UPDATE 48
Maine uska phone chin liyaa
Shikha - mera phone do dev
Mai- nahi yeh sahi nahi hai
Shikha - chhotu tuh pagal hai kaya bade papa kitnai paresha hai pata hai
Mai- nahi jab tak mujhe sab yaad nahi aayega aap kisi ko kuch nahi bataogi aapko meri kasam
Shikha - dev ......
Aur ek tappad mere gaal par
Arav yeh dhekh kar waha aa gaya aur wo dono bhi
Arav - kaya kar rahi ho shikaha dd ko kyu maar rahi ho
Shikha- yeh koi dd nahi eska naam dev hai
Tino - what arer you saying
Shikha - ha sahi keh rahi hu aur tum ek bhai bhen ke bich mai mat pado
Nitika - bhai bahen ? kaha hai ?
Shika - yeh dev mera bhai hai
Teeno haran ho gaye
Jagpreet - achank yeh bhai kaise ban gaya
Shikha - woh sab baad mai aur tum apni kasam todo
Marcus - yeh sab kaya ho rha hai chalo sab pratice karni hai
Usko baad hume bhaut sai naaye daav shikaye gaye Pure 2 ghante
Phir hum sab nai naha do kar nasta kiya aur apne apne room mai chale gaye
Shikha didi meri piche hi mere room mai aa gaye
Mai- aap yaha kyu aayi ho
Shikha didi na room lock kar diya
Shikha - ab bato baat kaya kasam kyu di tumne
Mai - wo mai aap ko nahi bata sakata hu
Woh mere pass akar mere gaalo ko apne dono hatho mai le kr
Shikha - chhotu bata na kaya baat hai
Mai- didi mai apni bhen sai yeh baat nahi kar sakata hu mujh to yaad nahi hai aap hi meri bhen ho
Shikha - dhekh chotu tuh mujhese ek bhen na kam sai kam shikha joh teri friend hai usse hi bata de
Mai - kaise batoo aapko yeh ...
Shikha - tuh sab chinta chhod kar bata
Mai- aap etna kah rah rahi ho to suno
Mai- woh dono ************maine saare sapne unhe bata diya
Shikha- kaya par yeh ek sapna hi to hai
Mai - chaloo bathroom mai mere saath
Shikha - kyu mai nahi jaungi
Mai - aap jada socho mat
Hum bathroom mai gaye
Maine unn dono ko yaad kar mirror par haath rakha wo dono samne aa gayi
Shikha didi picche hati
Shikah- yeh kaise kiya tunne aur dono esse wakht yahi kar rahi kaya
Mai- ha samjah lo live hai ekdum no dealy
Shikha - par yeh sab kaise
Mai - woh to mujhe bhi nahi pata par kaya abhi bhi kahogi ki yaeh keval sapna hai
Hum bhar aaye
Sikha - pari ka mai smajhati hu kyuki woh hamesha tumahre sath ni rahi hai par yeh saloni ka khuch azzeb laga hai
Mai- mera ghar naa jana hi thik hoga
Shikha - nahi yeh koi solution nahi hai
Mai- to phir
Shikha - abhi tum apni traning par focus karo aur tumhara abhi yehi rehana thik hai kyuki tum par ek muder case hai
Mai- kiska murder case
Sikha - woh sab chhodo aur aram karo tum
Mera phone baja (matlab arav ka le rakha hai )
Mai- ha baby kaisi ho
Masoom - thik nahi hu tumnai kal raat call kyu nahi kiya
Mai- accha kaha ho tum abhi
Masoom - aaj holiday hai to room mai hu apne
Mai- kaisi halat mai ho
Masoom - matlab kaya hai
Mai- aare baby gussa mat hoo matalb kapade thik taakh hai na
Masoom- you naughty hamesha mazak waise thik hai
Maine didi ko pakada aur masoom ke room mai
Shikha - aaaahhhhhhhh
Maine unka muh band kiya
Mai-aap to baache bhi jada shor karti ho
Masoom mere gaale lag gayi
Mai- khuch sharam karoo tumhari nanad kadi hai yaha
Masoom - yeh to shikha hai aur tumnai essko ku bta diya apni powers kaa
Mai- pagal yehi meri asli bhen hai
Masoom didi ke pair chuti hai - mujhe maaf kar dena
Shikah - aare yeh kaya kar rahi hai aisa kuch nhi sab sahi hi
Masoom - apni nand kaa ashirwad le rahi hu
Shikha has kar - putrabhava hamesha kush raho
Mai- par didi woh to yeh karnae hi nahi deti hai
Shikha - kaya
Mai- jis sai apka aap bua banogi
Masoom sharam ke laal ho gayi
Shikha didi nai mere kaan pakad liye
Shikha - jada maskhari sujh rahi hai phele shaadi baad mai yeh sab
Mai- thik hai aab kaan chhodo naa
Masoom - aare baba jis ladki ke baare mei tum kar rahe the woh mere sath phadati hai
Shikha - kon hai
Masoom - saloni naam hai uska
Shikha - woh bhi teri nanad hai
Masoom - kaya sach mai
Shikha - ha woh dev ki badi bhen hai mai esski chacheri bhen hu
Masoom - dev aage kaya hai
Shika - dev rajput hai
Masoom - yaha ke no 1 bussiness men ke bete
Mai- tumhae kaise pata hai
Masoom - unhi ka school hai woh jismai hum padhate hai saloni nai bataya nahi
Shikha - nahi usse show karana pasand nahi hai
Mai- hello hello mai bhi hu yaha yeh kaya bhabhi nanad ki baate shuru kar di hai
Shikha - jada mat bol
Mai- accha chaloo koi gate baja raha hai
Masoom - par
Tab tak hum apne room mai aa gaye the maine gate khola
Arav - etni dher sai gate baja raha hu kaha tha
Mai- jara masoom ke pass gaya tha
Arav - thik hai yaar phone dena jara mai apna atm bhul gaya hu ek naye account sai paise taransfer karwana hai
Shikha - hum sabaka kharcha sarkar uthaegi
Arav - wo thik par khuch apne pass bhi to hona chaaiye
Mai - saale mai tera indirect samjah gaya hu tuh chhata hai ki mai janu sai mil kar aau hai na
Shikha - ab yeh janu kon hai
Arav - aapki nanad hai
Shikha - ek aur
Arav mujhe esare karane laga
Mai- aab aakhe mataka raha eehe bhi abhi usse sai mila kar aa rha hu
Shikha - yeh do do ka kaya chakkar hai
Mai - apki do nahi tin bhabhi hai
Sbikha - tu pagal jo gaya hai dev
Mai - nahi mai nahi ladkiya pagal hai
Arav - mujhe bhi samjh mai nahi aata hai joh esske karib jata hai usse naa jaan kaya ho jata hai tum bhi dhyaan sai rehana
Mai- chup kar be gadhe aur essi liye mai apnai aapko aur un dono ko mere dur rakhana cahata thaa ab woh saayd nahi ho
Nitika - kisse dur rakhene ki baat ho rahi hai
Mai- chal arav jara bhar ghum kar aate hai
Mai usse lekar waha sai nikal gaya mai ladkiyo sai jitna dur rahu utna accha
Mai - bhai arav yaar meri life ek bullet train ki tarah bhaag rahi hai
Arav - chal teri tension dur karata hu
Woh mujhe ek shop par le gaya
Sensus Wine Boutique Galata
Mai - bahi yeh kaha le aaya hai
Arav - bhai yeb sabse aachi dawa hai
Mai - na bhai na mai kahi out of control ho gaya to
Arav - kuch na hota bhai
Usani ek pack banaya
Mai naa na karte hue bhi pi liya mujhe bada relax laga peete peete etna time ho gya pata bhi nhi chala
Sona ka phone aaya
Mai - haaa..aa huu helo hela kon hai
Sona - kaya bol rahe ho hela kya
Mai - are jane maan tum ho kaya aao na maja karte hai
Sona - kaisi baate kar rahe ho ....ek minute kahi tum drink to nahi kar rahe ho
Mai- nahi mai to bus sherni ka doodh pi raha hu
Sona- aakhir tum bhi baaki sab jaise hi nikale waha yehi sab karne gaye ho haa
Mai -arre bhai yeh to bahdak rahi hai
Arav - thoda esse bhi pila dena
Mai- hahaha ha bhai sahi kahata hai darling tum bhi ek pack laga lo
Sona - mujhese wada kar ke waha yeh sab kar rahe ho
Mai- bhai mai chalta hui car kaha apni
Arav - abe car kaha hai humare pass aur tuh kab caar sai jata hai gayab ho jaa na
Mai-- haa haa dyaan aaaya
Mai nase mai sona ke pass pahuch jhumata hua lagata hai saale strong waali pila di