- 3,857
- 16,296
- 159
Haa abhi toh line saayad kaafi lambi ho jaayegiDo tow maan gayi teesri ko pata chala ki 2 or h tow khatia khadi ker dekgi woh DD ki
Bahot behtareen shaandaar update bhai
Haa abhi toh line saayad kaafi lambi ho jaayegiDo tow maan gayi teesri ko pata chala ki 2 or h tow khatia khadi ker dekgi woh DD ki
Bahot behtareen shaandaar update bhai
THANKS BHAINice and excellent update...
Thanks Bhai aage bhi aapko improvement dikhati rahegi thoda change jada nahi karata logo nai mana kiya tha ess liyeeReally superb update. A lot of improvement from earlier edition..
Haa woh baat sahi keh rahe mahasangram toh hogaa abb kab kaya kaise yeh toh pata nahi kon janata hai or haa janu lagata kuch toh jaan gayi haiAb matlab jaanu bhi dev ki shaktyon ka hissa ban gayi hai. Lagta hai peechle janam ke shraap ke kaaran hi pachle janam ki premikaaye ab iss janam mein bhi dev se jud rahi hai aur uski shaktyon ka hissa ban rahi hai taaki bhavishya mein hone waale kisi mahasangram ke liye wo dev ki sahayak ban sake. Bahut khoob Dev the lover mere papeete i mean mere cheete.
Thanks BhaiNice and awesome update...
Bahot behtareenUPDATE 48
Maine uska phone chin liyaa
Shikha - mera phone do dev
Mai- nahi yeh sahi nahi hai
Shikha - chhotu tuh pagal hai kaya bade papa kitnai paresha hai pata hai
Mai- nahi jab tak mujhe sab yaad nahi aayega aap kisi ko kuch nahi bataogi aapko meri kasam
Shikha - dev ......
Aur ek tappad mere gaal par
Arav yeh dhekh kar waha aa gaya aur wo dono bhi
Arav - kaya kar rahi ho shikaha dd ko kyu maar rahi ho
Shikha- yeh koi dd nahi eska naam dev hai
Tino - what arer you saying
Shikha - ha sahi keh rahi hu aur tum ek bhai bhen ke bich mai mat pado
Nitika - bhai bahen ? kaha hai ?
Shika - yeh dev mera bhai hai
Teeno haran ho gaye
Jagpreet - achank yeh bhai kaise ban gaya
Shikha - woh sab baad mai aur tum apni kasam todo
Marcus - yeh sab kaya ho rha hai chalo sab pratice karni hai
Usko baad hume bhaut sai naaye daav shikaye gaye Pure 2 ghante
Phir hum sab nai naha do kar nasta kiya aur apne apne room mai chale gaye
Shikha didi meri piche hi mere room mai aa gaye
Mai- aap yaha kyu aayi ho
Shikha didi na room lock kar diya
Shikha - ab bato baat kaya kasam kyu di tumne
Mai - wo mai aap ko nahi bata sakata hu
Woh mere pass akar mere gaalo ko apne dono hatho mai le kr
Shikha - chhotu bata na kaya baat hai
Mai- didi mai apni bhen sai yeh baat nahi kar sakata hu mujh to yaad nahi hai aap hi meri bhen ho
Shikha - dhekh chotu tuh mujhese ek bhen na kam sai kam shikha joh teri friend hai usse hi bata de
Mai - kaise batoo aapko yeh ...
Shikha - tuh sab chinta chhod kar bata
Mai- aap etna kah rah rahi ho to suno
Mai- woh dono ************maine saare sapne unhe bata diya
Shikha- kaya par yeh ek sapna hi to hai
Mai - chaloo bathroom mai mere saath
Shikha - kyu mai nahi jaungi
Mai - aap jada socho mat
Hum bathroom mai gaye
Maine unn dono ko yaad kar mirror par haath rakha wo dono samne aa gayi
Shikha didi picche hati
Shikah- yeh kaise kiya tunne aur dono esse wakht yahi kar rahi kaya
Mai- ha samjah lo live hai ekdum no dealy
Shikha - par yeh sab kaise
Mai - woh to mujhe bhi nahi pata par kaya abhi bhi kahogi ki yaeh keval sapna hai
Hum bhar aaye
Sikha - pari ka mai smajhati hu kyuki woh hamesha tumahre sath ni rahi hai par yeh saloni ka khuch azzeb laga hai
Mai- mera ghar naa jana hi thik hoga
Shikha - nahi yeh koi solution nahi hai
Mai- to phir
Shikha - abhi tum apni traning par focus karo aur tumhara abhi yehi rehana thik hai kyuki tum par ek muder case hai
Mai- kiska murder case
Sikha - woh sab chhodo aur aram karo tum
Mera phone baja (matlab arav ka le rakha hai )
Mai- ha baby kaisi ho
Masoom - thik nahi hu tumnai kal raat call kyu nahi kiya
Mai- accha kaha ho tum abhi
Masoom - aaj holiday hai to room mai hu apne
Mai- kaisi halat mai ho
Masoom - matlab kaya hai
Mai- aare baby gussa mat hoo matalb kapade thik taakh hai na
Masoom- you naughty hamesha mazak waise thik hai
Maine didi ko pakada aur masoom ke room mai
Shikha - aaaahhhhhhhh
Maine unka muh band kiya
Mai-aap to baache bhi jada shor karti ho
Masoom mere gaale lag gayi
Mai- khuch sharam karoo tumhari nanad kadi hai yaha
Masoom - yeh to shikha hai aur tumnai essko ku bta diya apni powers kaa
Mai- pagal yehi meri asli bhen hai
Masoom didi ke pair chuti hai - mujhe maaf kar dena
Shikah - aare yeh kaya kar rahi hai aisa kuch nhi sab sahi hi
Masoom - apni nand kaa ashirwad le rahi hu
Shikha has kar - putrabhava hamesha kush raho
Mai- par didi woh to yeh karnae hi nahi deti hai
Shikha - kaya
Mai- jis sai apka aap bua banogi
Masoom sharam ke laal ho gayi
Shikha didi nai mere kaan pakad liye
Shikha - jada maskhari sujh rahi hai phele shaadi baad mai yeh sab
Mai- thik hai aab kaan chhodo naa
Masoom - aare baba jis ladki ke baare mei tum kar rahe the woh mere sath phadati hai
Shikha - kon hai
Masoom - saloni naam hai uska
Shikha - woh bhi teri nanad hai
Masoom - kaya sach mai
Shikha - ha woh dev ki badi bhen hai mai esski chacheri bhen hu
Masoom - dev aage kaya hai
Shika - dev rajput hai
Masoom - yaha ke no 1 bussiness men ke bete
Mai- tumhae kaise pata hai
Masoom - unhi ka school hai woh jismai hum padhate hai saloni nai bataya nahi
Shikha - nahi usse show karana pasand nahi hai
Mai- hello hello mai bhi hu yaha yeh kaya bhabhi nanad ki baate shuru kar di hai
Shikha - jada mat bol
Mai- accha chaloo koi gate baja raha hai
Masoom - par
Tab tak hum apne room mai aa gaye the maine gate khola
Arav - etni dher sai gate baja raha hu kaha tha
Mai- jara masoom ke pass gaya tha
Arav - thik hai yaar phone dena jara mai apna atm bhul gaya hu ek naye account sai paise taransfer karwana hai
Shikha - hum sabaka kharcha sarkar uthaegi
Arav - wo thik par khuch apne pass bhi to hona chaaiye
Mai - saale mai tera indirect samjah gaya hu tuh chhata hai ki mai janu sai mil kar aau hai na
Shikha - ab yeh janu kon hai
Arav - aapki nanad hai
Shikha - ek aur
Arav mujhe esare karane laga
Mai- aab aakhe mataka raha eehe bhi abhi usse sai mila kar aa rha hu
Shikha - yeh do do ka kaya chakkar hai
Mai - apki do nahi tin bhabhi hai
Sbikha - tu pagal jo gaya hai dev
Mai - nahi mai nahi ladkiya pagal hai
Arav - mujhe bhi samjh mai nahi aata hai joh esske karib jata hai usse naa jaan kaya ho jata hai tum bhi dhyaan sai rehana
Mai- chup kar be gadhe aur essi liye mai apnai aapko aur un dono ko mere dur rakhana cahata thaa ab woh saayd nahi ho
Nitika - kisse dur rakhene ki baat ho rahi hai
Mai- chal arav jara bhar ghum kar aate hai
Mai usse lekar waha sai nikal gaya mai ladkiyo sai jitna dur rahu utna accha
Mai - bhai arav yaar meri life ek bullet train ki tarah bhaag rahi hai
Arav - chal teri tension dur karata hu
Woh mujhe ek shop par le gaya
Sensus Wine Boutique Galata
Mai - bahi yeh kaha le aaya hai
Arav - bhai yeb sabse aachi dawa hai
Mai - na bhai na mai kahi out of control ho gaya to
Arav - kuch na hota bhai
Usani ek pack banaya
Mai naa na karte hue bhi pi liya mujhe bada relax laga peete peete etna time ho gya pata bhi nhi chala
Sona ka phone aaya
Mai - haaa..aa huu helo hela kon hai
Sona - kaya bol rahe ho hela kya
Mai - are jane maan tum ho kaya aao na maja karte hai
Sona - kaisi baate kar rahe ho ....ek minute kahi tum drink to nahi kar rahe ho
Mai- nahi mai to bus sherni ka doodh pi raha hu
Sona- aakhir tum bhi baaki sab jaise hi nikale waha yehi sab karne gaye ho haa
Mai -arre bhai yeh to bahdak rahi hai
Arav - thoda esse bhi pila dena
Mai- hahaha ha bhai sahi kahata hai darling tum bhi ek pack laga lo
Sona - mujhese wada kar ke waha yeh sab kar rahe ho
Mai- bhai mai chalta hui car kaha apni
Arav - abe car kaha hai humare pass aur tuh kab caar sai jata hai gayab ho jaa na
Mai-- haa haa dyaan aaaya
Mai nase mai sona ke pass pahuch jhumata hua lagata hai saale strong waali pila di
Thanks BhaiBahot behtareen
Shaandaar update bhai
Badhiya shaandaar update bhaiUPDATE 49
Sona- yeh sab kaya hai dev
Mai - na na pati ka naam nahi leti etna bhi nahi pata hai
Sona - tumnai sharab kyu pi hai
Mai - mera dimag kharab hai joh sharab piunga mai to bus relax ho rah tha arav nai cold drink mai mila di
Sona - unko to bataungi
Mai usse essare karanai laga
Sona -nahi koi muh mitha nahi jao sharab piyo
Mai- mera to sabse bada nasa tum ho
Sona ghum kar khadi ho gayi
Mai- baby jaan jaaneman suno to sahi
Sona - mao koi baby jaan nahi hu jao apni baby ke pass
Mai us ke pass gaya
Mai- tum yeh faltuu ki baat socha mat kiya karo aur mai mazak kar raha tha bhala meri body mai koi shatab nasha kar sakati hai jab tumhe dhekh kar mai control mai huu to socho mujhe par koi nasha kaise chhad sakata hai
Wo phiche mudi
Sona - tum acche sai jaante ho mujhe kaise manna hai to phir aisa kyu karte ho ki mai ghussa hu
Mai- woh Ladki hi kaya joh sharmaye naa
Aur wo mehbooba hi kaya joh garmaye na
Maine usski kamar mai haath dal kar usse apni taraf khich liya
Woh mere baal mai ungli ghumani lagi
Sona - acha aur kaya kehata hai yeh dil tumhara
Mai -
Dil ka kaya hai yeh toh hai beiman
Kab chale kab ruk jaye mai kaya janu jaan
Ussnai apni hoth mere hoth par rakh diye
Mai bhi uske hotho ko dhirre dhirre chusane laga
Sona nahi mujhe dhaka diya aur bathroom ki taraf bhagnai lagi
Maine bhaag usse piche sai pakad liya
Sona - chhodo na jane do
Maine uski julfo ko hataya aur usske galdan par kiss kiya
Sona - ssshhhhhiiiiiiii........jaan jane do naa
Mai uske kaan ke piche apni jeeb ghumane laga
Soan- aahahaha ..maaa..a....aa..ashiiiiiii kaya kar rhae hoo
Maine uski kapdo ko upar kar kar ke uske naabhi mai haath ghumane laga aur uski gardan ko chumane laga
Sona nai apna hath mere hath par rakh diya
Aur ghum gayi
Wo meri aakho mai dhekhene lagi
Mai - ase kaya dhekh rahi hoo
Sona - tuhari aakho mai apne pyaar ko dhekh rahi hoo
Mai - yeh naina dhokhebaaj hote hai
Sona - kam sai kam enhi ka aehsaas to mere pass hote hai
Mai - dub gayi enmai to bahar na nikal paayogi
Sona - yehi to dubane ka maza hai mai khud to tum mai aur tum khud mai mahusus kar paayongi
Mssai uske hothoo ko chusnai laga par ess baar toda tezz tha
Sona ki sase tezz ho rahi thi usski chest meri chest sai ekdum chipak gaye the uski tezz saaso ki vajak sai usska chest uppar nicche ho raha tha jiss sai mujhemai aur madhoshi chaa rahi thi
Ussnai mere baalo ko kass ke pakad liya aur jeeb mere muh mai daal di mai uski jeeb ko behtasha chusani laga
Humari saase ki tezzi apni charam sima par thi Hum ek dusare mai sama jana chahete the
Acchank
Sona nai aakhe kholi aur jakar bed par pet ke bal let gayi
Aisha kaya hai tumharre mai ki mai khud ko rok nahi paayi
Akhir sona mujhe asse kyu chod kar chali gayi
Sona- todi dher aur ruk jaate
toh bigad jata
Mai - ha toh hu naa yahi
Sona jhatt sai mudi - kaha ho tum
Mai- tumhare saamne
Sona - kya majak kar rahe ho
Mai - kaya tum mujhe dhek nahi
Paa rahi ho kaya
Sona - nahi to
Mai- eska matalb mai invisible ho gaya hu par kaise
Tabhi wah ek roshani chamakne lagi aur woh sona ke andar chali gayi
Aawaj - ghabaro mat yeh sona ke pyaar kaa asar hai jo yeh sakti tumhe mili hai
Mai - matalb
Aawaj - jan tumnai esse khoon diya to tumhari saktiyo ka ansh sona ke andar chala gaya joh sakti tum khud sai nahi jaga paaye woh sona ke par darshi pyaar nai kar diya sona nai
tumahe pardarshita paradan ki shakti di hi ( matalab invisibilty)
Mai - accha wapas kaise aau
Aawaj - eska samdan sona hi tumhae baategi
Sona - mai khuch nahi janti hu
Aawaaz nahi aayi
Sona - kaha chale gaye
Mai- yeh meri life ki movie mai subtitle hai bus joh samjh mai nahi aata utna hi aata hai
Sona - ab tumhe wapas kaise laau
Mai - yaar jaldi kuch karo warana humare baacho ko kehna padega ek hawa ka jhoka aaya aur tumhari goad mai unnhe de gaya
Sona- abhi bhi mazak shujh rahi hai
Mai - accha ek kaam karoo ek baar aur kiss kar do sayaad wapas aa jayo
Sona - accha moke ke fayada uthana chate ho
Tabhi tusli didi nai gate nock kiya
Sona hadabda gayi - jadi sai chup jaoo
Mai- yaar tum ladkiyo ka dimag ghutane mai haa yeh sab sala tv serials ke den bai ab bhi keh rahi hai chup ja aur kon sa didi tumhari jaan legi mujhe dekh kar
Sona nai hate khol diya
Tulsi - kis sai etna tezz tezz baate kr rahi hai
Sona - kaha kisi sai bhi toh nahi koyi dikh raha hai apko
Maine unke gaal par ek kiss kar diya
Tulsi - kon hai dur hato
Sona - kaya hua koi nahi hai yaha
Tulsi - nahi kisi nai mere gaalo ko chuma
Sona (manmaii) - tumhe to mai abhi batai hu
Maine ess baar didi ki garadan ko pakad liya
Tulsi - dev tum ho kaya
Mai- apne kaise jana
Tulsi teri hatho sai laga
Mai - khuch shikho apni bhen sai chhute hi pahachan liya ek tum ho bich mai chhod kar chali gayi
Tulsi- matalb kar kaya rahe the tum
Mai- hum chupan chupyi khel rhe the
Tulsi - accha mujhe pagal samjha hai kaya
Sona - nahi didi bus asse hi
Tulsi - chal ab sammne aa ja
Mai- yeh to sona kar sakti hai
Tulsi- matalb
Mai- arre ye sakati essai nai di hai
Maine saari baate baatayi
Par saari baate ek traf rakh kar ennhe to bus ek baat hi dyaan rahi
Tulsi - kaya tum logo nai woh kiya
Sona wha sai bathroom mai bhaag gayi
Tulsi - maa maa
Maa andar aati hai
Maa- kyu chilla rahi hai
Tulsi - maa yeh dono room mai kar rahe the
Maa- kon koi to nahi hai yah
Tulsi - dev tujhe meri kasam bol de
Mai- haa maa mai yahi hu
Maa - toh kaya hua aur tuh gayab kyu hai
Tulsi didi unnhe baatne lagi par namak mirich laga kar
Maa - sona bhar nikaloo abhi turant
Mai- aap log galat samjh rahi ho
Maa - tuh chup kar
Sona bhar aayi
Maa - kaya tulsi sach bol rahi hai
Mai - maa aap bhi pagaloo wali baat karati ho enka dimag aaj khuch jada chal raha hai
Maa - tu sach kah rha hai naa
Mai sona ke pass gaya
Mai - sona
Sona bolte hi mai dhikhane laga
Mai - aare maa aap sona ko dara kyu rahi ho
Maa nai didi ke kaan pakade - tuh bahut chalak banti hai naa yeh sab tera natak tha naa
Tulsi didi jor jor sai hasane lagi
Tulsi- maa ennki sakal to dhekho 12 beje hai kyu bachu aab aaya maja gayab holar papaaiya deta hai
Mai- sorry di
Maa - challoo ab chal niche kahnne ki tayari karani hai
Mai- mai phir chalata hu
Sona - thik hai acche sai training karana
Mai- thik hai darling
Sona - you naughty
Mai wapas apne room mai aaya
Thodi der baad mere room mai sab aaye
Mai - kaya ho raha hai aap logo nai to essi hi apna room bana liya hai
Shikha - oye chup chup kam dekh apana aab mai yehi rahungi
Mai- naa baba na mai nahi rahne wala tumhare sath
Nitia - kyu kaya hua
Mai - enki figure to dekho
Shikha didi mujhe marne ko aayi mai bhaag kar bhar nikal gaya
Wha par marcus sir nai bulaya
______________________________________