UPDATE 58
Janu bathroom sai aayi
Janu- tum bhaut saitaann hote jaaa rahe ho
Mai- accha jab etni khoobsurat ladki pass mai ho to shaitanni nahi kare to kaya kare
Janu- par tum auroo sai alag ho kabhi bhi aage badane ke liye naa hi force karte ho naa kosis
Mai uska chera apne pass laya - arre pagal mai koi tumhare jism sai payaar todhi karata hu mai too tumsai payaar karata hu aur payaar mai jor jabardasti nahi hoti
Janu- eska matalb mai acchi nahi hu
Mai- kar di naa wahi baat jao mai baat nahi karata mai dusri taraf muh kar ke soo gaya
Janu- aare baba mai to majak kar rahi thi
Mai khuch nahi bola
Janu- kuch to bolo naa
Mai chup raha
Janu- dekho aisa mat karoo mujhe acha nahi lag rha hai
Mai - soo jao tumhe need aa rahi hai naa
Janu - aab maan bhi jaaoo naa ek to etne dino baad mile ho aur naaraj ho rahe jabki mujhe hona caahiye tha ek mahina aise hi jugar diyaa
Mai uski taraf muda - dobara kabhi aise baat mat karana
Janu kan pakate hue - sorry ab apna haath doo mujhe sonna hai
Hum dono esse hi soo gaye
Sunah jab need khuli to janu kisi sai baat kar rahi thi
Mai- kon hai
Janu - masoom hai kashmir mai hai trip par
Mai - kaya ohh sit jaldi sai tayaar ho jao
Janu- chal baad mai baat karati huu koi aaya hai
Masoom - ok thik hai
Mai- kab gayi hai wo
Janu- 5 din hue hai abhi abhi to 25 din aur wahi tahegi
Maine phone liya aur arav ko phone kiya
Arav - ha bahi kaya hua
Mai - yaar jara kashmir ke ticket karwa de tin
Arav - ok abhi karawata hu
Mai- aisa kar apna bhi karawa lena
Arav - ok
Janu- kon jaa raha kashmir
Mai- tum mai sona aur arav
Janu- kaya tumnai masoom ko sab bata diya hai
Mai- pagal ho kaya bus tumhara bhi ghumana ho jayega jaldi ready ho jaao mai sona ko lekar aata hu
Mai bhagata hua gaadi lekar ghar ki aur nikal pada
Ghar par tulsi di aur sona hi the
Mai- maa kaha hai
Tulsi - aare tum aa gaye aa jaa nasta kar abhi toh kahi nahi jaa raha naa
Mai - maa kaha hai
Tulsi - woh papa ke saath bhar gayi hai kayi din lagenge
Mai - tab to apko aklea nahi chhod sakata
Maine arav sai ek aur ticket karwa liya humari flight 12 beje ki thi
Mai- didi sona kaha nai
Tulsi - upper room mai hai padh rahi hai
Mai - aare waah yeh to badiya hai
Mai room mai gaya
Mai- sona mai aa gaya
Sona - toh kaya karu
Mai - ab chhodo bhi aur tayaar ho jao hum ghumane jaa rahe hai
Sona kush hokar khadhi ho gayi - sach mai
Mai- haa jaldi sai ready ho jao aur mera saaman bhi pack kar do flight hai 12 beje
Sona - flight kyu hum to waise bhi jaa sakete hai naa
Mai - woh hsab baad mai joh kaha hai karo
Sona- haa thik hai ghussa kyu kar rahe hoo
Maine masoom ko call ki
Mai - hello baby kaha ho
Masoom - tum batamiz kahi ke jhutte tumnai kaha tha mere saath aoge aur na janne kaha gayab ho gaye
Mai- aare ruk to sahi sab aakar bata dunga mujhe bhaut badi baat pata chali hai tum ruki kaha par ho address send kar doo
Masoom nai msg beja
Phir sona aur didi ko lekar arav ke ghar aur waha sai sidha airpot wha sai flight mai nikal pade kashmir ki taraf
Sona aur janu khuch baate kar rahe thi
Mai- kaya baate ho rahi hai
Sona - kyu ladkiyo ki baato ko sun kar kaya karoge
Mai - kyu jab ladkiyo koo jhel sakta hu to unki baatoo ko kyu nahi
Janu- eey mr aap hume nahi hum aapko jhel rahe hai
Mai - sona yeh galat hai sidhi sadhi ladki koo bigad rahi ho
Sona- accha mai bigad rahi hu toh kal raat tum kaya kar rahe the
Meri to hawa nikal gayi yeh ladkiya bhi naa koi baat pet mai nahi pachati hai
Janu- kha khoo gaye
Sona - kaal raat ke sapne mai
Mai- nhi aisa kuch nahi hai woh mai to bus yeh soch rha tha ki
Sona - na baba na mai naa karne wali kuch
Mai- tum manoge nahi
Wo dono hasane lagi
Janu- shkal to dekho ac mei paisana aa raha hai
Maine haath lagaya to sacch mai mere face par paisna tha
Mai- yaar tum log to abhi sai dara rahi hoo mera naa janne kaya hoga
Sona - wahi hoga jo manjure dilruba hoga
Meri bhi hasi chhut gayi
Adami -kaya aap log saant rahenge
Mai- ohh sorry sir tum log thoda dheere bolo
Airhostess - sir aap khuch lenge kaya
Mai- aap payaar sai de dogi to le lenge
Airhostess - kaya sir
Mai- kaya hai aapke pass
Airhostess - sab khuch aapke liye
Janu mere haath par nochane lagi
Mai- khuch garam milega
Airhosteass - par aap to phele sai hi hot dikh rahe ho
Mai- toh khuch thanda hi pila do par mita hoo
Sona - sugar hoo jayegi
Airhostess - koi baat nahi sugerfree bhi hai humare pass
Mai- to de do na
Airhostess- ye le li jiye naa
Maine aage haath badaya - de di jiye naa
Maine icecream le li
Sona - kaha loo laar gir rhai hai
Mai aur airhostess hasane lag par woh dono gusse mai jal rahi thi
Maine ek noto ki gaadi usse de - kaafi acchi tarah samahahti to ho situation ko
yeh meri taraf sai meri enn dono ko jalane ke liye
Airhostess - thanks sir par yeh kyu
Mai- bus mujhe aaccha laga to tumhe bhi to accha lagana cahaiye bytheway tumhara naam
Airhostess - priya
Mai- sweet name nice to meet you
Priya - my pleasure sir
Wo chali gayi
Sona nai mere kaan pakade
Mai - ahahhaha kaya kar rhai ho log has rahe hai
Sona - kaya kar rahe the yeh sab
Mai- bus todha sa
Janu - yeh todha sa nahi tha agar mujhe ghussa aa gaya naa to tum soch nahi sakete kaya hoga
Mai - saant ho jaaoo mere raniyo saant
Sona - usse 10 hajar kyu di aur hume kuch bhi nahi
Maine uth kar apne jeb sai do card nikale
Mai- yeh janu ka aur yeh sona ka
Janu - yeh kyu
Mai - dekho yeh 500 crore tumhara aur yeh 500 crore tumhara
Dono ke haath sai card chhut gaya
Mai - kaya kar rahi hoo dono
Sona - tum majak kar rahe ho naa
Mai - nahi baba
Janu- etne saare paise kaha sai
Mai- ab underworld ko khatam karne ke badale mai khuch to lenna hi tha
Sona - par yeh sab sarkaar kaa hai
Mai - sab ke sab ek jaise hai tum kaya sochati ho yeh sab enne paise ko garibo mai baat denge sab ke sab chhor hai khaa jayenge ess sai aacha hum bhi kaaye bhut mai donate kar chuka jada socho naa
Janu- tum kaya karoge
Mai- ek buisness shuru karunga aur berojgaaro ko kaam dunga aage
Sona mere gaale lag gayi- sorry maine tumhe galat samajha
Mai- essye liye abhi tak maine yeh baat arav ko bhi nahi baatayi woh bhi binna baat ke sawal karega