UPDATE 115 (MEGA)
Neha - niche baith gayi aur mere pair pakad lia - bhaiyaa please maaf kar do naa mujhe haa maa ko ees bare men kabhi pata nahin chalega
Mai - haa haa kaise pata chalega sare kaam to tum raat men karti ho naa sab
apne kamre men so rahengi aram se ki hamare bache sab thik hai thik
nahin hogaa to mera beta sambhal legaa dev par yahaan yeh sara ghar baar sab chhod kar yahaan andheri raat mei bhediya banakar ghum rahi hai
Shikhaa - dev sambhaao apne aap ko tumhara ghussa badh raha hai
Neha - bhai please maaf kar do mujhe
Mai - kaahe kaa bhai tune to mujhe apna bhai samjha hi nahin tune mujhe unhi ki ginatiyon mai laa diya jinki vajah se ham apnaa ghar chhod kar aaye ab unmei aur mujh men koi Fhark nahin hai chhod mere pair ko mujhe tujhse koi baat nahin karni
Shikhaa - dev tum use samajhne ki bajaye daant kyon rahe ho vah bhi nasamajh hai galti ho jaati hai
Mai - har koi pata nahin kya bannaa chaah rahaa hai har koi mujhse kuch naa kuch chhupaa rahaa hai udhar vo arav kaa bachcha pata nahin kis ladki ke liye kis chakkar men phas gayaa hai aur yah kutta black bird pata nahin kahan se meri jindgi men tufaan laya aakhir mai karun kya didi ki shaadi ke
bare men kuch kar nahi paa raha hun aur naa hi kisi aur ko time de paa raha hu aur aaj pata lag raha hai maine apni behano ko bhi time nahi diya agar
aapki koi bhi baat hai to woh bhi bata dijiye aaj sab ki shikayate ho jaaye
Shikhaa - baat to neha nai bilkul sahi kahi hai
Mai - kyaa kya bolaa apnai
Shikhaa - aakhir aisa kyaa hai ki sab tumhare hi piche kyon pade rahte hain
sari musibat tumhare piche kyon aati hai kisne kaha thaa raw agent banne
ko batao kisne kaha thaa mai to khud chhodne vaali thi yah jab pata chala
tum mere bhaai ho maine khud ko rok liya kyonki mujhe koi pareshani nahin
thi vahaan se nikalne men bas mujhe dr ke hisab se hi vahan rakha gayaa thaa
aur thodi bahut knowledge thi tumne ek gang bana di matalab koi aur naam
nahin milaa thaa tumhen jokar gang aisaa lag raha hai ki koi jaise kisi
circus vaale kaa naam
Mai - apka dimag to kharab nahin hai naa kaisi faltu ki baaten kar rahi ho
Nehaa - main jaanti hun didi aap topic ko change krana cahati ho par aap pehale wale dev ko to janati ho naa woh naa kisi ki sunte hain naa kisi ko bolne dete hain
Shikha - woh wala dev hoga koi aur yah yeh wala dev tujhe kuch nahi kahega
Mai - kyon nahin kahunga aisa kyaa kar diyaa esne
Shikhab - are bachi hai galti ho jaati hai
Mai - agar yahi galti ritu aur usse hui hoti to
Shikhaa chillate hua - dev
Mai - sorry sorry mera kehne kaa matalab woh nahin thaa
Sikhaane - mujhe acche sai pata hai eska matlab kya hota hai
Unhone mujhe mere khadhe sai piche hataya aur khadi hogi
Shikha - achchhi tarah se samajh gayi hu tumhare kehane kaa kyaa matalab
tumhare kahne kaa matalab hai ki apni bahan apni hi hoti hai yehi matalab
hai naa tumhara
Mai - are nahin nahi nahi aisa koi matalab nahin hai galti se nikala aisa kuch kabhi - kabhi
Shikha - jo dil mai hota hai vahi jubaan par ata hai yeh bola thaa naa tune
Mai - kaisi baaten kar rahi ho aap aap to janti ho naa ghusse mei mai to kuch
bhi bol jata hun kuch bhi
Woh aage ki taraf badh gayi
Mai - ab app kahan jaa rahi ho
Shikha - yahan mera kaya kaam
Abb yaar kyaa musibat hai yah ek sai baat karo dusara apna lekar aa jati hai
Mai neha ko ungali dikhata hua - neha se tujhse to main baad men baat
karunga jaa apne doston se milne jaa
Neha - nahin main aapko chhod kar nahin jaungi
Mai chillaate hua - kaha naa chali jaa yahan se hat jaa abhi meri aakh ke samne sai
Ladki - neha tum yahan se chalo jab enka ghusa shaant hoga tab baat kar
lena
Woh rote hua uski uske saath chali gayi
Mai jakar shikha didi ke piche khada ho gayaa
Mai - sorry didi galti ho gayi maaf kar do
Shikhaa - chale jaa aaj tumnai meraa dil dukha diya
Mai - are mujhe etnaa ghusa aa gaya thaa aap baar - baar uski side le rahi ho
us sai galti hue par aap uska saath de rahi thi dantna to bantaa hai na phir
se kabhi koi galti naa karegi abhi yeh hua uske saath kuch aur bhi ho sakta hai
Shikhaa - tum kyaa har kisi ki jindgi thik kar sakte ho jab mere bhaiyo ne mujhe kahaa toh mai samajhi sayad tum sahi ho tum tum mujhe kabhi galat nahin samjhoge aur aaj tumne bhi mujhe paraya kar diya
Mai (man men) - yaar yaar yaar koi to idea dimaag men aye enki narazgi dur
karne ka
Mai - didi waha dekho chaand ki roshni kitni achi lag rahi ho paani ke andar
Shikhaa - dev maine kahaa naa yahaan se chale jaao main koi bachi nahin hun
joh tum mujhe chaand ki roshni dikha mana loge
Kdev mere man mai bola
Kdev - bol to main sambhal kar dikhau
Mai - tu sambhaal lega enko
Kdev - abe maine to jeen aur
aditi ko tere kabze mai laa diyaa aur kya sabut dun
Mai - vah alag mamla hai yah alag mamla hai samajh gaya
Kdev - mamla chaahe woh ho yaa yeh chahe koi aur ladakiyo ko ek bhasha aati
hai pyaar ki aur apni tarif ki
Mai - hat haraamkhor saale kaha hai naa bahnon se koi chhed khani nahi
Kdev - ek baar try karke to dekh bhai kyaa pata kuch mil jaye tuh hi kar mujhe naa karne de raha toh
Mai - matalab kyaa matalab teraa mil jaye
Kdev - are mere kahne kaa matalab hai maan jaaye jaye saale hamesha galat
suntaa hai
Mai - teri baaten main achee se samajhta hun ki kya milne vale ki baat kar raha hai yaa maan jaane ki
Kdev - to try kar ke dekhna naa mujhse kyon bakeaas kar raha hai
Shikhaa didi nai jab dekhaa ki main kuch nahin bol rahaa hun to unhone piche palat kar dekha
Mai turant bol padaa - vaise es chaand ki roshni men aapkaa chehra kitna
sundar lag rahaa hai naa
Shikhaa - kyon vaise acha nahin lagta
kaya
Mai - nahi nahi lagtaa hai par chaand ki roshni aapke gaalon par pad rahi aap ki aankho par pad rahi hai toh aapki khobsurati nikahar rahi hai
Shikhaa - aur
Mai - aur aur aapke aapke baalo baalo sai hoti hui yeh roshani appko kano mai
kissi heere ke jhumake ki tarah chamak rahi hai
Shikhaa mere paas aate hue - aur
Mai - aapki aankho ko yeh roshani ek nili jhil ki tarah banaa rahi hai jise
dekhne vaale ko akkho sai bas thandak milti rahe
Shikha - tujhe bahut pataa hai en sab chizo ke bare men etna gehrai mei mat
dekh nahin to dub jaaga
Mai - nadi saamne hai dubne ke liye
Shikha - acha chal baith aram se baat karte hain phir ham dono nadi ke
paas jakar pathro par baithe gaye
Shikha - acha to yeh baat bataa agar batana cahe toh
Mai - kyaa bolo
Shikha - tum sabse jyada pyaar kisse karta hai
Mai - apni family se aur kis sai
Shikha - are nahin buddhu love wala love
Mai - sabhi se kartaa hun
Shikha - nahin aisa nahin hota hai koi ek aisa hota hai special joh dil ke
sabse karib hota
Shikha - waise to sabhi mere dil ke sabse jyadaa karib hai par sabse jyada
karib devikaa aur komal hai
Shikha - aur komal ke lia toh bade manenge nahi
Mai - manenge to kisi ke liye nahi ab joh hoga dekha jayega lekin etna hai
naa main komal ko bhul saktaa hun aur naa hi kisi aur ko
Shikha - par meri yeh samajh men nahin aata ki jab etni saari aur ladakiya
hain tere saath phir baaki ladakiya kyo tere saath rehana chaahti hai
Main - to aapka kehna chaahti ho ki enhe mujhse bhi acha mil sakta hai
Shikha - nahin woh baat nahi hai lekin tuh samajh raha hai naa jo main kehnaa
chaah rahi hun matalab aajakal ke jamaane mei aisa kahan hota hai ladakiya toh es baat par muder tak kar deti hai
Mai - es sab unka pyaar bhi hai aur kuch meri shaktiyo kaa ek jaal bhi
Shikha - matalab
Mai - matalab yah ki mere andar mohini shakti hai koi bhi ladki mere paas aai joh mujhse jyada close hui to us par bas mera hi nasha chaaya rahega
Shikha - chalo tum raza ho jadugar ho lekin yah bakwaas lagta hai mujhe
aisa kuch aur dikhai nahin degaa tumhare siva
Mai - maine yeh nahin kaha ki keval us shakti ke vajah se hai woh sab mujhse pyaar bhi karti hain aur mai bhi unsse utna hi pyaar kartaa hun usse jyada bhi karta hun
Shikha - mere kehne kaa matalab yah hai ki agar maine tujhe kis kiya to main
tere liye pagal ho jaungi
Mai - aisa ho sakta hai yaa nahin hoga mai kuch paka nahin keh sakta
Shikha - eskaa matalab tuh chahta hai ki tum mujhe kiss karo
Mai hadbada gayaa yah kyaa bol rahi hai
Mai - nahi maine aisa nahi kahaa mai bas baat bata raha hun aapko ki
aapne joh pucha ki kya aisa hota hai toh mai bata raha hun ki kya pata
aisa ho sakta hai ab aap apne upar kyon le kar jaa rahi ho
Shikha - mera to manana yah hai ki vah sabhi tumse pyaar karti hai tahe dil se
jaise ham sab karte hain aur mai bhi tere etnaa close rehati hun tum mujhe to
kabhi aisa feel nahi hua kuch
Mai - are vah baar - baar apne upar kyon le jaa rahi hoo are nahin hua naa aapko kyon hoga aap meri bahan ho
Shikha - to kya main ladki nahi hun
Mai - nahi aisa nahin aap ladki ho khubsurat bhi ho par yah galat hai sorry maine aisaa kuch nahin kaha hai
Shikha - vaise ham dono saath mei kaam karte hain to hamen yah sab to pata hi hai to baat karne men koi burai thodi hai koi
Mai - baat aapki sahi hai ham sab kuch jante hain ki ki kabhi - kabhi kuch
sabuto kaa pataa lagane ke lia hamen sab kuch karnaa pad sakta hai
Shikha - ek baar karke dekhna main bhi dekhu aisa kaun saa jaadu hai tere
paas
Mere to kaan khade ho gaye main unke face ko ghur raha tha
Shikha - kyaa huaa sharm aa rahi hai mujhe ladki hokar sharm nahi aa rahi ho tujhe ladkaa hokar sharm aa rahi hai
Mai - aapko kaise pataa maine pari ko kiya tha abb usska hi naa sam.....
Mai chhup ho gaya kaya bol raha hu mai
Shikha - eska matalab tune use kis kiya kaya
Mai - yah aapka mind game thik nahi hai
Shikha - pyaar aur jang men sab jaayaz hai samjhe mr
Mai - kya matalab pyaar aur jang
Shikha - eska matalab tum mujhse pyaar nahin karte
Mai - kyaa ho gaya didi aapko kaisi baat kar rahi ho
Shikha - tujhe kitni baar kaha hai mujhe akele mai shikha bola kar mai koi
bhudiya nahi hu
Mai - kab bola aap nai yeh
Shikha - ab bol rahi hun ab to sun le
Mai - saloni didi aur aapka samajh mai nahi aata aap hamesha dhamkati kyu rahti ho
Shikha - jab tum jaise log ek baar mei sunte hi nahi ho
Mai - aisi faltu ki baten kaise sune jab aap kah rahi hai ki main aapko kiss
karun
shikhaa - pareshaani kyaa hai
Pata nahin kyon aaj unki bato se saara sharir ekadam garam garam sa ho raha
tha maine mathe se apna pasina pocha
Shikha - etne thande mausam men tujhe pasina kyon aa rahaa hai kiss karne ko bola hai koi shaadi karne ko nahi
Mai - didi chalte hain naa waha neha hamara wait kar rahi hogi
Shikha - nahi nahi woh koi wait nahi kar rahi hai tumhara aaj main jaan
ke rahungi joh tumne abhi kaha
Wah sach hai yaa jhuth
( K dev - mere man mai - sach ho yaa jhuth saale ab tujhe padenge ghar par
jut )
Shikha - kya hai kitna soch raha hai chhoti sii chiz hai
Mai - nahi yah mujhsai nahi hogaa
unhone mujhe niche dhaka de diya
Mai - yah kya kar rahi ho didi
Shikhaa - phir didi