kingkhankar
Multiverse is real!
- 6,964
- 15,001
- 188
Smooth writing.UPDATE 37
Mai - arre yaar ye sab kaya hai
Arav - kyu famous ho gaya par yaar ye mask kyu lagaya
Mai - woh sab chhod aur bata sab thik hai
Agani - ha mama hum sab thik hai par mai aap sai baat nahi karungi aap mujhe chhod kar chale gaye aur phir un gande uncle nai hume pakad liya
Mai- phele mere pass aao gudiyaa
Wo mere pass aayi maine usse upar apne pass bethya
Mai- maaf nahi karagi mujhe
Agni - nahi aap nai promise kiya tha ki aap mujhe ghumane le jaoge par aap chale gaye
Mai- accha baba aaj chalenge ghumane thik hai
Woh khus ho kar mere gale lag gayi
Agni - ab maaf kiya aapko
Mai - acha to ek kissi do
Agani - wahi jo mami aap ko deti hai
Masoom - chup kar pagal gaal par de de
Agni nai gaal par ek kiss kiya aur mere pass mai beth ke apni kuch gift kholane lagi joh mile honge ussko
Arav - to bhai aage kaya karana hai
Mai - abe saale todha sbar to kiya kar
Arav - arre yaar mai kaam ko nahi kah raha hu bus yahi ki delhi mai khuch din rukate hai
Mai- ha masoom ke admmision hone ke baad jaunga
Arav- thik hai
Gate khula aur mohan sir shikha jagpreet alok pratibha nitika andar aaye
Nitika mere pass aayi aur mera haath pakada liya
Nitika - kaise ho aap
Mai - thik hu aap kaise hai
Nitika - aap ki wajah sai thik hu
Mohan - haa tumhara bhaut shakriya meri beti ko safely laane ke liye .
Mai- ye toh mera farz tha warana hum to ajanbi thare
Alok mere per pakad nai laga
Mai - are ye kaya kar rahe ho pagala gaye ho kaya
Alok - apne family waalo ko bachane waale ke pair pakad raha hu
Mai usse hataya - nahi mai to bus ek aam ensaan hu joh bus pyaar ki bhasha bolata hu aur sunata hu
Alok - tumnai sahi kaha tha pyaar ka rishata sabse badaha hota hai
Arav - kaya ho raha hai yaha ye sab
Pratibha bina ruke sab bata deti hai
Arav - alok tunne ye thik nahi kiya tuh aisa soch bhi kaise sakata hai mai kaya kisi bhi aire gaire ko le aaunga yehi dosti hai apni
Mai- yaar tu chup kar ek pita hone ke naate uss nai ye sab kaha hoga aur woh ek police wala bhi toh hai yeh sab ussnai dimag mai rehata hai
Mohan - ha ek police to dusaro ko shikhata hai ki kabhi anjaan logo par vishawas na karo phir woh ye galti kaise karata
Agni - too kaya mai phir sai mere mama chin jayenge
Alok nai usse god mai utha liya
Alok - naa meri gudiya koi nahi chinega ab jo marzi apne mama ke sath kar jaha jana hai jaa
Agni alok ke gaal par kiss kar deti hai - sach papa
Alok - ha gudiya ekdum sach
Pratibha aage aayi - bhaiya mujhe bhi maaf kar do
Mai - aare bhai bhi kehati hao aur maafi magati ho chalo khuch khila do bahut bhuk lagi hai
Nitika - ha niche kahana laga hua hai aap log chalo
Mai - aap log chaloo mai aata hu
Masoom - mai yehi le aati hu naa
Mai - aree na na mai abb thik hu aata hu
Sab waha sai chale gaye bus mai agni aur masoom bacche
Masoom - tulsi didi nai bhaut baar phone kiya aur tumhare bare mai puch rahi thi Unhone bhi woh news dhekhi to maine sab bata diya
Mai - ohh sit masoom tum yahi ruko mai mil ke aata hu
Agni - kaha jaa raahe ho
Mai- chal tujhe tere massi sai mila kar lata hu
Agni - ye massi par jayege kaise
Mai - gayab ho kar par yeh secret kisi ko nahi batana
Agni - mai choti bahale hu par samjhadar hu
Mai - accha agar kar ke dhikhau
Maine agni ko god mai liya
Masoom - koi aaye to kahana 15 minute mai nicche aate hai yaa tum bhi chalogi
Masoom - haa ruko gate band kar deti hu aur aati hu
Mai masoom kaa hath pakd ke tusli didi ko yaad kiya aur jaht sai pahuch gaya
Tulsi chiillla kar - aaahhh kon hai
Maine jhatt gate khola aur agni ke sath bhar aa gaya
Agni chillaa raahi thi
Mai - bus chup kar
Agani nai aakhe kholi aur chup ho gayi
Agni - hum pachuch gaye
Mai- ha pahuch gaye
Tabhi didi gat khol kar aayi
Mai - sorry didi wo galti sai ho gaya
Tulsi didi nai mere kaan ethate hue - kyu ree esse sai ladkiyo ke bathroom mai ghus jaata hai
Agni - mama aap enke bathroom mai gaye the
Mai - chup ab chup rahana ...wo didi jaldi ke chakar mai galti ho gayi maine khuch nahi dekha kasam sai
Masoom - didi ennko mar ki jarurat hai bola hai phele puch liya karo phone kar ke aise hi bhage aa jaate hai
Tulsi - haa sahi bola tunee yeh pura bigad gaya
Mai - ha bikul sach kaha dimag sahi jagah nahi chalata sahi
Tulsi - accha ye sab kaya kar raha hai waha par aur teh mask hata naa
Mai- Ok lo hat gaya aur wha apna kaam kar rha tha
Tabhi unnhe janne kya hua wo rone lagi maine agni ko utara
Mai - arre didi ye kaya kar rahi ho
Wo aakar mere gaale lag gayi
Tulsi - tuh jaanta hai naa ki tuh akela mera bhai hai bade dino baad mujhe tere jaisa payara bhai mila hai mai usse nahi khonna chati hu
Mai - arre didi mai ekdum thik hu aap chinata mat kiya karoo masoom kuch bolo naa enhe chup karo
Tulsi - tuh jitana bhi powerful kyu na ho hum sab hamesha teri fikar karte rahenge
Masoom - haa sahi kaha didi meri nahi sunate hai
Mai- tum toh ruko batata hu tumhe ab rona band karo aur apni bhaanji sai milo
Tulsi - accha ek aur bhen banna li
Agani - mama yehi massi hai kaya
Tulsi - ha aao mere pass
Agani - nahi aap nai mama ko datta mai aapke pass nahi jaungi
Mai- arre gudiya meri galti toh hi datta na
Agni - kaya ye choclate dengi
Tulsi - phele mujhe kissi deni hogi
Wo agni ko utha leti hai
Tulsi - ab do
Agni usske hotho par kiss kar deti hai
Tulsi - aare tuh to badi smart hai kaha sai sikhi kissi
Agni jhaat sai - mama mami ko essi kissi dete ha
Tulsi didi hasane lagi aur masoom sharma gayi
Mai - accha didi mai chalata jaldi hi aa jaunga thik hai chal gudiya chalo masoom
Tuls - par
Mai rokete hue - nahi didi baad mai abhi nahi ruk sakata hu
Maine usse god mai liya aur masoom ko pakada aur wapas aa gya
Masoom - etni dher kaha laga di
Vapas aakar
Masoom - maine kaha tha koi kaam jaldi mai maat kiya karo
Mai - chalo niche sab intazar kar rahe honge aur tuh agni ki baachi ab ye aag lagana baand kar tuh naa kisi ko kissi degi aur na yeh batyegi ki hum yaha sai kahi gaye the warana mai tujhese baat nahi karunga
Agni - sorry mama ji mai aage asa nahi karungi
Masoom- beta agar asse baate tum sa ke samne karogi to sab tumhare mama ko ganda samajhenge
Agni- nahi mere mama acche hai mai kisi sai nahk khaungi
Mai- meri pyaari gudiya
Usske baad hum nicche aakar khanna kahane lage
Story is going great.
