UPDATE 177
Mai - haa chal kaya dikkat hai chal
Giri - udhar kaha jaa raha hai edhar hai ghar uska
Mai - haa haa thik hai mai yaha thodi rehata hu joh mujhe pata hoga kon kaha rehata hai
Giri aur mai phir waha sai aadi ke ghar aaye
Giri - oye aadi ghar ke bahar aaja
Thodi dher ke baad aadi bahar aaya
Aadi - tuh yaha kaya lene aya hai giri tuh yaha esko kyu lekar aya hai
Giri - yaar abb purani baate bhul jaa naa
Aadi - esnai uske baad sorry tak nahi maanga
Mai - maaf kar de bhai mujhe toh yaad bhi naa thaa maine kaya kiya tha aur kyu
Aadi chauk ke - etnai jaldi kaise maafi maang li tab toh ek maafi ke liye mujhe etana mara tha
Mai - bhai din badalate log badalte hum bhi badal gaye
Aadi - kahi yeh kisi ladaki ke chakar mai nahi pad gaya naa
Giri - abe ek nahi kaiyi saari
Mera dimag ghum gaya yeh baat giri ko kisnai batayi
Giri - aise mat dekh ritu nai batay thaa mujhe tuh jab soo raha thaa doher mai
Aadi - mujhe bhi aur phir meri kaise yaad aa gayi
Mai - yaar yeh giri keh raha woh gufa mai jaane ko jaha hum jakar mastiya karate the
Aadi - saale giri bhabhi nai waha tujhe jane ko mana kiya hai naa
Giri - dekh usko batane kaa koi matalab chalega yaa nahi yeh bata
Aadi - maine mana kiya par dev dekh tuh kuch mat karana ess baar
Mai - are nahi karunga yaar bus chale abb
Aadi - abhi raat ko chalate ekdum naa
Mai - nahi yaa teri bhabhiya wait karengi raat mai toh abhi chalate hai
Thodi hi der baad hum uske ghar sai nikale aur karib 30 minute chalane ke baad hum waha pahuch gaye
Giri side ke ped sai kuch nikalata hai
Mai - abe yeh kaya daaru kab lakar rakhi tune yaha
Giri - abe rakhi thi pehele kuch time pehale aur yaha garam bhi naa hoti
Hum uske baad andar gaye aur
Aadi - dekha dev yeh ess liye ana caahta thaa yaha pe
Mai - chal koi naa abb pi lene de ek din ke enjoyment sai kuch naa karega
Giri - tuh bhi piyega kaya bee tuh pita nhi mujhe laga
Mai - naa be mere ko chadati nahi hai yeh sab
Thodi der mai glass glass banate gaye aur hum pitte gaye
Giri - tuh toh bola tere ko chadati nahi teri aakhe laal ho gayi hai be
Mai utha aur talab mai aakhe samane kar dekha aur ek haath piche lekar talwar khich ke nikal li
Aadi ki gaand fat gayi par giri aram sai pi raha tha
Maine talwaar kaa waar kiya giri pe usnai ek haath sai roak liya aur mujhe piche ki taraf dhaka de diya
Maine talwaar upper ki aur aur bijali ki ek lehar uspar chhod di usni kalayi ghumayi aur fuk maari bijali ek dhue mai badal gayi
Aadi - maa maa koi toh bacha lo mujhe
Giri ek laat usko maarta woh dur jata hu behosh ho jata - chup chup dekh nahi raha do dushman etnai din baad mil rahe yaa kahu kaiyi sadi baad
Usnao apne aage hue baal upper kiye jaise jaise woh upper dekh raha mere talwaar pe meri pakad aur hard ho rahi thi jaise uski aakhe meri aakho sai takrayi mai niche gir pada jaise mujhe kuch dikh nahi raha tha mere haath nai kaam karan band kar diya tha
Mai utha aur talwaar ko edhar udhar ghumata hua marane laga
Giri - kaya be writer kaya giri giri likh raha mai mahashaitan hu bata naa sabko
Sorrry sorrry
Mahashaitan - abe etnai tayari ke baad tuh abhi bhi mere aage andha ghum raha hai
Mai aakhe jahpkata hua mujhe kuch nahi dikh raha bus awwaz aa rahi thi - toh tune giri ko kuch kiya hai naa jab mujhe woh ghadi mili thi
Mahashaitan - abe kaise kaise gadhe paal rakhe hai tune woh insaan bhi nahi hai padha hoga wahi jaha maine mut diya
Mai chilla ke - kutta toh tuh hai hi kabhi kambhe dhudhata kabhi jhaadi
Mahashaitan nai ek ghusa mere muh pe mara par uss sai pehale maine uska haath kaat diya
Mahashaitan apna haath vapas lagate hue - waah tezzi toh badi hai tere mai lagata masoom ko apni bana hi liya aakhir
Mai chilla ke - joh meri hai usko mere hone naa hone sai tujhe kaya farak padata hai
Tabhi mera dil tezz sai fadfaya aur kaan ke paas awaaz aayi
Kaise ho maalik ha ha ha ha ha
Yeh hasi nahi aisa kaise ho sakata
Mai - tuh kaise kar sakat hai
Mahashaitan - aakhir aap nikal aaye maalik
Mahashaitan apne ghutane pe beth jata hai
Mai - etna bada dhokha
Woh awwaz - dhokha dene waale dhoka de dete hai aur dhokha khaane waale dhokhe me reh jaate hai
Mene talwar ghumayi aur meri jhaange kat gayi
Woh awwaz - abhi bhi naa samajha tuh mujhe nahi maar paayega ( woh mahashaitan ki taraf dekh ke )sala badi moti khaal hai yeh kitana majboor kiya maine esko ki jaldi sai apni chaar kisi behan ke saath soo jaaye aur mai aazad ho jaau unn sab ki jaan lekar par tune toh mujhe tin logo ke saath sokar etna taakatwar kar diya maine socha naa
Mahashaitaan mujhe ek laat maar ke - saala bahut harami hai maalik aapki power kaa pata lagate hi apni saari taakat har kisi mai baat di aur kitana ashleel hai chabhi bhi banayi toh apni hawas ko jab tak soyega naa unki saari shakati nikalegi nahi
Woh awwaz - haa haa par tujhe pata eska ek beta aa raha aur dusra bhi aayega kaya naam hai uss ladki kaa haa neha uska beta rudra uska ek katra khoon bhi tujhe meri takat ki adhi takat de dega
Mai apna pet pakad ke - usski taraf apni nazar bhi mat dalana
Woh awwaz wala mujhe ek laat marata hai mera shir ek pathar sai takara gaya aur mai behosh ho gaya
Woh awwaz - sala mujhe k dev bolata tha janata nhi K kaa matalab kavach nahi aaj ke jamane mai killer hota hai
Mahashaitan - murkh hai maharaaj kaya jaane yeh
K Dev waha padi talwaar utha leta aur dono haatho ke bich mai lekar dabata aur woh uske andar chali jaati hai