UPDATE 38
Bich mai
Mohan - ha to dd kaya socha hai aage
Mai- sochana kaya hai mai aur arav khuch din ruk ke wapas chale jayenge
Nitika - kaya aap ja rahe ho
Ye sun kar masoom mujhe ghurane lagi
Mai - ha aur kaya yaha kaya karnege
Nitika - khuch din yaha ruk jaye aap ko delhi ghuma dungi
Masoom - nhi ennhe ghar jana hai
Mohan - aare bhai mai koi aur baat keh rha tha
Maine unki baat mai haa milate hue kaha
Mai - haa boliye
Mohan - kyu na tum raw join kar lo
Sab ke sab nai kahana kahna rok di masoom aur arav kahasane lage
Maine pani utha kar masoom ko pilane laga
Mai- kaya karti hoo baby arram sai kahoo
Nitika (man mai ) - yeh baby kyu bol rha hai eese
Nitika - ye kon hai aapki
Mai - mere honne wali wife hai to arav bata kaya karana hai
Arav - bhai yeh to mere dream jaisa hai raw ka agent banana
Mai- toh mohan ji aap done samajho par mai haryana mai rahunga jab koi kaam ho to bata dena
Mohan - ok manjur hai Jagpreet en ki id aur database mai enka naam jod do
Mai - sir meri photo mask wali hi lagana aur naam de devil(DD) rakhana
Mohan - par yeh mask kaa kaya raj hai yaha aate hi tum kaise phen lete ho
Mai - yeh sir nano tech sai bana hua hai mai jab sochata hu woh aa jata
Mohan - par hume toh pata rahena caahiye aakhir tum ho kon
Maine apna mask utar diya - abb toh aap mere sir ho apka order manana hoga par sir aapsai wada caahiye yeh sab confidential hoga
Mohan - no problem agent Joker
sab has pade
Nitika mujhe azeeb si ghur rahi thi essko naa jaane kaya huaa
Jagpreet - ok shaam tak hoo jayega sir
Mai khanna kah kar utha
Mai - baby tum tyaar ho jao mai tuhara addmission karata hu
Masoom - uski koi jarurat nahi mere mama kar denge
Mai - accha tik hai mai upper room mai jaa rha hu
Masoom - ha tum chalo mai aati hu
Mai upper aakar room mai beth gaya
Pass ke table par kaafi sari books rahki thi
Maine ek book utha li
"The real hero"
Mai uss book ko padane laga kaafi interesting thi woh book
Tabhi masoom gate khol kar andar aayi aur gate lock kar diya
Mai - aoo baby ye book padho kaafi achi hao ye
Masoom aa kar mere upar kood gayi
Mai - aare kaya baat hai mood kaafi accha hai
Masoom - jab dusri ladkiya tumhe line denne lage to mood banana padata hai
Mai - are pagal tu bhi hamesha glat sochati hai
Masoom - ek ladki ki nazare pehchanti hu maine bhi ussi nazar sai joh tumhe dekha aur dekhati hu
Mai usse palat ke usske upar aa gaya aur usseke hoth chusane laga kabhi upper wale to kabbi niche wale
Ussnai apni jeebh mere muh mai daal di mai usse bhi chusane laga
Maine kiss tod kar usski kamiz utarne laga
Masoom - aram sai jaan faad doge kaya
Maine dheere sai woh nikal kar side mai phek di aur apni tshirt bhi nikal di
Masoom - kya karnee jaa ahhhhhhhh....uuuuuuuuuu.........shhhiii.....iiii
Maine uski bra khich kar uski chuchiyo ko chusane laga
Todi dher baad mai hapana haah uski legging mai dalane laga to ussnai hath pakad liya
Maine usski taraf dekha to uss nai naa mai shir hilaya
Mai side mai ho kar late gaya
Khuch dher baad
Masoom - naraj ho kaya
Mai - nahi aaisa khuch hai bus
Masoom - kaya bus
Mai - mai jitana ladata jaa rha hu mere dimag mai sex ki aag aur garmi badh rahi hai aur ghusa bhi
Masoom nai mujhe piche sai pakada
Masoom - agar tum caho to hum kar sakete ho
Ma i- nahi aissa khuch nahi hai tum chinata mat karo mai etna weak bhi nahi hu ki tumhari first night ki khwaish puri naa kar paau
Masoom - nahi tumhe agar karana hai to kar sakete ho waise bhi naa jane powers sai kaya kaya ho raha hoga tumhare andar aur mai nahi chaati ki mere hotte hue tumhe kissi aur ki jarurat pade
Maine baat ko badalana hi thik samajaha - accha sham ko ghum kar tumhare mami sai milane chalu kaya
Masoom - nahi wo papa ko bata dengi
Mai - ghumane to chalogi na
Masoom - ha ye bhi koi phuchane ki baat hai
Mai - chaloo accha hai agni bhi khush ho jayegi
Masoom - ha kaafi pyari bacchi hai
Mai- accha masoom khuch bato apni phichali life ke baare mei mujhese milene sai phele
Masoom - thik hai jab mai paida hui to meri mom dad kaafi acche sai rahete the
Par jab sai dad khuch kaam mai jada busy rahene lage ghar kam aate the mom nai khuch kaha to nahi
Mai uss samaye 6 mei thi
Ek din wo raste mai jaa rahi thi to unn he dad kisi aurat ke sath dheke
Ghar aakar unki khub ladayi hui par agle hi din sai mom gayab ho gayi
Mai esse hi gum sum rehati thi jaada kissi sai bolana nahi
Phir mai dhere dhere samjahdar hoti gayi maine 8 sai dance class aur marsal art ki traning lenne lagi phir 9 mai meri dosti janu sai hui
Aur usske baad kaafi khule mind ki ho gayi kisi ko bhi ulata sidha bol deti thi yaha tak ki teacher ko bhi unke muhh par jawab de deti thi phir 11thi mai aa gayi ek din varun mere pass aaya aur mujhe propose kiya par maine manna kar diya
Tab jaanu nai kaha ki ek na ek to bf hona chahiye trend hai to bhi usske baato mai aa gye phir usske sath ghumna phirana hota rehata tha woh kaayi baar mujhe sai intimate hona cahata tha par pata nahi kyu mujhe ussk e saath khuch azeeb sa lagata tha
Par uss din jab maine tumhe mara too mujhe kuch bura to nahi laga par jab bhi tumahari taraf dehkti kucb azeeb sa lagata tum eetni bejjati sah kar bhi chup chaap apna kaam kar rahe the
Par jab tumahare saath baate ki too maire andar ki wo masoom jag gayi jisse mai bhulane ki khosis karti thi uss din tumhare jaane ke baad mai bus tumhare baare mai hi sochati rahi
Phir varun nai milane ke liye bulaya to mai gayi
Baaki tumae pata hai
Phir jab tumnai unko mara aur mujhe aapne kapade diye to mai tumhare ess ada mai mar mitti
Par wo kiss sayad mere tumhare payaar ki shuruwaat thi bus yahi hai meri chhoti si kahani
Mai - accha to ye baat hai to ab kitna pyaar karati hoo
Masoom - agr tumnai chhoda to sayad mai mar jaau
Mai - aaj to bol diya aage sai mat bolana par ha tumhare pyaar ka imhtehaan baaki hai
Masoom - kaisa imtehaan
Mai- ye tumhe maa hi batayengi
Masoom - thik hai mai apne payaar ki gehrayi tumhe dhikha kar rahungi
aise hi baate karate rahe hum ek dusare ki edhar udhar ki
Mai - arre baato mai etna time nikal gaya chalo agni ko bula kar laao phir chlate hai fresh hokar
Masoom - thik hai
Mai bathroom sai fresh hokar niche aaya
Agni tayyar hokar masoom ke saath kahdi thi
Masoom - chale phir
Phiche sai
Nitika - kaha ja rahe ho
Agni - ghumane jaa rahe hai
Nitika - mai bhi chalu agar koi problem naa ho to
Mai - ha thik hai chalo
Par hum charoo jaynge kaise
Nitika - mai apni car nikalti hu
Mai - ye accha hai
Phir hum sab car sai mall aa gaye
Mai - accha gudiya bata kaya lenna hai
Agni - mujhe acche acch kapade chaiye
Mai- chaloo aaj tumhae kapade hi dilwaunga
Mai usse le kar ek kids section mai gaya
Salesgirl - sir mai aap ki kaya madad kar sakti hu
Mai- esse joh pasand aaye wo kapade dila do aur mehanga sasata mat dhekahana
Salesgirl - ok sir
phir sab kapde dhekene lage
Mai - tum dono esske sath kapde lo aur apne liye bhi le lena mai aata hu
Mai wha sai men section mai aaya aur leyi kaayi sari tshirt aur jeans pack karayi aur kuch arav ke liye bhi
Mai aage jakar upper wale floor par woman section mai gaya Wha par maine ek saari aur do dress pack karwayi
Mai saara saaman lekar nicche aaya to wha dono agni ko khuch samjaha rahi thi
Mai - kya baat hai kaya hua
Agani - mama ye logo ye saare kapdne nahi lene de rahi
Nitikia - arr ye etne saare hai aur kaafi mahenge hai
Maine bus salesgirls sai kaha - sab pack kar do
Salegirls - sab sir
Mai - ha kar do kya baar baar kehana padega kitna time lagaega
Salegirl - sir 20-25 minute
Mai- ye lo card payement kar do aur tab tak saamne canteen mai hai
Phir uss ne payement kiya
Joh 2.30 lakh ka tha pata nahi kaya kaya liya waise bhi gunde ke liye paise kahi kaam hi aa rahe hai
Mai card lekar cantee mai aaaya
Mai - kaya kaya khanna hai sab order karo
Masoom - mujhe choclate wali ice cream caahiye
Agni - mujhe bhi chocalte
Mai - aur nitika tum
Nitika - nahi mai thik hu
Mai - chaloo tum mere pasand wali kha lo mai waiter ko bulaya do cholate aur do strawbeery wali ice cream magaayi
Masoom - mujhe bhi strawbery wali hi lanna
Agani- mujhe bhi
Mai- chalo bhai 4 le aao
Hum sab icecream kahne lage hum kah hi rahe the ki ek ladki ladkhadate hue meri chair sai takaryi
Ladki - i am really sorry
Maind picche mud ke dhekha wo nicche jhuk ka saaman utha rahi thi
Maine uski sakal dekhi to chauk gaya mai buss usse dhek raha th wo uth kar chali gyi par mai apne hi khaylo mai kho gaya
Masoom hilla kar - kaha kho gaye ho
Mai - baby ye wahi ladaki hai jo mere sapano mai aati hai
Masoom- kaya wahi jo abhi takaryi thi
Mai - haa wahi kidhar gayi wo
Masoom - maine dhyan nahi diaya
Nitika - aap dono kaya baate kar rahe ho
Mai- woh actually meri phele ki yaadas chali gayi hai
Nitika - what matlab apka naam dd nahi hai
Masoom - nahi wo to aase hi rakha gaya enka asali naam aur sakal tak nahi pata
Nitika - ek minute yaadas aur shakal ka kaya connection
Mai - baad mai chaloo sammn pack ho gaya hoga
Phir hum saara samman le kar nicche aaye aur saamne picche rakha par samman jada tha baaki hum le kar beth gaye car mai bus saaman hi samne tha
Par mera dimag uss ladaki pe thaa maine jise dekha thaa
Hum ghar pahuche to naukroo ko bula kar saman andar le jaane lage
Andar
Prtibha - are are puri dukkan kharid kar laaye ho kaya
Nitika - ha sab saaman esse ka hai wo agni ki taraf ess hara karti thi
Pratibha - ess ki kaya jarurat rhi
Mai - accha to apni gudiya ko wha ye kahene deta ki uska mama usski eetni si echa puri nahi kar sakata
Pratibha - lagata hai saal bhar ka ek baar mai le aayi hai
Agni - ha mai roj ek pehanugi
Mai- ha phene lnn phele andar jaa kar to rakho
Sab andar chale gaye aur mai masoom ko lekar apne room mai aaya