UPDATE - 140
ZINDAGI KA SAFAR - 3[ FINAL CHAPTER THE SECRET OF DEV LIFE AND POWERS ]
Arav - raveena gate kholo jaldi kaya hua hai
Unn adamiyo nai shot gun nikali aur aur fire kiya
Woh goli sofe ko chirati hui raveena bhabhi Ke seene Ki taraf bhadh gayi par
lagani waali thi kdev apne dono hathailya aage kar diya goli kdev ek hateli ko chirati hui dusri hathali mai ghus gayi kdev nai apni chik raok li par usske hoth usske daato la pressure ko jhel nahi paayi aur uss mai sai khoon aane laga
raveena bhabhi ke aakho sai ashuo Ki dhaar nikal rahi thi
Unhonai apni shaadi ke pallu liya aur kdev ke hotho ke khoon ko saaf kiya
Kdev - bhabhi app chali janna
Sheetal - yeah tumhe maar dene yeh sab agents hai CIA Ke
Kdev - saari baate baad mai aap mere go kahnai par
Kdev - go
raveena bathroom Ki taraf bhaggi aur kdev unka dhayan bhatkanai Ke liye dusri or kudh gaya
Unnhonai andahadhun fire kar diye par kdev bach gaya diwla ki aad sai
Kdev( man mai) - aakhir karu kaise mere pass abb koi shaktiya nahi bachi hai sab
samaye ke saath nasht ho gayi aur mere asali sharir narak mai hai agar maine
apni shield ki power use ki bacchi hui toh ek goli aur mai kahatam
Udhar bhar arav
Arav - mom dad app chali jaaoo sabko lekar mai samabhal lunga par janu ko bhej do
Mom edhar udhar dekhati hai par janu unhe kahi nazar nahi aati
Arav - chhodo mom app sabko lekar bhar jaao yaha fires ho rahe hai
Sab waha sai chale gaye aur ab wha bus arav bacha
Andar
Ek adami - dekh tujhsai humai kuch Jada nahi lena hai humai apni agent ko
maranai bheja hai tuh hat jaa
Kdev - abb chal be baap ka raaj hai kaya raveena bhabhi ki pair ki jutti bhi
nahi milegi tumhe
Dusra adami - bhabhi ha ha ha kiski bhabhi abbe yeah sab ek chaal thi tere uss arav ko fasanai ki aur raw ke sare secrets pata karnai ki
Kdev - aisa nahi ho sakata hai tum sab mujhe chutiya samajhate ho kaya
Tisra adami - bhar aa jaa raveena aur woh secrets de de humme
Bahar
Arav - yaar agar mai andar gaya toh kahi Use mar naa de yeah sab
Arav tezz sai bola - joh bhi hai andar meri raveena ko chhod do mai wahi karunga joh tum kahoge
Andar sai adami yeah sun lete hai
Unka boss yaani aakhir 4 adami - dekh raveena nikal jaa warana yah sab mare jaynge ess sai acha tuh mar jaa yaa file de de
Yeah sunate hi raveena bhabhi gate khol kar bhar aa gayi
Sabnai gun nnpar kar di woh fire karnai waale the ki kdev nai apna haath gol
gol ghaya aur aage kar diya usske aisa karate hi sab kuch ruk gaya sab kuch
andar bhara Delhi ,Mumbai ,USA,China everywhere sab ruk gaya bus do chize thi motion mai aur woh thi kdev aur raveena bhabhi ki body
Raveena bhabhi rotti hui sab dekh kar hairan thi
Kdev unke pass gaya
Kdev - kaya aap CIA agent ho
Raveena rote hue - haa par maine dhokha nahi diya arav ko mai uss sai bhaut payaar karti hu
Kdev - phir yeah sachayi kyu chupayi apnai
Raveena - kyuki woh apni job ko lekar bhaut jada hi serious hote hai agar unhe
yeah pata chal jaata ki meri vajagh sai Dgp ki jaan gayi hai toh woh kabka
mujhe chhod dete
Kdev chauk gaya - matalab aap dgp Ki beti nahi ho
Raveena - nahi humari agency nai kaayi salo sai yeah plan kiya tha par tum yaani joker gang aa gayi aur humari agancy ka intrest tumhare blood ke samples mai aa gaya cia jaan chuki hai ki tum koi normal insaan toh nahi ho
Kdev - yeh apnai sahi nahi kiya etna bada dokha
Raveena bhabhi haath jod kar - mai arav ko nahi khona calahati hu please meri
madad karo
Kdev kuch soach mai pad gaya
Aur phir - dekho etna toh aap jaanti hi ho ki peri pas power hai par abb nahi
rahi hai woh sab par ek upaye hai jis sai sab thik ho jaayega
Raveena bhabhi kdev Ki taraf dekhati hui - mai kuch bhi karungi arav ko panne
ke liye
Kdev - toh aapko kehana hoga ki maine aapke saath sone Ki shart rakhi aur apnai
mana kiya toh maine apnai adamiyo Ke saath apke sath jabardasti ki jismai ghuse mai maine hi apne admiyo ko maar diya
Raveena - kaya bkawas kar rage rahe ho tum mai apne payaar ke liye tumhari dosti kurban kar du
Kdev - aur koi chara nahi kyuki yaha aisa mahol hai ki agar usse jara saa shak
hua toh apka raaj khul jaayega aur payaar mai log aise baato ko jaldi sach manate caahe dost ho yaa koi aur
Raveena - par mai yeah nahi kar sakati hu mai etnai kudgarz kaise ho jaau
Kdev - par abb mujhe yeh karna hi hoga
Kdev nai ek bandok utha li aur teen Ka sir uda diya aur 4thko pakad kar kahdha
ho gaya aur apna hath aage kar ke gate khol diya aur arav ko free kar diya
Kdev boss par gun laga kar - sale Raveena ko bus mai hi chu sakata hu tune himat bhi kaise ki chune ki uska jism sirf mera hai samajha
Etna bolate hi uss nai fire kar Ke usski khopadi uda di
Arav yeh sun kar wahi jam gaya
Kdev nai usski taraf tirchi nazar sai dekha aur muda Raveena bhabhi ki aur gaya aur dhiree said bola
Kdev - puri jaan sai dhaka dena aur mujhe esske liye maaf karana
Kdev nai itna bol kar Raveena bhabhi ke baalo ko pakad ke chumane ki kosis ki
bhabhi toh hairan ho gayi ess sai hamale sai unhonai arav ki aakho mai dekha aur akkhir unhonai ek jor ka dhakka de diya kdev picche gir gaya
Kdev - pagal hai kaya
(Phir uss nai arav Ki taraf dekha aur )Aaaa.....AAA..rav bhai tuh yaha
Arav bhagata hua aaya aur kdev le muh par apni knee lock jad diya aur dusra marnai wala tha par tabhi Raveena bhabhi nai uuse piche sai pakad liya
Arav - chhod do Raveena aaj mai ease mar dunga maine esse kaya samajha aur yeh kaya nikala
Mai aur nahi dekh sakata warana mere aashu nahi ruk payenge mai vapas present mei aa gaya
Maine Raveena bhabhi kaa haath chhod diya
Mai - arav bhai uss harkat ke liye mujhe maaf kar de
Janu - jab tumnai kuch kiya nahi toh phir maafi kyu
Mai - janu please chup raho abhi
Arav - agar mai wahi masoom yaa sona ke saath karu toh
Raveena chilla kar - arav aap aisa soch bhi kaise sakate hai woh sab aapki
bahbhi hai
Arav - haa aur tum kaya thi haa batoo
yeh baat sab arav , Raveena aur kdev ke bich hi thi tabhi sabaka response
kuch alag saa tha
Raveena - aap ko sachayi janani hai toh
Mai - nahi bhabhi nahi maine hi galat kiya aapke saath arav sahi hai
Raveena - par
Mai - mujhe maaf kar de na aapko woh din phir yaad dila diya abb mai chalata hu mai mud kar bahar nikal gaya par aaj pehali baar mujhe kdev par Garv tha ki woh mera ansh hai caahe todha awara hi kyu nahi hai waise baat bhi sahi uss time ek agent aram sai samjah sakata tha sab kuch bus payaar aur nafrat kaa parda hi ussko chupa sakata