Disclaimer : Yeh kahani fiction hai aur iska haqeeqat se koi lena dena nahi. Yeh kahani 1955 saal ki hai
Yeh kahani hai kai saal poorani. Himachal ki god mein ek bada sa gaon tha jo kafi Khushal aur khushnuma tha. Barf ki chadar mein lipti is gaon ki thandi aur sone ke rang se saji suraj ki dhoopwali garmi. Yeh gaon jaise swarg ka doosra baam tha. Is gaon mein ek badi si haveli hai jiska maalik ek Rajput parivaar ka hai.
Is kahani ke mukhya kirdar ke naam.
(1) Randheer Singh. Umar 68 saal. Rajasthan mein kam se kam 100 crore ki jayedad aur raj parivaar se. Himachal mein ek business bhi hai lekin yaha bhi kam se kam 20 crore se jyada ki sampati.
(2) kahani ka main hero Shardul Singh. Umar 35 saal. London wapis aaya. Qareeb 29 saal baad London se wapis aaya. Maa ka saaya bachpan se hi jaa chuka tha. Ab Himachal ke Bansidhar gaon mein business ke liye aaya hai. Pitaji ke saath rishte kuch khas nahi. Bahut shant aur ache dil ka insaan.
(3) Vidhya Prasad. Age 30 saal aur haveli mein caretaker ka kaam karti thi lwkin ab Shardul ka kaam dekhti hai. Randheer Vidhya pe bahut bharosa karta hai. Vidhya Brahmin parivaar se hai. Pitaji pooja paath karwatehai aur maa gharko sambhalti hai. Vidhya bahit hi komal aur sundar swabhav ki hai.

Last edited: