaz padti aur Awaz jis or se aai is taraf wo dekhne lagta hai. Wha terrace pe Ahan se thode dur terrace ke wall pe 2 White Billiya bethi hui thi.

Ahan (Man me): So You both Enjoyed the Show!!

Aur fir wo muskurakar wha Store room ke side me Bane bath room me aa jata hai aur apna handkerchief side me daal ke aur apne clothes nikal ke nahane lagta hai. Nahate hue bhi usko jalan to ho rahi thi. Par use to abhi bhi jese fark hi nai pad raha tha.

Nahane ke bad usne Mirror me dekha to uske Pura chahera aur neck aur back ka kuch hissa pura laal ho chuke the skin burn ke wajah se. Uski ankhe abhi bhi laal thi. Uske hath pe bhi skin burn hua tha kyuki thodi der pahele usi hatho se usne cake jo khai thi. Par wo ye dekh ke Muskura deta hai. Ahan ke pet me bhi ab ese jalan ho rahi thi jese Pet me lava bhara pada ho. Darasal Ahan ke undruni organs ki skin ko kaafi damage kiya tha chemical ne.

Ahan ne apni ankhe bandh ki aur ek ghaheri sans li. Aur kuch der bad wo Apne clothes change karke apne Bed room(!) me aake so jata hai.
 
Last edited:
Top