UPDATE 178
K dev - esko abhi ke liye chhod dete hai kaya pata kuch naya dudh le yeh joh humare kaam aaye
Woh dono waha sai chale gaye
Mai uske baad utha aur shir jhataka maine aur vapas sai talwaar ko yaad karke usko manga liya saale mujhe bevkoof samajhate hai enko kaya laga yaha jaal mei fas ke mai apni talwaar sai war karunga par aakhir yeh mera ansh kaise bana jab saare fasad ki jad yehi hai
Maine aadi ko kandhe pe uthaya aur waha sai bahar nikala tha ki
Saloni mere pass aate hue - tum thik ho naa dev
Mai haa mai shir hilate hue - haa par tuh yaha kaise
Saloni - maine tumhari ruh pe ek jaal lagaya tha jab tumhe k chhod ke jaayega tab mujhe pata chal jayega aisa
Mai saloni ki taraf dekh ke - matalb ruh jaal
Saloni - haa woh k hi tha jiske wajah sai tum killer bane usnai bhale tumhe bachaya par tumhare haatho bahut aise logo ko marwa ke takkat paayi jis sai naa usko kabhi koi hara paya naa tumhe
Mai aadi ko side mai aram sai lita deta aur saloni ke saath wahi beth jata hu
Saloni - kaya hua jaan
Mai - saloni ek baat batao aakhir tum uss samye kyu mahashaitaan ki madad kar rahi thi
Saloni - kyuki woh sabsai bade jadugar the aur woh ek baar kuch logo sai bachane ke uss duniya ko ek shakti bana rahe the jis sai sab acha ho aur koi kabhi bina wajah kisi ke haath naa mare
Mai - kaya baat kar rahi ho yeh neechh..
Saloni mere hotho pe haath rakh ke - naa aisa naa kahe woh shakti tum hi the
Mai dimag ghum gaya - what kaya bak I mean kaya keh rahi ho tum
Saloni - sahi keh rahi ho mai aur woh shakti dene waali aapni maa thi aur mahashaitaan tab manohar the aapke pita duniya ke sabsai bade jadugaar par aakhir wkhat pe aapki maa ko k nai maar diya aur aur aap ek shakti ki vishfot ki tarah kahi aur jakar gire aur unki bhaut si jaduyi shkati chali gayi joh woh k ke logo ko maar maar ke unke andar sai nikal rahe the jinko aapko marane ko kaha thaa
Mai - par woh abhi bhi mujhe aise milate hai jaise woh mujhe nahi janate
Saloni - woh jab k nai mahashaitan ban ke hum sabko mara toh humara naya janam hua jab unnhe pata chala ki woh unnke khoye hue bete aap hi ho par aapke saath k hamesha ke liye kudh ko jod liya mahashaitan yaa kahe manohar har baar aapko marane ke liye nahi balki aapke andar bethe uss k ko marne aate the
Mai - etnai si baat woh mujhe nahi bata sakate the maine kaya kaya nahi bola unko bhara bura
Saloni - aree woh toh aapko etna manate hai ki joh yeh sab plan aap bana ke aaye hai yeh sab bhi sote hue unnhonai hi aapke dimag mai bhara thaa ki aap unko khatam karne kaa rasata dudhate dudhate hue k tak pahuch jaaye
Mai - acha yeh baat hai meri phoolgobhi
Saloni muh azeeb sai dekh ke - kaya kaha chhodo jaane do yeh batao kahi aap dono baap bete toh mera uloo naa bana rahe naa
Mai has ke - nahi meri fool...ummmm
Mai apni saas samabhalata hua yeh achank meri muh mai hawa kyu bharne lagi
Saloni - agar vapas phool ghobhi bola naa toh dekh lena
Maine usko piche dhaka diya aur uske chuche ko halka saa dabaya
Mai - hai toh yeh pure gobhi jaise badhe bade
Saloni uth ke mera haath hata ke - hatho ghobhi etnai juicy nahi hogi
Mai chauk gaya - kaya kaha
Saloni muh ban karke naa me shir hilati hai
Tabhi woh aadi awwaa uhh karata hua utha
Aadi - are saloni didi aap dev tuh aur woh
Mai - kuch nahi be bhul jaa tere liye woh sahi hai
Aadi - par giri
Mai - woh giri nahi tha ek behrupiya tha
Saloni - abb tum dono baate ban karo aur giri ko dudh ke gahr chalo
Aadi - haa sahi kaha aapne
Thodi der baad waha aaye jaha giri tha
usko lekar mai ghar aya aur lita diya side mai aur sikha ko bulaya
Shikha - yeh giri ko kaya ho gaya
Tabhi waha dada ji aur baaki pariwar ke bhaut log aa gaye
Mai - kuch nahi woh pata nahi kaise gir pata rasate mai thakawat sai hoga sayad
Sikha mujhe dhyaan sai dekhati aur - haa thoda mausam waisa hai naa
Maine side mai dekha aur bahagta hua unke pass gaya - tulsi didi ..aaah sorry sorry mera kaan chhod do please
Dada ji - yeh ladaki kon hai joh humare bete sai jada ek raja samrat ko aise pakad rahi hai
Tulsi didi aisa kuch sun ke mera kaan chhod deti hai - sorry dada ji galati ho gayi
Mai - dada ji yeh tulsi didi hai bataya hoga naa pehale dad nai aapko
Dada ji has ke - acha humari badi beti hui tab toh le beta ess chhadi sai maar
Maine Didi ko pakad ke utha liya are saloni didi bolana padega naa yaha etnai log hai
Saloni - mujhe kyu utha raha hai dev
Mai - ek didi sai dusari didi hi bacha sakati hai
Saloni man mai - aaj yeh kuch jada hi kush dikh rahe jabki k dev ke dokhe ke baare mao pata chala
Mai saloni sai man me - aree meri phoolgobhi ab humare bich koi nahi joh humare pyar humari baato pe nazar rakh sake toh kyu naa kush rahu
Tulsi didi udhar marne ko hoti mai saloni ko udhar kar deta aur jab edhar marne ko hoti edhar kar deta
Maa - aree yeh sab chhod jab biwi ban jaaye tab karna
waha jaise sanata ho gaya ess baat sai
Saloni tezz sai hasate hue - aree maa mai saloni hu masoom nahi dekh liya karo
Maa jinke face pe jaise ekdum sai pasina aa gaya usko poch ke - toh yeh kyu dhaal bana raha tujhe are beta tulsi paani wagera toh pi le abhi aayi aur eski class lene lagi
Mai - are maa sumit amit rahul aaye kaya yaha
Sab waha phir mujhe ghurate hai
B chachi - mana mere bache hai par abb unka yaha koi kaam nahi
Mai waha beth ke chair pe - aree aap log bhul jaaye joh sab hua woh sab jaise maine bhaut kuch galat kiya pehele uss ke hisab sai kuch nahi kiya unhonai jaise mai ek time kaatil thaa kisi ki vajagh sai woh bhi ussi kaa sikar the manata hu enn baato kaa koi shar per nahi hai par jab duniya mai aapke dushman badh jaaye toh apne ghar ke dushmano ko bhi dost bana lena caahiye
Mai etna bola ki amit mere pair pe gir pada mai piche hat gaya
Mai - kaya karate ho bhai aap badhe ho
Amit - nahi maa sahi kehati hai aap apne dil aur kaamo sai bade hote ho naa ki kisi aur xhiz sai huamri etnai galati kie baad bhi hume maaf karne ki tuh soch kaise sakata joh sab maine kiyaa
Mai - abb baaki baate hum baad mai kare toh jada acha hoga kyu etna toh aap samajh sakate abb diwali hai toh ess diwali hum jalate hai apne bich ke bair ko aur job baaki sab hai ......Ess Diwali ko apni bachpan waali diwali banate jab hum mai bus ek payaar tha....aur sahi kahu toh kuch ho caahe naa par abb mujhe har kisi ki jaroorat hai aur apno sai jada mai kisko dudhunga
Saloni - bus guru ji kaa parvachan ho gaya chale sab kaam kare aur soo jaaye aur aap jaaye raat bhar kushti ke liye matalb dev tuh jaa waha rehana hai naa kushati ke liye
Amit - nahi mai ladunga ess baar dev nahi bada beta mai hu gahr kaa naa
..
aur aise hi bhaut time baad kushi kaa ek mahool bana ghar mai par kahi naa kahi sab janate the yeh humari sayad aakhiri kushi ki chiz hai uss ladayi sai pehale joh naa toh aasan thi naa hi aisi ki kich khona naa pade bus mai dil mai yehi soch raha ki bhagwan bus haar jeet kaise bhi taye kare par kisi ko khona naa pade ek aur dar tha mujhe kahi woh k kuch kar naa de mahashaitan i mean dad ko ......