• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Deewanapan...

lover of darkness

Well-Known Member
3,532
7,353
159
:superb: Fantastic update
Khushi sbko preshaan krti hai:D
Kat ko hr koi darata rhta
Lara sad hai:verysad: pta nhi eliza se ab kbhi mil bi payegi ki nhi
Waiting for next
thanks sona ji...

Eliza or lara... thoda kuch action , kuch thrill hone ke bad milegi... shyad na...

shukriya... sath bane rehna
 
  • Like
Reactions: Sona

lover of darkness

Well-Known Member
3,532
7,353
159
Bahut badhiya Update sir ji.. or writing skills kha check kar rahe ho sir ji.. koi kami nhi ayi hai apki likhwat mein.. or thanks wapis anne k liye....
Waiting for next......
thanks bhai... apka pehla reply bhi read kiya tha.. shukriya apka.. apne start se leker end tak story ko read kiya...
story ka first part read karte.. app par bahut vasnamayi atyachar hue.. uske liye sorry... :D

aise hi sath bane rehna bhai..
 
  • Like
Reactions: QUASAR

lover of darkness

Well-Known Member
3,532
7,353
159
Aacha update hai ........ Ravi ne fari ki baat man hi li ........ Ravi aur kat ek dusre ke karib aa rahe hai....... Ye khushi ravi aur kat ka picha ku kar rahi hai...... Aur kat me aaisa kay hai jo ravi kat ke taraf khichata chala ja raha hai....... Ye seema ko chakkar ku aa gaye ........ Lara par marko naam ka khatra mandra raha hai ....... Ab dekhate hai marko se kaise nipate hai ravi and family ........intajar hai nxt update ka.
thanks sam bhai... kat ka character abhi suspense hi rehega.. uska khulasa 5th part me hoga... lara or Eliza ke pyar ko dikhane ki kossih kar reha hu.. shukriya

app sath bane rehna.. or sorry etna wakht bad update dene ke liye...
 
  • Like
Reactions: sam4321

QUASAR

D A R I N D A
4,069
14,633
159
thanks bhai... apka pehla reply bhi read kiya tha.. shukriya apka.. apne start se leker end tak story ko read kiya...
story ka first part read karte.. app par bahut vasnamayi atyachar hue.. uske liye sorry... :D

aise hi sath bane rehna bhai..
Hahah koi na bhai.. lakin shyd unn vasnamayi atyacharo k chalte hi story padhne mein time lag gaya.. warna shyd jaldi padh leta... ap smj gye na.. :D
 

lover of darkness

Well-Known Member
3,532
7,353
159

update-75

Abh Agge...

Ravi or kat ghar pahunch chuke the , kat ajj behad khush thi , uska dil khushi se bhar chuka tha , voh khushi jo use kabhi nai mili thi ,

kat ne bachpan se apni nadan jindgi me , hazaro dukh dard mehsus kiye the , jis umar me ladkyian apne maa baap se , jidd karti hain , apni har dili icha manvane ke liye , us umar me kat khoon ke asnu roti rehi ,

yeh dunia free me kuch nai deti , yaha hasne ke paise lagte hain , or koi hame hasata hai , use bhi kuch na kuch dena padhta hai ,

har insan dukhu me duba hota hai , es dunia me koi khush nai , or na koi kisi ko khush kar sakta hai ,

insani man jiski ik icha khatam hoti hai , toh pal bhar me dusri icha janam le leti hai , par kat , uski bachpan me har icha mar gai , voh bhul gai , ke voh ik aam si ik ladki hai ,

use bhi pyar karna hai , use bhi kisi se ruthna hai , use bhi huk hai , ke voh jab ruth jaye , toh use koi manaye , jab voh udas ho , tab use koi hasaye , lekin kat jindgi ke dukhu me , sab bhul gai ,

voh logu ko marti gai , use har mard me , ik hevian nazar ata , vahi hevain , jo uski maa ki ijat har roz lutta tha , mardu ke parati uski nafrat , behad badh gai ,

lekin eska ant hua , jab use pyar hua , kehte hain , pyar hone ke liye , din , hafte ya saal nai lagte , pyar hone ke liye ik pal ka wakth lagta hai ,

ravi ne kat ka dil jeet liya , lekin yeh ik kahani nai lagti , kat ke jindgi me voh sab hona , uska mardu se nafrat karna , or es dunia me bus ravi se pyar karna , yeh sab ik plan ka hissa tha , lekin yeh sab kon kar reha tha , khair yeh toh anne wale wakht ki bat hai ,

kat ghar me ate hi , apne room me chali gai , voh behad khush thi , or yeh khushi voh baby ke sath bantna chahti thi , uska masom chehra ajj khila khila sa lag reha tha ,

ravi abhi room ki traf ja hi reha tha , ke use lara dikhai di , jo thodi udas thi , voh shyad ghar ke bahar ja rehi thi ,

"hey lara , kaha ja rehi ho , or etni udas kyu ho..." ravi muskrate hue bola ,

"voh , voh , ravi me , acha yeh sab chodu , seema dedi ki tbyiat kharab hai , app unse mil lo , jao jaldi..." lara ne apni bat ik dam se palatte hue bola ,

"ohh no , acha me milta hu tumse..." ravi etna bol tezi se seema ke pas chala gya ,

lara ne ik lambi sans li , or ghar ke bahar jungle ki traf nikal gai , abhi sham hone ko thi , voh udas thi , or kuch der akele rehna chahti thi ,

ravi , lara ki bat sun , jaldi jaldi seema ke pas chala gya , ravi ne room ke ander ghus dekha , seema bed par leti hui thi , uska saar rema ki ik jang par tha , or rema uska saar dhere dhere daba rehi thi ,

seema ki akhen band thi , or rema ke lal jevat baal bhi , seema ka matha sehla rehe the , ravi yeh dekh behad khush ho gya ,

"rema voh..." ravi abhi etna bola hi tha ke rema ne use rok diya ,

"shhhhh..." rema ne apna hontho par ungli rakh bola ,

ravi samaz gya ke seema abhi so rehi hai , or rema nai chahti , ke koi uski maa ko uthaye ,

ravi room se bahar a gya , or uper ki traf jane hi laga tha , ke usne socha , pehle rimi or shurti ko mil le , ravi sidha unke room ke pas pahunch gya ,

ravi ne room ke ander jak kar dekha , rimi or shurti ik dusre se lipat kar batian kar rehi thi , ravi ne unko disturb na karne ka socha , or uper apni komal ke pas pahunch gya ,


dusri traf...


"ahhhh meri gardan ahhh shhh..." ik aurat andheri gufa me apni gardan pakade haf rehi thi ,

"app thik toh ho..." rekha us andhere me behad vheshi awaz me boli , us andheri gufa me halki halki roshni thi , kyu ki ik choti si agg ki mashal vaha jal rehi thi ,

"thik hu , ahhh lekin ravi me etni takat kaha se a gai , meri gardan ka mass jala diya , nai chodugi use..." voh aurat gusse me chekhte hue boli ,

"mera bhai , behad takatwar , usse ladna asan nai , uski kamzori komal , dusri kamzori koi nai..." rekha behad gusse me boli ,

"ahhhh yeh nishan kaise jayege , agar kaal ne yeh nishan dekh liya , toh musibat ho jayegi..." voh aurat apne jale hue gale par hath phira boli ,

"kaal koi shak na hoga , gale par kapda dal lo , ravi ko me dekh lungi , usse muze lena hai badla , meri es halat ka , voh hai jimedar , use markar , bana dungi , apne jaisa , tab badla hoga pora mera..." rekha apni vheshi awaz me haste hue boli ,

"hmm , lekin tum use par abhi hamla mat karna , ahhh bus nazar rakhu us par , tab tak , me koi rasta soch lungi..."

"nazar rakhugi me , apne bhai par , pata karugi , uski takat ka raz , karugi pata , uski kamzori ka , phir mar dungi use , tab pora hoga mera badla , jiske liye batak rehi hu me ..." rekha etna bol vaha se gyab ho gai ,

voh aurat apne gale par ik black kapda band , haweli chali gai , yaha kaal uska intzar kar reha tha ,


Dusri traf...


lara jungle me kabile se door ik choti si pahadi par bethi , asman ki traf dekh rehi thi , uska man udas tha ,

"bhagwan ik bar Eliza se milva do , me janti hu , mane kai pap kiye hain , logu ko mara hai , unko dard diya hai , hazaro ghar tabah kiye hain , tum saza do , par pls , ik bar Eliza se milva do..." lara akhon me asnu liye man hi man bhagwan se dua mang rehi thi ,

kehte hain , acha insan bhi bhagwan se kuch na kuch mangta hai , or bura insan bhi , jab sab darvaje band ho jaye , tab hamare hontho par bhagwan ka nam nikalta hai ,

bhagwan jise ham shyad , apni pori jindgi na dekh paye , voh kon hai , kaha hai , kaisa hai , hame kuch pata nai , hamne kabhi nai socha , ke hame bhagwan se milna chahyie , hamara ik hi maksad ho , kisi na kisi trah , us adrish takat se milna hai ,

"lara..."

lara akhen band kar ro rehi thi , tabhi use kisi ladki ki awaz sunai di , lara ne akhen khol piche palat dekha , voh pathar sa ho gai , uski akhen samne khade insan par jam sa gai ,

"lara meri jaan ..." ik bar phir voh ladki pyar se boli ,

"Eliza..." lara chekhte hue uthi , or bhag kar Eliza ke gale lag gai ,

"Eliza , tum , tum , yaha , ohh , me , me , Eliza , kaha thi tum , me , me , tumare bina nai reh sakti..." lara ne Eliza ke gale lag rote siskate hue bola ,

"lara , tume marna hai..." Eliza ne muskrate hue bola ,

"kyaaa , ahhhhhh shhh..." lara thodi herian hote hue boli , tabhi uski chekh nikal gai ,

kyu ki Eliza ne ik jadui khanjar lara ke pet me ghusa diya tha , lara thoda piche hui , toh Eliza ne voh khanjar khich kar nikal liya ,

"aaaaaaa maaaa..." lara dard se chekhte hue boli ,

tabhi Eliza ka roop badal gya , voh marko tha , jo Eliza ka roop dharan kar aya tha ,

"ahhhh tum , hmm shhh tum k..kon ho..." lara ne apne pet par hath rakhte hue bola , kyu ki vaha behad khoon beh reha tha ,

"haha , me hu marko , es dunia ka sabse bada yodha , or muze tume marna hai..." marko ne behad haste hue bola ,

"ahhh k..kk..kisne behja.. tt..tume..." lara dard sehan na kar pate hue jamen par ghutno ke bal beth gai ,

"muze , muze , tumari dost Eliza ne behja hai , kyu ki tumne uska sath chod diya..."

"nn...naiii...yy..yeh...zz...zuth hai..." lara behad gusse me chekhte hue boli ,

"tum mano ya na mano , vaise bhi tume mar kar , muze kuch hasil nai hone wala , Eliza ne muze jinda kiya , tain ki tume mar saku , vaise bhi usne hi bola tha , ke tume marne ke liye , me uska roop dharan karu..." marko ne lara ke man me ik jehar sa gholte hue bola ,

"kyu , akhir kyu , Eliza kyu kiya tumne..." lara man hi man rote hue boli , barso ki dosti ajj dam tod rehi thi ,

lara dard sehti hui khadi ho gai , usne gusse me marko ki traf dekha ,

"ahhh ladu muzse ..." lara ne apni adh khuli akhon se dard me kahrahte hue bola ,

"haha , abh bhi ladna hai , toh a jao..." marko ne khanjar par lage khoon ko jebh se chatte hue bola ,

lara ne apni tshirt utar apne pet par kas kar band li , tain ki uska behta khoon kam ho jaye , par tab tak khoon behad beh chuka tha ,

"a ja kutte..." lara ne apne dono hatho ki muthyian kaste hue bola ,

marko behad gusse me lara ki traf bhaga , marko ne lara ke karib jate hi , uspar khanjar kar jordar war kiya , par lara niche zuk gai ,

niche zukte hi lara ke pet me ik dard ki lehar doad gai , uski akhon se asnu beh nikale , marko ne lara ke chehre par apna ghutna jad diya ,

lara piche jamen par gir gai , marko ne niche giri lara ke jakhmi pet par apne pairo se marna suru kar diya ,

taza jakham par marko ke pathar jaise juto ne lara ki halat bhigad di , uski akhen band hone lagi ,

tabhi marko ne lara ko baalo se pakad khada kiya , usne apna khanjar ik bar or lara ke pet me ghusa diya , lara ke hontho se ik chekh nikali , or phir uski akhen band ho gai ,

marko ne lara ke bejan jism ko vahi chod diya , or khud vaha se gyab ho gya ,

joker ka ik plan safal ho gya tha , abh dusra plan tha , Eliza ke man me jehar gholne ka , abh joker ko Eliza ko yeh ehsas dilana tha , ke lara ki mout ravi ke karan hui hai ,


dusri traf...


ravi apne room me jaker bed par beth gya , kyu ki komal vaha nai thi , ravi ajj pora din hui , ghatnayion ke bare me soch reha tha ,

ravi abhi apni behan rekha ke bare me soch reha tha , dhere dhere kai batian uske jehan me jinda ho rehi thi ,

jab rema thik nai thi , tab seema kai bar bolti thi , ke uski maa , rekha se milne gai hai , par abh uski maa kaha hai , voh apni maa se kaise mile , voh kaha hai ,

ravi kabhi apni maa ko samaz nai paya tha , uski maa ajeeb thi , lekin voh abh kaha thi , ravi ka dil tadaf sa utha , apni maa ke bare me soch kar , akhon se asnu beh nikale ,

abhi ravi apni maa ke bare me soch hi reha tha , ke khushi uske samne a gai , voh behad chinta me thi ,

"khushi kya hua..." ravi ik dam se khada hota hua bola ,

"voh , voh , lara ko kisi ne mar diya..." khushi etna bol rone lagi , or ravi gusse me jal utha , uska gussa antim seema ko par kar gya , pora badan lal hoker jalne laga , voh chekh utha , uski chekh etni byank thi , ke poora kabila kamp sa gya , pora jungle seham sa gya.....

"ravi sambalo khud ko..." khushi thoda darte hue piche hat gai , kyu ki ravi ka jism behad khofnak thi ,

"naaaiiii , huunnmmm , llaarraaaa kkoo kkiisssnneeeee maaaraaaa..." ravi behad bhari awaz me garjate hue boli , (esme app lucifer ke devil ki awaz ki kalpana kar sakte ho...)

"mm...maaarkoo ...n..ne...." khushi apne sukhe gale se behad hakla kar boli ,

"hhhunnmm , maarkoo..." ravi etna bol chekh utha , or phir tezi se uper ko udda , kamre ki chatt jo lakadyion ki bani hui thi , voh tut kar chakna churr ho gai , ravi behad gusse me shehar ki traf badne laga , tabhi uske samne voh a gai... yeh komal thi ,


to be counited... ( next 2 updates me ravi or uski family me fight hogi , kyu ki sab ravi ko rokne ki kossih karege , tain ki ravi shehar na ja paye...)

 

QUASAR

D A R I N D A
4,069
14,633
159
Awesome Update sir..
Lara ki maut ho gayi_ vo kehte hai na ki sachai k raste par chalna asan nahi hota.. bahut si musibaate atti hai.. or Lara ne abhi iss raste par chalna shuru ki kiya tha ki uske sath yeah hadsaa ho gya.. apne dil mein ek dard ko liye ki uski dost Eliza ne hi usse marne k liye Marko ko bejha.. yeah dard jada gehra tha bajye uske lagi khanjar ki chhot se... ab dekhna hoga Ravi ka gussa kya tabahi machahta hai..
Good Update..
Waiting for next...
 
Last edited:

Abhi

Active Member
775
1,320
138
thanks abhi bhai... apko dekh kar acha laga...

bhai seema ko chakar kyu aye... eska karan ring hai.. update 73 read kar lena.. shukriya.. app sath bane rehna...
Mujhe bhi apko dekhkar bahut khushi hue.
Ye story mujhe itna pasand hai ki kabhi kabhi lagta hai ki apke kanpati par gun rakhkar ek hi din me ise pura krwa de.
Lakin phir khyal aata hai ki jo maja ise dheere dheere padhke aane me hai vo ekbaar me nhi aayega.
 
Top